Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


raat yun dil mein teri khoyi huyi yaad aayi jaise viraane mein chupke se bahaar aaj aaye jaise sehraav mein houle se chale baad e nashin jaise bimaar ko bewajah karaar aa jaaye dil dhadakne ka sabab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya aaj mushkil tha sambhalna ae dost aaj mushkil tha sambhalna ae dost aaj mushkil tha sambhalna ae dost tu museebat main ajab yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya haal e dil hum bhi sunaate lekin haal e dil hum bhi sunaate lekin haal e dil hum bhi sunaate lekin jab woh rukhsat huwa tab yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya baith kar saaya e gul mein nasir baith kar saaya e gul mein nasir baith kar saaya e gul mein nasir hum bohut roye woh jab yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya
dil dhadakne ka sabab yaad aayaaaa dil dhadakne ka sabab yaad aayaaaa wo teri yaad thi wo teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aayaaaaa aaj mushkil tha sambhalna aye dost aaaaj mushkil tha sambhalna aye dost tu musibat mein ajab yaad aayaa tu musibat mein ajab yaad aayaa haal e dil hum bhi sunaate lekin haaaal e dil hum bhi sunaate lekin jab wo rukhsat huye tab yaad aayaa jab wo rukhsat huye tab yaad aayaa din guzara tha badi mushkil se din guzara tha badi mushkil se phir tera waada e shab yaad aayaa phir tera waada e shab yaad aayaa baith kar saaya e gul mein naasir baith kar saaya e gul mein naasir hum bahot roye wo jab yaad aayaa hum bahot roye wo jab yaad aayaa wo teri yaad thi wo teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aayaaaaa
oye hoye hoyeeee heyyy dil dhadke main tum se ye kaise kahun kehti hai meri nazar shukriya ooo kehti hai meri nazar shukriya oye hoye hoyeeee heyyy tum meri umangon ki shab ke liye aaye ho ban ke saher shukriya ooo kehti hai meri nazar shukriya oye hoye hoyeeee heyyy dil dhadke abhi tak mere rooh bechain hai abhi tak mera dil hai betaab sa ye maana ho tum saamne jab magar magar mujh ko lagta hai ik khaab sa oye hoye hoyeeee heyyy pal bhar mein jahaan ke ghumon se mujhe tumne kiya bekhabar shukriya oooo kehti hai meri nazar shukriya oye hoye hoyeeee heyyy dil dhadke aaye haaye tumhin ho mere manzilon ka pata tumhin humsafar ho mere pyaar ke mere dil mein hai ek hi aarzoo tumhen jeet loon zindagi haar ke oye hoye hoyeeee heyyy har dhadkan pukaare yehi pyaar se mere haseen humsafar shukhriya ooo kehti hai meri nazar shukriya oye hoye hoyeeee heyyy dil dhadke main tum se ye kaise kahun kehti hai meri nazar shukriya oooo kehti hai meri nazar shukriya oye hoye hoyeeee
dil dhadke nazar sharmaaye dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya raaton ko neend naa aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya ooooo oooo oooooo oooooo ankhiyaan din ko sapne dekhen paagal manva dole ooooo oooo oooooo oooooo meetha meetha dard uthe jab dil mein haule haule aur yaad kisi ki aaye jiya bhar aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela tasveer si ek ban jaaye nazar naa aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga aisa lagta hai main kisi pe marne laga haaye dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga main poochhaa kartaa hoon iss dil deewane se main poochhaa kartaa hoon iss dil deewane se wo khud aaye to kya ho jiski yaad aane se aayi koi khushboo koi jaadoo chalne laga hooooooo aisa lagta hai main kisi pe marne laga dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga tasveeren dekhi hai kitni baazaron mein heyyyy tasveeren dekhi hai kitni baazaron mein tum jaise hain hazaaron wo hai ek hazaaron mein dekhi do nighaahen main aanhen bharne laga hooooooo aisa lagta hai main kisi pe marne laga dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga socha tha khelunga main ek khilone se heyyyy socha tha khelunga main ek khilone se ab kaise rokun dil ko uss pe aashique hone se main to dillagi mein dil ka sauda
ooooo ooooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo oooo dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din baithe rahen tassavur e jaana kiye huye dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi jaadon ki narm dhoop aur aangan mein let kar jaadon ki narm dhoop aur aangan mein let kar aankhon pe keench kar tere daaman ke saaye ko aankhon pe keench kar tere daaman ke saaye ko aaundhe pade rahe kabhi karvat liye huye dil dhoondhta hai hooo dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi yaa garmiyon ki raat jo purwaaiyaan chale yaa garmiyon ki raat jo purwaaiyaan chale thandi safed chaadron pe jaagen der tak thandi safed chaadron pe jaagen der tak taaron ko dekhte rahen chhat par pade huye dil dhoondhta hai hooo dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par
dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din baithe rahe tasavvure jaanaa kiye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din jaadon ki narm dhoop aur aangan mein leit kar jaadon ki narm dhoop aur aangan mein leit kar aankhon pe kheench kar tere aanchal ke saaye ko aundhe pade rahe kabhi karvat liye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din yaa garmiyon ki raat jo purvaaiyan chalein yaa garmiyon ki raat jo purvaaiyan chalein thandi safed chaadaron pe jaagein der tak taaron ko dekhte rahein chhat par pade hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par vaadi mein goonjti hui khaamoshiyan sunein aankhon mein bheege bheege se lamhe liye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din baithe rahe tasavvure jaanaa kiye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din
dil dhundhata hai sahaare sahaare dil dhundhata hai sahaare sahaare loote dil ke armaan bhujhe nain taare dil dhundhata hai sahaare sahaare ye kya daur aaya lo badli bahaaren huye gair wo bhi kise hum pukaaren ye kya daur aaya lo badli bahaaren huye gair wo bhi kise hum pukaaren jo kehte the hum se ke hum hain tumhaare dil dhundhata hai sahaare sahaare wafaa iss jahaan mein kahin bhi naa paayi huyi door manzil ghata ghum ki chhaayi wafaa iss jahaan mein kahin bhi naa paayi huyi door manzil ghata ghum ki chhaayi hain kaajal se kaale ajab din humare dil dhundhata hai sahaare sahaare bani mere dil par ye tasveer teri tujhe phir na paaya ye taqdeer meri bani mere dil par ye tasveer teri tujhe phir na paaya ye taqdeer meri nahin koi apna rahe besahaare dil dhundhata hai sahaare sahaare loote dil ke armaan bhujhe nain taare dil dhundhata hai sahaare sahaare
Dil Dil Hai Koi Sheesha To Nahin
dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya hum pyaar mein kho gaye aise pardes mein raahi jaise hum pyaar mein kho gaye aise pardes mein raahi jaise ulfat ka nasha jab ho hi gaya daaman ko chhudaaye kaise nazarein to uthaa kar dekho woh teer chalaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya lahra ke hawa jab aayi phir dasne lagi tanhaayi lahra ke hawa jab aayi phir dasne lagi tanhaayi dil pahooncha wahan dilbar tha jahan lo bajne lagi shehnayi dil mein to bitha kar dekho kuchh paas to aa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya
dil e betaab ko seene se lagaana hoga aaj parda hai to kal saamne aana hoga aapko pyaar ka dastoor nibhana hoga dil jhukaaya hai to sir ko bhi jhukana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga apni soorat ko tu aye jaane wafaa yun naa chhupaa garmi e husn se jal jaaye naa aanchal tera lag gayi aag to mujhko hi bhujhana hoga dil jhukaaya hai to sir ko bhi jhukana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga aaj aalam hai jo dil kaa wo bataaye na bane paas aaye na bane door bhi jaaye na bane main hoon madhosh mujhe hosh mein laana hoga aaj parda hai to kal saamne aana hoga aapko pyaar ka dastoor nibhana hoga aap to itne kareeb aa gaye allaah tauba kya kare aap se takraa gaye tauba tauba ishq inn baaton se ruswaa e zamaana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga
aa haa dil e naashad ko jeene ki hasrat ho gayi tumse mohabbat ki kasam hum ko mohabbat ho gayi tumse dam e aakhir chale aaye bada ehsaan kiya tumne aa aaa aa dam e aakhir chale aaye bada ehsaan kiya tumne humaari maut kitni khubsoorat ho gayi tumse humaari maut haan haan haan humaari maut kitni khubsoorat ho gayi tumse aaaaaaaa kahan tak koyi tadpe maan jaao maan bhi jaaao aaaaaa kahan tak koyi tadpe maan jaao maan bhi jaaao ke dil ki baat kehte ek muddat ho gayi tumse ke dil ki baat haan haan haan ke dil ki baat kehte ek muddat ho gayi tumse aa aa aaaa dil e naashad ko jeene ki hasrat ho gayi tumse mohabbat ki kasam hum ko mohabbat ho gayi tumse
dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zabaan rakhta hoon main bhi munh mein zabaan rakhta hoon kaash poochho ke mudda kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai humko un se wafaa ki hai ummeed humko un se wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafaa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai jaan tum par nisaar karta hoon jaan tum par nisaar karta hoon main nahin jaanta dua kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega abhi raahon mein andhera hi andhera hoga abhi raahon mein andhera hi andhera hoga aur andhere mein chhupa koi lutera hoga har taraf deep jala loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega jaan pehchaan mulakaat huyi khoob hua meri duniya mein nayi baat huyi khoob hua baat se baat bana loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega rok loon aapko dil mein nahin armaan aise rok loon aapko dil mein nahin armaan aise meri duniya mein kahaan aate hain mehmaan aise apni duniya ko saja loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega
dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dava kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum ko unse wafaa ki hai ummeed hum ko unse wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zubaan rakhta hoon main bhi munh mein zubaan rakhta hoon kaash puchho ke muddaa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai jab ke tujh bin nahin koi moujood jab ke tujh bin nahin koi moujood phir ye hangaama e khuda kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai
dil e nadaan zamaane mein muhabbat ek dhokha hai yeh sab kehne ki baaten hain kisi ka kaun hota hai dil e nadaan aa aa aa aaaaa wahi main hoon wahi dil hai wahi teri tamanna hai yeh ik ilzaam hai mujh par ki mera pyaar jhootha hai wahi main hoon wafa ka naam honthon par hai khanjar aasteenon mein wafa ka naam honthon par hai khanjar aasteenon mein samajh lo dekhne waalo yeh duniya kaisi duniya hai dil e nadaan woh dil veeraan hai jismein hazaaron aarzuyen thi woh dil veeraan hai jismein hazaaron aarzuyen thi jahaan laakhon diye jalte the uss ghar mein andhera hai wahi main hoon woh dil par chot khaayi hai ki jeete ji na bhoolunga woh dil par chot khaayi hai ki jeete ji na bhoolunga bharosa kar ke tum par maine apna chain khoya hai dil e nadaan zamaane mein muhabbat ek dhokha hai yeh sab kehne ki baaten hain kisi ka kaun hota hai dil e nadaan aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa wahi main hoon wahi dil hai wahi teri tamanna hai yeh ik ilzaam hai mujh par ki mera pyaar
jaane waaleeee kabhi nahin aate jaane waale ki yaad aati hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai har dhadkan hai aarti bandhan aankh jo meenchi ho gaye darshan har dhadkan hai aarti bandhan aankh jo meenchi ho gaye darshan maut mitaa de chaahe hasti yaad to amar hai maut mitaa de chaahe hasti yaad to amar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai hum yaadon ke phool chadhayen aur aansoon ke deep jalaayen hum yaadon ke phool chadhayen aur aansoon ke deep jalaayen saanson ka har taar pukaare ye prem nagar hai saanson ka har taar pukaare ye prem nagar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa
hey hey hey hey eeee la la la la laaaa hey hey hey hey eeee hey dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya dil gaya mera dil gaya dekh ke tum ko yaar aaj pehli baar lagta hai hum ko ho gaya hai pyaar dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya dil gaya mera dil gaya dekh ke tum ko yaar aaj pehli baar lagta hai hum ko ho gaya hai pyaar dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya dil gaya mera dil gaya hooo oooo hey hey hey eeeeee ye deewaangi kya baat hai ye dil ki lagi kya baat hai naseebon ka khel kya baat hai humara ye mel kya baat hai tumhi se hai roshan ye duniya meri hai mujhpe tumhaara nashaa dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya dil gaya mera dil gaya hooo eeee hey hey eeee suron ki hawaa chalti rahe naye saaz mein dhalti rahe mohabbat ki dhun bajti rahe ye mehfil sadaa sajti rahe meri dhadkanon mein samaye ho tum kabhi honge hum na judaa dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya dil gaya mera dil gaya dekh ke tum ko yaar aaj pehli baar lagta hai hum ko ho gaya
dil gaya to gaya dilruba mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya aap ka aasra mil gaya aap ka aasra mil gaya pyaar ko bhi khuda mil gaya mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya chaahta tha ye nafrat ka maara jahaan aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa chaahta tha ye nafrat ka maara jahaan aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa ek hone naa paayen zameen aasmaan ek hone naa paayen zameen aasmaan roshni ka andhere mein ghut jaaye dam roshni ka andhere mein ghut jaaye dam chaand jaane naa maane chakori ka ghum chaand jaane naa maane chakori ka ghum ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo oooo phool se door bhanwara pada tilmilaaye phool se door bhanwara pada tilmilaaye shamma tak udd ke parwana aane naa paaye shamma tak udd ke parwana aane naa paaye ooooo ooooo ooo ooo oooo ooo kar gayi kaam chupke se meethi nazar ho gayi dil dhadkne ki dil ko khabar ho gayi dil dhadkne ki dil ko khabar dard ko ek dard aashna mil gaya dard ko ek dard
upar waale teri duhaai kaisi ghadi yeh aaj hai aayi kya raakhi ki laaj nibhaayi hathkadi behna ko pehnai maalik meri bhool hai kya maalik meri bhool hai kya bolo naa dil se teri yaad na jaaye subah rulaaye shaam rulaaye dard ye dil ka kisko bataaun ghut ghut ke main mar na jaaun koi yahaan dard mera koi yahaan dard mera jaane naa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Dhadakne Ka Sabab Pankaj Udhas 06:31 38407
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:31   Song Number : 38407   

Dil Dhadakne Ka Sabab Yaad Aaya Asha Bhosle 05:26 15986
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:26   Song Number : 15986   

Dil Dhadke Main Tum Se Runa Laila 03:40 16721
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Ghazal
Singer- 
Runa Laila
Duration : 03:40   Song Number : 16721   

Dil Dhadke Nazar Albela (1951) 03:08 20351
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:08   Song Number : 20351   

Dil Dhak Dhak Karne Patita (1980) 05:30 13944
 
Poster of Patita (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:30   Song Number : 13944   

Dil Dhoondhta Hai (Happy Version) Mausam (1975) 08:30 20352
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 08:30   Song Number : 20352   

Dil Dhoondhta Hai (Sad Version) Mausam (1975) 06:49 15728
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 06:49   Song Number : 15728   

Dil Dhundhata Hai Sahaare Kala Aadmi (1960) 04:01 31074
 
Poster of Kala Aadmi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Shyama
Duration : 04:01   Song Number : 31074   

Dil Dil Hai Koi Sheesha To Nahin Ek Jaan Hain Hum (1983) 05:24 39734
 
Poster of Ek Jaan Hain Hum (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Divya Rana
Duration : 05:24   Song Number : 39734   

Dil Dil Se Mila Kar Dekho Mem Sahib (1956) 03:18 12008
 
Poster of Mem Sahib (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:18   Song Number : 12008   

Dil E Betaab Ko Palki (1967) 04:08 13906
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Wahida
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:08   Song Number : 13906   

Dil E Naashad Ko Jeene Ki Hasrat Ho Chunariya (1948) 03:12 36528
 
Poster of Chunariya (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Mulk Raj Bhakri
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manorama
Duration : 03:12   Song Number : 36528   

Dil E Nadaan Mirza Ghalib (1954) 03:43 11929
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Suraiya
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 03:43   Song Number : 11929   

Dil E Nadaan Ko Faraar (1965) 03:14 37475
 
Poster of Faraar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Chitnis, Tarun Bose
Duration : 03:14   Song Number : 37475   

Dil E Nadaan Tujhe Huwa Kya Hai Peenaz Masani 04:30 39870
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Lyricist
Galib
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:30   Song Number : 39870   

Dil E Nadaan Zamaane Mein Mast Qalandar (1955) 04:16 36041
 
Poster of Mast Qalandar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 04:16   Song Number : 36041   

Dil Ek Mandir Hai Dil Ek Mandir (1963) 04:26 20354
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Jogiya
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:26   Song Number : 20354   

Dil Gaya Mera Dil Gaya Tum Se Achcha Kaun Hai (2002) 05:46 19766
 
Poster of Tum Se Achcha Kaun Hai (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Nakul Kapur, Aarti Chhabria, Others
Duration : 05:46   Song Number : 19766   

Dil Gaya To Gaya Shama (1961) 08:36 16319
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kammo, Various
Duration : 08:36   Song Number : 16319   

Dil Ghabrata (Sad) (Part II) Police Aur Mujrim (1992) 02:46 18618
 
Poster of Police Aur Mujrim (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 02:46   Song Number : 18618