Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lalala lalala lalala lalala lalala la lalala lalala lalala lalala lalala la lalalala lala lala dekho idhar bhi jaane tamanna pyaase khade hain hum tumhaari ek nazar ke par jo saanwariya ki hai pujaran unki deewaani kuchh maange jo unko chaah karke dekho idhar bhi jaane tamanna pyaase khade hain hum tumhaari ek nazar ke par jo saanwariya ki hai pujaran unki deewaani kuchh maange jo unko chaah karke dekho idhar bhi jaane tamanna dekho idhar bhi jaane tamanna mann mein base ho jo pritam to nain mile ya na milen mann mein base ho jo pritam to nain mile ya na milen dil jab dekar liya ghum ko chain mile ya na milen jab se lagi tumse lagan haal yeh hai jaane jigar mile jab jab tumse hum reh gaye dil ko thaam kar ke dekho idhar bhi jaane tamanna pyaase khade hain hum tumhaari ek nazar ke par jo saanwariya ki hai pujaran unki deewaani kuchh maange jo unko chaah karke dekho idhar bhi jaane tamanna dekho idhar bhi jaane tamanna dard e dil se teri berukhi le na jaaye kahin
dekho ji bahaar aayi dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan duniyaa se jo darte ho khaabon mein chale aao duniyaa se jo darte ho khaabon mein chale aao do bol mohabbat ke tanhaai mein keh jaao do bol mohabbat ke tanhaai mein keh jaao aa jaao mana lenge sapnon mein rangraliyan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan hum dil se tumhare hain ye keh bhi nahin sakte hum dil se tumhare hain ye keh bhi nahin sakte aur tumse juda ho kar hum reh bhi nahin sakte aur tumse juda ho kar hum reh bhi nahin sakte tum bin aashaaon ki kaise khilen kaliyaan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan
dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho kehti hai ek kahaani ye aarzoo deewaani kehti hai ek kahaani ye aarzoo deewaani karti hai kuchh ishaare mausam ki ye jawaani daaman bacha ke jaayen raaten na ab suhaani daaman bacha ke jaayen raaten na ab suhaani dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho waade kiye to taale armaan naa kuchh nikaale waade kiye to taale armaan naa kuchh nikaale guzra hai ek zamaana baahein gale mein daale dekho na bhool jaana ye din hain jaane waale dekho na bhool jaana ye din hain jaane waale dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho duniyan ka humko dar kya dekhen idhar udhar kya duniyan ka humko dar kya dekhen idhar udhar kya hum ho chuke deewaane apni humen khabar kya bolo siva tumhaare aaye humein nazar kya bolo siva tumhaare aaye humein nazar kya dekho ji dekho
dekho ji dekho ek baar is taraf dekho ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko dekho ji dekho ek baar is taraf dekho ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banaavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein chhodo ji chhodo aisi banaavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein bahaaron ko aaye huye chaar din bahaaron ko aaye huye chaar din hamein dil lagaaye huye chaar din hamein dil lagaaye huye chaar din dekho na todo aise suhaane sapne ko ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein dua do ke yeh dil reham kar gaya dua do ke yeh dil reham kar gaya kaho yeh ke jaadu asar kar gaya kaho yeh ke jaadu asar kar gaya ye jaadu hai kiss ka maaloom nahin apne ko ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banavati baatein hum ne to aisi
dekho ji ye waada karo oo oo oo ho oo dekho ji ye waada karo ki door kabhi tum na rahoge jao ji ye waada kiya aa aa aa aa aa jao ji ye waada kiya ki door kabhi hum na rahenge waada tumhaara mujhko pyaara hai jaan se chaha hai tumko humne kitne armaan se waada tumhaara mujhko pyaara hai jaan se chaha hai tumko humne kitne armaan se phoolon mein jaise khushboo itne kareeb hai phoolon mein jaise khushboo itne kareeb hai phoolon se khushboo se bhi hum to khush naseeb hain oo hum khush naseeb hain khao meri aankhon ki kasam hmmmm hmmm khao meri aankhon ki kasam ki door kabhi tum na rahoge jao ji ye waada kiya aa aa aa aa aa jao ji ye waada kiya ki door kabhi hum na rahenge itna sataaya tha kyun dil mera loot ke ab na rahungi main to tum se kabhi rooth ke itna sataaya tha kyun dil mera loot ke ab na rahungi main to tum se kabhi rooth ke raatein sajengi apni palkon ki chhanv mein raatein sajengi apni palkon ki chhanv mein utrega chanda mere sapnon ke gaun mein hoo sapnon
dekho kasam se dekho kasam se kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan dekho kasam se dekho kasam se kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan raat hai deewani mast hai fizaayein raat hai deewani mast hai fizaayein chaandani suhaani sard hain hawaayein hum bhi akele tum bhi akele kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan dekho kasam se dekho kasam se kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan jaate ho to jaao chaldiye ji hum bhi jaate ho to jaao chaldiye ji hum bhi aao ya na aao ab nahin hai ghum bhi aao ya na aao ab nahin hai ghum bhi hum bhi akele tum bhi akele kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan dekho kasam se dekho kasam se kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan kya lagaayi tum ne ye kasam kasam se kya lagaayi tum ne ye kasam kasam se lo thehar gaye hum kuchh kaho bhi hum se lo thehar
oh toni please leave me alone hmm i hate you ohh no dear teena i love you dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana koi roothe dilbar ko manaana use jaakar samjhaana shut up dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana iski kya sunte ho ye deewaana hai bhanwara hai ye mat samjho parwaana hai iski suno na yaaro ye jhuth hai saraasar is bewafa ko dekho pehchaan lo baraabar main sach kehta hoon kasam khaa kar dekho logo ye kaisa zamaana aise jhoothon se daaman bachaana dekho logo ye kaisa zamaana aise jhoothon se daaman bachaana inki har baat bahaana dhokhe mein na aa jaana ohh no dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana meri bala se chahe na maano aye jaana aye ja ja ja oh ye dil to hai aur kisi ka deewaana kya kya kya jaane tamanna meri sunlo tumse behtar
hahahaha hahaha haha mujhe sab paagal kehte hain aur main sabko paagal kehti hoon kaun sachcha kaun jhoota kya maloom are haan hum donon mein se koi ek zaroor paagal hai ya main yaa duniya dekha dekha dekha main kitni sayaani hoon hunh aeee hey hey dekho mujhe dekho kaisi main deewaani hoon deewaani re bhuli huyi jaise koi main kahaani hoon hey hey hey hey hey hey hey dekho mujhe dekho kaisi main deewaani hoon deewaani re bhuli huyi jaise koi main kahaani hoon main hoon tamaasha tamaashayi saare rone ke din maine hans ke guzaare zinda hoon jaane main kis ke sahaare koi nahin hai jo mujhko pukaare ta ra pa ra pa ra pa ta ra ru ra ru ra ta ra pa pa pa pa pa pa ru ra ru ra heyyy kahaan hai wo raaja jiski main raani hoon raani hoon rey bhuli huyi jaise koi main kahaani hoon huuhhhhh hahahahahaha jaane na re mera mann bhola bhaala kisne mujhe apne ghar se nikaala panchhi ko sone ke pinjre mein daala honthon pe kisne laga diya taala ta ra pa ra pa ra pa ta ra ru ra ru ra
dekho maine dekha hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa kitna haseen hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aaya aaya aaya aaya aajaa yahaan tera mera naam likha hai rastaa nahin ye aam likha hai ho ye hai darwaaja jahaan tu khadi hai andar aa jaao sardi badi hai yahaan se nazaara dekhon parbaton ka jhaakun main kahaan se kahaan hai jharokha ye yahaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa kitna haseen hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aaya aaya aaya aaya aajaa achha ye bataao kahaan pe hai paani baahar beh rahaa hai jharnaa deewani bijali nahin hai yahi ek ghum hai teri bindiyaa kya bijali se kam hai chhodo mat chhedo baazaar jaao jaata hoon jaaunga pehle yahaa aao shaam jawaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa dekho maine dekha hai yeh ik sapna phoolon ke shaher
dekho mausam kya bahaar hai sara aalam beqaraar hai aise mein kyun hum deewane ho jaayen na dekho mausam kya bahaar hai sara aalam beqaraar hai aise mein kyun hum deewane ho jaayen na chhalki chhalki chandni bhi hai halki halki bekhudi bhi hai aise mein kyun hum yahin par kho jaayen na thandi thandi ret mein jalwon ki barsaat hai kya mastana hai sama kya matwali raat hai thandi thandi ret mein jalwon ki barsaat hai kya mastana hai sama kya matwali raat hai ho o o o o sapne bhikhre mod mod pe aa ke naina jod jod ke aise mein kyun hum deewane ho jaayen na chhalki chhalki chandni bhi hai halki halki bekhudi bhi hai aise mein kyun hum yahin par kho jaayen na gaati si har saans mein bajti thi shehnaiyaan saaya dil pe daalti taaron ki parchhaiyan gaati si har saans mein bajti thi shehnaiyaan saaya dil pe daalti taaron ki parchhaiyan ho o o o o o o jhaanke chanda aasmaan se chhede humko jaan jaan ke aise mein kyun hum yahin par kho jaayen naa dekho mausam kya bahaar hai
dekho mera dil machal gaya unhen dekha aur badal gaya machal gaya dil mera dekho mera dil machal gaya unhen dekha aur badal gaya machal gaya dil mera dekho mera dil machal gaya chaahat ka rog laga ke aankhon mein unko basaa ke chaahat ka rog laga ke aankhon mein unko basaa ke meethi ye aag laga ke pachhtaaun main pachhtaaun main dekho mera dil machal gaya unhen dekha aur badal gaya machal gaya dil mera dekho mera dil machal gaya jeena hai mushkil unn bin bigde hai haalat gin din jeena hai mushkil unn bin bigde hai haalat gin din birhaa ki agni palken jalti rahe jalti rahe dekho mera dil machal gaya unhen dekha aur badal gaya machal gaya dil mera dekho mera dil machal gaya unhen dekha aur badal gaya machal gaya dil mera dekho mera dil machal gaya
lal lal lala la lara lara lara la lal lal lala la lara lara lara la dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte kitne dil toote hain toota karenge premi jab tak jag se darenge dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte kitne dil toote hain toota karenge premi jab tak jag se darenge dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte jaise baadal chalein hawaon mein jaise panchhi ude fizaaon mein chalo aise chalen jaise chale pawan chalo aise chalen jaise chale kiran jaise chale kiran dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte kitne dil toote hain toota karenge premi jab tak jag se darenge dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte deepak darte nahin kabhi raaton se premi darte nahin kabhi baaton se chalo aise khilen jaise khile chaman chalo aise milen jaise man se badan jaise mann se
dekho re dekho log ajuba ye beesvin sadi ka dekho re dekho log ajuba ye beesvin sadi ka aasmaan ke chaand ko chhune nikla chaand zameen ka re logo ye chanda ruse ka na ye japan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka ye chanda ruse ka na ye japan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka gore gore mukh par tune aisa ghunghat daalaaa hoye gore gore mukh par tune aisa ghunghat daala aankhon waale taras gaye dekhun main kismat waala aa he wa ye chanda ruse ka na ye japan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka ye chanda ruse ka na ye japaan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka dushman dekhen jal jal jaayen dost kahen kya kehne dushman dekhen jal jal jaayen dost kahen kya kehne dekhen kis par karam kare tu kaun ye sehra pehne aa ha ha ye chanda ruse ka na ye japan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka ye chanda ruoe ka na ye japaan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka roop nagar se prem nagar tak roj kare ek
dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo jaan par meri bani aap ki thahri hansi haaye main jaan gayi pyaar ki fitnaagari dil jalaane ke liye thandi aahen na bharo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi teri khushboo ne mere hosh bhi chheen liye hai khushi aaj humen tere pehlun mein gire dil ki dhadkan pe zara phool sa haath rakho hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo kya kahega ye samma inn raahon ka dhuwaan laaj aaye mujhe mujhko laaye ho kahaan hum tumhen maan gaye tum bade wo ho hatto dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo
Dekho Sapne
dekho shor na machaana oh dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana ye hai apni baat rahe apne saath kahin sun le na ye zamaana dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana ye duniyaaaaaa soyi soyi ye duniya soyi soyi sapnon mein khoyi khoyi koi nahin aayega koi na bachayega chalega na koi bahaana dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana mere dil mein hai halchal mere dil mein hai halchal hai zindagi pal do pal aaj hi jeena aaj hi marna kal ka na koi thikaana dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana ye hai apni baat rahe apne saath kahin sun le na ye zamaana kahin sun le na ye zamaana oh kahin sun le
meri jaan se pyaare tujhko tera desh pukaara aa jaa jaa bhaiyaa jaa beta jaa mere yaara jaa dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye maa naa kahe ke mere bete waqt pada to kaam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon hum pehle bhaaratwaasi hum pehle bhaaratwaasi phir hindu muslim sikh esaai hum pehle bhaaratwaasi naam juda hain to kya bhaarat maa ke sab bete hain bhai abdul uske bachchon ko paale jo ghar waapas raam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon andha beta yudh pe chala to naa jaa na jaa uski maa boli andha beta yudh pe chala to naa jaa na jaa uski maa boli wo bola kam kar sakta hoon main bhi dushman ki ek goli zikr shaheedon ka ho to kyun unmein mera naam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon achchha chalte hainnnnnn achchha chalte hain kab aayenge ye kehna mushkil
dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho shaayad ye keh raha hai hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare dekho ulfat ka aaj humne iqraar kar liya hai lekin ye kaun jaane kismat mein kya likha hai manzil ko chal pade hain taqdeer ke sahaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aisa na ho ki humko raste mein chhod jaao jaa kar kahin kisi ki duniyaa nayi basaao majhdhaar mein rahe hum lag jaao tum kinaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho dil mein siwaa tumhaare koi nahin humaare ye apne dil se poochho kya dil mein hai tumhaare denge meri gawaahi kudrat ke yeh nazaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm
Dekho Yeh Diwana
dekho ye kaun aaya dekho ye kaun aaya mujh ko udda laaya mujh ko udda laaya dekho ye kaun aaya dekho ye kaun aaya meri sada pe bhool ke rasta aye dil ye kaun aaya mujh ko udda laaya mujh ko udda laaya kiski sada pe jhonka hawa ka mujh ko udda laaya dekho ye kaun aaya aa aaa aaa aaaa mujh ko udda laaya mere virane ko kisne saja diya mere virane ko kisne saja diya raunak zara dekho hoo raunak zara dekho kuchh to nahin hai kya jaane tum ko kaisa nasha chhaya dekho ye kaun aaya dekho ye kaun aaya baaten banaate ho kyun sachche jhoote haan baaten banaate ho kyun sachche jhoote sapne dikhate ho sapne dikhate ho hooo phir se to kehna maine suna nahin kya tumne farmaaya mujh ko udda laaya haannn mujh ko udda laaya aa meri bahon mein baitha hoon kabse haan aa meri bahon mein baitha hoon kabse main teri raahon mein o main teri raahon mein jalti hoon main bhi jabse pada hai dil pe tera saaya dekho ye kaun aaya ho dekho ye kaun aaya meri sada pe bhool ke rasta aye dil ye kaun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekho Idhar Bhi Jaan E Tamanna Imtihaan (1974) 05:07 40364
 
Poster of Imtihaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Bindu, Tanuja, Vinod Khanna
Duration : 05:07   Song Number : 40364   

Dekho Ji Bahaar Aayi Azaad (1955) 03:11 12763
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12763   

Dekho Ji Dekho Mai Baap (1957) 03:10 38708
 
Poster of Mai Baap (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Johnny Walker
Duration : 03:10   Song Number : 38708   

Dekho Ji Dekho Ek Baar Is Taraf Dekho Aas (1953) 02:20 36225
 
Poster of Aas (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Shekhar
Duration : 02:20   Song Number : 36225   

Dekho Ji Ye Waada Karo Mohd Rafi & Asha Bhosle 05:03 19310
 
Poster of Mohd Rafi & Asha Bhosle
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Kafeel Azar
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 05:03   Song Number : 19310   

Dekho Kasam Se Tumsa Nahin Dekha (1957) 03:48 12113
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Amita
Duration : 03:48   Song Number : 12113   

Dekho Logo Humse Badhkar Kaun (1981) 05:35 19406
 
Poster of Humse Badhkar Kaun (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 05:35   Song Number : 19406   

Dekho Main Kitni Sayani Hoon Humshakal (1974) 04:08 40802
 
Poster of Humshakal (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 04:08   Song Number : 40802   

Dekho Maine Dekha Love Story (1981) 04:18 20326
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:18   Song Number : 20326   

Dekho Mausam Kya Bahaar Hai Opera House (1961) 04:08 13888
 
Poster of Opera House (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Saroja Devi, Ajeet
Duration : 04:08   Song Number : 13888   

Dekho Mera Dil Suraj (1966) 03:28 14303
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:28   Song Number : 14303   

Dekho Pyaar Mein Aisa Nahin Karte Hotel (1981) 04:39 36190
 
Poster of Hotel (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bindiya Goswami
Duration : 04:39   Song Number : 36190   

Dekho Re Dekho Insaan Jaag Utha (1959) 04:20 38730
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 38730   

Dekho Rootha Na Karo Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:08 20327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:08   Song Number : 20327   

Dekho Sapne Ganga Ki Saugand (1978) 05:36 12969
 
Poster of Ganga Ki Saugand (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan, Suresh Oberoi
Duration : 05:36   Song Number : 12969   

Dekho Shor Na Machana Nalayak (1979) 02:37 40313
 
Poster of Nalayak (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 02:37   Song Number : 40313   

Dekho Veer Jawanon Aakraman (1975) 07:11 15177
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 07:11   Song Number : 15177   

Dekho Wo Chaand Shart (1954) 03:17 14235
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama, Deepak
Raag- 
Dani
Duration : 03:17   Song Number : 14235   

Dekho Ye Deewaana Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 04:45 39461
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 04:45   Song Number : 39461   

Dekho Ye Kaun Aaya Saveray Wali Gaadi (1986) 05:52 39969
 
Poster of Saveray Wali Gaadi (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Poonam Dhillon
Duration : 05:52   Song Number : 39969