aah ko chahiye ek umr asar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak kaun jitaa hai teri zulf ke sar hone tak kaun jitaa hai teri zulf ke sar hone tak aashiqi sabr talab aur tamanna betaab aashiqi sabr talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak hum ne maana ke tagaful na karoge lekin hum ne maana ke tagaful na karoge lekin khaak ho jaayenge hum tumko khabar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak ghum e hasti ka asad kisse ho juz marg e ilaaj ghum e hasti ka asad kisse ho juz marg e ilaaj shamaa har rang jalti hai sahar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak kaun jitaa hai tere zulf ke sar hone tak
Aah Ko Chahiye
Jagjit Singh