Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharaabi aankhen kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman yahi wo aankhen hain jinke moti chamak rahe hain samundaron mein aahhhhaaaaa yahi wo chehra hai poojte hain yahi wo chehra hai poojte hain jise pujari bhi mandiron mein hmmmm hmmm hmmm chaman mein karti hai roz shabnam kali kali se tumhari baaten kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman nazar ye kahti hai tumse milkar kabhi na tumse nazar hataun aahhhhaaaaa tumhari soorat hi samne ho tumhari soorat hi samne ho tumhi ko bas dekhta hi jaaun hmmmm hmmm hmmm yunhi guzarun main zindagi ke tamaam din aur tamaam raaten kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman
kahan tak hum uthaayen ghum jeeyen ab ya ki mar jaayen kahan tak hum uthaayen ghum jeeyen ab ya ki mar jaayen are zaalim muqaddar ye bata de hum kidhar jaayen are zaalim muqaddar ye bata de hum kidhar jaayen hum unka naam le kar kaat denge zindagi apni hum unka naam le kar kaat denge zindagi apni na wo aayen magar milne ka phir waada to kar jaayen na wo aayen magar milne ka phir waada to kar jaayen papihe se kaho gaaye na wo naghmen bahaaron ke papihe se kaho gaaye na wo naghmen bahaaron ke kaho gulshan ujad jaayen kaho kaliyaan bikhar jaayen kaho gulshan ujad jaayen kaho kaliyaan bikhar jaayen are zaalim muqaddar ye bata de hum kidhar jaayen kahan tak hum uthaayen ghum jeeyen ab ya ki mar jaayen
kahan tak jafa husn walon ki sahte kahan tak jafa husn walon ki sahte jawaani jo rehti to phir hum na rehte jawaani jo rehti to phir hum na rehte nashemann na jalta nishani to rehti nashemann na jalta nishani to rehti humara tha kya theek rehte na rehte humara tha kya theek rehte na rehte koi naqsh aur koi deewar samjha koi naqsh aur koi deewar samjha zamana hua humko chup rehte rehte zamana hua humko chup rehte rehte zamana bade shauk se sun raha tha aaaa aaa aaa aaaa aaa aa hum so gaye daastan kehte kehte hum so gaye daastan kehte kehte hum so gaye
kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kabhi sukh kabhi dukh yahi zindagi hai ye patjhad ka mausam ghadi do ghadi hai ye patjhad ka mausam ghadi do ghadi hai naye phool kal phir dagar mein khilenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge bhale tez kitna hawa ka ho jhonka magar apne mann mein tu rakh ye bharosa magar apne mann mein tu rakh ye bharosa jo bichhade safar mein tujhe phir milenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahe koi kuchh bhi magar sach yahi hai lehar pyaar ki jo kahin uth rahi hai lehar pyaar ki jo kahin uth rahi hai usse ek din to kinaare milenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge
insaan hanse ya roye jo hona hai so hoye insaan hanse ya roye jo hona hai so hoye kya hona hai kab hona hai likhne waala jane kahanii kahani kismat ki man hi man nadaan zamana samjhe ke tadbeer badi hai ye na soche kadam kadam par raste mein taqdeer khadi hai haar hai kiski jeet hai kiski likhne waala jane kahanii kahani kismat ki kabhi arsh hai kabhi farsh hai duniya ki ye reet purani kahin pe saragam kahin pe matam har ik shai hai aani jani kyun sukh dukh ke mausam badle likhne waala jane kahanii kahani kismat ki jeewan ke jitne din honge usmein ik din kam na hoga usmein ik din kam na hoga jisne raaz ye jaan liya hai phir usko koi ghum naa hoga phir usko koi ghum naa hoga kab tak laga rahe yeh mela likhne waala jane kahanii kahani kismat ki ooooo hote hote bhi anhoni baat koi aisi ho jaye manzil par raahi jab pahunche dekhe to manzil kho jaye abhi haqikat abhi hai sapna likhne waala jane kahanii kahani kismat ki hoo kahani kismat ki
kahaaniyaan sunaati hai pawan aati jaati kahaaniyaan sunaati hai pawan aati jaati ek tha diyaaaa ek baati ek tha diyaaaa ek baati kahaaniyaan sunaati hai pawan aati jaati bahot dinon ki hai ye baat badi suhaani thi wo raat diya aur baati mile mil ke jale ek saath bahot dinon ki hai ye baat badi suhaani thi wo raat diya aur baati mile mil ke jale ek saath ye chaand ye sitaare bane saare baraati ek tha diyaaaa ek baati ek tha diyaaaa ek baati uthayi donon ne kasam jale bhujhenge saath hum unhen khabar naa thi magar khushi ke saath bhi hain ghum uthayi donon ne kasam jale bhujhenge saath hum unhen khabar naa thi magar khushi ke saath bhi hain ghum milan ke saath saath hi judaayi bhi hai aati ek tha diyaaaa ek baati kahaaniyaan sunaati hai pawan aati jaati ek din gali gali aisi kuchh hawaa chali aaya ek jhonka de gaya jo dhoka jyot ko chura ke le gaya utha ke dil diye ka bhujh gaya ho gayi baati juda ho gayi baati juda phir bhi usne ye kaha jyot ko di ye duwaa tujhko
hmmm kaharba noy dadra bajao kaharba noy dadra bajao ulto palta marchho chati shoshikanto tumi dekhchhi asor take korbe mati kaharba noy dadra bajao ulto palta marchho chati shoshikanto tumi dekhchhi asor take korbe mati kaharba noy dadra bajao roshni bai er pa er payal roshni bai er pa er payal roshni bai er pa er payal roshni bai er pa er payal kolje take koruk ghayel amar paddo patay lagbe na daag kalanko paak jatoi ghati paddo patay lagbe na daag kalanko paak jatoi ghati ah shoshikanto tumi dekhchhi asor take korbe mati kaharba noy dadra bajao golap jal dao chhitiye golap phuler papri chharao bhulte je chai buker jala rakte neshar agun dharao golap jal dao chhitiye proti rater ei je asor proti rater ei je asor proti rater ei je asor ei to amar jibon basor amar ichhe kare shunne uthe megher upor diye hati ichhe kare shunne uthe megher upor diye hati ah shoshikanto tumi dekhchhi asor take korbe mati kaharba noy dadra bajao ulto palta marchho chati shoshikanto
kahe jhoom jhoom raat ye suhaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani sun ke jise dil mera dhadka sun ke jise dil mera dhadka laaj ke sar se aanchal sarka raat ne aisa jaadoo pheraa aur hi nikala rang sehar kaa kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani masti bhari ye khaamoshi masti bhari ye khaamoshi chup hoon khadi dekho main khoyi si dekh rahin hoon main ek sapna kuchh jaagi si kuchh soyi si kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani tann bhi tumhaara mann bhi tumhaara tann bhi tumhaara mann bhi tumhaara tum se hi baalam jag ujiyaara rom rom mera aaj manaaye chhute kabhi naa saath humaraa kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole
kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba sukhwa te sabhe kehu baate dukhwa bataawe wala keba kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba dege dege thes laagi jaaye kehu kenhu pathra ke dekhni jahaan ho dege dege thes laagi jaaye kehu kenhu pathra ke dekhni jahaan kekra pe kare kehu jag mein bharosa zehar bharal muskaan sapna ke diyawaa aaaa sapna ke diyawa dhuwanyir jyot jagaave waala ke ba kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba apna garaj pe ta jhuki aave duniya phir bani jaaye anjaan oo apna garaj pe ta jhuki aave duniya phir bani jaaye anjaan eehanwa ta je bhi mile roopwa badali ke kathin bhayil pehichaan hahrela akhiyaaaan hahrela akhiyaan piyaasal hiyawa judaave waala keba kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba sukhwa te sabhe kehu baate dukhwa bataawe wala keba o kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba aapan kahaave waala keba aapan kahaave waala keba
kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa yauwan ritu sajan jaa ke naa aaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaage naa soyaa singaar soyaa singaar jhanan jhan jhanan neet naa bulaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet barase naa neet neet bar barase naa neet neet bar barase naa neet neet barase naa ras ki fuhaar ras ki fuhaar sapan jal gagan neet naa lutaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa
kahe tose sajna kahe tose sajna ye tohri sajaniya pag pag liye jaun tohri balaiyan main pag pag liye jaun tohri balaiyan magan apne dhun mein rahe more saiyan pag pag liye jaun tohri balaiyan pag pag liye jaun tohri balaiyan badariya si barsu ghata ban ke chhaun badariya si barsu hooo badariya si barsu ghata ban ke chhaun jeeya to ye chaahe tohe ang lagaun laaj nigodi mori roke hai paiyan pag pag liye jaun tohri balaiyan main pag pag liye jaun tohri balaiyan main jag ki koi reet na jaanun main jag ki koi hooo main jag ki koi reet na jaanun maang ka tohe sindoor maanu tu hi chudiyan mori tu hi kalaiyan pag pag liye jaun tohri balaiyan main pag pag liye jaun tohri balaiyan mohe laage pyaare sabhi rang tihaare mohe laage pyaare hooo mohe laage pyaare sabhi rang tihaare dukh sukh mein har pal rahun sang piya re dardwa ko baante umar larkaiyan hooo pag pag liye jaun tohri balaiyan kahe tose sajna ye tohri sajaniya pag pag liye jaun tohri balaiyan main pag pag liye jaun
kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi devlachya daramadhye devlachya daramadhye bhakti tolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi majhya antraat gandh kalpkusumancha daate majhya antraat gandh kalpkusumancha daate pan pakali tayachi pan pakali tayachi kadhi fulnaar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi nakshtranchya gavatale mala gavasale gooj nakshtranchya gavatale mala gavasale gooj pari akshrancha sang pari akshrancha sang tyala milnaar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi megh jambhala ekala rahe nabhachya kadela megh jambhala ekala rahe nabhachya kadela tyache rahasya konala tyache rahasya konala kadhi kalnaar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi dur bandraat ubhe ek galbat ruperi dur bandraat ubhe ek galbat ruperi tyacha
kahin aisa na ho daaman jala lo kahin aisa na ho daaman jala lo humare aansuon par khaak daalo manaana hi zuroori hai to phir tum manaana hi zuroori hai to phir tum humen sabse khafaa ho kar mana lo humen sabse khafaa ho kar mana lo humen sabse khafaa ho kar mana lo bahot royi huyi lagti hain aankhen bahot royi huyi lagti hain aankhen meri khaatir zara kaajal laga lo meri khaatir zara kaajal laga lo meri khaatir zara kaajal laga lo akelepan se khauff aata hai mujhko akelepan se khauff aata hai mujhko kahaan ho aye mere khaabon khayaalo kahaan ho aye mere khaabon khayaalo kahaan ho aye mere khaabon khayaalo bahot mayoos baitha hoon main tumse bahot mayoos baitha hoon main tumse kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kahin aisa na ho daaman jala lo kahin aisa na ho daaman jala lo humare aansuon par khaak daalo kahin aisa na ho daaman jala lo
kahin aisa na ho tum ajnabee rahon mein kho jaao mere saathi meri aawaz ke peechhe chale aao chale aao chaleeeee aaooo kahin aisa na ho tum ajnabee rahon mein kho jaao mere saathi meri aawaz ke peechhe chale aao chale aao chaleeeee aaooo pareshaan zindagi ko aas ka saahil nazar aaye mujhe phir pyaar ki khoyi huyi manzil nazar aaye hawaaon mein zara tum reshami aanchal to lehraao mere saathi meri aawaz ke peechhe chale aao chale aao chaleeeee aaooo naa jaane kitni baar aaya gaya mausam bahaaron ka magar ab tak nahin badla muqaddar beqararon ka sabhi ghum door ho jaayen jo tum ik baar mil jaao mere saathi meri aawaz ke peechhe chale aao chale aao chaleeeee aaooo kahin aisa na ho tum ajnabee rahon mein kho jaao mere saathi meri aawaz ke peechhe chale aao chale aao chaleeeee aaooo
hmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm kahin be khayal ho kar yunhi chhoo liya kisi ne kahin be khayal ho kar yunhi chhoo liya kisi ne kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar mere dil mein kaun hai tu ke hua jahan andhera mere dil mein kaun hai tu ke hua jahan andhera wahin sau diye jaalaye tere rukh ki chandani ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar kabhi us pari ka koocha kabhi is hansi ki mehfil kabhi us pari ka koocha kabhi is hansi ki mehfil mujhe dar badar phiraya mere dil ki saadagi ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar hai bhala sa naam uska main abhi se kya bataaoon hai bhala sa naam uska main abhi se kya bataaoon kiya beqaraar aksar mujhe ek aadmi ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar are mujh se naaz waalon yeh naya chaman diya kyun are mujh se naaz waalon yeh naya chaman diya kyun hai yahin karam
kahin chaand raahon mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya tujhe bhool jaane ki koshishen kabhi kaamyaab naa ho saki tujhe bhool jaane ki koshishen kabhi kaamyaab naa ho saki teri yaad shaakh e gulaab hai jo hawa chali to lachak gayi teri yaad shaakh e gulaab hai jo hawa chali to lachak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya meri daastaan ka urooz tha teri narm palkon ki chhaanv mein meri daastaan ka urooz tha teri narm palkon ki chhaanv mein mere saath tha tujhe jaagna teri aankh kaise jhapak gayi mere saath tha tujhe jaagna teri aankh kaise jhapak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya koi dard
oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho kahin deep jalle kahin dil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera dil hai teri mehfil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon piya der na kar aa mil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke kai roop mein hain qaatil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho
kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye mere khayaalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaye deep jalaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi machal ke pyaar se chalke chhuye koi mujhe par nazar na aaye nazar na aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate hai meethi uljhan bairee apna man apna hi ho ke sahe dard paraye dard paraye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye dil jaane mere saare bhed ye gehre kho gaye kaise mere sapne
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
kahin door kahin door mujhe jana hai kahin door koi mere saath chale na chale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile par jana hai jarur kahin door kahin door jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile ooo ooo ooo ye chaand sitaare ye chaand sitaare laage pyare pyare jee chaahta hai inko chhoo loon banke badariya ud ud jaun neel gagan ki god main jhoolun pichhe chhod ke kahan main to chali hoon waha jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile ooo ooo ooo chahe ye duniya chahe ye duniya roke meri rahen phir bhi main na rukne paun har mushkil ko gale se laga kar aage aage badhti jaun meri manzil wahi mera dil bhi wahi jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile par jana hai zarur kahin door kahin door jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kahan Se Layi Ho Janeman Dil Aur Mohabbat (1968) 04:56 36862
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Duration : 04:56   Song Number : 36862   

Kahan Tak Hum Uthayen Ghum Arzoo (1950) 03:17 16204
 
Poster of Arzoo (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:17   Song Number : 16204   

Kahan Tak Jafa Husn Walon Ki Tohfa (1947) 03:21 19112
 
Poster of Tohfa (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Saqib Lakhnavi
Music Director- 
M A Raoof
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rahman
Duration : 03:21   Song Number : 19112   

Kahan Tak Ye Mann Ko Andhere Baton Baton Mein (1979) 03:41 20715
 
Poster of Baton Baton Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Tina Munim
Duration : 03:41   Song Number : 20715   

Kahani Kismat Ki Kahani Kismat Ki (1973) 05:27 36633
 
Poster of Kahani Kismat Ki (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rekha, Dharmendra
Duration : 05:27   Song Number : 36633   

Kahaniyan Sunati Rajput (1982) 05:19 14054
 
Poster of Rajput (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:19   Song Number : 14054   

Kaharba Noi Dadra Bajao Manna Dey 04:05 14942
 
Poster of Manna Dey
 
Singer- 
Manna Deyy
Duration : 04:05   Song Number : 14942   

Kahe Jhoom Jhoom Raat Love Marriage (1959) 04:25 11967
 
Poster of Love Marriage (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 11967   

Kahe Ke Ta Sab Kehu Aapan Ganga Kinare Mora Gaon (1983) 04:02 39624
 
Poster of Ganga Kinare Mora Gaon (1983)
 
Category
Bhojpuri
Year- 
1983
Lyricist
Laxman Shahabadi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 04:02   Song Number : 39624   

Kahe Tarasaye Jiyara Chitralekha (1964) 03:32 13003
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Kalavati
Duration : 03:32   Song Number : 13003   

Kahe Tose Sajna Maine Pyar Kiya (1989) 05:52 13664
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Sharda Sinha
On Screen Actors- 
Salman Khan, Bhagya Shri
Duration : 05:52   Song Number : 13664   

Kahi Bolayaache Aahe Shridhar Phadke 06:49 36118
 
Poster of Shridhar Phadke
 
Category
Marathi
Duration : 06:49   Song Number : 36118   

Kahin Aisa Na Ho Jagjit Singh 05:31 18835
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:31   Song Number : 18835   

Kahin Aisa Na Ho Milap (1972) 04:26 13744
 
Poster of Milap (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 13744   

Kahin Be Khayal Ho Kar Teen Devian (1965) 06:34 14335
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:34   Song Number : 14335   

Kahin Chaand Raahon Mein Talat Aziz 07:13 16006
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 07:13   Song Number : 16006   

Kahin Deep Jale Kahin Dil Bees Saal Baad (1962) 05:48 12145
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:48   Song Number : 12145   

Kahin Door Jab Din Anand (1970) 05:49 20720
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:49   Song Number : 20720   

Kahin Door Jab Din Dhal Jaaye Jagjit Singh 06:33 40148
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:33   Song Number : 40148   

Kahin Door Mujhe Jana Hai Do Anjaane (1976) 04:40 32080
 
Poster of Do Anjaane (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 04:40   Song Number : 32080