ab agar aao to jaane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana maine palkon pe tamannayen saja rakhi hain maine palkon pe tamannayen saja rakhi hain dil mein ummeed ki sau shamme jala rakhi hain ye hasin shamme bujhane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana pyaar ki aag mein zanjeeren pighal sakti hain pyaar ki aag mein zanjeeren pighal sakti hain chahne waalon ki taqdeeren badal sakti hain tum ho bebas ye bataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana ab tum aana jo tumhen mujhse mohabbat hai koi ab tum aana jo tumhen mujhse mohabbat hai koi mujhse milne ki agar tumko bhi chahat hai koi tum koi rasm nibhane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana
Ab Agar Aao To
Jagjit Singh