Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baa hosh o hawaas main deewana ye aaj wasihat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana ye aaj wasihat kartaa hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana mere jeete jee yaar tumhen meri saari jaagir mile mere jeete jee yaar tumhen meri saari jaagir mile wo khaab jo maine dekhe hain unn khaabon ki taabir mile har ek tamanna ke badle main aaj ye hasrat karta hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana meri aankhon mein neend nahin mere honthon pe pyaas nahin meri aankhon mein neend nahin mere honthon pe pyaas nahin har cheez tumhaare naam huyi ab kuchh bhi mere paas nahin tumne to loot liya mujhko main tum se shikaayat kartaa hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana ye aaj wasihat kartaa hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana
baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille naazon se tujhe paala maine kaliyon ki tarah phoolon ki tarah bachppan mein jhoolaayaa hai tujh ko baahon ne meri jhooloon ki tarah mere baag ki ae naazuk daali tujhe har pal nayi bahaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille jiss ghar se bandhein hain bhaag tere uss ghar mein sadaa teraa raaj rahe honthon pe hansee ki dhoop khile maathe pe khushi kaa taaj rahe kabhi jiski jyot naa ho pheeki tujhe aisa roop singaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille beetein tere jeewan ki ghadiyaan aaraam ki thandi chhaanvv mein kaanta bhi naa chubhne paaye kabhi meri laadli tere paanv mein uss dwaar se bhi dukh door rahe jiss dwaar se tera dwaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural
baabul moraaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaa baabul moraaaaaaaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee chaar kahaar mil mori doliyaaaaaa sajaaaaaaayi re chaar kahaar mil mori doliyaaaaaa sajaaaaaaayi re moraa apna begaana chhutoooosaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee angnaaaaa to parbat bhayoooooooo diuodi bhayi bidesh angnaaaaa to parbat bhayoooooooo diuodi bhayi bidesh le baabul ghar aapnaa baabul baabul baabul baabul baabul le baabul ghar aapnaa main chali piyaa ke des main chali piyaa ke des main chali piyaa ke des baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaa baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee
baabul moraaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa moraaaaaaaaaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re moraa apna begaana chhutoooo jaayee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee angnaaaaa to parbat bhayaaaaaa aur dehri bhayi bidesh angnaaaaa to parbat bhayaaaaaa aur dehri bhayi bidesh le baabul ghar aapno main chali piya ke des baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee
bachche mann ke sachche bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche khud roothe khud maan jaaye phir humjoli ban jaaye jhagdaa jis ke saath karein agle hi pal phir baat karein jhagdaa jis ke saath karein agle hi pal phir baat karein inko kisi se bair nahin inke liye koi gair nahin inkaa bholaapan miltaa hai sabko baanh pasaare bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche insaan jab tak bachchaa hai tab tak samjho sachchaa hai jyun jyun uski umar badhe mann par jhooth ka mael chadhe krodh badhe nafrat ghere laalach ki aadat ghere bachpan in paapon se hatkar apni umar guzaare bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche tan komal mann sundar hai bachche badon se behtar hain in mein chhoot aur chhaat nahin jhoothi zaat aur
hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm baad muddat ke hum tum mile mud ke dekha toh hain faasle chalte chalte thokar lagi yaadein waade aawaaz dete na kaash yaadein waade aawaaz dete na kaash hmm hmm hmm baad muddat ke hum tum mile mud ke dekha toh hain faasle chalte chalte thokar lagi yaadein waade aawaaz dete na kaash phool ban kar jo chubhate rahe aise kaanton ko kya naam dein gair hote toh hum sochte kaise apnon ko ilzaam dein shikwa hamse hoga nahin bhooli bisri raahon mein milte na kaash pyaar hi pyaar tha har taraf kal the logon ki aankhon ka noor aaj koi nahin dekhta kya hua hamse aisa kusoor aisa hoga socha na tha dheere dheere hum bhi badal jaate kaash saari duniya ko chamka diya mere hanste huye chaand ne aaj hai khud wohi darbadar hamko aaya tha jo baandhane aansoo aaye girne lage sookhe patte yaadon ke udd jaate kaash hmm hmm hmm baad muddat ke hum tum mile mud ke dekha toh hain faasle chalte chalte thokar lagi yaadein waade aawaaz dete na kaash yaadein
baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi ishq mar mar ke kaamyaab hua aaj ek zarra aaftaab hua aaj ek zarra aaftaab hua shukriyaa hai huzoor aane kaa shukriyaa hai huzoor aane kaa waqt jaaga gareebkhaane ka ik zamaane ke baad deed huyi id se pehle meri id huyi id se pehle meri id huyi id ka chaand aaj dekha hai id ka kyun naa aitbaar aaye haath utha kar duwaa ye karta hoon id phir aisi baar baar aaye id phir aisi baar baar aaye din zamaane ka raat apni hai iss ghadi kaaynaat apni hai ishq par husn ki inaayat hai mere pehlun mein meri jannat hai mere pehlun mein meri jannat hai faaslen waqt ne mita hi diye dil tadapte huye mila hi diye kaash iss waqt maut aa jaaye jindgaani pe aa ke chhaa jaaye jindgaani pe aa ke chhaa jaaye baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi
baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa aarzuon ke gul muskuraane lage jaise gulshan mein jaan e bahaar aa gaya tishna nazren mili shokh nazron se jab mai barasne lagi jaam bharne lage tishna nazren mili shokh nazron se jab mai barasne lagi jaam bharne lage saaqiyaa aaj teri zaroorat nahin bin piye bin pilaaye khumaar aa gaya baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa raat sone lage subah hone lage shamma bhujhne lage dil machalne lage raat sone lage subah hone lage shamma bhujhne lage dil machalne lage waqt ki roshani mein nahaayi huyi zindagi pe ajab sa nikhaar aa gaya baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa har taraf mastiyaan har taraf dilkashi muskuraate dilon mein khushi hi khushi har taraf mastiyaan har taraf dilkashi muskuraate dilon mein khushi hi khushi kitna chaaha magar phir bhi uth naa
ayi ayi ayi roz roz cho zara ayi ayi ayi mere yaara baadal wo aaye aaye garmi badhaye haaye paani bhi laaye laaye uski marzi haan rasta jo haaye aaye wohi pe jaaye jaaye kahin mud jaaye jaaye uski marzi suno suno ye fasana socho zara mere yaara suno suno ye fasana socho zara mere yaara suno suno ye fasana socho zara mere yaara uski marzi uski marzi uski marzi uski marzi pathar pooje bhi jaaye in raahon mein bhi wo mil jaayen ye dhaaga hai nazuk nazuk bandhan phir bhi to bandha jaaye khayaalon se duniya chale ishaare samjh le ye zara aa mane wo dil ki hai jo karen phir koi tera mera yahaan kya suno suno ye fasana socho zara mere yaara suno suno ye fasana socho zara mere yaara baadal wo aaye aaye garmi badhaye haaye paani bhi laaye laaye uski marzi han rasta jo haaye aaye wohi pe jaaye jaaye kahin mud jaaye jaaye uski marzi saagar mein doobe nadi juda hai naam rang wahi phoolon se aaye mehak kab se hai unmein pata nahi zameen pe thehar jaate hain kisi ke kadmo ke bhi
baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge un madbhari aankhon ko bhi sharma ke peeyenge un madbhari aankhon ko bhi sharma ke peeyenge paimaane ko paimaane se takraa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi itraane ka mousam hai itraa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya saaqi tujhe hum saamne bithlaa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge
baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa aa saanson se meri nikal ke aa baahon mein meri machal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa saanson se meri nikal ke aa baahon mein meri machal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa aaaa aa aa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa shaamon pe lehraayein mausam hare hare chaandi si barsayen baadal bhare bhare hooo shaakhon pe lehrayein mausam hare hare chaandi si barsayen baadal bhare bhare bheegi huyi in fizaaon mein aankhon se dil mein sambhal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa main hoon teri zameen tu mera aasman tu meri aarzoo main teri jaan e jaan tootti hai bhanak ban ke angdaaiyan aao bahon mein bhar lein ye tanhaaiyaan main hoon teri zameen tu mera aasman tu meri aarzoo main teri jaan e jaan aanchal ki chanchal hawaaon mein honton pe geeton sa dhal ke aa baadal
baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum zindagi mein kyon meri aa kar goom ho gaye ho aise mujhko bhula kar main pyar tera dil mein saja kar baithi hoon kab se aas laga kar dukh mere dil ke honthon pe aaye o aane wale par tum to na aaye aawaz meri aa jaao sun ke todo na sapne haye mere nayan ke is baar tumse kisi bhi jatan se main raaz apne saare kah dungi man ke khamosh rah ke ye dard paaye o aane waale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum to na aaye
baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi baahar bhi tufaan andar bhi tufaan beech mein do tufaanon ke ye sheeshe ka makaan baahar bhi tufaan andar bhi tufaan beech mein do tufaanon ke ye sheeshe ka makaan aise dil dhadakta hai aise dil dhadakta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi ye deewaani shaam ye tufaani shaam aag barsti hain saawan mein paani ka hai naam ye deewaani shaam ye tufaani shaam aag barsti hain saawan mein paani ka hai naam bas kuchh bhi ho sakta hai bas kuchh bhi ho sakta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi tauba husn e yaar badle rang hazaar sharm kabhi aati hai aur kabhi aata hai pyaar tauba husn e yaar badle rang hazaar sharm kabhi aati hai
baadihoda balliyinda hoovu aralaballadhe baadihoda balliyinda hoovu aralaballadhe thanthi haridha veeneyindha naadha hariyaballadhe manasu kanda aseyella kanasinanthe karagithalla ullaasa innellidhe baadihoda balliyinda hoovu aralaballadhe hanatheyalli deepa uriye belakinalli baluve hanatheyalli deepa uriye belakinalli baluve dhareye hathi uriyuvaaga badhukalelli oduve dhareye hathi uriyuvaaga badhukalelli oduve thanthi haridha veeneyindha naadha hariyaballadhe manasu kanda aseyella kanasinamthe karagithalla ullaasa innellidhe baadihoda balliyinda hoovu aralaballadhe nirinalli dhoni muluge eeji dhadava seruve nirinalli dhoni muluge eeji dhadava seruve sulige dhoni silukidhaaga badhuki baralu saadhyave sulige dhoni silukidhaaga badhuki baralu saadhyave baala pagade atadhalli bariya kaayi ellaru nedesuvaaththa bere avana ichche yaaru ballaru
oooooo ho ho oooo ho ooo ho ooo ho oooo ho ooo ho ooo ho oooo ho ooo aashiq hoon main kaatil bhi hoon sabke dilon mein shaamil bhi hoon aashiq hoon main kaatil bhi hoon sabke dilon mein shaamil bhi hoon aashiq hoon main kaatil bhi hoon sabke dilon mein shaamil bhi hoon dil ko churaana neendein udaana dil ko churaana neendein udaana bas yehi mera kusoor waadon se apne mukarta nahin marne se main kabhi darta nahin aashiq hoon main kaatil bhi hoon sabke dilon mein shaamil bhi hoon dil ko churaana neendein udaana bas yehi mera kusoor waadon se apne mukarta nahin marne se main kabhi darta nahin chaaron taraf hai mere hi charche honthon pe hai bas mera naam rangon bhari subah meri masti mein doobi hai meri shaam jhoothi kahaani sacchi lage aawargi mujhe achchhi lage naghme sunaana sabko nachaana bas yehi mera kusoor waadon se apne mukarta nahin marne se main kabhi darta nahin hai ye mohabbat kamzori meri chaahat ki duniya pe mera raaj bas rab ke aage jhukta mera sar
baag lagaa doon sajni baag lagaa doon sajni tore nainan maani gehri tore nainan maani gehri sundar sughad saloni baag lagaa doon sajni baag lagaa doon sajni tum basant ho tum bahaar ho tum basant ho tum bahaar ho tum hi geet ho tum pukaar ho tum hi geet ho tum pukaar ho tum koyal tum kook hamaari tum koyal tum kook hamaari geet sunaa madhubayani baag lagaa doon sajni baag lagaa doon sajni rang barange phool khilenge rang barange phool khilenge ban ke panchhi gale milenge ban ke panchhi gale milenge dulhan ban kar kaliyaan hansti dulhan ban kar kaliyaan hansti dekh dekh mrignayani baag lagaa doon sajni baag lagaa doon sajni
baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara nahin aaya raah mein nazar bichhi behki behki aur bewajah ghadi ghadi ye dil ghabraaya haaye re kyun na aaya kyun na aaya kyun na aaya baithe hain hum tum armaan jagaaye seene mein lakhoon toofan chhupaye mat poochho mann ko kaise manaya baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara nahin aaya raah mein nazar bichhi behki behki aur bewajah ghadi ghadi ye dil ghabraaya haaye re kyun na aaya kyun na aaya kyun na aaya sapne jo aaye tadpa ke jaaye dil ki lagi ko lehka ke jaaye mushkil se humne har din bitaya baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara nahin aaya raah mein nazar bichhi behki behki aur bewajah ghadi ghadi ye dil ghabraaya haaye re kyun na aaya kyun na aaya kyun na aaya ik meethi agni mein jalta hai tan mann baat aur bigde barsa jo sawan bachpan gawa ke maine sab kuchh gawaya baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara
jogan bole jogiyaa jog laga le dulhan ke sang preet ka rog laga le jogan bole jogiyaa jog laga le dulhan ke sang preet ka rog laga le jogan bole jogiyaa jog laga le dulhan ke sang preet ka rog laga le baaga ma jab mor bole man ma chit chor bole baaga ma jab mor bole man ma chit chor bole o purvaiya behti hai aayega yaar mujhse kehti hai ooo hoooooooo baaga ma jab mor bole man ma chit chor bole o purvaiya behti hai aayega yaar mujhse kehti hai hoooooooo bas teri hi aas mujhko teri hi talaash mujhko saathi tu na jaane samjha ke main haar jaun meri koyi baat dil na maane dil na maane tu ye bata main kya karun jaaun kahaan jaaun choodi kangan haar bole paayal ki jhankaar bole o purvaiya behti hai aayega yaar mujhse kehti hai hoooooooo raaton ko khwaab mein aaye tu meri neend churaaye heyyy heyyyy bechaini meri badhaye tu mere hosh udaaye jaane jahaan tu hai kahaan ankhon ke saamne aaja is dil ka har taar bole dhadkan baar baar bole o purvaiya behti hai aayega yaar
deena naanu samasta loka ke gyaani neenu vichaarisalu matiheena naanu mahaamahima kaivalyapati neenu ena ballenu naanu neresujannamooruti neenu ninna samaanarunte devaa rakhisu namma anavarata devaa devaa devaa baagilanu teredu seveyanu kodo hariye baagilanu teredu seveyanu kodo hariye koogidaru dhvani kelalillave nerahariye baagilane teredu paramapadadolage vishadharana talpadalli nee sisisahita ksheeravaaridhiyoliraloo kariraaja kashtadali aadimoola endu kareyalaakshana bandu odagideyo narahariye baagilanu teredu kadukopadim khalanu khadgavane pididu ninnodya ellihanu endu nudiye dhridha bhakutiyali shishuvu bidade ninnanu bhajise sadagaradi stambhadindodede narahariye baagilane teredu yamasutana raanige akshayavasanavaanitte samayadali ajamilana porede samayaasamayavunte bhaktavatsala ninage kamalaaksha kaagineleyaadi keshavane baagilanu teredu seveyanu kodo hariye baagilanu teredu seveyanu kodo hariye koogidaru dhavani kelaillave narahariye baagilanu teredu
hey baagon ki tu raani hai aa uun aa uun ambuaa pe chhaayi jawaani hai aa uun aa uun sebon par aa gayi laali mehekne lage anaar ho baagon kaa tu raajkumaar aa uun aa uun hey tere liye hai inki bahaar aa uun aa uun o kaliyaan aayin shabaabon par phoolon pe aaya nikhaar heyyyy baagon ki tu raani hai aa uun aa uun hooo baagon kaa tu raajkumaar aa uun aa uun angoori belen aapas mein khelen mausam phalon ke mele ka chamke papeeta sone ke jaisa rang dekho albele ka dekho are re re dekho na jaamun si aankhen cheeku si baaten honth santare ke jaise tere badan ke aage chaman ko dekhun toh dekhun kaise phal dekho dil ko sambhalo na na na na hey buri nigaahen na daalo na na na na na mila hai abhi tumko mujhpe koi ikhtiyaar ai baagon ki tu raani hai aa uun aa uun hey baagon kaa tu raajkumaar aa uun aa uun phal saare pakk gaye kaante mehak gaye lachke daali daali kar le na chori koyi o gori kahaan hai inka maali o bolo o bolo are bolo bolo maali banega wahi jo inki kar paaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baa Hosh O Hawaas Main Deewana Night In London (1967) 04:00 12139
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:00   Song Number : 12139   

Baabul Ki Duaayein Leti Jaa Neel Kamal (1968) 04:21 20171
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 04:21   Song Number : 20171   

Baabul Mora Aavishkar (1973) 05:18 12612
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:18   Song Number : 12612   

Baabul Mora Street Singer (1938) 03:15 11224
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 11224   

Baache Mann Ke Sachhe Do Kaliyan (1968) 03:43 20182
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Neetu Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:43   Song Number : 20182   

Baad Muddat Ke Hum Tum Mile Kaash (1987) 06:25 37506
 
Poster of Kaash (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Dimple Kapadia
Duration : 06:25   Song Number : 37506   

Baad Muddat Ke Ye Jahan Ara (1964) 05:07 13402
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:07   Song Number : 13402   

Baad Muddat Unhen Jagjit Singh & Chitra Singh 05:28 17863
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:28   Song Number : 17863   

Baadal Yuva (2004) 05:21 18626
 
Poster of Yuva (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Esha Deol
Duration : 05:21   Song Number : 18626   

Baadal Ki Tarah Jhoom Ke Jagjit Singh 05:46 35959
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:46   Song Number : 35959   

Baadal Pe Chal Ke Aa Vijay (1988) 06:02 19155
 
Poster of Vijay (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Nida
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 06:02   Song Number : 19155   

Baadal To Aaye Dillagi (1978) 03:56 16426
 
Poster of Dillagi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:56   Song Number : 16426   

Baadal Yun Garajta Hai Betaab (1983) 05:43 20172
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Suny Deol
Duration : 05:43   Song Number : 20172   

Baadi Hoda Balliyinda Eradu Kanasu (1974) 04:11 39047
 
Poster of Eradu Kanasu (1974)
 
Category
Kannada
Year- 
1974
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
Rajan Nagendra
Singer- 
P B Sreenivas
On Screen Actors- 
Rajkumar
Duration : 04:11   Song Number : 39047   

Baadshah O Baadshah Baadshah (1999) 06:41 18718
 
Poster of Baadshah (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Chorus
Duration : 06:41   Song Number : 18718   

Baag Laga Dun Sajani Tansen (1943) 02:32 40708
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Music Director- 
Khemchand Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 02:32   Song Number : 40708   

Baag Mein Kali Khili Chand Aur Suraj (1965) 03:54 11837
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:54   Song Number : 11837   

Baaga Ma Jab Mor Bole Talaash (2003) 05:48 39956
 
Poster of Talaash (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 05:48   Song Number : 39956   

Baagilanu Theredhu Bhakta Kanakadasa (1960) 04:17 19892
 
Poster of Bhakta Kanakadasa (1960)
 
Category
Kannada
Year- 
1960
Lyricist
Kanaka Dass
Music Director- 
M Venkataraju
Singer- 
P B Sreenivas
Duration : 04:17   Song Number : 19892   

Baagon Ki Tu Raani Jaani Dost (1983) 04:50 38679
 
Poster of Jaani Dost (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 04:50   Song Number : 38679