Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil le ke bhaaga daga de ke bhaaga kaise bedardi se dil mera laaga dil le ke bhaaga daga de ke bhaaga kaise bedardi se dil mera laaga chori chori dil ko churaaya main jaani na chori chori dil ko churaaya main jaani na meethi meethi baaton mein jiya bharmaaya main jaani na meethi meethi baaton mein jiya bharmaaya main jaani na baatein banaayin aankhein milaayin bhole bhaale dil ko fansaaye liyo jaaye bhole bhaale dil ko fansaaye liyo jaaye lalchaye tarsaaye haay haay jaani na kaliyon ka ras le ke bhanwra re bhaaga laakh kahaa dil ne ho phir bhi main maani na laakh kahaa dil ne ho phir bhi main maani na kaahu se bhi dil na lagaana main maani na kaahu se bhi dil na lagaana main maani na aisi jawaani andhi deewaani thokar pe thokar lagaye chali jaaye thokar pe thokar lagaye chali jaaye tadpaaye jiya jaaye haay haay jaani na aankhein chura ke wo apne se bhaaga pehli nazar mein huyi main deewaani pehli nazar mein huyi main deewaani lad gaye naina ho gayi ye nadaani lad
ooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooooo dil leke daga denge oooo ooooo dil leke daga denge yaar hain matlab ke ye denge to kya denge yaar hain matlab ke ye denge to kya denge duniya ko dikha denge oooo duniya ko dikha denge yaron ke paseene par hum khoon baha denge yaron ke paseene par hum khoon baha denge ho
dil lena khel hai dildaar ka hoo bhoole se naam na lo pyaar ka dil lena khel hai dildaar ka hoo bhoole se naam na lo pyaar ka pyaar bhi jhootaa yaar bhi jhootaa dekho mujhko dilwaalo ha khaaya hai dhokha maine yaar kaa hoo dil lena khel hai dildaar ka hoo bhoole se naam na lo pyaar ka pyaar bhi jhootaa yaar bhi jhootaa dekho mujhko dilwaalo ho khaaya hai dhokha maine yaar kaa waadon pe inke na jaana baaton mein inki na aana arre waadon pe inke na jaana baaton mein inki na aana inki mithi baaten ye matvaali aankhein zehar hai pyaar ka hoo dil lena khel hai dildaar ka hoo bhoole se naam na lo pyaar ka pyaar bhi jhootaa yaar bhi jhootaa dekho mujhko dilwaalo ha khaaya hai dhokha maine yaar kaa hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey inpe jawaani loota do ya zindgaani loota do arre inpe jawaani loota do ya zindgaani loota do arre kuch bhi kar deewane rahenge ye anjaane rona hai bekaar ka huu dil lena khel hai dildaar ka huu bhoole se naam na lo
dil lootne waale jaadugar ab maine tujhe pehchaana hai nazren to utha ke dekh zara tere saamne ye deewana hai ye chaand sitaare dekh naa len mere pyaar ke naazuk bandhan ko aankhon mein chhupa kar rakh loonga iss phool se komal tan mann ko dheere se dheere se kaho ye baat piya jag apna nahin begaana hai nazren to utha ke dekh zara tere saamne ye deewana hai armaan tha tujh ko dekhun main saawan ki nasheeli raaton mein kho jaayen piya hum tum dono inn pyaar ki meethi baaton mein tu saamne tu saamne hai to sab kuchh hai warna ye chaman veerana hai dil lootne waale jaadugar ab maine tujhe pehchaana hai main pyaar ki maala gundhungi aashaaon ki kaliyaan chun chun ke ruthe na kahin mujhse duniyaa ye baat tumhaari sun sun ke armaan bhare armaan bhare dil waalon ne duniyaa ka kaha kab maana hai nazren to utha ke dekh zara tere saamne ye deewana hai dil lootne waale jaadugar ab maine tujhe pehchaana hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai aag dil mein lagi tu bujhaa de naa abhi samaa nahin hai rang jamaa nahin hai abhi samaa nahin hai rang jamaa nahin hai chaar din aur yunhi bitaa de naa dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai ye berukhi kaisi hai chaar din iss zindagi ke ke do din jawaani ke hain wo to aa jaa naa mil ke bitaaen sanam ye dillagi chhodo koi humein gar dekh legaa to darr hai ki duniyaa ki nazron mein aise hi ruswaa na ho jaayen hum kyaa karegi duniyaa jal maregi duniyaa kyaa karegi duniyaa jal maregi duniyaa tu jalan mere dil ki mitaa de naa abhi samaa nahin hai rang jamaa nahin hai abhi samaa nahin hai rang jamaa nahin hai chaar din aur yunhi bitaa de naa dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai aaungi main doli mein saj dhaj ke jab
pehli takni ne mera dil lutya duji takni ne mainu maar suttyaa pehli takni ne mera dil lutya duji takni ne mainu maar suttyaa tiji takni ne mera kita bura haal tiji takni ne mera kita bura haal gore haathan vich soni lage waang ni dil mangda aye mangda aye na kar sang ni dil mangda aye munda mangda aye na kar sang ni dil mangda aye takniye pattiye ni daaru diye bhattiye ni kanaan vich jaaven nasha gholdi kar ke malang jaaven kolon jandon lang jaave dil waali kundi kyuni kholdi gutt da paranda tera dil dang jaanda teriyaan adaavaan maar suteya akkh tu balori naal haaye mallo jori naal gabru sahukeen munda lutyaa akkh tu balori naal haaye mallo jori naal gabru sahukeen munda lutyaa husnaan de naal yaari hundi jatt di hoye aag laaye teri zulfaan di latt ni husnaan de naal yaari hundi jatt di aag laaye teri zulfaan di latt ni chadta hai nasha tainu vekh mutiyaare chadta hai nasha tainu vekh mutiyaare naa maar saade seene dang ni dil mangda aye mangda aye na kar sang ni
aaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa dil matwaala laakh sambhaala dil matwaala laakh sambhaala phir bhi kisi par aa hi gaya shokh nazar se dekhne waala shokh nazar se dekhne waala pyaar ka rog laga hi gayaa dil matwaala laakh sambhaala nayi umenge naya zamaana nayi tarange naya taraana nayi umenge naya zamaana nayi tarange naya taraana mast nazar se teer chala ke mast nazar se teer chala ke koi humen tadpa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala o madhosh nighaahon waale teri kasam dil tere hawaale o madhosh nighaahon waale teri kasam dil tere hawaale dekha iss andaaz se tumne dekha iss andaaz se tumne pyaar kisi ko aa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala kar gaye baaten do matwaale dekhte reh gaye dekhne waale kar gaye baaten do matwaale dekhte reh gaye dekhne waale koi kisi ko raaz e muhabbat koi kisi ko raaz e muhabbat aankhon mein samjha hi gaya dil matwaala laakh sambhaala phir bhi kisi par aa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala
dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin zindagi meri ibaadat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin main teri baargahe naaz mein kya pesh karun main teri baargahe naaz mein kya pesh karun meri jholi mein mohabbat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin zindagi meri ibaadat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin aye khuda mujhse naa le mere gunaahon ka hisaab aye khuda mujhse naa le mere gunaahon ka hisaab mere paas ashq e naa daamat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin zindagi meri ibaadat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin wo to mit kar mujhe mil hi gayi raahat warnaa wo to mit kar mujhe mil hi gayi raahat warnaa zindagi ranj o museebat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin
dil mein ae ji dil mein koi rehta hai rehta hai kaun hai batlao sapna hai ki apna hai ae ji dil mein dil mein ae ji dil mein koi rehta hai rehta hai kaun hai batlao sapna hai ki apna hai ae ji dil mein dil mein ae ji dil mein wahi rehta hai rehta hai jo koi apna hai aur jeevan ka sapna hai ae ji dil mein ye nayan hum se hi magar hain kyun begane se ye nayan hum se hi magar hain kyun begane se faasle badhte hain kyun aur kareeb aane se kyun aur kareeb aane se doori ae ji doori bas itni hai itni hai faasla chhaya ka apne tan se jitna hai ae ji dil mein pyaar mein sharmai hansi ho mukh pe kaafi hai pyaar mein sharmai hansi ho mukh pe kaafi hai mil ke jhuk jaye to bas ek nazar kaafi hai bas ek nazar kaafi hai samjhe hum samjhe ye kehti ho kehti ho tum khadi sharmao aur humko munh takna hai ae ji dil mein laaj to rakh logi adhuri si in baaton ki laaj to rakh logi adhuri si in baaton ki tod to na dogi zanjeer mulaqaton ki zanjeer mulaqaton ki haaye re meri mushkil tum
dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan aa gaye wooo aa gaye wo mit gayin tanhaaiyan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan door hua ghum ka nasha mujhko khushi mil gayi aa aa aa aa jhoom uthi duniyaan meri dil ki kali khil gayi dil mera lene laga angdaaiyan angdaaiyaan aa gaye wooo aa gaye wo mit gayin tanhaaiyan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan aane laga dil ko maza unse mulaaqaat ka aane laga dil ko maza unse mulaaqaat ka aa aa din bhi mere raaten meri dar mujhe kis baat ka din bhi mere raaten meri dar mujhe kis baat ka raat hai meri meri parchhaaiyan parchhaiyaan aa gaye wooo aa gaye wo mit gayi tanhaaiyan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan pyaar bhare geet mere lab pe hain aaye huye pyaar bhare geet mere lab pe hain aaye huye ek naya bhed mera dil hai chhupaaye huye ek naya bhed mera dil hai chhupaaye huye koi na samjhega
dil mein basa ke meet banaa ke bhool naa jaana preet puraani bhool naa jaana dil mein basa ke ye meri khaamosh nigaahen ye meri khaamosh nigaahen jalte aansu thandi aahein le ja aaaaaa le ja ye dil ka nazraana bhool naa jaana preet puraani bhool naa jaana dil mein basa ke aaj bahaaren rooth chali hain aaj bahaaren rooth chali hain dil ki ummeeden toot chali hain aaj bahaaren rooth chali hain chhalak raha aaaaaa chhalak raha ghum ka paimaana bhool naa jaana preet puraani bhool naa jaana dil mein basa ke
dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale hum aaj apni maut ka saaman le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale aa haa haa aa aa aa aa mitta hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein ye ye ye ye ulfat ki raah mein mitta hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein wo le chale hai aan to hum jaan le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale aa haa haa aa aa aa aa manzil pe hoga faisala kismat ke khel ka aa aa aa aa kismat ke khel ka manzil pe hoga faisala kismat ke khel ka karde jo dil ka khoon wo mehmaan le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale
hmm dil mein dard sa jaga hai kaanta sa kahin laga hai mohabbat ye nahin to kya hai o ho ho dil mein dard sa jaga hai kaanta sa kahin laga hai mohabbat ye nahin to kya hai o ho ho aa ha ha ha dil mein dard sa jaga hai kaanta sa kahin laga hai mohabbat ye nahin to kya hai o ho ho a ha ha ha zara sa jo door gaye to daude daude paas tumhaare aaye yaad tumhaari haay hamaari jaan hi na le jaaye chhup jao tum meri inn baahon mein mar ke bhi na hum bichhden inn raahon mein waada hamne bhi kiya hai waada tumne bhi kiya hai mohabbat ye nahin to kya hai o ho ho a ha ha ha dil mein dard sa jaga hai kaanta sa kahin laga hai mohabbat ye nahin to kya hai o ho ho a ha ha ha na ye hum jaane na tum jaane ek dooje ke hum deewane likh diye pyaar ne aankhon aankhon mein dil ke afsaane jab mile hain hum mile hain anjaanon se ab milenge hum lekin deewanon se hum tum mein jo silsila hai saara shaher jaanta hai mohabbat ye nahin to kya hai o ho ho a ahahahaha dil mein dard sa jaga hai
dil mein ek jaane tamanna ne jagah paayi hai aaj gulshan mein nahin ghar mein bahaar aayi hai dil mein ek jaane tamanna ne jagah paayi hai aaj gulshan mein nahin ghar mein bahaar aayi hai dil mein ek jaane tamanna ne jagah paayi hai aa gaya mere tasavvur mein koi parda nasheen aa gaya aa gaya mere tasavvur mein koi parda nasheen aaj har cheez nazar aane lagi mujhko haseen kya kahoon main badi dilkash meri tanhaayi hai aaj gulshan mein nahin ghar mein bahaar aayi hai dil mein ek jaane tamanna ne jagah paayi hai husn ke saamne izhaar e wafaa hai mushkil husn ke husn ke saamne izhaar e wafaa hai mushkil kaash chhup kar hi wo sun le mera afsaana e dil jisne ye pyaar ki manzil mujhe dikhlaayi hai aaj gulshan mein nahin ghar mein bahaar aayi hai dil mein ek jaane tamanna ne jagah paayi hai
hmmmm aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmmm aaaaa aaaaa aaaaa dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi koi taazaa hawaa chali hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi aaaaaa hmmm hmmm hmmm aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmm aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa shor barpa hai khaana e dil mein dil mein ooooooooooooo shor barpa haiiiiiii aaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa shor barpa hai khaana e dil mein shor barpa hai khaana e dil mein koi deewar si giri hai abhi koi deewar si giri hai abhi koi deewar si giri hai abhi koi taazaa hawaa chali hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi aaaaaa hmmm hmmm hmmm aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa
dil mein ho tum aankhon mein tum bolo tumhein kaise chaahoon dil mein ho tum aankhon mein tum bolo tumhein kaise chaahoon pooja karoon sajdaa karoon jaise kaho waise chaahoon jaanu meri jaanu jaane jaana jaanu akela hoon main akela tumhein phir dil ne pukaara tumhaari yaadein sataayein nahin hai koi hamaara akela hoon main akela tumhein phir dil ne pukaara tumhaari yaadein sataayein nahin hai koi hamaara duniya ke ghum sehta hoon main birhaa ke ghum seh na paaoon jaanu meri jaanu jaane jaana jaanu haa haa haa haa haa haa haa haa hmm hmm hmm hmm hmm hamesha dekha yahi hai milan ke sang hai judaayi shaayad wo hoga deewana chaahat ye jisne banaayi hamesha dekha yahi hai milan ke sang hai judaayi shaayad wo hoga deewana chaahat ye jisne banaayi chahe jaloon chahe maroon phir bhi tere gun main gaaon jaanu meri jaanu jaane jaana jaanu
aaya re aaya re aaya re aaya reeeee heyyyyyy zakhmi dilo ka badla chukane zakhmi dilo ka badla chukane aaye hain deewane deewane aaye hain deewane deewane aaye hain diwane diwane aali re aali re holi aali re aali re holi aali mastaanon ki toli tufaan dil mein liyeeeee tufaan dil mein liyeee ho hoooooo hooooo hey holi ke rang mein dil ka lahu ye kis ne mila diya aayi bahaar kaliyan khili to gulshan jala diya hey holi ke rang mein dil ka lahu ye kis ne mila diyaaaaaaa aayi bahaar kaliyan khili to gulshan jala diya dil mein holi jal rahi hai dil mein holi jal rahi hai ab ke baras to hum ko bhi jam ke holi manana hai kanton ke mann mein khatke humesha wo gul khilana hai ab ke baras to hum ko bhi jam ke holi manana haiiiiiii kanton ke mann mein khatke humesha wo gul khilana hai dil mein holi jal rahi hai dil mein holi jal rahi hai aali re aali re holi aali re aali re holi aali mastaanon ki toli tufaan dil mein liyeeeee tufaan dil mein liyeee aankhen hain laal jaise
dil mein jaagi dhadkan aise pehla pehla paani jaise aisa chhaya mujh pe jaadoo haa haa hee hee hey hey ho ho bhooli main sab aana jaana gaana waana khona paana kiski nigaahon se dil mein jaagi dhadkan aise pehla pehla paani jaise aisa chhaya mujh pe jaadoo haa haa hee hee hey hey ho ho bhooli main sab aana jaana gaana waana khona paana kiski nigaahon se badli zameen aasmaan ye jahaan mujh mein naache gaye ghume jhume dil mein jaagi dhadkan aise pehla pehla paani jaise aisa chhaya mujh pe jaadoo haa haa hee hee hey hey ho ho bhooli main sab aana jaana gaana waana khona paana kiski nigaahon se koi sapna chhup chhup ke saanson mein mere chalta hai koi apna koi apna deepak sa raahon mein mere chalta hai dekhoon sapna thodi main soun thodi main jaagoon jaagoon na soun lagta hai saara ulta pulta dil mein jaagi dhadkan aise pehla pehla paani jaise aisa chhaya mujh pe jaadoo haa haa hee hee hey hey ho ho bhooli main sab aana jaana gaana waana khona paana kiski nigaahon se
hm hmm hmm dil mein jo baatein hain aaj chalo hum keh dein dil mein jo baatein hain aaj chalo hum keh dein kal ka bharosa kyaa aao isi dum keh dein haan thodi humein mohlat do aaise kaise hum keh dein poori hi samjh lenaa chaahe zara kum keh dein thodi humein mohlat do aaise kaise hum keh dein aankhon ne chaaha dil ne saraaha par main zubaan se nahin keh paayi dil ki kahani dil mein rahi to mit na sakegi kabhi tanhaai ho khaabon mein tumko har baat keh di aise bataate hue sharmaai dil mein jo baatein hain aaj chalo hum keh dein ho sahli kal ka bharosa kyaa aao isi dum keh dein haan thodi humein mohlat do aaise kaise hum keh dein poori hi samjh lenaa chaahe zara kum keh dein jee na jalaao nazdeek aao hum chaahte hain tumhe apnaana badhne lagi hai seene ki dhadkan aage na aana wahin ruk jaana ho na tum paraayee na hum paraaye apnon se kaisa bhala sharmaana ho milte hi mujhko apne hi lage tum kab maine jaana tumhein begaana dil mein jo baatein hain aaj chalo hum keh
dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya sanson ki aanch paa ke bhadakta rahega ye seene mein dil ke saath dhadakta rahega ye dhadakta rahega ye wo naksh kya hua jo mitaye se mit gaya wo dard kya hua jo dabaye se dab gaya dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya ye zindagi bhi kya hai amaanat unhi ki hai ye shayari bhi kya hai inaayat unhi ki hai inaayat unhi ki hai ab woh karm karen ke sitam unka faisla humne to dil mein pyaar ka shola jaga liya dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Leke Bhaaga Nadiya Ke Paar (1948) 03:59 18418
 
Poster of Nadiya Ke Paar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Moti
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lalita Deulkar
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Kamini Kaushal
Duration : 03:59   Song Number : 18418   

Dil Leke Daga Denge Naya Daur (1957) 01:42 37915
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 01:42   Song Number : 37915   

Dil Lena Khel Hai Zamaane Ko Dikhana Hai (1981) 04:43 17895
 
Poster of Zamaane Ko Dikhana Hai (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 04:43   Song Number : 17895   

Dil Lootne Waale Jaadugar Madaari (1959) 03:41 13639
 
Poster of Madaari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Chitra
Duration : 03:41   Song Number : 13639   

Dil Machal Raha Hai Khalifa (1976) 04:18 18213
 
Poster of Khalifa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 04:18   Song Number : 18213   

Dil Mangda Rishi Singh 03:21 11183
 
Poster of Rishi Singh
 
Category
Indipop
Lyricist
Rishi Singh, AM Singh
Singer- 
Rishi Singh
Duration : 03:21   Song Number : 11183   

Dil Matwaala (Male) Bewafa (1952) 03:04 12890
 
Poster of Bewafa (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sarshar Shailani
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Ashok Kumar, Nargis
Duration : 03:04   Song Number : 12890   

Dil Mein Ab Dard E Muhabbat Ke Siwa Kuchh Bhi Nahin Lata Mangeshkar 06:14 15977
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sahir Bhopali
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:14   Song Number : 15977   

Dil Mein Ae Ji Dil Mein Meri Bhabhi (1969) 04:36 36899
 
Poster of Meri Bhabhi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Sunil Dutt
Duration : 04:36   Song Number : 36899   

Dil Mein Baji Pyaar Kohinoor (1960) 05:59 13562
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:59   Song Number : 13562   

Dil Mein Basa Ke Meet Bana Ke Do Raha (1952) 03:24 39968
 
Poster of Do Raha (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:24   Song Number : 39968   

Dil Mein Chhupa Ke Aan (1953) 02:54 12566
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi, Nadira
Duration : 02:54   Song Number : 12566   

Dil Mein Dard Sa Kranti (2002) 04:02 39265
 
Poster of Kranti (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Bobby Deol
Duration : 04:02   Song Number : 39265   

Dil Mein Ek Benazir (1964) 02:57 12881
 
Poster of Benazir (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 02:57   Song Number : 12881   

Dil Mein Ek Lehar Si Ghulam Ali 07:18 18313
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:18   Song Number : 18313   

Dil Mein Ho Tum Aankhon Mein Tum Satyamev Jayate (1985) 06:48 31538
 
Poster of Satyamev Jayate (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Faruq
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Janki
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:48   Song Number : 31538   

Dil Mein Holi Jal Rahi Zakhmee (1975) 07:57 20051
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 07:57   Song Number : 20051   

Dil Mein Jaagi Dhadkan Aise Sur (The Melody of Life) (2002) 05:14 18024
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Gauri Karnik
Duration : 05:14   Song Number : 18024   

Dil Mein Jo Baatein Joshila (1973) 05:22 18304
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini, Rakhi, Pran
Duration : 05:22   Song Number : 18304   

Dil Mein Kisi Ke Pyaar Ka Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 04:03 13222
 
Poster of Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:03   Song Number : 13222