koi parchhayi das jaaye tan jale man murjhaye tere bin kaise din beetein sajana socha ye to akhiyon mein aansu bhar aaye raat bhar ye zehar piya nahin jaaye bheegi bheegi akhiyon mein raina kat jaaye geeton ke phoolon ki meethi meethi bhoolon ke din the wo kitne haseen aankhon mein hai chhupi saanson mein hai dabi bujhe bujhe sapne kahin sab kuchh haar ke baithi mann maar ke ye tapan ye jalan mann se na jaaye barse ghata bhi to agan barsaye aahon ka ye safar aansu ki ye umar kaise kate tanha kahaan ye jahaan hai dhuwaan do badan ek jaan kaise rahe door yahan tu kahin main kahin zindagi ye nahin beeta pal ho ya kal kyun na laut aaye tere bin kaise jiyen jiya nahin jaaye tere bin kaise din beetein sajana socha ye to akhiyon mein aansu bhar aaye
Tere Bin Kaise Din
Priyatama (1977)