Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oooo ho ooooo mujhko hai tujh se pyaar kyun pyaar kyun mujhko hai tujh se pyaar kyun mujhko hai tujh se pyaar kyun ye na bata sakungi main ye na bata sakungi main mujhko hai tujh se pyaar kyun pyaar kyun itni kathor preet kyun preet ki hai ye reet kyun itni kathor preet kyun teri hamesha jeet kyun teri hamesha jeet kyun meri hamesha haar kyun ye na bata sakungi main ye na bata sakungi main mujhko hai tujh se pyaar kyun pyaar kyun mahki huyi hawa bhi hai bahki huyi ghata bhi hai mahki huyi hawa bhi hai bahki huyi ghata bhi hai aise mein haaye dil mera aa aaa aaa aise mein haaye dil mera dhadke hai baar baar kyun ye na bata sakungi main ye na bata sakungi main mujhko hai tujh se pyaar kyun pyaar kyun pyaar kyun pyaar kyun
mujhko is raat ki tanhaayi mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jis ki aawaaz rula de mujhe woh saaz na do woh saaz na do aawaaz na do roshni ho na saki dil bhi jalaya maine tum ko bhoola bhi nahin laakh bhulaya maine main pareshan hoon mujhe aur pareshan na karo aawaaz na do iss kadar jaldi kiya mujh se kanara tumne koi bhatkega akela ye na socha tumne chhup gaye ho to mujhe yaad bhi aaya na karo aawaaz na do mujhko is raat ki tanhaayi mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jis ki aawaaz rula de mujhe woh saaz na do woh saaz na do aawaaz na do
mujhko is raat ki tanhaai mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jiski aawaaz rulaa de mujhe wo saaz na do wo saaz na do aawaaz na do maine ab tumse na milne ki kasam khaayi hai kya khabar tumko meri jaan pe ban aayi hai main bahak jaaun kasam khaake tum aisaa na karo aawaaz na do mujhko is raat ki tanhaai mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do dil mera doob gaya aas meri toot gayi mere haathon hi se patvaar meri chhoot gayi ab main tufaan mein hoon saahil se ishaara na karo aawaaz na do mujhko is raat ki tanhaai mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jiski aawaaz rulaa de mujhe wo saaz na do wo saaz na do aawaaz na do
husn ko chaand jawaani ko kanwal kehte hain koi soorat nazar aaye to ghazal kehte hain ho tirsa triya triya triya triya triyana haaye mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi hoye mil gayi mil gayi ho mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi gulshan ke angin phoolon mein phool sa ye albela chehra duniyaa bhar ke hanseen chehron mein sabse alag akela chehra sabse alag akela chehra aaj wo mere saamne hai jinse tabiyat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi alladpan allmasti unki uss par unka ye bholapan rukhsat se pehle milte ho jaise jawanni aur ladakpan jaise jawanni aur ladakpan hum hi hum hain jab se humen pyaar ki daulat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi hoye mil gayi hoye mil gayi haaye mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi ussne kaha dil hai to laao
mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do tum ameer ho khushnaseeb ho main gareeb hoon badnaseeb hoon pee pee ke zakhm apne seene do mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do agar zara thake ho to suno khushi mein aap thoda ghum bharo lagao ghoont tum bhi pyaar se meri tarah piyo aur jiyo lagao ghoont tum bhi pyaar se meri tarah piyo aur jiyo toote jaam dekh na sake dil ko tutta kya dekhte tum ameer ho khushnaseeb ho main gareeb hoon badnaseeb hoon pee pee ke zakhm apne seene do mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do tum piyo to ganga jal hai ye hum agar piyen to hai sharaab paani jaisa hai humara khoon aur tumhara khoon hai gulaab paani jaisa hai humara khoon aur tumhara khoon hai gulaab sab khayal sab fareb hai apni subha na shaam hai tum ameer ho khushnaseeb ho main gareeb hoon badnaseeb hoon pee pee ke zakhm apne seene do mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do kisi
mujhko sanam tere pyaar ne jeena sikha diya aaaaa teri kasam teri yaad ne sab kuchh bhula diya aaaa mujhko sanam tere pyaar ne jeena sikha diya hoo teri kasam teri yaad ne sab kuchh bhula diya mujhko sanam tere pyaar ne dil jo mile to hum naye sapnon mein kho aaaaaa dil jo mile to hum naye sapnon mein kho gaye sare jahan ko chhod ke hum tere ho gaye ho oo meethi nazar se dekh ke yun muskura diya haaa teri kasam teri yaad ne sab kuchh bhula diya mujhko sanam tere pyaar ne tujhko khabar hai bekhabar jo mera haal hai ooo ab main hoon aur har ghadi tera khayal hai tere khayaal ke siwa sab kuchh luta diya hoo teri kasam teri yaad ne sab kuchh bhula diya mujhko sanam tere pyaar ne jeena sikha diya
mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja na jaa na jaa na jaa na jaaaa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa na aa na aa na aa na aaaaaa mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja aag aur paani ka sangam ho to kya anzaam ho oo ho oo ho oo ho aag aur paani ka sangam ho to kya anzaam ho aa haa aa haa aa haa naam donon ka zamaane mein bahut badnaam ho haa haa haa haa haa haan naam donon ka zamaane mein bahut badnaam ho haa haa haa haa haa haan jo badnaami ka dar tha to phir pyaar kyun kiya mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja na ja na ja na ja na jaaaa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa door rehna chahiye thoda sa mulaaqaat mein aa haan aa haan haan haan door rehna chahiye thoda sa mulaaqaat mein aa haan aa haan haan haan kya kaha phir se to kehna haath le kar haath mein oo ho oo ho oo hoo kya kaha phir se to kehna haath le kar haath mein aa haa aa haa
hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya tum jo mere dil mein hanse dil ka kamal dekho khil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye bheegati huyi fizaaa baras rahi hai chaandani taaron ne mil ke chhed di madhur milan ki raagani le ke qaraar aaya hai pyaar kya hai agar mera dil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa jis pe chal rahen hain hum hai pyaar ka ye raastaa chaand aur sitaaron kaa bahaar ka ye raastaa le ke qaraar aaya hai pyaar kya hai agar mera dil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa mere suhaane khawaab si tum mere saamne raho aise haseen raat hai dil ye kahe sehar naa ho le ke qaraar aaya hai pyaar kya hai agar mera dil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya tum jo mere dil mein hanse dil ka kamal dekho khil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya
mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin jab mere bachpan ke din the chaand mein pariyaan rehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab apnon ne bhi hum se naata tod liya ek ye din jab apnon ne bhi hum se naata tod liya ek wo din jab ped ki shaakhen bojh humara sehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab saari sadke roothi roothi lagti hain ek ye din jab saari sadke roothi roothi lagti hain ek wo din jab aao khelen saari galiyaan kehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab jaagi raaten deewaron ko takkti hain ek ye din jab jaagi raaten deewaron ko takkti hain ek wo din jab shaamon ki bhi palken bojhal rehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab laakhon ghum aur akaal pada hai aansoo kaa ek ye din jab laakhon ghum aur akaal pada hai aansoo
mujhko yeh zindagi lagti hai ajnabi chhaaon bhi dhoop bhi har naye pal hai nayi chhaaon bhi dhoop bhi har naye pal hai nayi mujhko yeh zindagi lagti hai ajnabi chhaaon bhi dhoop bhi har naye pal hai nayi chhaaon bhi dhoop bhi har naye pal hai nayi jaane kahan se aaya hoon kya jaane main kaun hoon koi ye samjhaaye mujhe kaise main ye ghum sahoon jaane kahan se aaya hoon kya jaane main kaun hoon koi ye samjhaaye mujhe kaise main ye ghum sahoon mujhko yeh zindagi lagti hai ajnabi chhaaon bhi dhoop bhi har naye pal hai nayi chhaaon bhi dhoop bhi har naye pal hai nayi phir se andhere chhaa gaye khoyee ujaale ki kiran kal raahon mein phool the ab hai kaanton ki chubhan phir se andhere chhaa gaye khoyee ujaale ki kiran kal raahon mein phool the ab hai kaanton ki chubhan mujhko yeh zindagi lagti hai ajnabi chhaaon bhi dhoop bhi har naye pal hai nayi chhaaon bhi dhoop bhi har naye pal hai nayi tum hi kaho kya baat hai mujhko lage tum apne kyun jabse dekha hai tumhen dekh
mujhpe ilzaam e bewafaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai usne hai thaani zulm dhaane ki mujh mein himmat hai ghum uthane ki khush hoon aye dil tujhe mitaane ki mitaane ki aaj usne kasam to khaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai tu hua dil se kab juda keh de mujhse kyun ho gaya khafaa keh de tu hi insaaf se zara keh de zara keh de kisne shart e wafaa bhulaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai hai gawaara tera sitam mujhko har jafaa hai teri karam mujhko jaan jaaye nahin hai ghum mujhko jab muhabbat pe baat aayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai
mujhse bhala ye kaajal teraa mujhse bhala ye kaajal teraa nain base din rain ni soniye ni soniye ho chhod bedardi aanchal meraa chhod bedardi aanchal meraa ho gayee main bechain we soniyaa we soniyaa naam ki tu hai meri sajniyaa naam ka main hoon teraa piyaa reshami lat se khele ye gajraa door se tarse meraa jiyaa naa naa haan haan taubaa taubaa kaisi naam hai premi paagal teraa to sang laage nain we soniyaa we soniyaa ho mujhse bhala ye kaajal teraa nain base din rain ni soniye prem gali mein hogaa na balamaa tujhsaa deewaana aur koi chain udaana neend churaana seekhe ye tujhse chor koi naa naa haan haan gori kyaa hai sainyaa aap hoon main to ghaayal teraa tadpoon saari rain ni soniye ni soniye haan chhod bedardi aanchal meraa ho gayee main be chain we soniyaa we soniyaa chaahe pawan ho chaahe kiran ho chhoone na doongaa teraa badan jaltaa hai mann to mann mein chhupaa ke rakh le mujhe tu mere sajan naa naa haan haan raani kyaa hai raja roop barastaa baadal teraa
mujhse bichhad ke khush rahte ho mujhse bichhad ke khush rahte ho meri taraah tum bhi jhoothe ho meri taraah tum bhi jhoothe ho mujhse bichhad ke khush rahte ho ik tehani pe chaand tika tha ik tehani pe chaand tika tha main ye samjha tum baithe ho main ye samjha tum baithe ho main ye samjha tum baithe ho ujale ujale phool khile the ujale ujale phool khile the bilkul jaise tum hanste ho bilkul jaise tum hanste ho bilkul jaise tum hanste ho mujhko shaam bata deti hai mujhko shaam bata deti hai tum kaise kapde pehne ho tum kaise kapde pehne ho tum kaise kapde pehne ho tum tanhaa duniyaa se ladoge tum tanhaa duniyaa se ladoge bachchon si baatein karte ho bachchon si baatein karte ho bachchon si baatein karte ho mujhse bichhad ke khush rahte ho meri taraah tum bhi jhoothe ho meri taraah tum bhi jhoothe ho mujhse bichhad ke khush rahte ho
mujhse juda ho kar tumhen door jaana hai mujhse juda ho kar tumhen door jaana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai saathiya sang rahega tera pyaar saathiya rang laayega intezaar tumse juda ho kar mujhe door jaana hai tumse juda ho kar mujhe door jaana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai saathiya sang rahega tera pyaar saathiya rang laayega intezaar main hoon teri sajni saajan hai tu mera tu baandh ke aaya mere pyaar ka sehra chehre se ab tere hatti nahin ankhiyaan tera naam le le kar chheden mujhe sakhiyaan sakhiyon se ab mujhko peechhaa chhudana hai sakhiyon se ab mujhko peechhaa chhudana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai saathiya sang rahega tera pyaar saathiya rang laayega intezaar mere tasavvur mein tum roz aati ho chupke se tum aa kar mera ghar sajaati ho sajni bada pyaara ye roop hai tera gajre ki khushboo se mehka hai ghar mera aankhon se ab teri kaajal churana hai aankhon se ab teri kaajal churana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai
dil ki lagi hai kya ye kabhi dil lagaa ke dekh aansun bahaa ke dekh kabhi muskuraa ke dekh parwaana jal raha hai magar jal raha hai kyun parwaana jal raha hai magar jal raha hai kyun ye raaz jaananna hai to khud ko jala ke dekh mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai ik shola hai jo seene mein chhupaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh daag e dil daag e jigar daag e tamanna le kar daag e dil daag e jigar daag e tamanna le kar maine veeran bahaaron ko sajaa rakha hai maine veeran bahaaron ko sajaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh hai zamaana jise betaab mitaane ke liye hai zamaana jise betaab mitaane ke liye maine uss yaad ko seene se lagaa rakha hai maine uss yaad ko seene se lagaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh dekhne waaleeeee dekhne waale mujhe dard e muhabbat ki kasam dekhne waale
imaan ko bekaar na kar doon yaa rab is jeene ko dushwaar na kar doon yaa rab is khouff se har shaam ko pee leeta hoon main khud se bhi inkaar na kar doon yaa rab peene de mujhe dard e mera paimana duniya to hai ek duja hua afsaan jab tak mujhe maloom na ye ho jaaye main aaya kahaan se hoon kahaan hai jaana mujhse mera kya rishta hai mujhse mera kya rishta hai har ek rishta bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai ab to ye bhi yaad nahin hai fark tha kitna dono mein ab to ye bhi yaad nahin hai fark tha kitna dono mein uski baaten yaad nahin uski baaten yaad nahin ab uska lehja bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai pyaasi dharti ke honthon par mera naam nahin to kya pyaasi dharti ke honthon par mera naam nahin to kya main wo baadal ka tukda hoon main wo baadal ka tukda hoon jisko dariyaa bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai duniya waale
mujhse parda hai to phir khwaab mein aate kyun ho mujhse parda hai to phir khwaab mein aate kyun ho pyaar ki shamma mere dil mein jalaate kyun ho mujhse parda hai to phir khwaab mein aate kyun ho mujhse parda hai to phir alvida kehne ko aaye ho to milna kaisa alvida kehne ko aaye ho to milna kaisa hai bichhadna to gale mujhko lagaate kyun ho hai bichhadna to gale mujhko lagaate kyun ho mujhse parda hai to phir dosti ho ke rahe aisa zaroori to nahin dosti ho ke rahe aisa zaroori to nahin dil hi jab mil na saka haath milaate kyun ho dil hi jab mil na saka haath milaate kyun ho mujhse parda hai to phir na laga paaunga ilzaam main us par logo na laga paaunga ilzaam main us par logo mere mujrim ko mere saamne laate kyun ho mere mujrim ko mere saamne laate kyun ho mujhse parda hai to phir rehnuma khud ko jo kehte hain nasheman se kaho rehnuma khud ko jo kehte hain nasheman se kaho khud to bhatke ho humein raah batate kyun ho khud to bhatke ho humein raah batate kyun ho
mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang aa mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang maine samjha tha ke tu hai to darakshaan hai haya tera ghum hai to ghum e dehar ka jhagda kya hai teri soorat se hai aalam mein baharon ko sabaa teri aankhon ke siva duniyaa mein rakkha kya hai teri aankhon ke siva duniyaa mein rakkha kya hai tu jo mil jaaye to taqdeer mein goo aa jaaye yun naa tha pehle faqat chaaha tha jo ho jaaye haan mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang anginat sadiyon ke taarik bahimaan naa tilasam anginat sadiyon ke taarik bahimaan naa tilasam reshmon o atlason kam khaab mein bunwaaye huye jaaga jaa bikte huye koochaao baazar mein jism khaak mein lithade huye khoon mein nehlaaye huye laut jaati hai udhar ko bhi nazar kya kije ab bhi dilkash hai tera husn magar kya kije ab bhi dilkash hai
mujhse poochhe mere meet geet kaise bante hain kya hai bhed kya hai reet geet kaise bante hain mujhse poochhe mere meet pagal hote hain kuchh log jinko lagta hai ye rog pagal hote hain kuchh log baithe aahen bharte hain kagaj kaale karte hain dil mein aati hai jo baat likhte jaate hain din raat usse un deewanon ko kisi se ho jaati hai preet geet aise bante hain mujhse poochhe mere meet mujhse poochhe mere meet geeton ke hain roop anek unmein se ye roop hai ek geeton ke hain roop anek unmein se ye roop hai ek gori ke matware nain le jaate hain man ka chain gori ki matwari chaal ban jaati hai sur aur taal gori ke do meethe bol ban jaate hain man sangeet geet aise bante hain mujhse poochhe mere meet geet kaise bante hain kya hai bhed kya hai reet geet kaise bante hain mujhse poochhe mere meet
la la la lala la aa ha ha aa ha ha ha mujhse shaam suhaani poochhe prem kahaani aadhi hai adhoori hai main kya bolun jani jani jani apni prem kahaani darta hoon o deewani kehne mein sunaane mein ho na jaye purani hmm hmm pehli pehli baar tumne mujhko dekha aankhon ke us paar khinch gayi gehri rekha ho gayi tab se aapki surat aapki baatein yaad zubani mujhse shaam suhaani poochhe prem kahaani aadhi hai adhoori hai main kya bolun jani haan jani haan jani mehandi wale haath de de haathon mein mere ye mere din raat ho jayenge tere hogi phir har shaam nasheeli raat rangeeli bhor suhani apni prem kahaani darta hoon o deewani kahne mein sunane mein ho na jaye puraani hmm hmm hmm hmm maathe ka sindoor khushiyon ka rang dega ab nahin wo din door jab har koi kahega is duniya mein aur nahin hai aisa deewaana aisi deewaani mujhse shaam suhaani poochhe prem kahaani aadhi hai adhoori hai main kya bolun jani jani jani apni prem kahaani darta hoon o deewani kahne mein sunane mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mujhko Hai Tujhse Pyaar Kyun Aabshaar (1953) 03:11 12133
 
Poster of Aabshaar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Sarshar Shailani
Music Director- 
Bhola Shrestha
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:11   Song Number : 12133   

Mujhko Is Raat Ki Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) 03:27 20989
 
Poster of Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shameem Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:27   Song Number : 20989   

Mujhko Is Raat Ki (Female) Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) 04:00 32580
 
Poster of Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shameem Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:00   Song Number : 32580   

Mujhko Muhabbat Mil Gayi Pyar Mohabbat (1966) 06:07 14022
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 06:07   Song Number : 14022   

Mujhko Peena Hai Phool Aur Angaar (1993) 05:54 39411
 
Poster of Phool Aur Angaar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:54   Song Number : 39411   

Mujhko Sanam Tere Pyaar Ne Flying Rani (1959) 03:30 35965
 
Poster of Flying Rani (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Nazim Kanpuri
Music Director- 
B N Bali
On Screen Actors- 
Nishi Baran, Prakash
Duration : 03:30   Song Number : 35965   

Mujhko Thand Lag Rahi Main Sundar Hoon (1971) 05:08 13659
 
Poster of Main Sundar Hoon (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 05:08   Song Number : 13659   

Mujhko Tum Jo Mile Detective (1958) 04:18 12105
 
Poster of Detective (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Mukul Roy
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:18   Song Number : 12105   

Mujhko Yakeen Hain Jagjit Singh 05:46 18476
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 18476   

Mujhko Yeh Zindagi Sailaab (1990) 10:51 32516
 
Poster of Sailaab (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Aditya Pancholi, Madhuri Dixit
Duration : 10:51   Song Number : 32516   

Mujhpe Ilzaam E Bewafaayi Yasmin (1955) 03:23 14423
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:23   Song Number : 14423   

Mujhse Bhala Yeh Kajal The Train (1970) 05:35 18056
 
Poster of The Train (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Nanda
Duration : 05:35   Song Number : 18056   

Mujhse Bichhad Ke Khush Rahte Ho Jagjit Singh 06:22 11332
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:22   Song Number : 11332   

Mujhse Juda Hokar Hum Aapke Hain Koun (1994) 06:01 20991
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Salman Khan
Duration : 06:01   Song Number : 20991   

Mujhse Mat Poochh Anarkali (1953) 04:09 12675
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:09   Song Number : 12675   

Mujhse Mera Kya Rishta Hai Pankaj Udhas 07:13 37182
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:13   Song Number : 37182   

Mujhse Parda Hai To Phir Bhupinder Singh 08:21 16129
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 08:21   Song Number : 16129   

Mujhse Pehli Si Muhabbat Noor Jehan 05:30 11795
 
Poster of Noor Jehan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Noor Jahan
Duration : 05:30   Song Number : 11795   

Mujhse Poochhe Mere Meet Dil Aur Deewar (1978) 03:31 37860
 
Poster of Dil Aur Deewar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 37860   

Mujhse Shaam Suhaani Poochhe Prem Kahaani Meri Biwi Ki Shaadi (1979) 05:53 36049
 
Poster of Meri Biwi Ki Shaadi (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Ranjeeta Kaur
Duration : 05:53   Song Number : 36049