Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa haaaa haaaaa haaaaa haaaaaa ishq jab ek taraf ho to saza deta hai ishq jab ek taraf ho to saza deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho to saza deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho aankh milti hai jahaan pal mein tadap jaata hai dil to deewana hai yeh dhak se dhadak jaata hai ishq karte hain sabhi fark sirf itna hai koi khamosh rahe koi bata deta hai koi khamosh rahe koi bata deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho to saza deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho ishq ke roop kayi ishq ke hain rang bade teer nazron se chale aake kaleje mein gade ishq hai khel yahaan yaar bas naseebon ka koi karta hai wafa koi daga deta hai koi karta hai wafa koi daga deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho to saza deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho
ishq ke aage daulat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage pehle hansna baad mein rona pehle hansna baad mein rona aur jahaan mein ulfat kya hai pehle hansna baad mein rona aur jahaan mein ulfat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage naam hamaara tere labon par naam hamaara tere labon par isse badhkar shohrat kya hai naam hamaara tere labon par isse badhkar shohrat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage tumse tumko chheen len ek din tumse tumko chheen len ek din aur hamaari hasrat kya hai tumse tumko chheen len ek din aur hamaari hasrat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage
hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ye sulagte huye din raat kise pesh karoon ishq ki garmi e teri aawaaz ke jaadoo ne jagaaya hai jinhen teri aawaaz ke jaadoo ne jagaaya hai jinhen wo tasavvur wo khayaalat kise pesh karoon wo tasavvur wo khayaalat kise pesh karoon ishq ki garmi e aye meri jaan e ghazal aye meri imaan e ghazal aye meri jaan e ghazal aye meri imaan e ghazal ab siwa tere ye nagmaat kise pesh karoon ab siwa tere ye nagmaat kise pesh karoon ishq ki garmi e koi humraaz to paaun koi humdum to mile koi humraaz to paaun koi humdum to mile dil ki dhadkan ke ishaaraat kise pesh karoon ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ishq ki garmi e
zindagi jab se teri chahat mein khoyi hai zindagi jab se teri chahat mein khoyi hai tere hi intzaar mein aankh royi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai aise aalam mein dil ki baat lab pe aayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai aise alam mein teri yaad hamen aayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai aa meri jaan zarurat hai ab teri itni jaise maujon ko hai sahil ki zarurat jitni jaise maujon ko hai sahil ki zarurat jitni dil ki kashti kisi tufaan se takrayi hai dil ki kashti kisi tufaan se takrayi hai aise aalam mein dil ki baat lab pe aayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai khuda hi jaanta hai haal kya humara hai humein majboor dil ne aaj aise mara hai humein majboor dil ne aaj aise mara hai hum agar shikwa karen pyaar ki ruswayi hai hum agar shikwa karen pyaar ki ruswayi hai aise alam mein teri yaad humein
hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm ishq mein pyaar mein kya kya ho raha hai neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hai is tarah chhod ke door na jaa faasle keh rahe paas aa ja is tarah chhod ke door na jaa paas mere paas aa ja uii uii ishq mein pyaar mein kya kya ho raha hai neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hai ghoomti hai zameen jhoomta aasmaan kaun si hai jagah aa gaye hum kahaan ghoomti hai zameen jhoomta aasmaan kaun si hai jagah aa gaye hum kahan rut hai jawaani ki tera mera saath hai masti fizaaon mein kitni suhaani si apni mulakaat hai aane de baahon mein bekraariyaan kya khumaariyaan bekhudi mein chha raha nasha uii uii ishq mein pyaar mein kya kya ho raha ishq mein pyaar mein kya kya ho raha neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hai kya haseen hai sama kuchh hawa sard hai dhadkanen bekhabar dil mein bhi dard hai kya haseen hai sama kuchh hawa sard hai dhadkanen bekhabar dil mein bhi dard hai teri tamanna hai tera hi
sa re ga pa dha pa ga re ga pa re sa dha sa re ga pa dha pa ga re ga pa re sa aaaaaaaa ishq mein dil ko paagal paagal paagal banaa baithe aaaaaaaaa aaaaa aaaaa unnse nazren kya mili aaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa ishq mein dil ko paagal paagal paagal banaa baithe unnse nazren kya mili unnse nazren kya mili hosh o hawas hum to hum to hum to ganwaa baithe unnse nazren kya mili unnse nazren kya mili unki baaten unka charcha shaam savere karte hain ehsaason ki odh ke chaadar pal pal jeete marte hain hum to khud ko dheere dheere dheere bhulaa baithe unnse nazren kya mili ishq mein dil ko paagal paagal paagal banaa baithe unnse nazren kya mili sa re ga pa dha pa ga re ga pa re sa dha sa re ga pa dha pa ga re ga pa re sa aaaaaaaa saaya ban ke saath chale jo unki hi parchhaayi hai paagalpan hai khaamoshi hai chaaron taraf tanhaayi hai hum palkon mein sapne sapne sapne sajaa baithe unnse nazren kya mili ishq mein dil ko paagal paagal paagal banaa baithe unnse nazren kya
aa aa aaa aa aa aaaa aa aaa aa aa aa aa aa aa ishq mein ghairat e jazbaat ne rone na diya warna kya baat thi warna kya baat thi kis baat ne rone na diya ishq mein ghairat e aap kehte the ke rone se na badlenge naseeb aap kehte the ke rone se na badlenge naseeeb umr bhar aap ki iss baat ne rone na diya ishq mein ghairat e rone waalon se kaho unka bhi rona ro lein aaa aaa aa rone waalon se kaho unka bhi rona ro lein jinko majboori e haalaat ne rone na diya jinko majboori e haalaat ne rone na diya ishq mein ghairat e tujhse mil kar humen rona tha bahot rona tha tujhse mil kar humen rona tha bahot rona tha aa aaa aaaa tangi e waqt e mulaaqaat ne rone naa diya ishq mein ghairat e ek do roz kaaa aa aa aaaa sadmaa ho to ro lein faakir ek do roz kaaa sadmaa ho to ro lein faakir hum ko har roz ke sadmaat ne rone na diya ishq mein ghairat e jazbaat ne rone na diya ishq mein
ishq mera bandagi hai ishq meri zindagi hai aashiqon ka arsh dera aashiqon ka farsh dera aashiqon ke saaton jahaan ishq mera bandagi hai ishq meri zindagi hai aashiqon ka arsh dera aashiqon ka farsh dera aashiqon ke saaton jahaan ishq mera bandagi hai yun to jahan mein sabhi naam ke hain ye rishte jo ishq mein doob jaayen wahi hain farishte yun to jahan mein sabhi naam ke hain ye rishte jo ishq mein doob jaayen wahi hain farishte ishq mein hai wo khumaari jo na utre umr saari din be din ye hogi jawaan ishq mera bandagi hai ishq meri zindagi hai dil jis mein shamma jale ishq ki dil wahi hai maine to apne hi dil ki kahaani kahi hai dil jisme shamma jale ishq ki dil wahi hai maine to apne hi dil ki kahaani kahi hai dharm apna aashiqi hai karam apna aashiqi hai ishq hi hai mera imaan ishq mera bandagi hai ishq meri zindagi hai la laaaaa lalalalaaaa la laaa lalalaa laa la laa la la la laalaa la lala aashiq wahi hai jo duje ka ghum jaane sehnaa tu is jahan mein kabhi na
ishq ne todi sar pe qayaamat zore e qayaamat kya kahiye sunne waala koi nahin rudaad e mohabbat kya kahiye rudaad e mohabbat kya kahiye dil hai kisi ka raaz e haqiqat raaz e haqiqat kya kahiye hairat e jalwa mohar b lab hai jalwa e hairat kya kahiye jab se usne pher li nazren rang e tabaahi aaha na puchh aaha na puchh seena khaali ankhein veeraan dil ki haalat kya kahiye ek tajalli ek tabassum ek nighahen banda nawaaz iss se zyada ae ghum e jaana dil ki keemat kya kahiye kya kahiye kya kahiye sheesha e dil ho hasti e naazuk thes lagi aur toot gaya toot gaya us pe kisi ke teer e sitam ki mashk e siyaasat kya kahiye mashk e siyaasat kya kahiye
sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin ye pakka dhaaga hai ye kachchi dor nahin isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa jhuth hai ye to phir zulmi saanwariya khaa ke kasam meri beech bajariyaa jhuth hai ye to phir zulmi saanwariya khaa ke kasam meri beech bajariyaa keh de koi aur hai tu mera cheet chor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin jo mit jaaye re wo daag nahin ye jo bhujh jaaye wo aag nahin ye jo mit jaaye re wo daag nahin ye jo bhujh jaaye wo aag nahin ye jo tham jaaye wo ye ghata ghanghor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa hum dono iss prem ke rogi chhod ke jag aaja ban jaayen jogi hum dono iss prem ke rogi chhod ke jag aaja ban jaayen jogi iss rog ki duniyaa mein dawaa kuchh aur nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin isaq pe zor
surkh wala soz wala faiz wala love hota hai jo love se zyada waise wala love ishq wala love hua jo dard bhi toh humko aaj kuchh zyada hua ishq wala love yeh kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua ishq wala love agar yeh usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua ishq wala love woou oo oo oo oo hoo o meri neend jaise pehli baar tooti hai aankhein malke maine dekhi hai subah huyi dhoop zyada leke teri roshni yeh din chadha ho ishq wala love jhaanke baadlon ki jaali ke peechhe se kare chandni yeh mujhko iqttila leke noor sara chand mera yahin pe hai chupa chupa hua ishq wala love hua jo dard bhi toh humko aaj kuchh zyada hua ishq wala love yeh kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua ishq wala love agar yeh usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua ishq wala love wouu oo oo oo oo oo oo woou wooou kyun na aise hota jo milte tum ho jaate ghum saath meree hote hote hoga samjhaaye hum thum jaaye tham oh dil mere toota zyada zyada taara jab gira zara zyada
ishqamaan meri jaan main dil mein tere jaan mein tere rehne laga tujhe dekhte hi tujhe chaahne laga jaan ye meri tujh mein basi tere bina tere bina jee na paunga ishqamaan meri jaan maa tu hi jabee yonu tokhinja mengi minsa michu memichubam frakubu saam agi tegi fonimachu brahun chah han jahaan jahaan jaayegi tu peechhe peechhe aaunga main galiyon mein tere roz chakkar lagaunga main manna padega tujhe aashique hoon main sachcha tera jaaunga naa jaaunga naa tujhe chhod ke ishqamaan meri jaan main dil mein tere jaan mein tere rehne laga tujhe dekhte hi tujhe chaahne laga jaan ye meri tujh mein basi tere bina tere bina jee na paunga ishqamaan meri jaan maa tu hi jabee yonu tokhinja mengi minsa michu memichubam frakubu saam agi tegi fonimachu brahun chah han milega naa mere jaisa deewana jahaan mein tujhe le chalunga jahaan bhi kahegi tu wahaan main tujhe ek din khud hi kahegi tu ho ke meri daudi chali aayegi tu jag chhod ke ishqamaan meri jaan main dil mein tere jaan
ishqaan de lekhe lag gayi umraan di poonji ji yaadaan de raah sultani jaande aa hunji ji ishqaan de lekhe lag gayi umraan di poonji ji yaadaan de raah sultani jaande aa hunji ji joban di umar beet gayi dilbar ne mande g aaj tak na gal cho nikle zulfaan de fande g sehli ton aisa tilke mudd ke na khad hoya sajna de naam bina kuj saathon na padh hoya makhmal jehe din hunde si shakkar jehiaan rattaan si mishri diyaan daliyaan odon sajjna diya baattaan si surme vich lipti takni manna si chor badi sajjna da sulfi haassa dinda si lor badi khoure tu kad khollen ga buha ve khairaan da aunda mainnu roj savere supna tere pairaan da aunda mainnu roj savere supna tere pairaan da pacho diva varge si sajjna ve bol tere tuttiyaan do peeriyaan wangaan ajj vi ne kol mere kaale tere til da qissa sajjna ve dassiye kinnu kidaan koi bhull sakkda ae kikraan tevar de meeh nu kidaan koi bhull sakkda ae kikraan tevar de meeh nu geetaan de na sar nawe haaye teri wang varge si jehde vi din
dil ki yeh goli chali nainon ki bandook se bomb bhi girenge ab pyaar ke sandook se dil ki yeh goli chali nainon ki bandook se bomb bhi girenge ab pyaar ke sandook se haan dil ki yeh goli chali nainon ki bandook se bomb bhi girenge ab pyaar ke sandook se ishq yeh tera mera ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun yahan ishqyaun wahan dhishqyaun yahan ishqyaun wahan dhishqyaun kamar dhaal hai nain kamaan hai teer si naak teri bhaale si zubaan hai ho kamar dhaal hai nain kamaan hai teer si naak teri bhaale si zubaan hai ho ya to nazrein ladaun ya main khud mar jaun ya to nazrein ladaun ya main khud mar jaun ishq yeh tera mera ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun yahan ishqyaun wahan dhishqyaun yahan ishqyaun wahan dhishqyaun ladaaku vimaan hai par tu meri jaan hai bistar ye tera mera are jung ka maidaan hai ladaaku vimaan hai par tu meri jaan hai bistar ye tera mera are jung ka maidaan hai jab tu trigger dabaaye to main chumme chalaun jab tu trigger dabaaye to main chumme
ishtamalle ishtamalle ullilaay ennodennum ishtamallee chollu ishtamalle koottukaaree koottukaaree koottilo neeyum njaanum maathramalle onnum mindukille ishtamalle ishtamalle vellimukilodam meleeeeeee vellimukilodam mele thinkaloli kannum neetty mullayku mutham nalkumbol oho oru nullu madhuram vaangumbol puthu manjal ninne pothiyanaay nenjamonnu konji vallaathe ishtamalle ishtamalle ormayude kaikal melleeeeeee ormayude kakal melle ninne varavelkkunnunde raavinte eenam peyyumbol oho kanavinte paayal chaayumbol cheru swasam kaathil cherumbol kannupothi aarum kaanaathe ishtamalle ishtamalle ullilaay ennodennum ishtamallee chollu ishtamalle koottukaaree koottukaaree koottilo neeyum njaanum maathramalle onnum mindukille ishtamalle ishtamallee ishtamallee ishtamallee koottu kaari
ishwar allah tere naam sabko sanmati de bhagwaan sabko sanmati de bhagwaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan iss dharti par basne waale sab hai teri god ke paale sab hai teri god ke paale koi neech naa koi mahaan sabko sanmati de bhagwaan sabko sanmati de bhagwaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan jaaton naslon ke bantwaare jhooth kahaan aaye tere dwaare jhooth kahaan aaye tere dwaare tere liye sab ek samaan sabko sanmati de bhagwaan sabko sanmati de bhagwaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan janam kaa koi mol nahin hai janam manush kaa tol nahin hai janam manush kaa tol nahin hai karam se hai sabki pehchaan sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tere naam sabko sanmati de bhagwaan sabko sanmati de bhagwaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan
don''t stop yourself come on and reach out now this is your chance come on and reach out don''t stop yourself come on and reach out now this is your chance come on and reach out bin chhede hi baje jhan jhana jhan dil mein sau guitaar ude ude hosh khoya khoya dil aur dikhte ek ke chaar aa pee ke coffee nasha chadhe aur popcorn maare kick aur stupid si inn baaton mein baba dil dhundhe logic isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein tara pap pa ra ri re uuuuooooo hooooo hooooo hoooo hoo hoo uuuuu hoooo hooo hoooo hooo uuuuooooo hooooo hooooo hoooo hoo hoo uuuuu hoooo hooo hoooo hooo internet pe ho tik talk tik talk har roz subah shaam facebook twitter orkut shorkut lage zaruri kaam chalte phirte aa jaaye ik roz kisi ka mail aur seedhi simple si life ye ban jaaye fairy tale isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein crazy sapnon se hon aankhen full on up to
oooooooo iska naam hai jeevan dharaa iska koi nahin kinara iska koi nahin kinara hum paani ke katree hum paani ke katre gehra sagar ye jag sara iska naam hai jeevan dharaa iska koi nahin kinara iska koi nahin kinara sukh ke in armanon mein dukh ke in tufanon mein sukh ke in armanon mein dukh ke in tufanon mein doobne waale lete hain tinke ka hi sahara tinke ka hi sahara iska naam hai jeevan dharaa iska koi nahin kinara iska koi nahin kinara hum paani ke katre gehra sagar ye jag sara iska naam hai jeevan dharaa iska koi nahin kinara iska koi nahin kinara kabhi jo asha banti hai wahi nirasha banti hai kabhi jo asha banti hai wahi nirasha banti hai hoooo asha aur nirasha kaa bus jhutha khel ye sara bus jhutha khel ye sara iska naam hai jeevan dharaa iska koi nahin kinara iska koi nahin kinara hum paani ke katre gehra sagar ye jag sara iska naam hai jeevan dharaa iska koi nahin kinara iska koi nahin kinara ye tod ke apne sapnon ko oooo tod ke apne sapnon ko baant diya
shono bhai iskaboner deshe giye chhilam sethay golmele sab kando dekhe elam aha balo shuni balo shuni shuni shono bhai iskaboner deshe giye chhilam sethay golmele sab kando dekhe elam aha balo shuni balo shuni shuni sethay mas diye bhai dinke gone bachhor diye mase ar bayus jatoi bare tatoi bayos kome ase mori hay hay hay hay re sethay mas diye bhai dinke gone bachhor diye mase ar bayus jatoi bare tatoi bayos kome ase mori hay hay hay hay re sethai sursuri te kade sabai kanna pele hase sursuri te kade sabai kanna pele hase dekhe pali ye chole elam bole selam baba selam aha balo shuni balo shuni shuni shono bhai iskaboner deshe giye chhilam sethay golmele sab kando dekhe elam aha balo shuni balo shuni shuni sethay iskulera lukiye palay chhatro thake bose ar tikir mathay pandit jholen param paritoshe mori hay hay hay hay re sethay iskulera lukiye palay chhatro thake bose ar tikir mathay pandit jholen param paritoshe mori hay hay hay hay re sethay shankhe charay shule
hmmmm hmmm isko bhi apnata chal usko bhi apnata chal raahi hain sab ek dagar ke sab par pyaar lutata chal isko bhi apnata chal idhar kafan tak nahin laash par udhar numaayish resham ki yahaan swayamvar kare chaandani wahaan na raat kate ghum ki dharati kankar patthar maare ambar ugale angaare koi puchhe baat na iss bagiyaa mein dukhiyaa shabnam ki sukh ki umar badhaataa chal dukh ko kafan odhaataa chal mile jahaan bhi mahal use kutiyaa ke paas bulaataa chal isko bhi apnaataa chal bikaa biki sab or machi hai aane aur do aano par asmat bike doraahon par toh pyaar bike dukaanon par dagar dagar par mandir masjid qadam qadam par gurudvaare bhagvaanon ki basti mein hai zulm bahut insaanon par khidaki har khulvaataa chal saankal har katvaataa chal is par bhi roshani na ho toh dil kaa diyaa jalaataa chal isko bhi apnata chal usko bhi apnata chal raahi hain sab ek dagar ke sab par pyaar lutata chal isko bhi apnata chal hriday hriday ke beech khayiyaan lahoo bichhaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ishq Jab Ek Taraf Ho (Male) Hungama (2003) 05:17 37671
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Aftab Shivdasani, Rimi Sen
Duration : 05:17   Song Number : 37671   

Ishq Ke Aage Ashok Khosla 05:56 38993
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Sudarshan Faakir
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:56   Song Number : 38993   

Ishq Ki Garmi E Jazbaat Gazal (1964) 03:16 13262
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:16   Song Number : 13262   

Ishq Ki Raat Hai Barsaat Hai Tanhayi Hai Chaahat Ek Nasha (2005) 05:15 36567
 
Poster of Chaahat Ek Nasha (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Praveen Bhardwaj
Music Director- 
Anand Raj Anand
Duration : 05:15   Song Number : 36567   

Ishq Mein Hulchul (2004) 04:51 38264
 
Poster of Hulchul (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Vidyasagar
Singer- 
Alka Yagnik, Shaan
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Akshaye Khanna
Duration : 04:51   Song Number : 38264   

Ishq Mein Dil Ko (Part 1) Banaras (A Mystic Love Story) (2006) 05:14 16897
 
Poster of Banaras (A Mystic Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Ashmit Patel, Urmila Matondkar
Duration : 05:14   Song Number : 16897   

Ishq Mein Gairat e jazbaat Begum Akhtar 07:12 39992
 
Poster of Begum Akhtar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Mohammed Zahur Khayyam
Singer- 
Begum Akhtar
Duration : 07:12   Song Number : 39992   

Ishq Mera Bandagi Hai Yeh Vaada Raha (1982) 05:34 17938
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Shammi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:34   Song Number : 17938   

Ishq Ne Todi Sar Pe Junoon (1978) 04:47 40421
 
Poster of Junoon (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:47   Song Number : 40421   

Ishq Par Zor Nahin Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:01 20594
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20594   

Ishq Wala Love Student Of The Year (2012) 04:14 17077
 
Poster of Student Of The Year (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Anvita Dutt Guptan
Music Director- 
Vishal Shekhar
Duration : 04:14   Song Number : 17077   

Ishqamaan Ali Quli Mirza 03:52 17592
 
Poster of Ali Quli Mirza
 
Category
Indipop
Singer- 
Ali Quli Mirza
Duration : 03:52   Song Number : 17592   

Ishqan De Lekhe Sajjan Adeeb 03:16 40008
 
Poster of Sajjan Adeeb
 
Category
Punjabi
Lyricist
Manwinder Maan
Music Director- 
Laddi Gill
Singer- 
Sajjan Adeeb
On Screen Actors- 
Sajjan Adeeb
Duration : 03:16   Song Number : 40008   

Ishqyaun Dhishqyaun Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013) 04:49 37299
 
Poster of Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Siddharth Garima
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Aditya Narayan
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Ranveer Singh
Duration : 04:49   Song Number : 37299   

Ishtamalle Ishtamalle Chocolate (2007) 04:17 17153
 
Poster of Chocolate (2007)
 
Category
Malayalam
Year- 
2007
Music Director- 
Alex Paul
Singer- 
Shahabaz Aman
On Screen Actors- 
Roma, Prithiviraj Sukumaran
Duration : 04:17   Song Number : 17153   

Ishwar Allah Tere Naya Raasta (1970) 04:30 20595
 
Poster of Naya Raasta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:30   Song Number : 20595   

Isi Umar Mein Isi Life Mein (2010) 04:47 17047
 
Poster of Isi Life Mein (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Manoj Muntashir
Music Director- 
Meet Bros Anjjan
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Akshay Oberoi, Sandeepa Dhar
Duration : 04:47   Song Number : 17047   

Iska Naam Hai Jeevan Dhara Jeevan Dhaara (1982) 06:17 18458
 
Poster of Jeevan Dhaara (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 06:17   Song Number : 18458   

Iskaboner Deshe Bengali Nursery Songs 03:51 11565
 
Poster of Bengali Nursery Songs
 
Duration : 03:51   Song Number : 11565   

Isko Bhi Apnata Chal Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 05:57 32976
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 05:57   Song Number : 32976