Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne tumko dil ye de diya ye bhi naa poochhaa kaun ho tum humne tumko dil ye de diya ye bhi naa poochhaa kaun ho tum ye faislaa jo dil ne kiyaa ye faislaa jo dil ne kiyaa ye faislaa jo dil ne kiyaa to ye bhi naa socha kaun ho tum humne tumko dil ye de diya ye bhi naa poochhaa kaun ho tum dil hai ke maanta nahin iss dil pe kiss ka zor hai teri aur kichaa jaa raha hoon jaane ye kaisi dor hai tum ko hai kuchh ho gaya aahon pe aahen bharte ho deewane ho tum deewane deewani baat karte ho hum to chalo hum to chalo deewane sahi par apni bataao kaun ho tum are humne tumko dil ye de diya ye bhi naa poochhaa kaun ho tum ye faislaa jo dil ne kiyaa ye faislaa jo dil ne kiyaa ye faislaa jo dil ne kiyaa tab ye bhi naa socha kaun ho tum aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tum pe yakeen aa gaya ye kaisa aitbaar hai kya hai ye dil ki bebasi yaa naam iska pyaar hai yun hi nahin bechain hoon yun hi nahin betaab hoon tumne dekha tha jo kal maano wahi main khaab hoon
humne ye maana ki humne sikha gana na phir bhi gunguna lete hain dil ka taraana humne ye maana ki humne sikha gana na sunahri shaam aayi humne maana andheri raat chhaayi humne maana pyaar ki baat aayi humne maana yaar ki yaad aayi humne maana khoi tanhaaiyon mein ghum ki gahraaiyon mein humne maana humne ye maana ki humne sikha gana na phir bhi gunguna lete hain dil ka taraana humne ye maana ki humne sikha gana na bole naadaar ho tum humne maana bole laachaar ho tum humne maana bole bekaar ho tum humne maana bole bimaar ho tum humne maana himmat ke hain pujaari hum hai sachche juaari humne maana humne ye maana ki humne sikha gana na phir bhi gunguna lete hain dil ka taraana humne ye maana ki humne sikha gana na
neeniya nikre naa ayogya adu tapu naa unnenayi khaadlikre ne shikhre ne shikhre muttampudu humne ye soch kar pyaar kiya humne ye soch kar pyaar kiya pyaar se achchha koi kaam nahin aiyo amma pyaar se achchha koi kaam nahin aiyo amma humne ye soch kar pyaar kiya humne ye soch kar pyaar kiya thodi si yek din humne sharaab pee li aane laga jo mazaa to behisaab pee li thodi si yek din humne sharaab pee li aane laga jo mazaa to behisaab pee li toota khumaar jab aaya khayaal tab aankhon se yaar ne jo mujh ko peelaayi thi aisi sharaab koi aisa koi jaam nahin nahin nahin nahin nahin nahin nahin nahin nahin humne ye soch kar pyaar kiya haayeee humne ye soch kar pyaar kiya pyaar se achchha koi kaam nahin aiyo amma pyaar se achchha koi kaam nahin aiyo amma humne ye soch kar pyaar kiya yek deewane se ye humne sawaal kiya soorat bana li kaisi kaisa ye haal kiya paav aiyo paav yek deewane se ye humne sawaal kiya soorat bana li kaisi kaisa ye haal kiya bola fakeer hoon phir bhi
Humpty Dumpty
humrahi mere humrahi ho humrahi mere humrahi hai mere sang tuuuuu to dar kyaa chalna hai teri palkon ke saaye saaye mere humrahi humrahi mere humrahi hai mere sang tuuuuu to dar kyaa chalna hai teri palkon ke saaye saaye mere humrahi humrahi mere humrahi ho humrahi mere humrahi dekhun tujhe jis ore main dekhun dekhun tujhe jis ore main dekhun tere siwaa kuchh aur naa dekhun kahin bhi nazar naa kuchh aaye dil mera tere khaabon mein yun kho jaaye mere humrahi humrahi mere humrahi hai mere sang tuuuuu to dar kyaa chalna hai teri palkon ke saaye saaye mere humrahi humrahi mere humrahi pyaar tera jo saath hai mere pyaar tera jo saath hai mere phir kya ujaale phir kya andhere chalungi jahaan tu le jaaye tere sang har saans meri aaye jaaye mere humrahi humrahi mere humrahi hai mere sang tuuuuu to dar kyaa chalna hai teri palkon ke saaye saaye mere humrahi humrahi mere humrahi guncha guncha shabaab nikhhhhhhra hai patti patti gulaab lagti hai kya nasha chhalka hai hawaaon
ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega nisdin bhadke bhawar jaisi kaali kaali ankhiyan jhilmil poochhe bhed jiya ka chanchal manchal sakhiyan dar dar jaaun laj ke maare bol na paaun batiyan rang rangila mausam laaya aaj pihhu ki batiyan wo humse chori chori aankh milaayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega jab jab dekhun darpan dil ka aaye nazar ek chhaila thumthum thumke chaal nashili laage din albela har dum mera dil dhadkaye mast milan ki bela palchhin dekhun mud mud dekhun preetam roop nashila wo aa ke soya soya bhaag jagayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki
aaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa humri atariyaa pe aa jaa re sanwariyaa aye humri atariyaa pe aa jaa re sanwariyaa dekha dekhi tanik huyi jaaye humri atariyaa pe aa jaa re sanwariyaaaaa humri atariyaa pe aa jaa re sanwariyaa dekha dekhi tanik huyi jaaye nain mil jayee hai nazar lar jayee hai sab dil ke jhagda khatam huyee jaaye humri atariyaa pe hum tum hai bholeeeeeee aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa hum tum hai bholeeee jag hai julmi preet ko paap kehte hain athruni aaaaa aaaaa jag hansi hai tu na hansi hooo jag hansi hai tu na hansi hooo tum hansi ho to julam huyee jaaye humri atariyaa pe aa jaa re sanwariyaa dekha dekhi tanik hoyee jaaye humri atariyaa pe hum tum hai bholeeeeeee aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa hum tum hai bholeeee jag hai julmi preet ko paap kehte hain athruni aaaaa aaaaa jag
humsafar ab ye safar kat jaayega humsafar ab ye safar kat jaayega raaste mein jee naa ab ghabrayega raaste mein jee naa ab ghabrayega humsafar ab ye safar kat jaayega iss kadar rangeen hain lamhaat ye hum kadam pehle kahan thi baat ye koi hasrat thi naa koi yaad thi zindagi kya thi koi fariyaad thi dil mera to mujhse bhi anjaan tha ek pathar ki tarah bejaan tha pyaar tera ab ise dhadkaayega humsafar ab ye safar kat jaayega aaaaa aaaaaa sooni raahen aur kaali raat thi apni to parchhayi bhi naa saath thi har kadam par aa raha tha ye khayaal tanhaa manzil tak pahuchna hai muhaal aise mein veeran se ik mod par jee uthi main teri soorat dekh kar ab ye veerana chaman kehlayega humsafar ab ye safar kat jaayega meri nazron ko hai duniyaa se gila chal diya wo chhod kar jo bhi mila mujh pe logon ne kiye hain jo sitam main badi mushkil se bhooli hoon sanam dekhna tu bhi yahi karna nahin diljalon se dillagi karna nahin umar bhar varna ye ghum tadpayega ye musafir raah mein reh
humsafar ban ke hum saath hain aaj bhi phir bhi hai ye safar ajnabi ajnabi raah bhi ajnabi mod bhi ajnabi jaayenge hum kidhar ajnabi ajnabi zindagi ho gayi hai sulagta safar zindagi ho gayi hai sulagta safar door tak aa raha hai dhuwan sa nazar jaane kiss mod par kho gayi har khushi de ke dard e jigar ajnabi ajnabi humsafar ban ke hum saath hain aaj bhi phir bhi hai ye safar ajnabi ajnabi humne chun chun ke tinke banaya tha jo humne chun chun ke tinke banaya tha jo aashiyan hasraton se sajaya tha jo hai chaman mein wohi aashiyan aaj bhi lag raha hai magar ajnabi ajnabi humsafar ban ke hum saath hain aaj bhi phir bhi hai ye safar ajnabi ajnabi kisko maloom tha din ye bhi aayenge kisko maloom tha din ye bhi aayenge mausamon ki tarah dil badal jaayenge din hua ajnabi raat bhi ajnabi har ghadi har pahar ajnabi ajnabi humsafar ban ke hum saath hain aaj bhi phir bhi hai ye safar ajnabi ajnabi raah bhi ajnabi mod bhi ajnabi jaayenge hum kidhar ajnabi ajnabi
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa humsafar ke liye humsafar mil gaya dil ko roka magar dil gaya dil gaya rab tera shukriya iss khushi ke liye aur kya chaahiye zindagi ke liye humsafar ke liye humsafar mil gaya maine socha na tha pyaar ho jaayega iss tarha se mera chain kho jaayega o o o oo aa aa aa maine socha na tha pyaar ho jaayega iss tarha se mera chain kho jaayega tujhse nazrein mili dil dhadakne laga teri chaahat mein pagal tadapne laga maine tujh ko chuna aashiqui ke liye rab tera shukriya iss khushi ke liye aur kya chaahiye zindagi ke liye humsafar ke liye humsafar mil gaya hey hey hey hey hey ye ye ye ye ye ye maine har saans pe naam tera likha dhadkanon pe bhi paigaam tera likha o o o oo aa aa aa maine har saans pe naam tera likha dhadkanon pe bhi paigaam tera likha teri baahon mein guzri hai jo ye ghadi hai ye mere liye to yugon se badi ishq maine kiya zindagi ke liye rab tera shukriya iss khushi ke liye aur kya chaahiye zindagi ke
humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka geet ho tum geet ka andaaz hum humsafar mere humsafar aankh ne sharmaa ke keh di dil ke sharmaane ki baat ek deewaane ne sun li duje deewaane ki baat pyaar ki tum inteha ho pyaar ka aagaaz hum pyaar ka aagaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka geet ho tum geet ka andaaz hum humsafar mere humsafar zikr ho ab aasmaan ka yaa zamin ki baat ho khatm hoti hai tumhin par ab kahin ki baat ho ho hasin tum mehjabeen tum naazni tum naaz hum naazni tum naaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa humsafar saath apna chhod chale humsafar saath apna chhod chale rishte naate wo saare tod chale humsafar saath humsafar saath apna chhod chale humsafar saath raasta saaf tha to chalte rahe saath hanste rahe machalte rahe mod aaya to munh ko mod chale humsafar saath sapne toote pade hain raahon mein sapne toote pade hain raahon mein dard ki dhool hai nighaahon mein dil pe kadmon ke naksh chhod chale humsafar saath apna chhod chale humsafar saath jab unhen hum se pyaar hi naa raha roye kya intezaar bhi naa raha hum bhi daaman ko ab nichod chale humsafar saath apna chhod chale rishte naate wo saare tod chale humsafar saath
masti kaa main jaam hoon ulfat kaa paigaam hoon main jidhar bhi gaya shor sa mach gaya in haseenon mein badnaam hoon aankhen mila ke chura loon main ninden mili to main dil ko uda loon ruk jaun to pyar se main kisi se to honthon ki laali chura loon yaaron ka main yaar hoon dil ka main dildaar hoon main jidhar bhi gaya shor sa mach gaya in haseenon mein badnaam hoon ruuu ru ruuu ruuu ru ruuu humse badhkar kaun humsa dilbar kaun nazron ki baat hain dekhe jo gaur se dhundhen jo pyar se thoda sa faasla hai tera yaar se samjhega raaz ye mehfil mein magar kaun humse badhkar kaun humsa dilbar kaun nazron ki baat hain dekhe jo gaur se dhundhen jo pyar se thoda sa faasla hai tera yaar se samjhega raaz ye mehfil mein magar kaun
tum isko khel samjhe ho magar ik din dikha denge mohabbat isko kehte hain mohabbat aisi hoti hai humse hoti muhabbat jo tumko humse hoti muhabbat jo tumko tum ye apna chalan chhod dete dard hota jo kuchh bhi humara tum ye deewanapan chhod dete chhod do tum adaa ruthne ki chhod do tum adaa ruthne ki hum ye deewanapan chhod denge phool si ek hansi par tumhari zindagi ka chaman chhod denge phool si ek hansi par tumhari tumko kehta hai kya ye zamaana tumko kehta hai kya ye zamaana tum zara ye kahaani bhi sunte aarzoo hi rahi ek din tum kuchh humari jubaani bhi sunte kya sune tum jo aise hi hote phir ye apna chalan chhod dete dard hota jo kuchh bhi humara tum ye deewanapan chhod dete hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm iss kadar lag rahi ho haseen tum iss kadar lag rahi ho haseen tum kaash utre naa gussa tumhara tum yahi chahte ho to behtar ab naa utrega gussa humara ik zara muskura kar to dekho hum ye deewanapan chhod denge phool si ek hansi par
humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili dil kisi kaa naa dukhe humne bas itnaa chaaha paap se door rahe jhooth se bachanaa chaaha paap se door rahe jhooth se bachanaa chaaha uska badla ye mila ulti chhuri humpe chali ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili humpe ilzaam ye hai chor ko kyun chor kaha kyun sahi baat kahi kaahe naa kuchh aur kahaa kyun sahi baat kahi kaahe naa kuchh aur kahaa ye hai insaaf tera waah re daata ki gali ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili ab to imaan dharam ki koi keemat hi nahin jaise sach bolne waalon ki zaroorat hi nahin jaise sach bolne waalon ki zaroorat hi nahin aisi duniyaa se to duniyaa teri veeran bhali ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa
Hamse Na Puchho
humse na puchho hum kahaan chale humse na puchho hum kahaan chale ye dil jahaan le chala wahaan chale nazaare peechhe peechhe bahaaren peechhe peechhe deewanon ka jidhar kaarwaan chale humse na puchho hum kahaan chale duniya hai sheher armaanon ka bikhre bikhre afsaanon ka duniya hai sheher armaanon ka bikhre bikhre afsaanon ka fasane se sunaate chale hain hum gaate ke jaise nagmon ka kaarwaan chale humse na puchho hum kahaan chale sapnon ka chaman hai rang liye dharti hai gagan ko sang liye sapnon ka chaman hai rang liye dharti hai gagan ko sang liye daali pe kali jhule dhanak jaise phoole kadam tale jaise aasmaan chale humse na puchho hum kahaan chale humse na puchho hum kahaan chale oooo oooo ooo oooo ooooo naiyaa pe chale jab haule se paani mein dehek gaye shole se oooo naiyaa pe chale jab haule se paani mein dehek gaye shole se oooo oooo naiyaa pe chale jab haule se paani mein dehek gaye shole se nazar ko milaaye jo hum lehraaye to lehron ne puchha kaho kahaan
humse to achchhi teri paayal gori ke baar baar tera badan chumen ke baar baar tera badan chumen khota hai mann tera paapi sajan nazariyaa se mora joban chumen nazariyaa se mora joban chumen haannnn humse to achchhi teri paayal gori ke baar baar tera badan chumen ke baar baar tera badan chumen soch ke mujhko haath lagana soch ke mujhko haath lagana shola hoon main jal nahin jaana kaise kahoon jab se hua tera mera saamna dil ne kaha bina piye main to gira thamna main wo kanwari kali hoon balam ke dar dar ke jisko pawan chumen ke dar dar ke haaannnn ke dar dar ke jisko pawan chumen haannnn humse to achchhi teri paayal gori ke baar baar tera badan chumen ke baar baar tera badan chumen naach ri itna thak jaaye payal naach ri itna thak jaaye payal humra karejwa ho jaaye ghayal meri dagar rakhiyo kadam chhaila dekh bhaal ke le naa jaaye meri nazar dil tera nikaal ke haaye gaalon ki kali kali khil khil uthe jo ek baar mukhda sajan chumen jo ek baar haaye ek baar mukhda
hun amdavaadno rikshavado navso navanu numberwado amdavaaaad amdavaad batavu chalo hun amdavaadno rikshavado navso navanu numberwado amdavaaaad amdavaad batavu chalo aevi riksha haaku aevi riksha haaku hairat pame uparwado amdavaad batavu chalo hun amdavaadno rikshavado navso navanu numberwado amdavaaaad amdavaad batavu chalo diadi deiiiiiiiiiii duadu douuuuuuuuuuu diadi deiiiiiiiiiii richiroad na aada jevi hotel ek vakhdai jiya garam fafda garam galebi nana mota khaie richiroad na aada jevi hotel ek vakhdai jiya garam fafda garam galebi nana mota khaie aahi daadma padto kevo umda garam masalo amdavaad batavu chalo hun amdavaadno rikshavado navso navanu numberwado amdavaaaad amdavaad batavu chalo bhadra mahi biraji ruda mata bhadar kali bhadra mahi biraji ruda mata bhadar kali bhidjame tiya bhakt janoni sahuna dukh diye taali mata sahuna dukh diye taali jiya mandir hoi tiya jarur hoi jiya mandir hoi tiya jarur hoi koi boot chorvawado amdavaad batavu chalo hun
aaja baalamvaa aa re aa huna huna hunara bedardiyan tere ishq ne maara bedardiyan huna huna hunara bedardiyan tere ishq ne maara bedardiyan aaja baalam aa re koyaliya koo koo bole re man haule haule dole re man haule haule huna huna hunara bedardiyan tere ishq ne maara bedardiyan har dhadkan har saans pukaare aaja mere meet re har dhadkan har saans pukaare aaja mere meet re yeh kaisa ehsaas jis mein haar ke bhi jeet re dil hai wahan haaa aa dil hai wahan jahaan tu hai piya haal mera kya khoob kar diya aaja baalam aa aa re koyaliya koo koo bole re man haule haule dole re man haule haule huna huna hunara bedardiyan tere ishq ne maara bedardiyan har pal rahoon main khoyi khoyi jaagi jaagi soyi re har pal rahoon main khoyi khoyi jaagi jaagi soyi re jab chanda mere angna utre main sang uske royi re bhor ne phir haa aa bhor ne phir chup kara diya piya diya diya sa jala diya piya aaja baalam aa aa re koyaliya koo koo bole re man haule haule dole re man haule haule huna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humne Tumko Dil Ye De Diya Gunaah (2002) 05:21 16834
 
Poster of Gunaah (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Praveen Bhardwaj
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Dino Morea, Bipasha Basu
Duration : 05:21   Song Number : 16834   

Humne Ye Maana Ramu To Diwana Hai (1980) 03:02 37636
 
Poster of Ramu To Diwana Hai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Chandru
Music Director- 
Chandru
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Chandru
Duration : 03:02   Song Number : 37636   

Humne Ye Soch Kar Preetam (1971) 04:07 13979
 
Poster of Preetam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:07   Song Number : 13979   

Humpty Dumpty Nursery Rhymes (English) 04:58 39535
 
Poster of Nursery Rhymes (English)
 
Duration : 04:58   Song Number : 39535   

Humrahi Mere Do Dilon Ki Dastaan (1984) 06:30 16226
 
Poster of Do Dilon Ki Dastaan (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Sanjay Dutt
Duration : 06:30   Song Number : 16226   

Humre Gaon Koi Professor (1962) 04:45 13992
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kalpana, Pratima Devi, Shammi Kapoor
Duration : 04:45   Song Number : 13992   

Humri Atariyaa Pe Aa Jaa Re Shobha Gurtu 05:03 18322
 
Poster of Shobha Gurtu
 
Category
Classical
Lyricist
Shobha Gurtu
Singer- 
Shobha Gurtu
Duration : 05:03   Song Number : 18322   

Humsafar Ab Ye Safar Juari (1968) 05:29 13460
 
Poster of Juari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:29   Song Number : 13460   

Humsafar Ban Ke Hum Ashiana (1986) 07:31 19179
 
Poster of Ashiana (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Madan Pal
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 07:31   Song Number : 19179   

Humsafar Ke Liye Jaal (The Trap) (2003) 04:38 36198
 
Poster of Jaal (The Trap) (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Raj Anand
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Reema Sen, Sunny Deol
Duration : 04:38   Song Number : 36198   

Humsafar Mere Humsafar Purnima (1965) 04:33 11953
 
Poster of Purnima (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 04:33   Song Number : 11953   

Humsafar Saath Apna Chhod Chale Aakhri Dao (1958) 05:03 12044
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:03   Song Number : 12044   

Humse Badhkar Kaun Humse Badhkar Kaun (1981) 03:21 16251
 
Poster of Humse Badhkar Kaun (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 03:21   Song Number : 16251   

Humse Hoti Muhabbat Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 04:18 13758
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 04:18   Song Number : 13758   

Humse Ka Bhool Huyi Janta Hawaldar (1979) 07:56 13421
 
Poster of Janta Hawaldar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 07:56   Song Number : 13421   

Humse Na Poochho Kali Ghata (1951) 03:27 38757
 
Poster of Kali Ghata (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Rai, Kishore Sahu
Duration : 03:27   Song Number : 38757   

Humse Na Puchho China Town (1962) 03:30 12171
 
Poster of China Town (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Shakila
Duration : 03:30   Song Number : 12171   

Humse To Achchhi Teri Paayal Ganwaar (1970) 05:02 16240
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 05:02   Song Number : 16240   

Hun Amdavad No Rikshawalo Kishore Kumar 06:04 18336
 
Poster of Kishore Kumar
 
Category
Gujarati
Duration : 06:04   Song Number : 18336   

Huna Huna Shubha Mudgal 04:08 40093
 
Poster of Shubha Mudgal
 
Category
Indipop
Singer- 
Shubha Mudgal
Duration : 04:08   Song Number : 40093