Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain dekh ke jinko neend udd jaaye wo matwaali aankhen hain gore gore munh se palla kya sarkaana munh se palla kya sarkaana iss baadal mein bijli hai door hi rehna door hi rehna door hi rehna inn se qayamat dhaane waali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore be jinke andher hai sab kuchh be jinke andher hai sab kuchh aisi baat hai inn mein kya aankhen aankhen aankhen aankhen aankhen aankhen sab hai barabar kaun niraali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore be dekhe aaraam nahin hai be dekhe aaraam nahin hai dekhen to dil kaa chain gaya dekhne waale dekhne waale dekhne waale yun kehte hain bholi bhaali aankhen hain dekh ke jinko neend udd jaaye wo matwaali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore
gore gore haathon mein mehndi rachaa ke nainon mein kajraa daal ke chalo dulhaniya piyaa se milne chhota sa ghunghat nikaal ke chhota sa ghunghat nikaal ke gore gore haathon mein mehndi rachaa ke nainon mein kajraa daal ke chalo dulhaniya piyaa se milne chhota sa ghunghat nikaal ke chhota sa ghunghat nikaal ke jaa ke ab sasuraal mein rehna saas sasur ki sewa karna sab kuchh sehna kuchh bhi na kehna aanchal ko rakhna sambhal ke chalo dulhaniya piyaa se milne chhota sa ghunghat nikaal ke chhota sa ghunghat nikaal ke ho o o o hasti rahogi tum pritam ke naam se pritam ke naam se ji pritam ke naam se thak ke jo aaye wo din bhar ke kaam se din bhar ke kaam se ji din bhar ke kaam se pankha jhalo ji pankha jhalo ji hasso re aaram se sapno mein unke dheere se aana moti si ladiyaan sambhal ke chalo dulhaniya piyaa se milne chhota sa ghunghat nikaal ke chhota sa ghunghat nikaal ke ho o o piya ke sang sakhi mithi mithi bolna mithi mithi bolna ji mithi mithi bolna unke nayan
gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo roz roz mulaaqat achchhi nahin pyaar mein aisi baat achchhi nahin thoda thoda milna thodi si judaai sada chandni raat achchhi nahin chhodo chhodo jiya na todo kisi aur ko jalaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo choti si baat par ye ladaai pyaar ki duhaai hai pyaar ki duhaai ankhiyon mein ankhiyan daal ke to dekho chehre pe gussa hai dil mein safaai ghadi ghadi o badi badi achchhi baatein na banaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o banke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo
oye hoye gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo jaaneman inn haathon mein to mehndi ka rang lagna hai haaye pyaar ki rangat se tera naazuk ang ang sajna hai hai kaun si aisi majboori jo husn kare ye majdoori tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo mehlon ki tum raani ho main preet nagar ka shehzaada baant len hum kyun na dono dhan apna aadha aadha hum kaam karen tum raaz karo manzoor to haath pe haath dharo tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gusse mein jo uljhi hai aao to wo latt main suljha doon haaye chheden jo zulfen teri uss shokh hawaa ko rukwaa doon dekho naa yun aankhen mal mal ke
gore rang ka zamana gore rang ka zamana kabhi hoga na purana gori darr tujhe kiss ka hai tera to rang gora hai haaye tera to rang gora hai gore rang ka zamana kabhi hoga na purana gori darr tujhe kiss ka hai tera to rang gora hai haaye tera to rang gora hai gori gori baahon ka maza hi kuchh aur hai haaayeee neeli neeli aankhon ka nasha hi kuchh aur hai gori gori baahon ka maza hi kuchh aur hai neeli neeli aankhon ka nasha hi kuchh aur hai gore rang ka nazara laage sab ko hi pyaara zara kar tu ishaara goriye ho darr tujhe kiss ka hai haaye tera to rang gora hai gore rang ka zamana kabhi hoga na purana gori darr tujhe kiss ka hai tera to rang gora hai haaye tera to rang gora hai saanwla salona rang kitno ko bhaata haiiiii haaayeeee jise dekho goriyon ke peechhe chala aata hai saanwla salona rang kitno ko bhaata haiiiii jise dekho goriyon ke peechhe chala aata hai gore rang ka nazara laage sab ko hi pyaara zara kar tu ishaara goriye ho darr tujhe kiss ka hai haaye
gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega main shamma hoon tu hai parwaana main shamma hoon tu hai parwaana mujhse pehle tu jal jaayega ho gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega ho o o roop mit jaata hai ye pyaar aye dildaar nahin mittaa ho o o phool murjhaane se gulzaar aye sarkaar nahin mittaa ho o o roop mit jaata hai ye pyaar aye dildaar nahin mittaa kya baat kahi hai oye tauba kya baat kahi hai oye tauba ye dil beimaan machal jaayega ho gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega ho o o aapko hai aisa inkaar to ye pyaar yahin chhodo ho o o pyaar ka mausam hai bekaar ki taqraar yahin chhodo ho o o aapko hai aisa inkaar to ye pyaar yahin chhodo haathon mein haath zara de do haathon mein haath zara de do baaton mein waqt nikal jaayega main shamma hoon tu hai parwaana mujhse pehle tu jal jaayega aa aa aa aa aa aa aa ho
gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja tere bina o gori kaise bajegi mori baansuriyaa manaaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja ruk ja o jaanewali dil tadpanewali tod ke kisi ka dil jaana hai bura ruk ja o jaanewali dil tadpanewali tod ke kisi ka dil jaana hai bura itna bhi maan kaisa roop ka guman kaisa dekho ji ye baan chalana hai bura dekho ji ye baan chalana hai bura baali umar tu hai baanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja tere bina o gori kaise bajegi mori baansuriyaa manaaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja chhod bhi de zidd raani baat jo na meri maani ik din tujhe pachhatana padega chhod bhi de zidd raani baat jo na meri maani ik din tujhe pachhatana padega akhiyaan jhukaaye huye mukhda chhupaye huye haar
gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai kuchh parwaah nahin sarkaar zamaana dushman ho mujhe tum se hua hai pyaar zamaana dushman ho o gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai ho chaand si ujli haseena tum chhod do aana jaana rokega tumhaari raahen hum jaisa koi deewana koi laakh lagaaye pehre main pehre tod ke aaun hoon tere milan ki pyaasi main duniyaa chhod ke aaun o gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai kuchh parwaah nahin sarkaar zamaana dushman ho mujhe tum se hua hai pyaar zamaana dushman ho ye ishq hai aag ka dariyaa tum soch samjh ke utarnaa hain iss mein hazaaron toofaan aasaan nahin hai guzarna jab pyaar ka bandhan baandha phir aag ho yaa ho paani darr jaaye wo kaisi ulfat darr jaaye wo kaisi jawaani o gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai
gori chori chori jaana buri baat hai o gori chori chori jaana buri baat hai teri kismat ki chaabi mere haath hai teri kismat ki chaabi mere haath hai yeh lamba safar paanv naazuk tere yeh lamba safar paanv naazuk tere teri raahon mein hai o gori kaante bhare o gori kaante bhare tera phir bhi machalna buri baat hai teri kismat ki chaabi mere haath hai teri kismat ki chaabi mere haath hai gori chori chori gori chori chori jaana buri baat hai teri kismat ki chaabi mere haath hai teri kismat ki chaabi mere haath hai lachakti matakti tu kahaan chali lachakti matakti tu kahaan chali ari dhoke hain duniya mein gali gali har kadam per musibat ka saath hai teri kismat ki chaabi mere haath hai teri kismat ki chaabi mere haath hai gori chori chori o gori chori chori jaana buri baat hai teri kismat ki chaabi mere haath hai teri kismat ki chaabi mere haath hai tujhko jaana hai ja par zara soch le tujhko jaana hai ja par zara soch le aisa saathi tujhe phir mile na mile phir mile
gori gori gaon ki gori re kis liye bun rahi dori re o piya dori se baandh le gori re bhaage jo kari ke tu chori re hey jeeya gori gori gaon ki gori re kachche hain tere ye resham ke dhaage toot jaayen jo koi tod ke bhaage jab se saiyaan tose neha laage peechhe peechhe main hoon tu aage aage kinche chale aaoge jaaoge jahaan jaa ke dekho to bar jori re oooo piyaa gori gori gaon ki gori re main to udd jaaunga ek panchhi jaise mujhe tu bandi bana legi kaise tujhe main bandi bana loongi kaise saiyaan baiyaan mein baiyaan daal ke aise tore honthon se lag jaaungi main ban ke baansuriyaa tori re oooo piyaa gori gori gaon ki gori re main hoon pardesi main hoon pardesi sun le phir naa kehna chala jaana hai yahaan nahin rehna tera rasta dekhenge mere naina yunhi din bitega bitegi raina chaahe chhup jaa tu ghataaon mein chanda dhundh hi legi ye chakori re oooo piyaa hooo gori gori gori gaon ki gori re kis liye bun rahi dori re o piya dori se baandh le gori re bhaage jo kari ke
gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage hey gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage gora gora gora gora main chakori tu chakora tan chhu gaya jo moraa laakhon armaan jage dhinak dhin ta dhinak dhin ta ho dhinak dhin ta dhinak dhin taaa gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage aye na na aye aye na na paani aa ha paani aa haa o paani ho paani ho paani paani paani paani bachpan pyaasa youwan pyaasa pyaasi hai zindgaani saari ki saari pyaas humaari aaj to ban gayi paani bachpan pyaasa youwan pyaasa pyaasi hai zindgaani saari ki saari pyaas humaari aaj to ban gayi paani gora gora gora gora main chakori tu chakora tan chhu gaya jo moraa laakhon armaan jage dhinak dhin ta dhinak dhin ta ho dhinak dhin ta dhinak dhin taaa hey gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage aye na aa aye aye na na paani aa ha o paani aa haa o paani ho paani ho paani
gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan apna bana le mujhe baalma gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan apna bana le mujhe baalma gori hain kalaiyaan hoo oo oo gori ho kalai chaahe kaali ho kalai jo bhi chudi pehnaye phans jaaye hari hari chudiyon ki dekhi hariyaali tujhe bheema ki kheti na sookh jaaye gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan apna bana le mujhe baalma gori hain kalaiyaan ho o o o aa aa aa aa aaya re chhail bhanwar jee aaya aaya re chhail bhanwar jee aaya mera banke tu jo piya saath chalega jo bhi dekhega wo haath malega mera banke tu jo piya saath chalega jo bhi dekhega wo haath malega pyaar ye apna jab had se badhega pyaar ye apna jab had se badhega hongi to hongi ruswaayiyan gori hain kalaiyaan hoo oo oo bhola bhaala bheema bum bhole ka poojari kisi naari se nazar na milaaye naari badi pyaari par dil ki bimaari kaahe rog koi dil ko lagaaye
oye oye o gori ho gori haa ha ha ha ha ha ha ha are chori ho chori heeehehehehehehehehe gori ho gori chori ho chori mera jiyaa le gayi chakori haaye haaye gajab ho gaya sadak par baanke ka mann kho gaya gori ho gori chori ho chori mera jiyaa le gayi chakori haaye haaye gajab ho gaya sadak par baanke ka mann kho gaya ha ha humne kaati jeb kisi ki hum pakde gaye lag gayi hathkadiyan re hum to jakde gaye usse na puchhe koi humari nindiya khoyi churaaya usne chaina mila kar humse naina gori ne phenki manwa pe dori gori ho gori chori ho chori mera jiyaa le gayi chakori haaye haaye gajab ho gaya sadak par baanke ka mann kho gaya hum jo karte hain wo bhi karti hai kaam yahi chor hain apna naam to uska bhi naam yahi are hum dhan ko loote are wo mann ko loote agar wo maane gori kare hum milke chori khoob rahe hum dono ki jodi gori ho gori chori ho chori mera jiyaa le gayi chakori haaye haaye gajab ho gaya sadak par baanke ka mann kho gaya gori ho gori chori ho chori mera
gori ho kaali ho yaa nakhre waali ho kaisi bhi dulhan dila de haathon mein tere sab ki hai dori apna bhi chakkar chala de gori ho kaali ho yaa nakhre waali ho kaisi bhi dulhan dila de hooo haathon mein tere sab ki hai dori apna bhi chakkar chala de baajaa bajegaa shaadi rachegi ghunghat mein gori hansegi baajaa bajegaa shaadi rachegi ghunghat mein gori hansegi tune sabhi kaa joda banaaya tune sabhi kaa joda banaaya apna bhi taankaa bhidaa de gori ho kaali ho yaa nakhre waali ho kaisi bhi dulhan dila de hooo haathon mein tere sab ki hai dori apna bhi chakkar chala de jeevan ki gaadi do pahiyon waali ghar ko banaaye ghar waali jeevan ki gaadi do pahiyon waali ghar ko banaaye ghar waali hai door manzil bechain hai dil hai door manzil bechain hai dil gaadi ko dhakka laga de gori ho kaali ho yaa nakhre waali ho kaisi bhi dulhan dila de hey haathon mein tere sab ki hai dori apna bhi chakkar chala de bambai kaa jaadoo aisa hai nyaara koi rahe naa kunwaara bambai kaa
gori ke haath mein jaise ye chhalla aisi ho kismat meri bhi allah gori ke haath mein jaise ye chhalla aisi ho kismat meri bhi allah chhune naa dungi ungali main baabu ban jaao chaahe chaandi ka chhalla chhune naa dungi ungali main baabu ban jaao chaahe re chaandi ka chhalla jaa re jaa re haath ko humare haath lagaa naa ooooooooo dillagi naa samjhna haaan haaan koi loote koi mar mite jag ho deewana hoooooo main jo banu tera gehna tu jo bane gehna sanwarnaa chhod doon mohe tu sajaaye to darpan tod doon hooo aisa gussa bhai re wallah gori ke haath mein jaise ye chhalla aisi ho kismat meri bhi allah chhune naa dungi ungali main baabu ban jaao chaahe chaandi ka chhalla chaahun tujhe doli mein bitha ke kahin le jaaun heyyyy haaye soch mein pad gayi kya jo main teri dulhaniyaa banun ghunghataa jalaa doon hoooooooo haaye main keh gayi kya jo main chaahun re tu bhi wohi chaahe phir tu zaalim sataaye mujhe kaahe hoooo jaa jaa itna tu naa chilla chhune naa dungi ungali main
gori nain tumhare kya kahne gori nain tumhare kya kahne baalon mein saawan ki ghata gaalon pe poonam ki chhata baalon mein saawan ki ghata gaalon pe poonam ki chhata ghunghta hata gori nain tumhare kya kahne gori nain tumhare kya kahne chanchal chanchal chaal tumhari hirni dhokha khaye gora gora dekh ke mukhda chanda chhup chhup jaaye baat kare to phool jhade muskaye to rang bhare baat kare to phool jhade muskaye to rang bhare julum kare gori nain tumhare kya kahne gori nain tumhare kya kahne pal mein maare pal mein hilaye chhup chhup baan chalaye neel kamal se in nainon ka bhed samjh na aaye kabhi kabhi to pyar kare kabhi kabhi takraar kare kabhi kabhi to pyar kare kabhi kabhi takraar kare ras ke bhare gori nain tumhare kya kahne gori nain tumhare kya kahne
gori o gori prem kar le aisa premi phir na milegaaa gori o gori prem kar le aisa premi phir na milega aa tere baalon mein yeh phool laga doon ke aisa phool phir na khilega gori o gori prem kar le aisa premi phir na milega gori o gori jab tere dil se haan jab tere dil se ho ab tere dil se haan jab tere dil se mera dil takarayega jab tere dil se mera dil takarayega teri kasam bas maja aa jayega dolegi dharati eee eeee dolegi dharati aur ambar hilega aisa premi phir na milega gori o gori phir na kehna aawaz na di prem kar le aisa premi phir na milega gori o gori baatein karenge mulaqatein karenge haa baatein karenge haan baatein karenge hum chupke chupke baatein karenge hum chupke chupke chori chori milenge duniya se chhup ke kisi ko bhi eeee eeee eeee kisi ko bhi kuchh pata naa chalega aisa premi phir na milega gori o gori phir na kehna aawaz na di prem kar le aisa premi phir na milega aa tere baalon mein yeh phool laga doon ke aisa phool phir na khilega gori o gori
gori sasuraal chali doli saj gayi shagnon waali gori sasuraal chali ho o o bindiyaa cham cham chamke paayal chham chham chhanke chuda chamak dikhaye gajraa mehak lutaaye phadke ang badan ke jodaa laal pehan ke doli saj gayi shagnon waali ho o o aaye ghadi milan ki kaliyaan khil gayi mann ki gori raaj karegi sukh se god bharegi sakhiyan dewen badhayi baaj rahi shehnayee doli saj gayi shagnon waali ho o o jaadoo daar ke sabka mann mohegi sabka nanad balaayen legi saas duvayen degi chhu kar paanw sasur ke bhaag jagaayegi ghar ke doli saj gayi shagnon waali
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hooo oooo oooo oooo ooo ooo oooo gori tera gaaon bada pyaara main to gaya maara aake yahan re uss par roop tera saada chandrama jyun aadha aadha jawaan re gori tera gaaon bada pyaara main to gaya maara aake yahan re aake yahan re ji karta hai mor ke paaon mein paayaliya pehena doon kuhu kuhu gaati koyaliya ko phoolon ka gehena doon yahin ghar apna banane ko panchhi kare dekho tinke jama re tinke jama re gori tera gaaon bada pyaara main to gaya maara aake yahan re aake yahan re rang birange phool khilen hain log bhi phoolon jaise aa jaaye ik baar yahan jo jaayega phir kaise jhar jhar jharte huye jharne man ko lage harne aisa kahan re aisa kahan re uss par roop tera saada chandrama jyun aadha aadha jawaan re aadha jawaan re pardesi anjaan ko aise koi nahin apnaata tum logon se jud gaya jaise janam janam ka naata apni dhun mein magan dolen log yahan bolen dil ki zabaan re dil ki zabaan re gori tera gaaon bada pyaara main to gaya maara aake
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hoooooo hooooo hoooo hoooo hooo hooo hooo gori tere ang ang mein roop rang ke sajje huye hain kalse aaha kalse gori tere ang ang mein roop rang ke sajje huye hain kalse aaha kalse jawaani toofani behkaa kar ye maani dekho na iske jalseeeeeee dhim tara dhim tara dhim tara mere nazaare ne maara dhim tara dhim tara dhim tara tera nazaara bada pyaara hooo oooo oooo dhim tara dhim tara dhim tara mere nazaare ne maara hey dhim tara dhim tara dhim tara tera nazaara bada pyaara gori tere ang ang mein roop rang ke bhare huye hain kalse aaha kalse hoga ghayal ke nache paayal ke gaaye kangan meraaa teri adaa hai meethi sadaa hai goonje aangan mera hoga ghayal ke nache paayal ke gaaye kangan meraaa teri adaa hai meethi sadaa hai goonje aangan mera pehle to dil mein tu aana na aayi to dil se tu jaana na chhed chhed mujhko sata na na na gori tere ang ang mein roop rang ke bhare huye hain kalse aaha kalse jawaani toofani behkaa kar ye maani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

gore gore chaand Anita (1967) 04:22 12687
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Raag- 
Khamaj
Duration : 04:22   Song Number : 12687   

Gore Gore Hathon Parineeta (1953) 03:22 13923
 
Poster of Parineeta (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Arun Kumar Mukharji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sheela Kashmeeri
Duration : 03:22   Song Number : 13923   

Gore Gore O Baanke Chore Samadhi (1950) 03:02 20480
 
Poster of Samadhi (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nalini, Kuldeep Kaur
Duration : 03:02   Song Number : 20480   

Gore Haathon Par Pyar Kiye Jaa (1966) 05:17 20481
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:17   Song Number : 20481   

Gore Rang Ka Zamana Ali Haider 05:02 15700
 
Poster of Ali Haider
 
Category
Indipop
Music Director- 
Ali Haider, Bunny
Singer- 
Ali Haider
Duration : 05:02   Song Number : 15700   

Gore Rang Pe Na Itnaa Gumaan Kar Roti (1974) 04:45 18371
 
Poster of Roti (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mumtaj, Rajesh Khanna
Duration : 04:45   Song Number : 18371   

Gori Bulaye Tera Taj (1956) 03:26 14310
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 14310   

Gori Chalo Naa Beti Bete (1964) 03:34 12886
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Duration : 03:34   Song Number : 12886   

Gori Chori Chori Jaana Ek Jhalak (1957) 03:01 16808
 
Poster of Ek Jhalak (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:01   Song Number : 16808   

Gori Gori Gaon Ki Ye Gulistan Hamara (1972) 04:10 14424
 
Poster of Ye Gulistan Hamara (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sharmila Tagore
Raag- 
Tilang
Taal- 
Dadra Tal, Hinch
Duration : 04:10   Song Number : 14424   

Gori Gori Tan Tera Roop Aaj Ka Daur (1985) 05:34 40693
 
Poster of Aaj Ka Daur (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Padmini Kolhapure
Duration : 05:34   Song Number : 40693   

Gori Hain Kalaiyaan Aaj Ka Arjun (1990) 09:51 18717
 
Poster of Aaj Ka Arjun (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Duration : 09:51   Song Number : 18717   

Gori Ho Gori Pyar Ki Kahani (1971) 03:14 32337
 
Poster of Pyar Ki Kahani (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Prem Chopra, Various
Duration : 03:14   Song Number : 32337   

Gori Ho Kali Ho Biwi O Biwi (1981) 05:46 20482
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 05:46   Song Number : 20482   

Gori Ke Haath Mein Mela (1971) 05:27 20483
 
Poster of Mela (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 05:27   Song Number : 20483   

Gori Nain Tumhare Kya Kahne Purnima (1965) 03:05 16108
 
Poster of Purnima (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:05   Song Number : 16108   

Gori O Gori Prem Gaai Aur Gori (1973) 05:37 36911
 
Poster of Gaai Aur Gori (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Shatrughan Sinha
Duration : 05:37   Song Number : 36911   

Gori Sasural Chali Shagoon (1964) 03:32 14209
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Duration : 03:32   Song Number : 14209   

Gori Tera Gaaon Bada Chitchor (1976) 05:21 20484
 
Poster of Chitchor (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Raag- 
Palasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:21   Song Number : 20484   

Gori Tere Ang Ang Mein Tohfa (1984) 07:13 18451
 
Poster of Tohfa (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 07:13   Song Number : 18451