Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke piya kehne lage gori humen tarsaao naa piya kehne lage gori humen tarsaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke
oooo oooo oooo koi din gar zindagani aur hai koi din gar zindagani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindagani aur hai baarha dekhi hain unki ranjishen baarha dekhi hain unki ranjishen par kuchh abke sargirani aur hai koi din gar zindagani aur hai deke khat munh dekhta hai naamabar deke khat munh dekhta hai naamabar kuchh to paigame jubani aur hai koi din gar zindagani aur hai ho chuki ghalib balaye sab tamam ho chuki ghalib balaye sab tamam ek marge nagahani aur hai koi din gar zindagani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindagani aur hai koi din gar zindagani aur hai oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo
koi din gar zindgani aur hai koi din gar zindgani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindgani aur hai aatish e do jhakh mein ye garmi kahaan aatish e do jhakh mein ye garmi kahaan soz e ghum haaye ne haani aur hai soz e ghum haaye ne haani aur hai baarhaa dekhi hain unki ranjishen baarhaa dekhi hain unki ranjishen par kuchh ab ke sargarani aur hai par kuchh ab ke sargarani aur hai de ke khat munh dekhta hai naamabar de ke khat munh dekhta hai naamabar kuchh to paigaam e zubani aur hai kuchh to paigaam e zubani aur hai ho chuki ghalib balaayen sab tamaam ho chuki ghalib balaayen sab tamaam ek marg e naa gahaani aur hai ek marg e naa gahaani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindgani aur hai
jeeya bhujha bhujha naina thake thake peeya dheere dheere chale aao chale aao chale aao koi door se aawaaz de chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai saajan itnaa to naa tadpaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke birhan ko ab yun naa tarsaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao chale aao
koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai tera sehar kitna ajeeb hai koi dost hai na raqeeb hai wo jo ishq tha wo junoon tha wo jo ishq tha wo junoon tha ye jo hijr hai ye naseeb hai ye jo hijr hai ye naseeb hai ye jo hijr hai ye naseeb hai koi dost hai na raqeeb hai yahaan kis ka chehraa padha karun yahaan kis ka chehraa padha karun yahaan kaun itna kareeb hai yahaan kaun itna kareeb hai yahaan kaun itna kareeb hai tera sehar kitna ajeeb hai main kise kahun mere saath chal main kise kahun mere saath chal yahaan sab ke sar pe saleeb hai yahaan sab ke sar pe saleeb hai yahaan sab ke sar pe saleeb hai koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai tera sehar kitna ajeeb hai koi dost hai na raqeeb hai
koi gaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata sanskriti ke vistrit sagar par sapnon ki nouka ke under sukh dukh ki lehron par uth gir behtaa jaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata ankhon mein bhar kar pyaar amar aashish hatheli mein bhar kar koi mera sir godi mein rakh sehlaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata mere jeewan ka khaara jal mere jeewan ka haala hal mere jeewan ka khaara jal mere jeewan ka haala hal koi apne swar mein madhumey kar barsaata main so jaata koi gaata
koi gesu koi aanchal humein aawaaz na de ab kisi aankh ka kajal humein aawaaz na de hum hain khamosh to khamosh hi rehne do humein koi aahat koi halchal humein aawaaz na de hum ne tanhai ko mehboob bana rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai phir pukara hai mohabat ne humein kya keeje di sada husn ki jannat ne humein kya keeje jis ke saye se bhi aksar humein dar lagta tha chhoo liya phir usi hasrat ne humein kya keeje hum ne jazbaat se daman ko bacha rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai raas aaye na kabhi pyaar ke halaat humein dil ke is khel mein har baar huyi maat humein kya karenge kahan jayenge kidhar jayenge de gayi jab bhi daga gar yeh mulakaat hamein bas isi soch ne deewana bana rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai
koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai tetion se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do teen ho jaati hai haathon mein chabuk honthon pe gaaliyaan haathon mein chabuk honthon pe gaaliyaan badi nakhre waaliyaan hoti hai taange waaliyaan koi taange waali jab ruth jaati hai to hai to hai to aur namkeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai zulfon mein chhaiyaan mukhde pe dhoop hai zulfon mein chhaiyaan mukhde pe dhoop hai bada mazedaar goriye ye tera rang roop hai dor se patang jab toot jaati hai to hai to hai to rutt rangeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai tetion se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai
koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna aankhon mein neend na hoti aansoon hi tairate rehte khaabon mein jaagte hum raat bhar aankhon mein neend na hoti aansoon hi tairate rehte khaabon mein jaagte hum raat bhar koi to ghum apnaata koi to saathi hota koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna bhoola hua koi waada beetee huyi kuchh yaaden tanahaee doharaati hai raat bhar koi dilaasa hota koi to apna hota koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna
hey hey hey hey ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm hmm hmm koi humdum na raha koi sahara na raha hum kisi ke na rahe koi humara na raha koi humdum na raha koi sahara na raha shaam tanhaayi ki hai aayegi manzil kaise shaam tanhaayi ki hai aayegi manzil kaise jo mujhe raah dikhaaye wohi taara na raha koi humdum na raha koi sahara na raha aye nazaaron na hanso mil na sakoonga tumse aye nazaaron na hanso mil na sakoonga tumse wo mere ho na sake main bhi tumhara na raha koi humdum na raha koi sahara na raha kya bataaun main kahaan yunhin chala jaata hoon kya bataaun main kahaan yunhin chala jaata hoon jo mujhe phir se bulaa le wo ishaara naa raha koi humdum na raha koi sahara na raha hum kisi ke na rahe koi humara na raha
koi jaane koi na jaane ye parwane hote hain deewane koi jaane koi na jaane ye parwane hote hain deewane dekho ye do parwane hain dono hi deewane jab se mili hain aankhen hosh hain dono hi ke gum kaisa khumar hai allah allah kaisa ye pyaar hai allah allah dekho ye do parwane hain dono hi deewane jab se mili hain aankhen hosh hain dono hi ke gum kaisa khumar hai allah allah kaisa ye pyaar hai allah allah duniya ko humne bhulaaya jo tumko hai paaya pyaar ka naazuk dhaaga humein kahan le aaya pyaar ka naazuk dhaaga humein kahan le aaya lekin suno to duniya mein ye kya afsaane hain kehte hain duniya waale ke hum deewane hain kehte hain duniya waale ke hum deewane hain dil ki baatein ye dil hi jaane kab samjhi hain ye baatein duniya ne to phir mashhoor hai jo humko manzoor hai wo jab se mili hain aankhen hosh hain dono hi ke gum kaisa iqraar hai allah allah kaisa ye pyaar hai allah allah aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa ma pa pa pa ma ma ma ga ra ga ma ga
hooo koi jaaye to le aaye meri lakh duwayen paaye koi jaaye to le aaye meri lakh duwayen paaye main to piya ki gali main to piya ki gali jiyaa bhool aayi re koi jaaye to le aaye meri lakh duwayen paaye main to piya ki gali main to piya ki gali jiyaa bhool aayii re koi jaaye to le aaye meri lakh duwayen paaye mil jaaye dil mera dil se poochhoongi keh de mere dil tu kis pe marta hai dil gayab hai mera dekho lekin re kuchh kuchh dhak dhak dhak dhak dhak dhak karta hai dil mera paheli hai sone ki haveli hai dil jab se hua hai gum meri jaan akeli hai socha tha rakh loongi main dil se badal kar dil ab jaan kahaan gum hai seene se nikal kar dil oh main to rehti hoon main to rehti hoon haaye ghabaraai re koi jaaye to le aaye meri lakh duwayen paaye main to piya ki gali main to piya ki gali jiyaa bhool aayi re koi jaaye to le aaye meri lakh duwayen paaye hooooooo rang rang rang rang rang rang rang rang rang rang ra ra ra tarm ra ran ran ran ran ran aaa aaaaa aaa aaa aaaaaaa
koi jab tumhara hriday tod de tadapta hua jab koi chhod de tab tum mere paas aana priye mera dar khula hai khula hee rahega tumhare liye koi jab tumhara hriday tod de abhi tumko meri zuroorat nahin bahut chahne waale mil jaayenge abhi roop ka ek sagar ho tum kanwal jitne chaahogi khil jaayenge darpan tumhe jab darane lage jawani bhi daaman chhudane lage tab tum mere paas aana priye mera sar jhuka hai jhuka hi rahega tumhare liye koi jab tumhara hriday tod de tadapta hua jab koi chhod de koi shart hoti nahin pyaar mein magar pyaar sharton pe tumne kiya nazar mein sitaare jo chamke zara bujhane lagin aarti ka diya jab apni nazar mein hi girne lago andheron mein apne hi ghirne lago tab tum mere paas aana priye ye deepak jala hai jala hi rahega tumhare liye koi jab tumhara hriday tod de tadapta hua jab koi chhod de
ooooo oooo aaaaa aaa aaa aaha koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde ab jalta hai jale zamaana banaaye fasana nahin ghabraayenge hum dil ka sauda kiya hai khushi se daren kyun kisi se ke hum to abhi se hain thaame jigar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde kyun na raahon mein kaliyaan bichaa den jahaan ko dikha den mohabbat ki jaadugari aaj dil ko zubaan mil gayi hai kali khil gayi hai ye duniya nayi hai jo karna tha kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde ab ye darr hai hanse na zamaana bane na fasaana nighahon ke ikraar ka ye mohabbat kahin
koi keh de zara zamane se koi keh de zara zamane se ishq chhupta nahin chhupane se koi keh de zara zamane se chand si shakal phir dikha jaao chand si shakal phir dikha jaao tumko dekha nahin zamane se tumko dekha nahin zamane se ishq chhupta nahin chhupane se koi keh de zara zamane se aap ka ghar hai aaya jaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo pyaar badhta hai aane jane se pyaar badhta hai aane jane se ishq chhupta nahin chhupane se koi keh de zara zamane se hai ye hasrat ki akhari hasrat hai ye hasrat ki akhari hasrat milne aao kisi bahane se milne aao kisi bahane se ishq chhupta nahi chhupane se koi keh de zara zamane se koi keh de zara zamane se
tasveer e yaar dil se mitaayi naa gayi aansuon se aag ye bhujhaayi naa gayi aas ban ke saans mein atki hai unki yaad laakh chaaha bhulna bhulaayi naa gayi koi kisi kaa deewana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane ho teer e nazar kaa nishaana naa bane nishaana naa bane deewana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane aag lage aisi aag ko haaye jiss ke dekhe se koi jal jaaye aag lage aisi aag ko haaye jiss ke dekhe se koi jal jaaye aisi shamma ka parwaana naa bane aisi shamma ka parwaana naa bane ho teer e nazar kaa nishaana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane deewana naa bane deewana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane dil lagaane ko samjh ke ek dillagi unke haathon de di apni zindagi dil lagaane ko samjh ke ek dillagi unke haathon de di apni zindagi duniyaa ke hasne kaa bahaana naa bane duniyaa ke hasne kaa bahaana naa bane ho teer e nazar kaa nishaana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane deewana naa bane deewana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane
koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai mushkil iss naadan ko samjhaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai dil ki bezubaaniyaa kuchh aur hoti hain dil ki bezubaaniyaa kuchh aur hoti hain aankhon mein kahaaniyaan kuchh aur hoti hain honthon pe kuchh aur hi afsaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai toofan kya hota hai saahil kis ko kehte hain toofan kya hota hai saahil kis ko kehte hain tanhaayi kya hai aur mehfil kis ko kehte hain wo inn saari baaton se begaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai aise insaan ki kismat mein pyaar nahin hota aise insaan ki kismat mein pyaar nahin hota uske seene mein dil hi dildaar nahin hota toota sa ek sheeshe ka paimaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai
koi koi raat aisi hoti hai koi koi raat aisi hoti hai jis mein koi baat aisi hoti hai jo dil se zubaan tak laayi na jaaye jo dil se zubaan tak laayi na jaaye aankhon se chhupaayi bhi na jaaye koi koi raat aisi hoti hai jis mein koi baat aisi hoti hai roshni diye ki bhi bairi lage bairi lage bairi lage chanda ki chaandni bhi zehri lage zehri lage zehri lage tej bhi hai kaliyon se mehki huyi nainon mein nindiya hai behki huyi aur aane waala aake bhi na aaye koi koi raat aisi hoti hai jis mein koi baat aisi hoti hai bekhudi dheere dheere laayi wahaan laayi wahaan laayi wahaan bekaraari mein bhi maza aaye jahaan aaye jahaan aaye jahaan aanchal bhi sar se dhalakne laga umangon ka saagar chhalakne laga koi palkon ko aake jhukaaye koi koi raat aisi hoti hai jisme koi baat aisi hoti hai jo dil se zubaan tak laayi na jaaye jo dil se zubaan tak laayi na jaaye aankhon se chhupaayi bhi na jaaye koi koi raat aisi hoti hai jis mein koi baat aisi hoti hai
koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane begaane lage apne aur apne lage begaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane kya hai milna kya bichhadna khel sab taqdeer ke ek hoke kyun hain lagte rang do tasveer ke waqt badle badle chehre kab ho kya kisko pata ye hi duniyaan ki reet hai koi maane ya na maane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane muskurahat ki lehar mein aansuon ki pyaas hai door dil se dil ki dhadkan phir bhi aas paas hai kya wafaa kya bewafaayi raaz ye jaane hain hum koi karta nahin jaan ke hoti hai khata anjaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane begaane lage apne aur apne lage begaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane
koi laakh kare chaturayi karam kaa lekh mite na re bhai karam kaa lekh mite na re bhai zara samjho is ki sachchayi re karam kaa lekh mite na re bhai iss duniyaan mein bhagya ke aage chale na kisi ka upaaye kaagaz ho to sab koi baanche karam na baancha jaaye ek din isi kismat ke kaaran van ko gaye the raghurayi re karam kaa lekh mite na re bhai koi laakh kare chaturayi karam kaa lekh mite na re bhai karam kaa lekh mite na re bhai kaahe manwa dheeraj khota kaahe tu naahak roye apna socha kabhi nahin hota bhagya kare so hoye chahe ho raja chahe bhikari thokar sabhi ne yahan khaayi re karam kaa lekh mite na re bhai koi laakh kare chaturayi karam kaa lekh mite na re bhai karam kaa lekh mite na re bhai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Koi Dil Mein Samaaya Kamal Ke Phool (1950) 02:22 13512
 
Poster of Kamal Ke Phool (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:22   Song Number : 13512   

Koi Din Gar Zindagani Vinod Sehgal 03:20 37307
 
Poster of Vinod Sehgal
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Galib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Vinod Sehgal
Duration : 03:20   Song Number : 37307   

Koi Din Gar Zindgani Aur Hai Talat Mahmood 03:39 16022
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:39   Song Number : 16022   

Koi Door Se Aawaaz De Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 03:44 15735
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:44   Song Number : 15735   

Koi Dost Hai Na Raqeeb Jagjit Singh 04:28 11448
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:28   Song Number : 11448   

Koi Gaata Main So Jaata Alaap (1977) 03:33 12630
 
Poster of Alaap (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha, Sanjeev Kumar
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 12630   

Koi Gesu Koi Aanchal Jagjit Singh 03:47 36963
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:47   Song Number : 36963   

Koi Haseena Sholay (1975) 03:59 18047
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 18047   

Koi Hota Jis Ko Apna Mere Apne (1971) 03:30 20790
 
Poster of Mere Apne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 03:30   Song Number : 20790   

Koi Humdam Na Raha Jhumroo (1961) 04:33 20791
 
Poster of Jhumroo (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:33   Song Number : 20791   

Koi Jaane Koi Na Jaane Aur Pyar Ho Gaya (1997) 05:33 20729
 
Poster of Aur Pyar Ho Gaya (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
On Screen Actors- 
Aishwarya Rai Bachchan, Bobby Deol
Duration : 05:33   Song Number : 20729   

Koi Jaaye To Le Aaye Ghatak (1996) 06:42 19193
 
Poster of Ghatak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Mamta Kulkarni, Ganesh Acharya, Others
Duration : 06:42   Song Number : 19193   

Koi Jab Tumhara Hriday Tod De Purab Aur Pachhim (1970) 03:35 20792
 
Poster of Purab Aur Pachhim (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sayra Banu
Duration : 03:35   Song Number : 20792   

Koi Kahde Kahde Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 05:33 32064
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Azeez Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 05:33   Song Number : 32064   

Koi Keh De Zara Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:12 32019
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:12   Song Number : 32019   

Koi Kisi Ka Deewana Sargam (1950) 04:13 14151
 
Poster of Sargam (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
P L Santoshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana
Duration : 04:13   Song Number : 14151   

Koi Koi Aadmi Deewana Hota Hai Sweetheart (1971) (Unreleased) 03:31 16327
 
Poster of Sweetheart (1971) (Unreleased)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 03:31   Song Number : 16327   

Koi Koi Raat Aisi Hoti Hai Banarsi Babu (1973) 04:25 40065
 
Poster of Banarsi Babu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Rakhi
Duration : 04:25   Song Number : 40065   

Koi Kya Pehchaane Saajan Ki Baahon Mein (1995) 04:46 38731
 
Poster of Saajan Ki Baahon Mein (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Rishi Kapoor
Duration : 04:46   Song Number : 38731   

Koi Laakh Kare Chaturayi Chandi Puja (1957) 03:10 15649
 
Poster of Chandi Puja (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Ajeet Merchant
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Malay Sarkaar
Duration : 03:10   Song Number : 15649