Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tere bin saawan kaise beeta tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan baagh mein jhule jab lehraayen geet milan ke sabne gaaye sakhiyon ne poochha bol sakhi ri tere saajan kyun naa aaye phir sakhiyon ne kya kya poochhaa tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan phool chaman mein jab muskaaye pal pal beeta aas lagaaye koyaliyaa ne raag to chheda paayaliyaa ne geet naa gaaye pag pag chhalki nain gagariyaa tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan lambi raaten ghor andhera mujh sang jaaga deepak mera hum donon ne bhor bhaye tak ro ro dekha rasta tera kya hota hai dukh birha kaa tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan
tere bin soona more mann ka mandir aa re aa re aa o sajnaa re aa re aa tere bin soona more mann ka mandir aa re aa re aa aa re aa aa re aa o sajnaa re aa re aa aa re aa aa re aa oss ki boonden ankhiyaan moonden kaliyon ka shringaar karen phool chaman se mehak pawan se lehren tath se pyaar karen main akelaaa panchhi jaisa main akelaaa panchhi jaisa dhndhun tere mann ka basera tere bin soona more mann ka mandir aa re aa re aa aa re aa aa re aa o sajnaa re aa re aa aa re aa aa re aa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa samay ka aanchal thaam ke pal pal umar chali hai jaane kahaan par main thehra ek jagah par baath nihaarun teri yahaan mere saathi hoga kahaan mere saathi hoga kahaan madhur milan tera mera tere bin soona more mann ka mandir aa re aa re aa aa re aa aa re aa o sajnaa re aa re aa aa re aa aa re aa
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tere bin soone tere bin soone nain hamaare tere bin soone baat takat gaye saanjh sakaa re haai tere bin soone nain hamaare tere bin soone ho o o o raat jo aaye dhal jaaye pyaasi raat jo aaye dhal jaaye pyaasi din ka hai dooja naam udaasi nindiyaa na aaye nindiyaa na aaye ab mere dwaare tere bin soone nain hamaare tere bin soone ho o o o jag mein rahaa main jag se paraaya jag mein rahaa main jag se paraaya saaya bhi mera mere paas na aaya hasne ke din bhi hasne ke din bhi ro ke gujaare tere bin soone nain hamaare tere bin soone baat takat gaye saanjh sakaa re haai tere bin soone hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa aa aa aa aa aa aa aa o andekhe o anjaane o andekhe o anjaane chhupke na gaaye prem taraane kaun hai tu mohe kaun hai tu mohe kuchh to bata re tere bin soone nain hamaare tere bin soone baat takat gaye saanjh sakaa re tere bin soone
dum dara dum dara mast mast dara dum dara dum dara mast mast dara dum dara dum dum o hum dum bin tere kyaa jeenaa dum dara dum dara mast mast dara dum dara dum dara mast mast dara dum dara dum dum o hum dum bin tere kyaa jeenaa tere bina beswaadi beswaadi ratiyaan o sajna tere bina beswaadi beswaadi ratiyaan o sajna hoo rookhi re woh rookhi re kaatoon re kaate kate na tere bina beswaadi beswaadi ratiyaan o sajna tere bina beswaadi beswaadi ratiyaan o sajna ho dum dara dum dara mast mast dara dum dara dum dara mast mast dara dum dara dum dum o hum dum bin tere kyaa jeenaa dum dara dum dara mast mast dara dum dara dum dara mast mast dara dum dara dum dum oh hum dum bin tere kyaa jeenaa ga re re sa sa sa sa sa sa pa ma ga ga re sa sa re ga re ga ma ga ma pa ma ga re sa sa sa sa sa sa ni ri sa ni dha ni dha pa ma ga ga ma pa ma ga ga ga ma pa dha ma ga ma ga re ga pa dha sa ni ni sa ni sa pa ma ga ma pa ma sa ni ri sa ni sa pa ma ga ma pa dha ni dha ni dha pa pa ma pa
tere bina tere bina dil naiyyo lagda mera dil naiyyo lagda tere bina tere bina dil naiyyo lagda mera dil naiyyo lagda tu hi meri hai zindagi tu hi meri hai har khushi tu hi meri hai bandagi kaise kahoon kahaan jaaun kise karoon sajda haan kise karoon sajda tere bina tere bina dil naiyyo lagda mera dil naiyyo lagda kaise kahoon kahaan jaaun kise karoon sajda haan kise karoon sajda teri kasam teri kasam jaanejaana tere liye tere liye main deewana kaise jiyein kaise jiyein batana maut bhi mujhko naa aaye teri kasam teri kasam jaanejaana teri liye tere liye main deewana kaise jiyein kaise jiyein batana maut bhi mujhko naa aaye tu hi meri hai zindagi tu hi meri hai bandagi tere bina tere bina dil naiyyo lagda mera dil naiyyo lagda maahi mera maahi mera sona sona rabba mere rabba mere hai salona tere siva mera koi naa hona yaad teri kitna sataaye maahi mera maahi mera sona sona rabba mere rabba mere hai salona tere siva mera koi naa hona yaad teri kitna sataaye tu hi
tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera raat kaa mehkaa dhuwaan kho gaya jaane kahaan tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera raat kaa mehkaa dhuwaan kho gaya jaane kahaan tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera ye chaahton kaa samaan pyaar karne ki rutt ho rahi hai jawaan tu jo nahin saathiyaa dil toot ke ro diyaa main bhalaa kya kahun aankh chhalki hai kyunnnnnnnnn raat kaa mehkaa dhuwaan kho gaya jaane kahaan tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera bikhare huye rang hai jhoom le yaar jinke yahaan sang hai jeene se jee bhar gaya jaane tu kya kar gayaa neend aati nahin jaan jaati nahinnnnnnnnnnn raat kaa mehkaa dhuwaan kho gaya jaane kahaan tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera tere
tere bina dil lagta nahin o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun tere bina dil lagata nahi o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun tu jo nahin kuchh bhi nahin tu jo nahin kuchh bhi nahin main ye jahan kya karun kya karun kya karun tere bina dil lagta nahin o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun tere bina dil lagta nahin o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun tu jo nahin kuchh bhi nahin tu jo nahin kuchh bhi nahin main ye jahan kya karun kya karun kya karun tere bina dil lagta nahin o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun kaise shuru ho gayi ye kahani kaise shuru ho gayi ye kahani main bhi na jana tu bhi na jaani inkaar bhi maine kiya ikraar bhi maine kiya main kho gaya bas ho gaya dil beimaan kya karun kya karun kya karun tere bina dil lagta nahin o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun tere bina dil ohhoo hooo hooo hooo tune kaha nahin maine suna hai tune kaha nahin maine suna hai lakhon
tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa aye haseena naazneena tu hai kahaan tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa aye haseena naazneena tu hai kahaan tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaaaaaa mehki fizaayen thandi hawaayen tujhko bula rahi hain chaahat mein teri kaliyaan chaman ki raahen sajaa rahi hain haan mehki fizaayen thandi hawaayen tujhko bula rahi hain chaahat mein teri kaliyaan chaman ki raahen sajaa rahi hain jaane jaana kuchh bata naa tu hai kahaan tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa inn waadiyon mein dil ki sadaayen goonji hai iss tarah se chaahat kaa naam likha hua ho sadiyon se jiss tarah se haan inn waadiyon mein dil ki sadaayen goonji hai iss tarah se chaahat kaa naam likha hua ho sadiyon se jiss tarah se yun sataa naaaa ab to aa naaa tu hai kahaan tere
tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; ibn tere tere ibn s;jn; s;''s me'' s;''s a;ye n; ao ao ao tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; ibn tere tere ibn s;jn; s;''s me'' s;''s a;ye n; ao ao ao tere ibn; ijy; j;ye n; jb i :y;lo'' me tu a;ye mere bdn se guxbu a;ye jb i :y;lo'' me tu a;ye mere bdn se guxbu a;ye mhke bdn me rh; n; j;ye rh; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; ibn tere tere ibn s;j\xb9n; s;''s me'' s;''s a;ye n; ao ao ao tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; rexmi r;te'' roj n; hogi'' ye'' sog;te'' roj n; hogi'' rexmi r;te'' roj n; hogi'' ye'' sog;te'' roj n; hogi'' ij''dgi tuz ibn r;s n; a;ye r;s a;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; ibn tere tere ibn s;j\xb9n; s;''s me'' s;''s a;ye n; ao ao ao tere ibn; ijy; j;ye n;
hoooo tere bina main kuchh bhi nahin hoon mere bina tu kuchh bhi nahin hey tere bina main kuchh bhi nahin hoon mere bina tu kuchh bhi nahin chalte chalte mil jaaye dhaara se jyun dhaara milte milte waise hi mil jaaye dil yaara tere bina main kuchh bhi nahin hoon mere bina tu kuchh bhi nahin dil se dil badla apne dil mein pyaar basaa dil se dil badla apne dil mein pyaar basaa ho jaa kisi ka tu yaa phir apna koi bana uska jeena bhi kya hai jeevan se jo haara uska jeena bhi kya hai jeevan se jo haara tere bina main kuchh bhi nahin hoon mere bina tu kuchh bhi nahin duniya ye duniyaa apni nahin hai hum to chale hain aur kahin hogi badi haseen duniyaa apne liye nahin hooo hooo hogi badi haseen duniyaa apne liye nahin hoooo diya jo duniyaa ne wo hum chhod ke chale yahin apna haal to aisa hai badli mein ho taara apna haal to aisa hai badli mein ho taara duniya ye duniyaa apni nahin hai hum to chale hain aur kahin
tere bina zindagi se koi shikwaa to nahin shikwaa nahin shikwaa nahin shikwaa nahin tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin zindagi nahin zindagi nahin zindagi nahin tere bina zindagi se shikwaa to nahin kaash aisa ho tere kadmon se chun ke manzil chale aur kahin door kahin kaash aisa ho tere kadmon se chun ke manzil chale aur kahin door kahin tum gar saath ho manzilon ki kami to nahin tere bina zindagi se koi shikwaa to nahin shikwaa nahin shikwaa nahin shikwaa nahin jee mein aata hai tere daaman mein sar chhupaa ke hum rote rahen rote rahen jee mein aata hai tere daaman mein sar chhupaa ke hum rote rahen rote rahen teri bhi aankhon mein aansuon ki nami to nahin tere bina zindagi se koi shikwaa to nahin shikwaa nahin shikwaa nahin shikwaa nahin tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin zindagi nahin zindagi nahin zindagi nahin tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin raat ko rok lo tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin raat ko rok lo
kahin naam na apnaa likh dena kisi ulte seedhe kaagaz par hum dil kaa parchaa laaye hain naam us pe likha kar jaayenge tere chaahne waale aaye hain ik shor uthaa kar jaayenge yaa dilbar le kar lautenge yaa jaan luta kar jaayenge tere chaahne waale aaye hain garazte hain jo baadal baraste nahin keh do inn logo se jaayen aur kahin ye to naam ke aashiq aaye hain bas shor machaa kar jaayenge humein kasam hai apni jawaani ki mehboob ko paa kar jaayenge aye jaane wafa chehre pe na jaa nazaron se bhi kuchh andaaza kar nigaahen keh rahi hai mere dil ka fasaana ho tere saamne hai jo hai tera deewaana hum tujh ko aankhon hi aankhon mein hum tujh ko aankhon hi aankhon mein koi raaz bata kar jaayenge ye to shor machaa kar jaayenge tere chaahne waale aaye hain hum jaan gaye pehchaan gaye kya asli hai kya nakli hai haqeeqat hai haqeeqat kahaani hai kahaani tumhi se hai mohabbat tumhi ho zindgaani koi kuchh bhi kahe hum tum ko hi doli mein bitha kar jaayenge doli ke haqdaar hain
tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin aisa jalwa na koi hai na hua na hoga o tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin aisa jalwa na koi hai na hua na hoga haye tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin apne uljhe huye baalon ko sanwar jaane de phool se apne ye rukhsaar nikhar jaane de apne uljhe huye baalon ko sanwar jaane de phool se apne ye rukhsaar nikhar jaane de saadgi hoti hai rukhsat to usse hone de jism par rang jo bikhre to bikhar jaane de o tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin ab teri chaal ko toofaan uthaane honge jitne soye huye fitne hain jagaane honge ab teri chaal ko toofaan uthaane honge jitne soye huye fitne hain jagaane honge apni aankhon ko ishaaron ki ijaazat de kar un ishaaron se kayi rang jamaane honge tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin ye banaawat ka zamaana hai banaawat maange chaahe jhoothi hi sahi phir bhi sajawat maange ye banaawat ka
tere chehre mein wo jadoo hai tere chehre mein wo jadoo hai bin dor khincha jaata hoon jaana hota hai aur kahin teri ore chala aata hoon teri ore chala aata hoon tere chehre mein wo jadoo hai teri heere jaisi aankhen aankhon mein hain laakhon baaten baaton mein ras ki barsaaten mujh mein pyar ki pyas jagayen tu jo ek nazar daale jee uthein marne waale lab tere amrit ke pyale dil mein jeene ki aas badhaye chal padte hai tere saath kadam main rok nahin pata hoon main rok nahin pata hoon tere chehre mein wo jadoo hai jab se tujhko dekha hai dekh ke khuda ko maana hai maan ke dil ye kehta hai meri khushiyon ka tu hai khazaana de de pyar ki manzoori kar de kami meri poori tujhse thodi bhi doori mujhko karti hai diwaana paana tujhko mushkil hi sahi paane ko machal jaata hoon paane ko machal jaata hoon tere chehre mein wo jadoo hai bin dor khincha jaata hoon jaana hota hai aur kahin teri ore chala aata hoon teri ore chala aata hoon tere chehre mein wo jadoo hai
tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun raat zulfon mein teri din tere rukhsaron mein raat zulfon mein teri din tere rukhsaron mein ek hi wakt pe din raat ka jalwa dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere jalwon ki baharen bhi tamashayi hain tere jalwon ki baharen bhi tamashayi hain main bhi dil thaam ke kab tak ye tamasha dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun dekhta hoon ke nazare bhi tujhe dekhte hain dekhta hoon ke nazare bhi tujhe dekhte hain tu hi batlaa de ke main kis ka nazara dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun
tere chehre se tere chehre se nazar nahin hatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tujhe milke bhi tujhe milke bhi pyaas nahin ghatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen pighle badan teri tapti nigaahon se sholon ki aanch aaye barfili raahon se la la la la la la pighle badan teri tapti nigaahon se sholon ki aanch aaye barfili raahon se lage kadmon se lage kadmon se aag lipatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tujhe milke bhi tujhe milke bhi pyaas nahin ghatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai kisko pataa hai ab din hai ke raat hai la la la la la la rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai kisko pataa hai ab din hai ke raat hai lage duniya hi lage duniya hi aaj simatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tere chehre se tere chehre se nazar nahin hatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen palkon pe phaila teri palkon ka saaya hai chehre ne tere mera chehra
niss din sumirann hi karuun ram ram shri raam tere dar ko chhod ke kis dar jaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main dekh liya jag sara maine tere jaisa meet nahin dataa tere jaisa meet nahin tere jaisa sabal saharaa teri jaisi preet nahin kin shabdon mein aapki mahimaa gaon main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main apne patth par aap chalun main mujhme itna gyaan nahin dataa mujhme itna gyaan nahin hoon matimandh nain ka andhaa bhala bura pahchaan nahin haath pakad kar le chalo thokar khaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main
tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon tu sab kuchh jaane hai har ghum pehchaane hai tu sab kuchh jaane hai har ghum pehchaane hai jo dil ki uljhan hai sab tujh pe roshan hai ghayal parwaana hoon wehshi deewana hoon ghayal parwaana hoon wehshi deewana hoon teri shohrat sun sun ke umeeden laaya hoon tere dar pe main tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon dil ghum se hairaan hai meri dunyaan viraan hai dil ghum se hairaan hai meri dunyaan viraan hai nazron ki pyaas bhuja mera bichhada yaar mila ab yaa ghum chhutega warna dam tootega ab yaa ghum chhutega warna dam tootega ab jeena mushkil hai fariyaaden laaya hoon tere dar pe main tere dar pe aaya hoon
tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya pareshaan hai dil ghadi bhar ko aa jaa pareshaan hai dil ghadi bhar ko aa jaa zara meri sun jaa aur apni sunaa jaa kahaan jaaun main haal e barbaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya mere dard e dil se nahin bekhabar tu mere dard e dil se nahin bekhabar tu bane meri kismat jo kar de nazar tu muhabbat se naaqamiyaan chhaa gayin hain umeedon ki kaliyaan bhi murjha gayin hain kahin mar naa jaaun teri yaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya
tere dard se dil aabaad raha tere dard se dil aabaad raha kuchh bhool gaye kuchh yaad raha kuchh yaad raha tere dard se dil aabaad raha kuchh bhool gaye kuchh yaad raha kuchh yaad raha naseeba bhi kya rang laaya kahaan laake hum ko milaaya naseeba bhi kya rang laaya kahaan laake hum ko milaya apni wafaa ke gul khil na paaye mil ke bhi tujh se hum mil na paaye dard e dil hum kaise sahein door bhi hum kaise rahein tera ghum tere jaane ke baad raha tera ghum tere jaane ke baad raha kuchh bhool gaye kuchh yaad raha kuchh yaad raha jaan e wafa tujh ko kya de dil keh raha hai dua de jaan e wafa tujh ko kya de dil keh raha hai dua de armaan bujhe hain sapne dhuaan hain marr marr ke hum to zinda yahaan hain bekhudi mein hum kho gaye phir judaa tujh se ho gaye chahat ka jahaan barbaad raha chahat ka jahaan barbaad raha kuchh bhool gaye kuchh yaad raha kuchh yaad raha tere dard se dil aabaad raha kuchh bhool gaye kuchh yaad raha kuchh yaad raha tere dard se dil aabaad raha
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tere Bin Saawan Kaise Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 06:08 11847
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 06:08   Song Number : 11847   

Tere Bin Soona Mera Mann Ka Mandir Sawan Ko Aane Do (1979) 03:05 15738
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Abhilash
Music Director- 
Raj Kamal
On Screen Actors- 
Arun Govil
Duration : 03:05   Song Number : 15738   

Tere Bin Soone Nain Meri Surat Teri Ankhen (1963) 06:22 12046
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Asha Parekh
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:22   Song Number : 12046   

Tere Bina Guru (2007) 05:05 16927
 
Poster of Guru (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 05:05   Song Number : 16927   

Tere Bina Tezz (2012) 05:13 18844
 
Poster of Tezz (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Shabbir Ahmed
Music Director- 
Sajid, Wajid
Duration : 05:13   Song Number : 18844   

Tere Bina (Rahat Fateh Ali Khan) Rahat Fateh Ali Khan 05:39 16040
 
Poster of Rahat Fateh Ali Khan
 
Category
Indipop
Lyricist
Asim Raza
Duration : 05:39   Song Number : 16040   

Tere Bina Dil Lagta Nahin Kya Karun Deewana Mastana (1997) 08:08 32074
 
Poster of Deewana Mastana (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Govinda, Anil Kapoor, Juhi Chawla
Duration : 08:08   Song Number : 32074   

Tere Bina Jeena Nahin Kunal Ganjawala 04:52 18425
 
Poster of Kunal Ganjawala
 
Category
Indipop
Singer- 
Kunal Ganjawala
Duration : 04:52   Song Number : 18425   

Tere Bina Jiya Ghar (1978) 05:43 21286
 
Poster of Ghar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Rekha
Duration : 05:43   Song Number : 21286   

Tere Bina Main Kuchh Bhi Nahin Jaane Jaan (1983) 04:22 18511
 
Poster of Jaane Jaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:22   Song Number : 18511   

Tere Bina Zindagi Se Koi Aandhi (1975) 05:59 12574
 
Poster of Aandhi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Suchitra Sen
Duration : 05:59   Song Number : 12574   

Tere Chaahne Waale Aaye Hain Aatish (1979) 07:31 16197
 
Poster of Aatish (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Asha Bhosle, Hemlata
On Screen Actors- 
Jeetendra, Neetu Singh
Duration : 07:31   Song Number : 16197   

Tere Chehre Mein Hai Jo Baat Chhote Sarkar (1974) 06:20 38942
 
Poster of Chhote Sarkar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 06:20   Song Number : 38942   

Tere Chehre Mein Wo Jadoo Hai Dharmatma (1975) 04:19 13073
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Hema Malini
Duration : 04:19   Song Number : 13073   

Tere Chehre Se Hate Aankh To Pyar Ka Sapna (1969) 05:22 33007
 
Poster of Pyar Ka Sapna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:22   Song Number : 33007   

Tere Chehre Se Nazar Nahin Kabhi Kabhie (1976) 05:05 21287
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Rakhi
Duration : 05:05   Song Number : 21287   

Tere Dar Ko Chhod Ke (Ramstuti) Hari Om Sharan 02:58 32459
 
Poster of Hari Om Sharan
 
Category
Devotional
Singer- 
Hari Om Sharan
Duration : 02:58   Song Number : 32459   

Tere Dar Pe Aaya Laila Majnu (1976) 03:33 13587
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 13587   

Tere Dar Pe Aaya Hoon Fariyad Le kar Chor Bazar (1954) 03:28 15571
 
Poster of Chor Bazar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 15571   

Tere Dard Se Dil Aabaad Raha Deewana (1992) 04:52 18710
 
Poster of Deewana (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
Duration : 04:52   Song Number : 18710