Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye humin jab na honge to aye dilruba kise dekh kar haai sharamaogi na dekhogi phir tum kabhi aaina humare bina roz ghabaraogi badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye hain banne sawarne ka jab hi maza koi dekhne wala aashiq to ho nahin to ye jalwe hain bujhte diye koi mitne wala ik aashiq to ho badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye mohabbat ki ye inteha ho gayi ke masti mein tum ko khuda keh gaya zamana ye insaaf karta rahe bura keh gaya ya bhala keh gaya badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye
badariyaa aaaaa badariya baras gayi us paar badariya baras gayi us paar liye khadi hai preet gagariya liye khadi hai preet gagariya joganiya is paar badariya baras gayi us paar badariya baras gayi us paar garajan laage megh maai re naachan laage mor dheemi dheemi chamke bijariyaa dheemi dheemi chamke bijariyaa shor kare ghan ghor shor kare ghan ghor ab duniya gayi pukaar ab duniya gayi pukaar badariya baras gayi us paar bhare sarovar panchhi pyasaa kaise man samjhaun na dil jaane na dil maane kya bolun kya gaaun kya bolun kya gaaun toote veena ke taar toote veena ke taar badariya baras gayi us paar kook kook kar tu to koyaliya apna piya bulaaye soye dard jaga mat bairan yaad kisi ki aaye yaad kisi ki aaye mere soone man ke dwaar mere soone man ke dwaar badariya baras gayi us paar badariya baras gayi us paar
bade achchhe lagte hain bade achchhe lagte hain kya ye dharti ye nadiyaa ye rainaa aur aur tum bade achchhe lagte hain ye dharti ye nadiyaa ye rainaa aur aur tum hum tum kitne paas hain kitni door hain chaand sitaare sach poochho to mann ko jhoothhe lagte hain ye saare hum tum kitne paas hain kitni door hain chaand sitaare sach poochho to mann ko jhoothhe lagte hain ye saare magar sachche lagte hain ye dharti ye nadiyaa ye rainaa aur aur tum hmm tum in sab ko chhod ke kaise kal subah jaaogi mere saath inhein bhi to tum yaad bahut aaogi tum in sab ko chhod ke kaise kal subah jaaogi mere saath inhein bhi to tum yaad bahut aaogi bade achchhe lagte hain ye dharti ye nadiyaa ye rainaa aur aur tum bade achchhe lagte hain hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam juda na kar sakenge hum ko zamaane ke sitam o zamaane ke sitam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam le utha pyaar bhi angadaai hai dil bhi jawaan aji aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan aji aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan door duniyaa ki nigaahon se kahin jaayenge hum o kahin jaayenge hum pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam teri do aankhon mein dikhte hain mujhe dono jahaan inhin mein kho gaya dil mera kaho dhoondhun kahaan inhin mein kho gaya dil mera kaho dhoondhun kahaan chaand ghatta ho ghate apni muhabbat na ho kam ho muhabbat na ho kam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein
bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz are mamuli mamuli kya phande baz phande baz bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz hum nahin khaate chanda aur hai apna dhandha apne aap fasein sab jis mein apna hai wo phanda ho dhoka wo dete hain jo hote hain dhokhebaz achaa bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz hoo unse bhi milte hain aur inse bhi milte hain phool nahin hum sirf gulistanon mein jo khilte hain hum uske ho jaye humko jo bhi de aawaaz hey hey bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz gore hain ya kale hum hain bhole bhale achchhaa jaisa apna chehara waisa dil sun le jag wale ho hum sabse khush hain lekin humse sab naraz kyun bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to
oooooooo ooooooo ooooo oooo oooo hmmmmmmmm hmmm hmmmmm bade bewafaa hain ye husn waale bade bewafaa hain ye husn waale par teri baat kuchh aur hai bade bekhabar hain ye ishq waale par meri baat kuchh aur hai bade bewafaa hain ye husn waale mit gaya jis pe ye ho gaye meharbaan aa aa aaaaa aaaaa aaa aaaa aaa aaa mit gaya jis pe ye ho gaye meharbaan husn waalon ki hai bas yahi daastaan kaise kaise naa jaane deewane dil inhin bewafaaon ne tod daale bade bewafaa hain ye husn waale tu kahin jaaneman ruth jaana nahin aa aa aaaaa aaaaa aaa aaaa aaa aaa tu kahin jaaneman ruth jaana nahin zikr tera ye tera fasaana nahin bholi bhaali hai inki soorat magar bade sangdil hain ye bhole bhaale bade bewafaa hain ye husn waale par teri baat kuchh aur hai bade bekhabar hain ye ishq waale par meri baat kuchh aur hai bade bewafaa hain ye husn waale
bade bhaiyaa laaye hain london se chhori dilaa do hamein bhi dulhan gori gori joru binaa aadhe hain hum jaane kab honge poore sab to rachaayen shaadi hum hi phiren landure kahin kar na daale hum dulhan ki chori kahin kar na daale hum dulhan ki chori dilaa do hamein bhi dulhan gori gori aaaaa phoole jo donon gaal to munh laal ho gayaa apnaa to maare ranj ke ye haal ho gayaa haannn dekhen koi baraat to hum royen zaar zaar aaaaaa dekhen koi baraat to hum royen zaar zaar dulhan kaa naam sun sun ke dil hoye bekraar dekhen koi baraat to hum royen zaar zaar are dulhan kaa naam sun sun ke dil hoye bekraar aaaaaa padun dekho ammaa ji paiyaan main tori dilaa do hamein bhi dulhan gori gori
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bade bhole ho ooo bade bhole ho hanste ho sunke duhaai kanhaayi kanhaayi kanhaayi bade bhole ho bhaage hai jag meri chhaya se door bhaage hai jag meri chhaya se door tan man mera sab ki thokar se choor phir phir ke phir tumre dar pe aayi ho phir phir ke phir tumre dar pe aayi bade bhole ho ho oo bade bhole ho jalte aansu jalte aansu jalte aansu bheege naynon ka haar dekha to hai sab kuchh tumne gopaal phir tumri akhiyaan hain kyun muskaayi bade bhole ho ho oo bade bhole ho kit jaaun main mukh to kholo zara chor banke chup kyun ho bolo zara achchhi ye bansi ki ot lagaayi ho oo achchhi ye bansi ki ot lagayi bade bhole ho ho oo bade bhole ho hanste ho sunke duhaai kanhaayi kanhaayi kanhaayi bade bhole ho
la la la la la la la la lala la la la la la la la la lalaa la la la la laa phuler gandhe fotar jonne naarir sparsho pabar jonne ghumer moddhe kadte kadte amara jedin jubak holam ghumer moddhe kadte kadte amara jedin jubak holam baire takhon brikkhe brikkhe jale sthale antorikkhe amader sei kanna niye gaan dhorechhe bade golaam tarapata biti mori haay tarapata biti mori un bina ratiya aaye na baalam ka karun sajni aaye na baalam ka karun sajni aaye na baalam phuler kachhei naarir kachhe buker bipul byathar kaachhe bedona bahon je sab kotha bolte giye byartho holam tarai jakhon fire ase keu lolite keu bibhashe tarai jakhon fire ase keu lolite keu bibhashe spandan e taar bujhte pari buker majhe bade golaam saiyaan bolo tanik mose rahiyo na jaaye saiyaan bolo tanik mose rahiyo na jaaye saiyaan bolo la la la la la la la la lala la la la la la la la la lalaa la la la la aaa la la laaa hmmm hmmm hmmm hmmmm la la la la la la la la la la laaa
bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah waah waah jaise bhale ho sab hai khabar sher o sharaarat ki ye nazar aankhon mein aankhein daal ke hum ho gaye ab to jaane jigar yahin to the abhi aap kidhar gaye samjho hamein hum jaan se guzar gaye jeeteji marr gaye waah ji waah marna meri zindagi hai deewaana hoon pyaar ka tum bhi ik din aazmaa ke dekho to zaraa bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah waah waah rok bhi lo ab apani zubaan warna qayaamat hogi yahaan hum bhi qayaamat se nahin kam jaaoge bach ke door kahaan
Bade Kaam Ka Bander
la la la la la la la la la la la la la bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno sabse pehle suno miyaan kar ke warjis bano jawaan sabse pehle suno miyaan kar ke warjis bano jawaan chehra paalish kiya karo thodi maalish kiya karo ishtayil se uthe kadam seena jyaada to pet kam aye tipla ujle baalon ko rang daalo ban jaao gulfaam bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno seekho kartab naye naye faishan ke dhab naye naye seekho kartab naye naye faishan ke dhab naye naye dheela dhaala libaas kyun resham pehno kapaas kyun fan ye jaadugari ka hai armaan tum ko pari ka hai to tipal maaro mantar tedi bankar niklo waqt e shaam bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno tanhaayi mein agar kahin aa jaaye wo nazar kahin tanhaayi mein agar kahin aa jaaye wo nazar kahin kahiye haathon mein haath daal aye gul chehra pari jamaal muddat se dil udaas
bade pyaar se milna sabse bade pyaar se milna sabse bade pyaar se milna sabse duniya mein insaan re kya jaane kis bhes mein baaba mil jaaye bhagwaan re bade pyaar se milna sabse kaun bada hai kaun hai chhota kaun bada hai kaun hai chhota uncha kaun aur neecha prem ke jal se sabhi ko seencha ye hai parbhu ka bageecha o ye hai parbhu ka bageecha mat kheencho tum deewaren mat kheencho tum deewaren insanon ke darmiyaan re kya jaane kis bhes mein baaba mil jaaye bhagwaan re bade pyaar se milna sabse o mahant ji o mahant ji tum mahant ji khoj rahe unhen moti ki ladiyon mein prabhu ko moti ki ladiyon mein kabhi unhe dhundha hai kya bhukhon ki antdiyon mein garibon ki in antdiyon mein deen janon ke asuan mein deen janon ke asuan mein kya kabhi kiya hai snaan re kya jaane kis bhes mein baaba mil jaaye bhagwaan re bade pyaar se milna sabse kya jaane kab shaam murari aa jayen bankar ke bhikhari kya jaane kab shaam murari aa jayen bankar ke bhikhari kahin laut na jaaye dwaar
badhaai ho badhaai janam din ki tumko janam din tumhara milenge laddo humko sada dil laga ke tu mehnat se padna padaai mein aage se aage hi badna achchha ji bataao maine aisa kyun kaha jo tum pass hoge milenge laddo humko bade hoke lana humari tu bhabhi ke jiski ho rangat gulabi gulabi achchha ji bataao maine aisa kyun kaha tumhari hogi shaadi milenge laddo humko budape mein honge idhar baal pakke udhar honge ghar mein ji bachchon ke bachche achchha ji bataao maine aisa kyun kaha tumhare hoga pauta milenge laddo humko
hey baba hey baba hey baba badhti ka naam daadhi katti ka naam safachat badhte chalo re bhai badhte chalo chati ka naam gaadi rukti ka naam khataara chalte chalo re bhai chalte chalo badhti ka naam daadhi katti ka naam safachat badhte chalo re bhai badhte chalo chalti ka naam gaadi rukti ka naam khataara chalte chalo re bhai chalte chalo duniya ke mele mein dhokhe aur fande hain bachte bachate guzarna duniya ke mele mein dhokhe aur fande hain bachte bachate guzarna chusega koi to lutega koi to gathri sambhale tu rakhna maan meri sunle zara maan meri sunle zara kehta hoon kya badhti ka naam daadhi katti ka naam safachat badhte chalo re bhai badhte chalo chalti ka naam gaadi rukti ka naam khataara chalte chalo re bhai chalte chalo bimla ya kamla ko kamla ya ramla ko nagan se kam na samajhna bimla ya kamla ko kamla ya ramla ko nagan se kam na samajhna inke to kaate ka paani bhi na maange so feesdi usko marna inse tu bach rehna tu hat inse tu bach rehna tu hat kehta
bodhu kon alo laglo laglo chokhe laglo chokhe bodhu kon alo laglo laglo chokhe bodhu kon alo laglo chokhe bodhu kon alo laglo chokhe bujhi dipti rupe chhile surjo loke e bodhu kon alo laglo chokhe chhilo mono tomari protikkha kori juge juge dino ratri dhori chhilo marmo bedona ghano andhakare janmo janmo gelo biraho shoke e bodhu kon alo laglo chokhe asphuto manjari kunjo bane sangito shunno bishanno mone kunja bane asphuto manjari kunjo bane sangito shunno bishanno mone asphuto manjari kunjo bane sangito shunno bishanno mone sangi rikto chiro dukkho rate pohabo ki nirjane shyano pate sundaro hay sundaro hay baro mallo khani tabo ano bahe tumiano bahe abagunthano chhaya ghuchaye diye hero lajjit smito mukho shubho aloke bodhu kon alo laglo laglo chokhe laglo chokhe bodhu kon alo laglo laglo chokhe
bodhua amar chokhe jol eneche haae bina karone neel akash theke e ki baaj heneche haae bina karone bodhua amar chokhe jol eneche haae bina karone dine dine mullo bine she je amae nilo kine dine dine mullo bine she je amae nilo kine e mone joton kore bifol premer bij buneche haae bina karone neel akash theke e ki baaj heneche haae bina karone ami to khuji karon mon amae kore baron bole kano amon moron bina karone ami to khuji karon mon amae kore baron bole kano amon moron bina karone ami baadi ami bibaadi kotha udhaao oporaadhi ami baadi ami bibaadi kotha udhaao oporaadhi kano shei ruper alo buke jele aachi beche haae bina karone neel akash theke e ki baaj heneche haae bina karone bodhua amar chokhe jol eneche haae bina karone
badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya hansi ik baar aayi hai to rona laakh baar aaya badi barbaadiyaan le kar bharaa ashqon se wo daaman jise phoolon se bharna tha bharaa ashqon se wo daaman jise phoolon se bharna tha mujhe iss bewafaa duniyaa pe ronaa baar baar aaya badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya badi barbaadiyaan le kar wafaa tadpi khushi royi loote armaan hansi duniyaa wafaa tadpi khushi royi loote armaan hansi duniyaa jo aansoon aankh mein aayaa wo ho kar beqaraar aaya badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya hansi ik baar aayi hai to rona laakh baar aaya badi barbaadiyaan le kar
o o o o o o o o badi der bhai nandlala teri raah take brijbala gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re koi na jaaye kunj galin mein tujh bin kaliyaa chunne ko taras rahe hain taras rahe hain jamuna ke tat dhun murli ki sunne ko ab to daras dikha de natkhat kyun dubidha mein daala re sankat mein hai aaj wo dharti jis par tune janam liya pura kar de o o o o o pura kar de aaj wachan wo geeta mein jo toone diya koi nahin hai tujh bin mohan bharat ka rakhwaala re gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re
badi der bhayi badi der bhayi kab loge khabar more raam kab loge khabar more raam badi der bhayi badi der bhayi kehte hain tum ho daya ke saagarrrr kehte hain tum ho daya ke saagarrrr phir kyun khaali meri gaagar jhume jhuke kabhi na barseeeeee kaise ho tum ghanshyam kaise ho tum ghanshyam hey raam hey raam badi der bhayi badi der bhayi kab loge khabar more raam kab loge khabar more raam badi der bhayi badi der bhayi sun ke jo behre ban jaaogeeee sun ke jo behre ban jaaoge aap hi chhaliyaa kehlaaoge meri baat bane naa bane ho jaaoge tum badnaam ho jaaoge tum badnaam hey raam hey raam badi der bhayi badi der bhayi kab loge khabar more raam kab loge khabar more raam chalte chalte mere pag haare aayi jeevan ki shaam kab loge khabar more raam badi der bhayi badi der bhayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badan Pe Sitare Prince (1969) 04:45 20185
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 04:45   Song Number : 20185   

Badariya Baras Gayi Moorti (1945) 03:33 39228
 
Poster of Moorti (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Pt. Indra Chandra
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Khursheed Bano, Motilal Oswal
Duration : 03:33   Song Number : 39228   

Bade Achchhe Lagte Hain Balika Badhu (1976) 05:11 12818
 
Poster of Balika Badhu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Sachin, Rajni Sharma, Kajari, Asrani
Duration : 05:11   Song Number : 12818   

Bade Armaanon Se Malhar (1951) 03:50 20186
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi, Arjun
Duration : 03:50   Song Number : 20186   

Bade Bade Logon Ke Phandebaaz (1978) 04:12 32425
 
Poster of Phandebaaz (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Brahmachari
Duration : 04:12   Song Number : 32425   

Bade Bewafaa Hain Ye Roop Tera Mastana (1972) 05:59 14083
 
Poster of Roop Tera Mastana (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:59   Song Number : 14083   

Bade Bhaiya Laaye Hain London Ek Hi Raasta (1956) 03:32 39860
 
Poster of Ek Hi Raasta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:32   Song Number : 39860   

Bade Bhole Ho Ardhangini (1959) 03:41 39945
 
Poster of Ardhangini (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:41   Song Number : 39945   

Bade Ghulam (Phuler Gandhe Photar Janye) Raghab Chatterjee 04:57 38646
 
Poster of Raghab Chatterjee
 
Lyricist
Purnendu Patra
Music Director- 
Raghab Chatterjee
Duration : 04:57   Song Number : 38646   

Bade Hain Dil Dil Deke Dekho (1959) 04:19 12194
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:19   Song Number : 12194   

Bade Kaam Ka Bander Aankhen (1993) 05:25 38531
 
Poster of Aankhen (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Govinda, Kadar Khan, Chanki Pandey
Duration : 05:25   Song Number : 38531   

Bade Miyaan Deewaane Shagird (1967) 06:12 14206
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, I S Johar
Duration : 06:12   Song Number : 14206   

Bade Pyaar Se Milna Sabse Duniya Me Insaan Re Sati Ansuya (1956) 04:09 38142
 
Poster of Sati Ansuya (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shivram
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:09   Song Number : 38142   

Badhaai Ho Janam Din Ki Mera Munna (1967) 03:30 15026
 
Poster of Mera Munna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:30   Song Number : 15026   

Badhti Ka Naam Daadhi Badhti Ka Naam Dadhi (1974) 05:07 17067
 
Poster of Badhti Ka Naam Dadhi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Kishore Kumar
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 05:07   Song Number : 17067   

Badhu Kon Aalo Dadar Kirti (1980) 04:03 14788
 
Poster of Dadar Kirti (1980)
 
Year- 
1980
Duration : 04:03   Song Number : 14788   

Badhua Amar Chokhejal Jatileswar Mukherjee 03:31 32794
 
Poster of Jatileswar Mukherjee
 
Duration : 03:31   Song Number : 32794   

Badi Barbadiyan Le kar Dhoon (1953) 03:11 13086
 
Poster of Dhoon (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:11   Song Number : 13086   

Badi Der Bhai Nandlala Khandan (1965) 03:55 13542
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:55   Song Number : 13542   

Badi Der Bhayi Basant Bahar (1956) 03:30 12852
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:30   Song Number : 12852