Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamaane ki manun ya baat sunun apne dil ki kuchh aur zamaana kehta hai duniya ne hamein berehami se thukra jo diya achchha hi kiya thukra jo diya achchha hi kiya nadaan hum samjhe baithe the nadaan hum samjhe baithe the nibhti hai yahan dil se dil ki kuchh aur zamaana kehta hai insaaf mohabbat sachchaiii insaaf mohabbat sachchai wo rehamo karam ke dikhalave kuchh kehte zubaan sharmaati hai kuchh kehte zubaan sharmaati hai puchho na jalan mere dil ki kuchh aur zamaana kehta hai do basti hai insanon ki insaan magar dhundhe na mila insaan magar dhundhe na mila patthar ke buton se kya keeje patthar ke buton se kya keeje fariyaad bhala toote dil ki kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamaane ki manun ya baat sunun apne dil ki kuchh aur zamaana kehta hai
kuchh bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga kuchh bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga humara tumhaara o dilbar dilaara naa hoga guzaara are hoga kuchh bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga humara tumhaara o dilbar dilaara naa hoga guzaara are hoga kuchh bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga baalon ki mehak mere liye hai are re re gaalon ki chamak mere liye hai laa haath laa hooooo aise na behak main na milungi tara rum aur koi tak main na milungi pichhe naa aaa baalon ki mehak mere liye hai are re re gaalon ki chamak mere liye hai laa haath laa aise na behak main na milungi tara rum aur koi tak main na milungi pichhe naa aaa humara tumhaara o dilbar dilaara naa hoga guzaara are hoga kuchh bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga lala lala lala lala lala lala lala lala la la la lalaaaa la hona hai tujhe yun bhi kisi ki are re aisi bhi hai kya mere mein kami ye to bataa hoooo hona hoga jab mujhe kisi ki tara rum soch loongi tab tere liye bhi jaldi hai kya hona
Kuchh Bolo Ji Bolo
kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin kuchh dil ne sunaa kuchh bhi nahin aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin leta hai dil angdaayiaan iss dil ko samjhaaye koi armaan aankhein khol de ruswaa na ho jaaye koi palkon ki thandi sej par sapnon ki pariyaan soti hain aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin dil ki tassali ke liye jhooti chamak jhoota nikhaar jeevan to soona hi raha sab samjhein aayi hai bahaar kaliyon se koi puchhata hansti hain wo yaa roti hain aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin kuchh dil ne sunaa kuchh bhi nahin
kuchh din to baso meri aankhon mein kuchh din to baso meri aankhon mein phir khwaab agar ho jaao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein kuchh din to baso meri aankhon mein kuchh din to baso meri aankhon mein phir khwaab agar ho jaao to kya koi rang to do mere chehre ko koi rang to do mere chehre ko phir zakhm agar mehkaao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein ek aaina tha so toot gaya ek aaina tha so toot gaya ab khud se agar sharmaao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein phir khwaab agar ho jaao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein main tanha tha main tanha hoon main tanha tha main tanha hoon tum aao to kya naa aao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein kuchh din to baso meri aankhon mein phir khwaab agar phir khwaab agar ho jaao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein jab hum hi na mehke phir saahib jab hum hum mm mmm mmm mmmmm jab hum hi na mehke phir saahib tum baade saba kehlao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein kuchh din to
aee kuchh ho gaya haan ho gaya kya ho gaya bata kuchh ho gaya haan ho gaya kya ho gaya bata chaand ke desh mein dil mera udd gaya udd gaya udd gaya udd gaya kuchh ho gaya haan ho gaya kya ho gaya bata anjaani raahon par jeewan ye mud gaya haan mud gaya mud gaya mud gaya kuchh ho gaya haan ho gaya kya ho gaya bata zulfon ne teri uljha diya zulfon se teri khata ho gayi lab ko lab chhu ke jalne lage gustaakhi tujhse ye kya ho gayi chham chham chh na na na na na na nache jiyaa saanse bani sargam piya chaand ke desh mein dil mera udd gaya udd gaya udd gaya udd gaya kuchh ho gaya haan ho gaya kya ho gaya bata baahon mein aake mein besudh huyi teri baahon ka hi to ye dosh hai kajal ne gaalon ko kaala kiya teri aankhon ka hi to ye dosh hai chham chham chh na na na na na na nache jiyaa saanse bani sargam piya anjani rahon par jeewan ye mud gaya haye mud gaya mud gaya mud gaya kuchh ho gaya haan ho gaya kya ho gaya bata kuchh ho gaya haan ho gaya kya ho gaya bata
kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se paala pada paas aane naa de ho door jaane naa de kaise anjaan dilbar se paala pada kuchh kahen to khafaa ye aankhon ka surror naya naya hai ye jawaani ka guroor naya naya hai ye aankhon ka surror naya naya hai ye jawaani ka guroor naya naya hai abhi baali umr ka hai aakhiri kadam yahi soch ke sitam sahe jaate hain hum yahi soch ke sitam sahe jaate hain hum kuchh kahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se paala pada paas aane naa de ho door jaane naa de kaise anjaan dilbar se paala pada kuchh kahen to khafaa ye maana ke huzur hain jaan e chaman badh ke kali se hai naazuk badan ye maana ke huzur hain jaan e chaman badh ke kali se hai naazuk badan kadar dilwaalon ki kuchh kijiye karam kijiye aur dua lijiye karam kijiye aur dua lijiye kuchh kahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se
kuchh kam roshan hai roshni kuchh kam geeli hain baarishen kuchh kam lehraati hai hawa kuchh kam hai dil mein khwaahishen tham sa gaya hai ye waqt aise tere liye hi thehra ho jaise hmmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmm kuchh kam roshan hai roshni kuchh kam geeli hain baarishen kuchh kam lehraati hai hawa kuchh kam hai dil mein khwaahishen tham sa gaya hai ye waqt aise tere liye hi thehra ho jaise hmmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmmm hmmm kyun meri saans bhi kuchh bheegi si hai dooriyon se huyi nazdiki si hai hmm kyun meri saans bhi kuchh bheegi si hai dooriyon se huyi nazdiki si hai jaane kya ye baat hai har subah ab raat hai kuchh kam roshan hai roshni kuchh kam geeli hain baarishen kuchh kam lehraati hai hawa kuchh kam hai dil mein khwaahishen tham sa gaya hai ye waqt aise tere liye hi thehra ho jaise hmmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm
kuchh kasmein hain jawaan kuchh waade hain haseen kuchh kasmein hain jawaan kuchh waade hain haseen kaisa hai ye asar jaadu hai dekho har kahin kuchh dil mein pyaas hai aur tu bhi paas hai wo jhuk kar aasmaan lagta hai choome ye zamin kuchh kasmein hain jawaan jab kahin chalti hai ye pyaar ki hawa yeh dil wahi panchhi banke udta hai aur kya hota hai iss pyaar mein bata ye ishq ka toofan kaise thamta hai chhaayi bekhudi la la la laaa laa ye kaisi dilkashi chaahat ki har adaa kitni hai dekho shabnami kuchh dil mein pyaas hai dil hi to samjhe hai jo dil ki hai zubaan na samjha hai na samjhega jahaan hmmm doob ke mohabbat mein kuchh to paayenge saahil pe moti hote hain kahaan kuchh rishte hain naye hoo hooo hooo kuchh baatein ankahi woo oo oo ooo baarish hai pyaar ki bheegegi aaj dil ki zamin kuchh kasmein hain jawaan kuchh kasmein hain jawaan kuchh waade hain haseen kuchh waade hain haseen kaisa hai ye asar jaadu hai dekho har kahin
sun sajni kya sajna kuchh kehne waala tha main par bhool gaya o kuchh kehne waala tha main par bhool gaya sun sajna kya sajni kuchh kehne waali thi main par bhool gayi ho kuchh kehne waali thi main par bhool gayi haan dil ki baatein dil ko dhadka rahi hain aankhon pe chha rahi hain honthon pe aa rahi hain haan dil ki baatein dil ko dhadka rahi hain aankhon pe chha rahi hain honthon pe aa rahi hain chup ho gaya main ye soch ke magar main kya kahunga tujhko hai sab khabar sun sajni haan kya sajna kuchh kehne waala tha main par bhool gaya o kuchh kehne waala tha main par bhool gaya haan yaad aaya jo kuchh tha mujhko kehna hai aisi baat lekin achha hai chup hi rehna hoo haan yaad aaya jo kuchh tha mujhko kehna hai aisi baat lekin achha hai chup hi rehna kehna padega par ho ke beqraar main kya kahungi tujhko hai intezaar sun sajna kya sajni kuchh kehne waali thi main par bhool gayi ho kuchh kehne waali thi main par bhool gayi hai baat itni kehna tha sirf itna main dekh
hooooo hooo hooo hooo hooooo hooo hooo hooo hooooo kuchh khone ko dil karta hai kuchh paane ko dil karta hai kuchh khone ko dil karta hai kuchh paane ko dil karta hai ye pyaar aag hi sahi jal jaane ko dil karta hai jaani haaye jaani zindagi bhar tumse dil lagaane ko dil karta hai kuchh khone ko dil karta hai kuchh paane ko dil karta hai ye pyaar aag hi sahi jal jaane ko dil karta hai rab ne mujhe jis roop mein banaaya roop wo dikhaane ko dil karta hai rab ne mujhe jis roop mein banaaya roop wo dikhaane ko dil karta hai khoon ke har katre mein chhupi jo aag wo bhujhaane ko dil karta hai badan ki had se guzar kar dil mein utar jaane ko dil karta hai hooooo kuchh khone ko dil karta hai kuchh paane ko dil karta hai ye pyaar aag hi sahi jal jaane ko dil karta hai jaani haaye jaani jaani pyaar agan hai mom ka tan hai dekh ke tumko pighlen na kaise pyaar agan hai mom ka tan hai dekh ke tumko pighlen na kaise armaan dil mein jaag rahe hai saagar mein koi toofan jaise
tum paas aaye yun muskuraaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai na jaane kaisa ehsaas hai bujhati nahin hai kyaa pyaas hai kyaa nashaa is pyaar ka mujhpe sanam chhaane lagaa koi na jaane kyun chain khotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai hey ye ye hmm umm umm umm umm aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kyaa rang laayi meri duaa ye ishq jaane kaise huaa bechainiyon mein chain na jaane kyun aane lagaa tanhaayi mein dil yaadein sanjotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne
hmmm kuchh log mohabbat karke ho jaate hain barbaad kuchh log mohabbat karke kar dete hain barbaad kuchh log mohabbat karke ho jaate hain barbaad kuchh log mohabbat karke kar dete hain barbaad kis naam se yaad karenge hum tumko aaj ke baad kuchh log mohabbat karke ho jaate hain barbaad kuchh log mohabbat karke kar dete hain barbaad is khudgarji ko dekar ek majboori ka naam is khudgarji ko dekar ek majboori ka naam ulfat ke naam ko tumne kar daala hai badnaam upar se bhole panchhi tum andar se sayyaar kuchh log mohabbat karke ho jaate hain barbaad kuchh log mohabbat karke kar dete hain barbaad ik roz kaha tha tumne humko apna mehboob ik roz kaha tha tumne humko apna mehboob mehboob badalne ka ye andaaz bahut hai khoob is baat pe hum khush hokar dete hain mubaarakbaad kuchh log mohabbat karke ho jaate hain barbaad kuchh log mohabbat karke kar dete hain barbaad chup rahe zubaane khanjar chhupta nahin ye ilzaam chup rahe zubaane khanjar chhupta nahin ye ilzaam leta hai
kuchh log yahaan par aise hain kuchh log yahaan par aise hain kuchh log yahaan par aise hain har rang mein rang badalte hain har rang mein rang badalte hain hum unko aur samjhte hain par wo kuchh aur niklte hain kuchh log yahaan par aise hain apne matlab se matlab hai kisi aur se inko kya matlab kisi aur se inko kya matlab begaane se ban jaate hain jab nikal jaaye inn ka matlab koi kaise inke saath chale koi kaise inke saath chale har mod pe raah badlte hain kuchh log yahaan par aise hain kuchh log yahaan par aise hain humse ye kitni bhool huyi pehle naa inhen pehchaan sake pehle naa inhen pehchaan sake jab uth gaya parda chehre se tab asli soorat jaan sake kya milta hai inn logon ko kya milta hai inn logon ko jaane kyun aisa karte hain kuchh log yahaan par aise hain har rang mein rang badalte hain hum unko aur samjhte hain par wo kuchh aur niklte hain kuchh log yahaan par aise hain
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hey hey hey hey aye hye hye kuchh mere dil ne kahaa kuchh tere dil ne kahaa kuchh mere dil ne kahaa kuchh tere dil ne kahaa ab hum kya kahen kya sune jab dil baaten karne lage ab hum kya kahen kya sune jab dil baaten karne lage aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa hooo ye dil bezubaan tha aaj isko zubaan mil gayi oooooo meri zindagi ko ik haseen daastaan mil gayi jeene kaa marne kaa jeene kaa marne kaa aayegaa ab mazaaa kuchh mere dil ne kahaa kuchh tere dil ne kahaa kuchh mere dil ne kahaa kuchh tere dil ne kahaa ab hum kya kahen kya sune jab dil baaten karne lage ab hum kya kahen kya sune jab dil baaten karne lage heyyyyyyy ayeeee aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa haan tujh se mil ke jaana kitne tanhaa thi main tere bin hooooo pal pal kaisi halchal zindagi mein hai ab raat din main kahoon aur kya main kahoon aur kya bas tera
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunnaa hai mujhko pataa hai tumko pataa hai samay ka ye pal tham sa gayaa hai aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kitne gehre halke shaam ke rang hain chhalke parbat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke kitne gehre halke shaam ke rang hain chhalke parbat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho sulgi sulgi saansen behki behki dhadkan mehke mehke shaam ke saaye pighale pighale tan mann sulgi sulgi saansen behki behki dhadkan mehke mehke shaam ke saaye pighale pighale tan mann aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunnaa hai mujhko pataa hai tumko pataa hai samay ka ye pal tham sa gayaa hai aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho
halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi dheere dheere kya ho gaya hai main kya kahoon kyun ladkhadaaye dhadkan kyun thartharaaye tan mann kyun hosh mera yun kho gaya hai main kya kahoon kyun ladkhadaaye dhadkan kyun thartharaaye tan mann kyun hosh mera yun kho gaya hai main kya kahoon kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho sab mere din sab raaten tumhaare khayaalon mein rehten hai gum kehni hai tumse jo baaten baitho zara ab sun bhi lo tum kya mere khaab hain kya hai meri aarzoo tum se ye daastaan kyun na kahoon rubaroo kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho hoooo jazbaat jitne hai dil mein mere hi jaise hain wo bezabaan jo tumse main keh na paayi kehti hai wo meri khamoshiyaan sun sako to suno wo jo maine kaha nahin sach to hai kehne ko ab kuchh raha nahin kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunna hai mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho khoyin sab pehchaanen khoye saare apne samay ki chhalni se gir gir ke khoye saare sapne khoyin sab pehchaanen khoye saare apne samay ki chhalni se gir gir ke khoye saare sapne aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho humne jab dekhe the sundar komal sapne phool sitaare parbat baadal sab lagte the apne humne jab dekhe the sundar komal sapne phool sitaare parbat baadal sab lagte the apne aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunna hai mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho
kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa mitti ka hai tu putla ye jism tera faani tu to nahin rahega reh jaayegi kahaani tu apni daastaane duniya mein naam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa humdard sabka banke insaaniyat dikha jaa jo bhi tujhe pukaare uske hi kaam aa jaa sabki duvayen le jaa sabko salaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa sabse badi ibaadat logon ke kaam aana khud bhookh seh ke dede bhookhon ko apna khana do din ki zindagi ko yunhi tamaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa hai maut teri manzil aur zindagi safar hai toote na dil kisi ka har dil khuda ka ghar hai bandon ki uspe khidmat tu subha shaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa
kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai aankhon aankhon mein hi kuchh paigaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai suna hai manzil milte hi uss ki chaahat mar jaati hai suna hai manzil milte hi uss ki chaahat mar jaati hai gar ye sach hai to phir hum nakaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai jab mera humdam hi mere dil ko na pehchaan saka jab mera humdam hi mere dil ko na pehchaan saka phir aisi duniya mein hum gumnaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai aankhon aankhon mein hi kuchh paigaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kuchh Aur Zamaana Kehta Hai Chhoti Chhoti Baatein (1965) 03:46 37285
 
Poster of Chhoti Chhoti Baatein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Nadira
Raag- 
Gowda-Sarang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 37285   

Kuchh Bhi Kar Lo Joshila (1973) 04:10 18459
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 04:10   Song Number : 18459   

Kuchh Bolo Ji Bolo Nishan (1965) 04:45 37839
 
Poster of Nishan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Javed Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Nazima
Duration : 04:45   Song Number : 37839   

Kuchh Dil Ne Kahaa Anupama (1966) 04:21 20803
 
Poster of Anupama (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 20803   

Kuchh Din To Baso Meri Aankhon Mein Ghulam Ali 07:10 32643
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Obaidullah Aleem
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 07:10   Song Number : 32643   

Kuchh Ho Gaya Kya Ho Gaya Kishen Kanhaiya (1990) 05:33 19181
 
Poster of Kishen Kanhaiya (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Madhuri Dixit
Duration : 05:33   Song Number : 19181   

Kuchh Kahen To Khafa Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 05:07 20804
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 20804   

Kuchh Kam Dostana (2008) 05:39 16980
 
Poster of Dostana (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Shaan
Duration : 05:39   Song Number : 16980   

Kuchh Kasmen Aankhen (2002) 04:31 40674
 
Poster of Aankhen (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Praveen Bhardwaj
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Arjun Rampal, Sushmita Sen
Duration : 04:31   Song Number : 40674   

Kuchh Kehne Waala Tha Mein Durgaa (1985) 04:55 37599
 
Poster of Durgaa (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Sonik-Omi
Duration : 04:55   Song Number : 37599   

Kuchh Khone Ko Dil Ahsaas (1979) 05:48 18197
 
Poster of Ahsaas (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rakesh Bedi, Kiran Vairale
Duration : 05:48   Song Number : 18197   

Kuchh Kuchh Hotaa Hai Kuch Kuch Hota Hai (1998) 05:08 16751
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:08   Song Number : 16751   

Kuchh Log Mohabbat Lava (1984) 05:44 14325
 
Poster of Lava (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 05:44   Song Number : 14325   

Kuchh Log Yahaan Par Aise Hain Vardaan (1974) 04:04 18220
 
Poster of Vardaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:04   Song Number : 18220   

Kuchh Mere Dil Ne Kahaa Tere Mere Sapne (1996) 04:59 10051
 
Poster of Tere Mere Sapne (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Viju Shah
On Screen Actors- 
Chandrachur Singh, Priya Gill
Duration : 04:59   Song Number : 10051   

Kuchh Na Kaho 1942 A Love Story (1993) 06:08 20805
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 06:08   Song Number : 20805   

Kuchh Na Kaho Kuch Naa Kaho (2003) 05:22 11960
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 05:22   Song Number : 11960   

Kuchh Na Kaho (Female) 1942 A Love Story (1993) 40249
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration :    Song Number : 40249   

Kuchh Nek Kaam Kar Jaa Khuda Ka Banda (1957) 04:07 39721
 
Poster of Khuda Ka Banda (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shewan Rizvi
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:07   Song Number : 39721   

Kuchh Rishtey Shreya Ghoshal 05:36 38928
 
Poster of Shreya Ghoshal
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ajay Jhingran
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 05:36   Song Number : 38928