Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeCarukesi
HomeCarukesi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade roz hi ki tarah aaj bhi dard ko hum chhupane lage the magar ro pade magar ro pade aur ab kya kahen kya hua hai humen tum to ho bekhabar hum bhi anjaan hai bas yahi jaanana to bahut ho gaya hum bhi rakhte hain dil hum bhi insaan hain muskuraate huye hum bahaana koi phir banaane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade magar ro pade hain sitaare kahaan itne aakaash par har kisi ko agar ik sitaara mile kashitiyon ke liye ye bhanwar bhi to hai kya zaroori hai sabko kanaara mile bas yahi soch ke hum rahe chain se doob jaane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade magar ro pade umr bhar kaash hum yunhi rote rahen aaj kyun ke humen ye huyi hai khabar muskuraahat ki to koi keemat nahin aasuon se huyi hai humaari kadar baadlon ki tarah hum to barse bina
aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ajnabii kaise ajnabiiiiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ab koi aarzoo nahi baaki ab koi aarzoo nahi baaki ab koi aarzoo nahi baaki justzoo meri aakhriiiii tum ho justzoo meri aakhriiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho na zameen par ghana andhera ho na zameen par ghana andhera ho na zameen par ghana andhera ho aasmano ki chandni tum ho aasmano ki chandni tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho doston se wafa ki ummiden doston se wafa ki ummiden doston se wafa ki ummiden kis zamana ke aadami tum ho kis zamana ke aadami tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ajnabii kaise ajnabiiiii tum ho ajnabii kaise ajnabiiiiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho
akele hain chale aao jahaan ho akele hain chale aao jahaan ho kahaan aawaaz den tumko kahaan ho akele hain chale aao jahaan ho tumhein hum dhoondhte hain humein dil dhoondhtaa hai tumhein hum dhoondhte hain humein dil dhoondhtaa hai na ab manzil hai koi na koi raastaa hai akele hain chale aao jahaan ho kahaan aawaaz den tumko kahaan ho akele hain ye tanhaai ka aalam aur iss par aapkaa ghum ye tanhaai ka aalam aur iss par aapkaa ghum na jeete hain na marte bataao kyaa karein hum akele hain chale aao jahaan ho kahaan aawaaz den tumko kahaan ho akele hain chale aao jahaan ho
baiyaan na dharo o balma baiyaan na dharo o balma baiyaan na dharo o balma na karo mose raaaaar baiyaan na dharo o balma dhalegi chunariyaa tan se dhalegi chunariyaa tan se tan se tan se aa aa aa aa dhalegi chunariyaa tan se hansengi re chudiyan chhan se hansengi re chudiyan chhan se chhan se hansengi re chudiyan machegi jhankaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo o balma mohe chhodo haai sajnaa mohe chhodo haai mohe chhodo mohe chhodo chhodo chhodo sajnaa mohe chodo haai sajnaa diya sees uthaye sajnaa diya sees uthaye uthaye sajnaa diya sees uthaye sajnaa raha mohe nihaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo o balma main to aap behki behki main to aap behki behki behki behki aa aa aa aa aa main to aap behki behki chaloon jaise mehki mehki chaloon jaise mehki mehki chaloon jaise mehki chameliyon ki daaaaar baiyaan na dharo o balma na karo mose raaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo
aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai barasta hai jo aankhon se wo saawan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai kabhi hum saath guzre jin sajili raah guzaaron se khiza ke bhes mein girte hain ab patte chanaaron se ye raahen yaad karti hain ye gulshan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai barasta hai jo aankhon se wo saawan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai koi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai gumaan hota hai jaise tu mera daaman hilaata hai kabhi chooma tha jo toone wo daaman yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai barasta hai jo aankhon se wo saawan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai wohi hain jheel ke manzar wohi kirnon ki barsaaten jahaan hum tum kiya karte the pehron
bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aag ye kaisi mann mein lagi hai mann se badhi to tan mein lagi hai aag nahin ye dil ki lagi hai jitni bujhaayi utni jali hai dil ki lagi na ho to kya zindagi hai saath hum jo chale mit gaye faasle aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam khoyi nazar thi soye nazaare dekha tumhe to jaage ye saare dil ne kiye jo dil ko ishaare mil ke chale hum saath tumhaare aaj khushi se mera dil ye pukaare tera daaman mila pyaar mera khila aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam dil ki kahaani pahunchi zubaan tak kis ko khabar ab
kahaan chalaa aye mere jogiiii jeevan se tu bhaag ke kisi ek dil ke kaaran yun saari duniyaa tyaag ke chhod de saari duniyaa kisi ke liye ye munaasib nahin aadmi ke liye pyaar se bhi zuroori kayi kaam hai pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye tann se tann ka milan ho naa paaya to kya mann se mann kaa milan koi kam to nahin mann se mann kaa milan koi kam to nahin khushboo aati rahe door hi se sahi saamne ho chaman koi kam to nahin saamne ho chaman koi kam to nahin chaand miltaa nahin sabko sansaar mein hai diyaa hi bahot roshani ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye itni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin ek duniyaa ujad hi gayi hai to kya doosra tum jahaan kyun basaate nahin dil naa chaahe bhi to saath sansaar ke chalna padta hai sab ki khushi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye
ek tu na mila mila mila ek tu na milaaaaa ek tu na milaa saari duniya mile bhi to kya hai ek tu na milaaaa mera dil na khilaaaaa mera dil na khila saari bagiyaa khile bhi to kya hai ek tu na mila dharti hoon main aur tu hai gagan hoga kahan tera mera milan dharti hoon main aur tu hai gagan hoga kahan tera mera milan laakh pehre yahaan laakh pehre yahaan pyaar dil mein pale bhi to kya hai ek tu naa milaaaa taqdeer ki main koi bhool hoon daali se bichhda hua phool hoon taqdeer ki main koi bhool hoon daali se bichhda hua phool hoon saath tera nahinnnnn saath tera nahin sang duniyaa chale bhi to kya hai ek tu naa milaaaa tujhse lipat kar jo ro lete hum aansoon nahin the ye moti se kam tujhse lipat kar jo ro lete hum aansoon nahin the ye moti se kam tera daaman nahinnnnn tera daaman nahin ye aansoon dhale bhi to kya hai ek tu na milaaaa ek tu na milaa saari duniya mile bhi to kya hai ek tu na milaaaa tu na milaaaa tu na milaaaa
jaan e jaana o jaan e jaana jaan e jaana o jaan e jaana hoo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu mera laage kya tu mera laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu meri laage kya tu meri laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar hai mann ki pooja hooo jab se jeevan mein tu aaya bhaaya nahin koi dujaa bhaaya nahin koi dujaa meri bhi kya kismat hai dil mein teri chaahat hai khila hai gul seharaa mein khuda ko bhi hairat hai jaan e jaana o jaan e jaana phool ban kar tera chehra mere haathon mein khila hai milan hai dil se
kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa ye bahaar kuchh hai piye hue ye samaa nashe mein hai choor saa ye samaa nashe mein hai choor saa kabhi in fizaaon mein pyaas thi ab mausam e barsaat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mera dil dhadakataa hai aaj kal teri shokh nazron se poochh kar teri shokh nazron se poochh kar meri jaan kabhi mere bas mein thi ab zindagi tere haath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei
kisi raah mein kisi mod par kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi haal mein kisi baat par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mera dil kahe kahin ye na ho mera dil kahe kahin ye na ho nahin ye na ho nahin ye na ho kisi roz tujhse bichhad ke main tujhe dhoondhati phiroon dar badar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera rang saaya bahaar ka tera rang saaya bahaar ka tera roop aaina pyaar ka tujhe aa nazar mein chhupa loon main tujhe lag na jaaye kahin nazar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera saath hai to hai zindagi tera saath hai to hai zindagi tera pyaar hai to hai roshani tera pyaar hai to hai roshani kahan din ye dhal jaaye kya pata kahan raat ho jaaye kya khabar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere
aaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa aaaaa oooo oooo ooooo ooooo oooo ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re kahaan se tu aaya kahaan jaayega tu ke dil ki agan se pighal jaayega tu dhuwaan ban gayi hai khayaalon ki mehfil mere pyaar ki jaane kahaan hogi manzil hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ooooo megha re megha re megha re megha re mere ghum ki tu dawaa re dawaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re barasne lagi hain boondennnn tarasne laga hai mann hooo oooo zara koi bijali chamkiiii larajne laga hai mann aur naa dara tu mujhko oo kaale kaale ghan mere tan ko chhoo rahi hai preet ki pehli pawan ooooo megha re megha re megha re megha re meri sun le tu sadaa re
meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaaa pardesi naa aaya sab ke mann ke meet mile hain baagon mein phir phool khile hain mera mann murjhaaya meraaaaaa pardesi naa aaya saawan barsaa yun mann tarsaa main jee bhar ke royiiiii saawan barsaa yun mann tarsaa main jee bhar ke royi jisne dekha paagal samjha ye naa samjha koi meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaa pardesi naa aaya yaad mein kis ki jaane julmi bhool gaya birhan ko yaad mein kis ki jaane julmi bhool gaya birhan ko raah mein jaane kis sautan ne rok liya saajan ko meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaa pardesi naa aaya saanjh sakaare ye keh keh ke chhede duniyaa saariiii saanjh sakaare ye keh keh ke chhede duniyaa saari wo aati hai wo jaati hai ik birhaa ki maari meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaaa pardesi naa aaya sab ke mann ke meet mile hain baagon mein phir phool khile hain mera mann murjhaaya meraaaaaa pardesi naa aaya
mohabbat ke suhaane din jawaani ki haseen raaten mohabbat ke suhaane din jawaani ki haseen raaten judaayi mein nazar aati hain ye sab khaab ki baaten mohabbat ke suhaane din ye tanhaayi nahin thi iss jagah thi pyaar ki mehfil ye tanhaayi nahin thi iss jagah thi pyaar ki mehfil tere ghum se gale milkar jahaan ab ro raha hai dil yahin hans hans ke hoti thi kabhi apni mulaqaaten mohabbat ke suhaane din mere maayus honthon pe tere ghum ki kahaani hai mere maayus honthon pe tere ghum ki kahaani hai kahaani ye nahin ghum ki ye ulfat ki nishaani hai ye aansoon aur ye aanhen mohabbat ki hain saugaaten mohabbat ke suhaane din jawaani ki haseen raaten judaayi mein nazar aati hain ye sab khaab ki baaten mohabbat ke suhaane din
shyam teri bansi pukaare radha naam shyam teri bansi pukaare radha naam log karein meera ko yunhi badnaam shyam teri bansi pukaare radha naam shyam teri bansi pukaare radha naam log karein meera ko yunhi badnaam log karein meera ko yunhi badnaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam ho o o jamuna ki lehrein bansibat ki chhaiyaan kiska nahin hai kaho krishan kanhaiya jamuna ki lehrein bansibat ki chhaiyaan kiska nahin hai kaho krishan kanhaiya shyam ka deewana to saara brij dhaam shyam ka deewana to saara brij dhaam log karein meera ko yunhi badnaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam ho o o kaun jaane baansuriya kisko bulaaye jiske mann bhaaye ye usi ke gun gaaye kaun jaane baansuriya kisko bulaaye jiske mann bhaaye wo usi ke gun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Dil Pe Koi Zor Milan (1967) 05:01 11853
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:01   Song Number : 11853   

Aisa Lagta Hai Chitra Singh 07:40 15961
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Raag- 
Carukesi
Duration : 07:40   Song Number : 15961   

Akele Hain Chale Aao Raaz (1967) 03:04 20129
 
Poster of Raaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shameem Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:04   Song Number : 20129   

Baiyaan Na Dharo Dastak (1970) 04:30 20192
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Carukesi
Duration : 04:30   Song Number : 20192   

Bedardi Baalma Tujhko Arzoo (1965) 05:00 20206
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:00   Song Number : 20206   

Bekhudi Mein Sanam Haseena Maan Jayegi (1968) 05:49 20211
 
Poster of Haseena Maan Jayegi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rekha
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Babita, Shashi Kapoor
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:49   Song Number : 20211   

Chhod De Saari Duniyaa Saraswatichandra (1968) 03:32 20285
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20285   

Ek Tu Na Mila Saari Himalay Ki God Mein (1965) 04:21 13337
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 13337   

Jab Jab Teri Soorat Dekhoon Janbaaz (1986) 05:28 17947
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Sapana
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rekha
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:28   Song Number : 17947   

Kabhi Raat Din Hum Door Thei Aamne Saamne (1967) 05:32 12564
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:32   Song Number : 12564   

Kisi Raah Mein Mere Humsafar (1970) 06:34 20782
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jitendra
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:34   Song Number : 20782   

Megha Re Megha Pyaasa Sawan (1981) 06:41 14004
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:41   Song Number : 14004   

Mera Pardesi Naa Aaya Mere Humsafar (1970) 05:09 13718
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:09   Song Number : 13718   

Mohabbat Ke Suhaane Maryada (1971) 04:56 13690
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:56   Song Number : 13690   

Shyam Teri Bansi Pukaare Geet Gaata Chal (1975) 06:25 12353
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:25   Song Number : 12353