Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne aaj se tumhen ye naam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan humne aaj se tumhen ye naam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan paigaam kaa kuchh jawaab do aise ho kyun chup chaap se aise ho kyun chup chaap se sharmaa rahe hain aaj hum kehte huye kuchh aap se kehte huye kuchh aap se humne aankhon ko jubaan kaa kaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan baaton hi baaton mein aap to karne lage humse pyaar bhi karne lage humse pyaar bhi tumne hi looti hai neend bhi tumne hi loota qaraar bhi tumne hi loota qaraar bhi aur chupke se humen ilzaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan bechain tumne kar diya iss dil ke har armaan ko iss dil ke har armaan ko ye naa kaho tum ye kaho iss dil ki har daastaan ko iss dil ki har daastaan ko pyaar ne bada haseen anjaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman
humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko chhod diya kyun pyaar ne tere chhod diya kyun pyaar ne tere dar dar bhatkaane ko pyaar tera paane ko humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko wo aansoo jo beh nahin paaye wo baaten jo keh nahin paaye wo aansoo jo beh nahin paaye wo baaten jo keh nahin paaye dil mein chhupaye phirte hain hum ghut ke mar jaane ko pyaar tera paane ko humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko uski rahe tu jiski ho li tujhko mubaraq pyaar ki doli uski rahe tu jiski ho li tujhko mubaraq pyaar ki doli baith gaye hum ghum ki chita par zinda jal jaane ko pyaar tera paane ko humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko
humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage jab nigaahein mili sharm aayi khul na paayi zabaan unke aage ek uljhi hui si tamanna dil me kuchh karwaten le rahi hain ek uljhi hui si tamanna dil me kuchh karwaten le rahi hain dil me kuchh karwaten le rahi hain unki baahon ka le le sahara itni himmat kahaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage hasraten aarzooyen umangen jaane kis raah par ja rahi thi hasraten aarzooyen umangen jaane kis raah par ja rahi thi jaane kis raah par ja rahi thi unko dekha to manzil samjh kar ruk gaya carvan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage dekh kar bezubaani humaari kaash wo jaan le baat dil ki dekh kar bezubaani humaari kaash wo jaan le baat dil ki kaash wo jaan le baat dil ki haath faila ke kuchh mangte hain apni tanhaiyaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage jab
humne dekha hai tumhen humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa lagta hai ke humdam mera waapas aaya mere jeevan pe muhaabat ka nasha sa chhaaya dil mein chalne laga phir husn ka roshan saaya humne dekha hai tumhen jaane kyun dil mera kadmon pe jhuke jaata hai koi bichhda hua saathi mujhe yaad aata hai ye milan pyaar bhara kisliye tadpaata hai humne dekha hai tumhen aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai jaise toofanon se baaraat nikal aayi hai dil mein rehti thi wo hi baat nikal aayi hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen
humne dekhi hai unn aankhon ki mehakti khushboo haath se chhoo ke isse rishton ka ilzaam naa do sirf ehsaas hai ye rooh se mehsoos karo pyaar ko pyaar hi rehne do koi naam na do humne dekhi hai unn aankhon ki mehakti khushboo haath se chhoo ke isse rishton ka ilzaam naa do humne dekhi hai pyaar koi bol nahin pyaar aawaaz nahin ek khamoshi hai sunti hai kaha karti hai naa ye bujhti hai naa rukti hai naa thaheri hai kahin noor ki boond hai sadiyon se baha karti hai sirf ehsaas hai ye rooh se mehsoos karo pyaar ko pyaar hi rehne do koi naam naa do humne dekhi hai unn aankhon ki mehakti khushboo haath se chhoo ke isse rishton ka ilzaam naa do humne dekhi hai muskurahat si khili rehti hai aankhon mein kahin aur palkon pe ujale se jhuke rehti hain honth kuchh kehte nahin kaanpate hothon pe magar kitne khamosh se afsaane ruke rehte hain sirf ehsaas hai ye rooh se mehsoos karo pyaar ko pyaar hi rehne do koi naam naa do humne dekhi hai unn aankhon ki mehakti khushboo haath
humne har ek galat kaam kiya hai ab aur ek galat kaam karenge apni wafa ko badnaam karenge humne har ek galat kaam kiya hai ab aur ek galat kaam karenge apni wafa ko badnaam karenge apni wafa ko badnaam karenge humne har ek galat kaam kiyaaaa hmm pyaar kiya dard liya humne dil pe buri chot khayi dilruba se bewafa se humne bhi seekh li bewafaayi apnon ko ab tak salaam kiya hai apnon ko ab tak salaam kiya hai gairon ko ab hum salaam karenge apni wafa ko badnaam karenge apni wafa ko badnaam karenge humne har ek galat kaam kiyaaaa hmm rang bhi hai roop bhi hai apni mehfil mein kiski kami hai saare gile bhool gaye aaj teri kasam khoob pee hai kaanton pe ab tak aaraam kiya hai kaanton pe ab tak aaraam kiya hai phoolon pe ab hum aaraam karenge apni wafa ko badnaam karenge apni wafa ko badnaam karenge humne har ek galat kaam kiyaaaa hmm tum hi nahin ek hasin hum hazaaron sanam dhundh lenge toote huye dil ke liye doosra koi ghum dhundh lenge humne tumhaara bahut naam kiya
humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne leke dil tumne kaha tha ki sambhaalenge isse kabhi machlega to seene se laga lenge isse leke dil tumne kaha tha ki sambhaalenge isse kabhi machlega to seene se laga lenge isse jaane kya maine kaha jaane kya tumne suna jaane kya maine kaha jaane kya tumne suna main karun pyaar bhala mujhko paagal na bana humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne apne dil se kabhi chaahat ka maza poochh to lo dil ne khayi thi kasam dil se zara poochh to lo apne dil se kabhi chaahat ka maza poochh to lo dil ne khayi thi kasam dil se zara poochh to lo mera dil kab hai mera wo to ja tujhse mila mera dil kab hai mera wo to ja tujhse mila dekh baatein na bana mere jee ko na jala humne jab dil tha diya koi vaada tha
humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi apne hi dil ke haathon barbaad ho gaye hum apne hi dil ke haathon barbaad ho gaye hum barbaad ho gaye hum kisse karen shikayat ab kiss ki de duhaayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi duniyaa banaane waale main tujhse poochhtaa hoon duniyaa banaane waale main tujhse poochhtaa hoon main tujhse poochhtaa hoon kya pyaar ka jahaan mein badla hai bewafaayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi humne jafa naa seekhi
humne jag ki ajab tasveer dekhi ek hansta hai dus rote hain ye prabhu ki adbhut prabhu ki adbhut jaagir dekhi ek hansta hai dus rote hain humein hanste mukhde chaar mile dukhiyaare chehare hazaar mile yahan sukh se sau guni peer dekhi ek hansta hai dus rote hain humne jag ki ajab tasveer dekhi ek hansta hai dus rote hain do ek sukhi yahaan laakhon mein do ek sukhi yahaan laakhon mein aansu hain karodon aankhon mein humne gin gin har taqdeer dekhi ek hansta hai dus rote hain humne jag ki ajab tasveer dekhi ek hansta hai dus rote hain kuchh bol prabhu ye kya maaya kuchh bol prabhu ye kya maaya tera khel samajh mein na aaya humne dekhe mehal re kutir dekhi ek hansta hai dus rote hain humne jag ki ajab tasveer dekhi ek hansta hai dus rote hain
humne jinke khaab sajaaye aaj wo mere saamne hain dil ki haalat haaye re haaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye duniya bhar ki khushiyaan aa gayin simat ke mere pehlu mein duniya bhar ki khushiyaan aa gayin simat ke mere pehlu mein kuchh hairaan aur kuchh sharmaaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye masti se makhboor nigaahein kaatil kaatil shokh ada masti se makhboor nigaahein kaatil kaatil shokh ada haaye ab to khuda hi dil ko bachaaye aaj wo mere saamne hain dil ki haalat haaye re haaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye do naina kuchh keh ke jhuke hain bhed bhari hain ye baatein do naina kuchh keh ke jhuke hain bhed bhari hain ye baatein kya samjhun main koi samjhaaye aaj wo mere saamne hain dil ki haalat haaye re haaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm oho oho oho haa haa haaa
humne jo dekhe sapne humne jo dekhe sapne sach ho gaye wo apne ooo mere saajnaa din aa gaye hain pyaar ke mere saajnaa din aa gaye qaraar ke humne jo dekhe sapne sach ho gaye wo apne ooo mere saajnaa aise hi sadaa sajj dhajj ke meri aankhon mein raho jawaan tum aise hi sadaa sajj dhajj ke meri aankhon mein raho jawaan tum main chhaya ban ke saath chalun main chhaya ban ke saath chalun mujhe le chalo jahaan tum humne jo dekhe sapne sach ho gaye wo apne ooo mere saajnaa hum janam janam ke saathi hain pooja hai preet humari hum janam janam ke saathi hain pooja hai preet humari iss janam bhi tumko paa hi liya iss janam bhi tumko paa hi liya main ho gayi tumhaari humne jo dekhe sapne sach ho gaye wo apne ooo mere saajnaa din aa gaye hain pyaar ke mere saajnaa din aa gaye qaraar ke humne jo dekhe sapne sach ho gaye wo apne ooo mere saajnaa
humne khamoshi se tumhein dil mein basaya hai humne khamoshi se tumhein dil mein basaya hai hona khabar ab kisi aur ko tumhen apna banaya hai humne khamoshi se tumhein dil mein basaya hai humne khamoshi se tumhein dil mein basaya hai dil ke dhadakne se dar mujhko lagta hai duniya na ye jaan jaye chahe jo koi to chehra chhupa le chahat magar chhup na paye dil ke dhadakne se dar mujhko lagta hai duniya na ye jaan jaye chahe jo koi to chehra chhupa le chahat magar chhup na paye apni mohabbat ko maine to dil mein kab se chhupaya hai humne khamoshi se tumhein dil mein basaya hai humne khamoshi se tumhein dil mein basaya hai palkon ki chilman mein is dil ki dhadkan mein tumko chhipa ke rakhunga khwabon ke daaman mein yaadon ke darpan mein tumko basa ke rakhunga palkon ki chilman mein is dil ki dhadkan mein tumko chhipa ke rakhunga khwabon ke daaman mein yaadon ke darpan mein tumko basa ke rakhunga mudke jahan jab bhi dekha sanam bas tumko hi paya hai humne khamoshi se
humne kya pyaar kiya pyaar ka badla na mila humne kya pyaar kiya pyaar ka badla na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila humne kya pyaar kiya humne chaaha tha ke is pyaar ko singaar mile humne chaaha tha ke is pyaar ko singaar mile teri baanhon ka mehekta hua ek haar mile pyaar hi pyaar ho aisa koi sansaar mile dukh bhari raat mili khushiyon ka sapna na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila humne kya pyaar kiya hum badhen jinki taraf deep woh bujh jaate hain hum badhen jinki taraf deep woh bujh jaate hain phool sehlaaye agar kaante se chubh jaate hain jinki chhaaon mein ruke paat wo jal jaate hain aisi taqdeer jo badle wo sitaara na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila haaye humne kya pyaar kiya
humne maana humpe saajan jobanva bharpur hai humne maana humpe saajan jobanva bharpur hai ee to mahima raam ki ee maan humra ka kasoor hai ee to mahima raam ki ee maan humra ka kasoor hai saal solva laaga humka ee to hum bhi jaanat hain humri bagiyaa mehke phoolwaa ye to hum bhi maanat hain chingari se aag bhaye hum sach ye baat zarur hai chingari se aag bhaye hum sach ye baat zarur hai ee to mahima raam ki ee maan humra ka kasoor hai ee to mahima raam ki ee maan humra ka kasoor hai daar ke kajra maar ke hilori hum jiss or nikal jaayen than jaayen hai deewanon mein chakku chhuriyaan chal jaayen saara sehar hai aashique humra humka bahot garoor hai saara sehar hai aashique humra humka bahot garoor hai ee to mahima raam ki ee maan humra ka kasoor hai ee to mahima raam ki ee maan humra ka kasoor hai pehle gauna karwaai le phir sun meethi batiyaan sabka thenga dikhlaayi ke raj dayi hai tohri sakhiyaan abahun paas naa aao humre abahun dilli door hai abhu paas naa aao
hoooooo humen bas ye pata hai wo bahut hi khubsoorat hai lifaafe ke liye lekin pate ki bhi zuroorat hai humne sanam ko khat likha humne sanam ko khat likha khat mein likha aye dilruba dil ki gali shehre wafaa humne sanam ko khat likha khat mein likha pahunche ye khat jaane kahaan jaane bane kya daastaan pahunche ye khat jaane kahaan jaane bane kya daastaan uss par rakeebon ka ye darr lag jaaye unn ke haath agar kitna bura anjaam ho dil muft mein badnaam ho aisa naa ho aisa naa ho apne khuda se raat din maanga kiye ye duaa humne sanam ko humne sanam ko khat likha khat mein likha aye dilruba dil ki gali shehre wafaa humne sanam ko khat likha khat mein likha peepal ka ye patta nahin kaagaz ka ye tukdaa nahin peepal ka ye patta nahin kaagaz ka ye tukdaa nahin iss dil ka ye armaan hai iss mein humaari jaan hai aisa gazab ho jaaye naa raste mein ye kho jaaye naa humne badi taqeed ki daala ise jab daak mein ye daak baabu se kaha humne sanam ko humne sanam ko khat likha
humne suna tha ek hai bhaarat sab mulkon se nek hai bhaarat lekin jab nazdeek se dekha soch samajh kar theek se dekha humne nakshe aur hi paaye badle huye sab taur hi paaye ek se ek ki baat juda hai dharm juda hai jaat juda hai aapne jo kuchh humko padhaaya wo to kahin bhi nazar na aaya jo kuchh maine tumko padhaaya usmein kuchh bhi jhooth nahin bhaasha se bhaasha na mile to iska matlab phoot nahin ek daali par reh kar jaise phool juda hai paat juda bura nahin gar yunhi watan mein dharam juda ho jaat juda apne watan mein wahi hai jab quraan ka kehna jo hai ved puraan ka kehna phir yeh shor sharaaba kyun hai itna khoon kharaaba kyun hai apne watan mein sadiyon tak is desh mein bachcho rahi hukoomat gairon ki abhi talak hum sab ke munh par dhool hai unke pairon ki ladwaao aur raaj karo ye un logon ki hikmat thi un logon ki chaal mein aana hum logon ki zillat thi ye jo bair hai ek dooje se ye jo phoot aur ranjish hai unhi videshi aakaaon ki sochi samjhi bakhshish hai
humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya iss dil ka kya karenge ye ab aap sochiye hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj kaise wafaa karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya jab dil se humne jod liya dil ka silsilaa jab dil se humne jod liya dil ka silsilaa aage hai kya naseeb mein jaane meri bala chhoda jawaab hi pe muhabbat ka faisala kya faisala karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya chaahat ka aitbaar hai kitna haseen khawaab chaahat ka aitbaar hai kitna haseen khawaab aise mein kaun maange kisi baat ka jawaab jab aap hi ke haath hai taqdeer ki kitaab kya kya likha karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya iss dil ka kya karenge ye ab aap sochiye hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj kaise wafaa karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya
humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa aankh churaayi thes lagayi dil bhi toone toda laakh chhudaya toone daaman humne saath na chhoda tere karam ko tere sitam ko tere karam ko tere sitam ko sehte rahe hum jitnaa kaun sahega itnaa kaun sahega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa tu hi tu hai inn aankhon mein aur nahin koi duja tujhko chaaha tujhko sarahaa aur tujhe hi pooja tere dar ko maan ke mandir tere dar ko maan ke mandir jhukte rahe hum jitnaa kaun jhukega itnaa kaun jhukega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa
humne tujhko pyaar kiya humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna roye bhi to dil hi dil mein mehfil mein muskaaye tujh se hi hum tera ye ghum barson rahe chhupaaye pyaar mein tere chup ke chup ke pyaar mein tere chup ke chup ke jalte rahen hum jitna kaun jalega itna kaun jalega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna pyaar pe mere naaz tumhen tha yaad karo woh nazara haath pe apne likh lete the jab tum naam hamara teri ada ke bholepan pe teri ada ke bholepan pe mitte rahe hum jitna kaun mitega itna kaun mitega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna
hmmmmm humne tumko dekha tumne humko dekha aise humne tumko dekha tumne humko dekha aise are humne tumko dekha tumne humko dekha aise hum tum sanam saaton janam milte rahen ho jaise hoooo humne tumko dekha tumne humko dekha aise hum tum sanam saaton janam milte rahen ho jaise aankhon ka reh reh ke milna mil ke jhuk jaana kar deti hai yahin adaayen dil ko deewanaaa aankhon ka reh reh ke milna mil ke jhuk jaana hoo kar deti hai yahin adaayen dil ko deewanaaa huaa yun saamna pada dil thaamnaa hooo huaa yun saamna pada dil thaamnaa hoooo humne tumko dekha tumne humko dekha aise hum tum sanam saaton janam milte rahen ho jaise hum tum sanam saaton janam milte rahen ho jaise baste baste bas jaayegi iss dil ki basti tab hi jeevan mein aayegi pyaar bhari masti baste baste bas jaayegi iss dil ki basti haaye tab hi jeevan mein aayegi pyaar bhari masti humaari daastaan kahegaa ye jahaan hooo humaari daastaan kahegaa ye jahaan hoooo humne tumko dekha tumne humko dekha aise hum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humne Aaj Se Tumhen Raja Saab (1969) 05:19 11892
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:19   Song Number : 11892   

Humne Apna Sab Kuchh Saraswatichandra (1968) 03:43 14149
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manish, Nutan
Duration : 03:43   Song Number : 14149   

Humne Chaha Magar Keh Na Paaye Umeed (1962) 04:33 36586
 
Poster of Umeed (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nanda
Duration : 04:33   Song Number : 36586   

Humne Dekha Hai Ji Chahta Hai (1964) 03:29 13436
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:29   Song Number : 13436   

Humne Dekhi Hai Khamoshi (1969) 03:47 13538
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sneh Lata, Waheeda Rehman
Duration : 03:47   Song Number : 13538   

Humne Har Ek Galat Kaam Kiya Hai Koi Jeeta Koi Haara (1976) 06:44 12078
 
Poster of Koi Jeeta Koi Haara (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Saira Banu
Duration : 06:44   Song Number : 12078   

Humne Jab Dil Tha Diya Chhoo Mantar (1956) 03:00 39826
 
Poster of Chhoo Mantar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:00   Song Number : 39826   

Humne Jafa Naa Seekhi Zindagi (1964) 03:22 15688
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 15688   

Humne Jag Ki Ajab Shankar Sita Ansuya (1965) 03:49 15647
 
Poster of Shankar Sita Ansuya (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Pt Shiv Ram
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Manhar Desai
Duration : 03:49   Song Number : 15647   

Humne Jinke Khaab Sajaaye Film Hi Film (1983) 04:23 40719
 
Poster of Film Hi Film (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:23   Song Number : 40719   

Humne Jo Dekhe Sapne Parivar (1967) 04:33 11891
 
Poster of Parivar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jeetendra, Nanda
Duration : 04:33   Song Number : 11891   

Humne Khamoshi Se Tumhein Majhdhaar (1996) 04:53 38065
 
Poster of Majhdhaar (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Rahul Roy
Duration : 04:53   Song Number : 38065   

Humne Kya Pyaar Kiya Naag Mohini (1963) 03:30 40552
 
Poster of Naag Mohini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 40552   

Humne Maana Humpe Dada (1978) 03:58 13018
 
Poster of Dada (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Mahendra
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Amzad Khan, Jeevan, Jayshree
Duration : 03:58   Song Number : 13018   

Humne Sanam Ko Shakti (1982) 05:33 14217
 
Poster of Shakti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Samita Patil
Duration : 05:33   Song Number : 14217   

Humne Suna Tha Ek Hai Bharat Didi (1959) 04:32 39862
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:32   Song Number : 39862   

Humne To Dil Ko Mere Sanam (1965) 05:14 11901
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Vishwajeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:14   Song Number : 11901   

Humne Tujhko (Female) Dulha Dulhan (1964) 03:42 13190
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:42   Song Number : 13190   

Humne Tujhko (Male) Dulha Dulhan (1964) 03:19 20566
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 20566   

Humne Tumko Dekha Khel Khel Mein (1975) 04:28 20516
 
Poster of Khel Khel Mein (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:28   Song Number : 20516