MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi milon hai khamoshi barson hai tanhaayi bhooli duniyaan kabhi ki tujhe bhi mujhe bhi phir kyun aankh bhar aayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi koi bhi saaya nahin raahon mein koi bhi aayegaa na baahon mein tere liye mere liye koi nahin rone waala hoo jhooti bhi naata nahin chaahon mein tu hi kyun dooba rahen aahoon mein koi kisi sang mare aisa nahin hone waala koi nahin jo yunhi jahaan mein baante peer paraayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi tujhe kya beeti huyi raaton se mujhe kya khoyi huyi baaton se sej nahin cheeta sahi jo bhi milen sona hoga hooo gayi jo dori chhuti haanthon se lena kya toote huye saathon se khushi jahaan maangi tune wahin mujhe rona hoga na koi tera na koi mera phir kis ki yaad aayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
gaafil tujhe ghadiyaal ye deta hai manaadi gardoon ne ghadi umar ki ik aur ghata di kiske liye rukaa hai kiske liye rukegaa karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai kiske liye rukegaa karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai paani ka bulbula hai insaan ki zindgaani dam bhar ka ye fasaanaa pal bhar ki ye kahaani har saans saath apne paighaam laa rahaa hai har saans saath apne paighaam laa rahaa hai karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai
kiske pyaar mein khoye huye ho kya wo main hoon sach kaho chup na raho kiske pyaar mein khoye huye ho kya wo main hoon sach kaho chup na raho kiske pyaar mein mujhe bhi batao zara badal gaye ho tum kaise kiske khayalon mein bhatak rahe ho tum aise mujhe bhi batao zara badal gaye ho tum kaise kiske khayalon mein bhatak rahe ho tum aise keh do ab to dil mein hua hai jo kiske pyaar mein khoye huye ho kya wo main hoon sach kaho chup na raho kiske pyaar mein jaagi jaagi aankhon mein sajaaye ho ye kiske sapne mujhse chhupao nahin bhed ye man ke apne jaagi jaagi aankhon mein sajaaye ho ye kiske sapne mujhse chhupao nahin bhed ye man ke apne mujhko bhi wo jaanne do kiske pyaar mein khoye huye ho kya wo main hoon sach kaho chup na raho kiske pyaar mein ek chhoti si mulaakaat ka lo na bahaana dil jaata hai ek pal mein ek chhoti si mulaakaat ka lo na bahaana dil jaata hai ek pal mein agar ho jaana mujhse aise bhole tum na bano kiske pyaar mein khoye huye ho kya wo main hoon
hooo kiski chali hai kiski chalegi kiski chali hai keh gaye baat ye saanchi jhulelalan jaag zara soch zara lagega sab ka number dhama dham mast kalandar aaj hai koi bahaar to kal wo hoga ander hooo kiski chali hai kiski chalegi ghumega jab waqt ka pahiya ho ghumega jab waqt ka pahiya karte phiroge tum ta ta thaiya baat pate ki baat pate ki baat pate ki kaisi keh gaye pyaare jhulelalan phoolon ka kaanton ka badalta rahe calender dhama dham mast kalandar aaj hai koi bahaar to kal wo hoga ander hooo kiski chali hai kiski chalegi aaj lagi hai jo ye hathkadiyan hoo aaj lagi hai jo ye hathkadiyan kal wo banegi shehar ki ladiyan taaj bhi phani taaj bhi phani taaj bhi phani keh gaye baat ye bhole jhulelalan jaan bachao khair manaao banega jo bhi sikandar wo hoga ek din ander banega jo bhi sikandar wo hoga ek din ander dhama dham mast kalandar aaj hai koi bahaar to kal wo hoga ander hooo kiski chali hai kiski chalegi kiski chali hai keh gaye baat ye saanchi jhulelalan jaag
kisko aati hai masihai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon bol aye khunkhar tanhai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon chup rahun to har nafas dasta hai nagan ki tarah chup rahun to har nafas dasta hai nagan ki tarah aah bharne mein hai ruswai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon uff khamoshi ki ye aahen dil ko barmati huyi uff khamoshi ki ye aahen dil ko barmati huyi uff ye sannate ki shehnai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon bol aye khunkhar tanhai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon
Kisko Khabar Thi Kisko
kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon wo bhi kya din the ke har vaham yakeen hota tha wo bhi kya din the ke har vaham yakeen hota tha ab haqeeqat nazar aaye to use kya samjhoon ab haqeeqat nazar aaye to use kya samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon dil jo toota to kayi haath dua ko utthe dil jo toota to kayi haath dua ko utthe aise mahaul mein ab kis ko paraaya samjhoon aise mahaul mein ab kis ko paraaya samjhoon zulm ye hai ke hai yaqtaa teri begaanaravee zulm ye hai ke hai yaqtaa teri begaanaravee lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhoon lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhoon kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon
Kya Kismat Pyaar Mein, Dekha Yeh Akhbaar Mein Likha Sitaron Mein, Ladki Hogi Saath Mein
kismat bigdi duniyaa badli kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli jab bura zamaana aata hai saaya bhi judaa ho jata hai wo dil par chot lagata hai jo dil ko pyaara hota hai kismat bigdi duniyaa badli duniyaa mein wafaa ka naam nahin duniyaa ko wafaa se kaam nahin sab jisko muhabbat kehte hain naadaan wo dhoka hota hai kismat bigdi duniyaa badli toofan se kashti bach nikli saahil pe pahunch kar doob gayi bhagwaan tumhari duniyaa mein andher ye kaisa hota hai kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli
kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ka likha kaun taale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke haath mein duniya ki dor hai kismat ke aage tera koi na jor hai sab kuchh hain usi ke hawale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat mein likha hain jo sukh ka savera kab tak rahega yeh ghum ka andhera ek din to milenge ujale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya yeh sacha teerat uncha himalay yeh mann ka mandir sukh ka shivalay dhuni yahi pe tu rama le mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya duniya mein prani kya kya sapne sajaye kismat ki aandhi unhe pal mein mitaye bigdi ko kaun sambhale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ka likha kaun taale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere
kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai jisko jise milna hai har haal mein milta hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai ye shamma havaaon mein bujhti nahin jalti hai kismat ki a ha ha baazi ka a ha ha faisla to o ho ho ho gaya hai a ha ha faasla bhi a ha ha kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kudrat hi banaati hai har rishta mohabbat ka yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein kismat jise kehte hain aa jaati hai baahon mein kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai har roz nahin banti tasveer mohabbat ki jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai wo pyaar javaani mein ik baar hi hota hai aaa kismat ki a ha
kabhi kaali ratiyaan kabhi din suhaane kismat ki baaten to kismat hi jaane ooooooo beta ji o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji badi akad se beta nikle ghar se actor hone waah ri kismat waah ri kismat kismat mein the likhe bartan dhone are bhai likhe bartan dhone o beta ji jeene ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji duniyaa ke iss chidiyaa ghar mein tarah tarah ka jalwa mile kisi ko sookhi roti kisi ko poori halwa are bhai kisi ko poori halwa o beta ji khichdi ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram
kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re na rooth ke mujhse jaa ke mera dil nahin mere haath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re tu kaun hai ye maloom nahin tu kaun hai ye maloom nahin phir dil kyun tujhe bulata hai taqdeer ne chhoda saath magar tu chhod na mera saath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re main apna sab kuchh kho baitha main apna sab kuchh kho baitha kya pyaar mein tera bigada hai tu aa ke dekh ek baar hai meri aankhon mein barsaat re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re yaad aa ke na rasta rok mera yaad aa ke na rasta rok mera mujhe jane de mujhe jane de ek baar laut ke aa thaam le aa kar mera haath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re
ho kisne dekha hai kal kisko kal ka pata aaj dil walo looto matwalo zindagi ka maza ha ha ha kisne dekha hai kal ha kisko kal ka pata aao dil walo looto matwalo zindagi ka maza ho aaja mere pyaar aaja dekh aise na sata ab to raha nahin jaaye aaja aaja aa mere gale se lag ja aaja mere pyaar aaja dekh aise na sata ab to raha nahin jaaye aaja aaja aa mere gale se lag ja hai suni tere bin jeevan ki dagar thaam le meri baahein mere humsafar hai suni tere bin jeevan ki dagar thaam le meri baahein mere humsafar hey kisne dekha hai kal ha ha kisko kal ka pata aao dil walo looto matwalo zindagi ka maza ha ha ho aaja mere pyaar aaja dekh aise na sata ab to raha nahin jaaye aaja aaja aa mere gale se lag ja aankhon ki tamanna ye hai jan e jaan dekhun pahle tujhko phir sara jahaan aankhon ki tamanna ye hai jan e jaan dekhun pahle tujhko phir sara jahaan hey kisne dekha hai kal ha kisko kal ka pata aao dil walo looto matwalo zindagi ka maza hey hey
aaaaaa aa ooo oo kisne mujhe sada di kisne mujhe pukara aawaaz dene wale aawaaz de dobara maine tumhen sada di maine tumhen pukara tum arzoo ho meri main khwab hoon tumhara tum kaun ho kahan ho kuchh to mujhe bataao aankhen taras rahi hain soorat zara dikhao deewana ho na jaun itna bhi na sataao kab tak chhupe rahoge ab saamne to aao ye berukhi tumhari mujhko nahin gawara aawaz dene wale aawaz de dobara main aisi ragini hoon jisko na koi gaye wo saaz e gham hoon jiski aawaz dil dhukhaye main hoon wo raaz jisko koi samjh na paye wo dastaan hoon main hothon pe jo na aaye ab aur kya bataun samjho mera ishara tum arzoo ho meri main khwab hoon tumhara tum meri zindagi ho tumko bhulaun kaise jis dil mein tum base ho usko mitaun kaise rasta nahin hai koi manzil ko paun kaise afsana bekashi ka tumko sunaun kaise ghabra ke mar na jaun de do mujhe sahara aawaz dene wale aawaz de dobara
hooooooooooo aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kuchh kuchh lajaate huye kuchh chhupate huye bachte bachate huye apni se palken jhukate huye gungunate huye zulfen girate huye aa gayiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiii lara lal laaaa hmmm hmmm laraaa lara la lala laaa hmmm hmmm hmm hmmm tann ka na mann ka pata kaisa hai ye nasha mujhpe ye kisne kiya jaadoo sa aanchal kisi ne mera hai kyun thama hua jaane kahan le chala aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi
aaa aaaaa aaaaa haaa aaaaaaaa kisne yahaan kisko jaana kisne kise pehchaana har dil yahaan begaanaa jaana bhi hai anjaanaa aye dil mein kya soche tu aise kyun dekhe tu dil mein kya soche tu aise kyun dekhe tu duniya hai saari bhoolbhulaiya bhoolbhulaiyaaaaa kisne yahaan kisko jaana kisne kise pehchaana har dil yahaan begaanaa jaana bhi hai anjaanaa aye dil mein kya soche tu aise kyun dekhe tu dil mein kya soche tu aise kyun dekhe tu duniya hai saari bhoolbhulaiya bhoolbhulaiyaaaaa ayeeee aate ko aane de jaate ko jaane de rokne se kya hoga jitna tu sochega utna hi uljhega sochne se kya hoga aate ko aane de jaate ko jaane de rokne se kya hoga jitna tu sochega utna hi uljhega sochne se kya hoga zindagi jaisi hai zindagi jaisi hai waise kar le kabool kisne yahaan kisko jaana kisne kise pehchaana har dil yahaan begaanaa jaana bhi hai anjaanaa aye dil mein kya soche tu aise kyun dekhe tu dil mein kya soche tu aise kyun dekhe tu duniya hai saari bhoolbhulaiya
kis ne kis ne kis ne ye sab khel rachaayaa kis ne ye sab saaj sajaayaa apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne komal komal pyaare paudhe komal komal pyaare paudhe dhaan paan matwaare paudhe inke upar aakar chhidki rang roop ki maayaa inke upar aakar chhidki rang roop ki maayaa apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne andhere mein sote the ye bilkul besudh hote the ye andhere mein sote the ye bilkul besudh hote the ye neend kuri ke madmaaton ko neend se aan jagaayaa neend kuri ke madmaaton ko neend se aan jagaayaa apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne hara bhara guldaar khila hai sarson ka sansaar khila hai dekh dekh man mein sukh howat akhiyaan noor samaaya dekh dekh man mein sukh howat akhiyaan noor samaaya apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne kis ne
kiss kiss kiss kiss ko kiss ko kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haaaayeeeeee kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haayee haaaayeeeeee kiss ko pyaar karun mere liye to ho gayi mushkil kaise baantun ek mera dil haaaayeee mere liye to ho gayi mushkil kaise baantun ek mera dil haaayeeeee ha ha ha ha kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haaye haaaayeee kiss ko pyaar karun dekhun jidhar main shole hi shole dil hai aakhir kaise naa dole haayeeeee dekhun jidhar main shole hi shole dil hai aakhir kaise naa dole haaayeeeee kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai hoyeee kiss ko pyaar karun ik ik soorat pyaar ki moorat sab ko lekin meri zururat haayeeeee ik ik soorat pyaar ki moorat sab ko lekin meri zururat haaayeeeee kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai
hey kiss me wrong number kiss me hello wrong number kiss me hello wrong number dhe dho nishana le ra veera hayyo raamaa holiday ra mood ye leda kiss me hello wrong number dhe dho nishana tell me chello young lover thoda hasona le ra veera ayyo raama raa raa holiday ra jolly moode ye leda leave me hello wrong number ayye panena tell me silly young dreamer mulle padena navvu chalaki navvu naatho panunte ivvu nishana muddu naake mazaaga aadu kavaali paadu disco level lo chudu thamasha chudu hasky shruthullo neekai thapinche nanne navvinchu ninne japinche nanne kavvinchu neetho kushigaa unte swaraale oollo pukaare padda sarele neetho vasanthaalaade naalo vayasse paade andam neeke ichhesaa leave me hello wrong number ayye panena tell me silly young dreamer mulle padena le ra veera hayyo raama raa raa holiday ra jolly moode ye leda hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm enno raakala
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kiska Rasta Dekhe Joshila (1973) 03:30 17967
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:30   Song Number : 17967   

Kiske liye Ruka Hai Ek Saal (1958) 02:26 32321
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 02:26   Song Number : 32321   

Kiske Pyaar Mein Khoye Huye Ho Pasand Apni Apni (1983) 05:19 39101
 
Poster of Pasand Apni Apni (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Rati Agnihotri
Duration : 05:19   Song Number : 39101   

Kiski Chali Hai Nasbandi (1978) 03:39 18552
 
Poster of Nasbandi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Amit Kumar, Nitin
On Screen Actors- 
I S Johar, Rajendra Nath
Duration : 03:39   Song Number : 18552   

Kisko Aati Hai Masihai Jagjit Singh 03:25 37298
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Josh Malihabadi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:25   Song Number : 37298   

Kisko Khabar Thi Kisko Devdas (1955) 03:30 40348
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dilip Kumar
Duration : 03:30   Song Number : 40348   

Kisko Qaatil Main Kahoon Jagjit Singh 06:58 37303
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ahmed Nadeem Qasmi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:58   Song Number : 37303   

Kismat Sonu Nigam 04:33 11660
 
Poster of Sonu Nigam
 
Category
Indipop
Music Director- 
Sonu Nigam
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Sonu Nigam, Bipasha Basu
Duration : 04:33   Song Number : 11660   

Kismat Bigdi Afsana (1951) 02:52 16428
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Tilang
Duration : 02:52   Song Number : 16428   

Kismat Ke Khel Nirale Ek Phool Do Mali (1969) 03:58 13229
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:58   Song Number : 13229   

Kismat Ki Baazi Ka Aap To Aise Na The (1980) 06:16 14693
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Nida Fazli
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 06:16   Song Number : 14693   

Kismat Ki Hawaa Kabhi Albela (1951) 04:39 20785
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Chitalkar
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 04:39   Song Number : 20785   

Kismat Mein Bichhadna Tha Shabnam (1949) 02:40 16317
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Haroon Khan
Duration : 02:40   Song Number : 16317   

Kisne Dekha Hai Kal Heeralal Pannalal (1978) 05:34 36286
 
Poster of Heeralal Pannalal (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Amjad Khan, Prem Nath
Duration : 05:34   Song Number : 36286   

Kisne Mujhe Sada Di Saaz Aur Awaz (1966) 04:58 36456
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:58   Song Number : 36456   

Kisne Pukara Mujhe Pyar Kiye Jaa (1966) 04:23 11828
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Kalpana
Duration : 04:23   Song Number : 11828   

Kisne Yahan Kisko Jana Zameen Aasman (1972) 05:31 40872
 
Poster of Zameen Aasman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:31   Song Number : 40872   

Kisne Yeh Sab Khel Dharti Mata (1938) 03:10 40742
 
Poster of Dharti Mata (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Pt Sudarshan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:10   Song Number : 40742   

Kiss Kiss Kiss Ko Pyaar Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:25 20784
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mahamood
Duration : 04:25   Song Number : 20784   

Kiss Me Hello Wrong Number Shiva (1989) 04:35 36400
 
Poster of Shiva (1989)
 
Category
Telugu
Year- 
1989
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Nagarjuna, Amala Paul
Duration : 04:35   Song Number : 36400