ab khushi hai na koi dard rulaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waala humne apna liya har rang zamaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waalaa us ko ruksat kiya tha mujhe maloom na tha us ko ruksat kiya tha mujhe maloom na tha saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane waala saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane waalaa ik musafir ke safar jaisi hai sab ki duniya ik musafir ke safar jaisi hai sab ki duniya koi jaldi mein koi der se jaane waala koi jaldi mein koi der se jaane waalaa ek be chehra see ummeed hai chehra chehra ek be chehra see ummeed hai chehra chehra jis taraf dekhiye aane ko hai aane waala humne apna liya har rang zamaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waalaa
Ab Khushi Hai Na Koi Dard Rulaane Waala
Jagjit Singh