aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa uthta to hai ghata sa barasta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa chulhe nahin jalaaye yaa basti hi jal gayi chulhe nahin jalaaye yaa basti hi jal gayi kuchh roz ho gaye hain ab uthta nahin dhunwa kuchh roz ho gaye hain ab uthta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa aankhon ke ponchhne se laga aanch ka pata aankhon ke ponchhne se laga aanch ka pata yun chehra fer lene se chhupta nahin dhunwa aankhon se aansuon ke marasim puraane hain aankhon se aansuon ke marasim puraane hain mehma ye ghar mein aaye to chhubhta nahin dhunwa uthta to hai ghata sa barasta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa
Aankhon Mein Jal Raha Hai Kyun
Jagjit Singh