Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai shola shabnam mein lehraaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein jaadu sa chalne laga hai mausam badalne laga hai jaadu sa chalne laga hai mausam badalne laga hai lagta hai mere seene se dil baahar nikalne laga hai sheesha patthar se takraaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein na paas aane diya hai na door hone diya hai na paas aane diya hai na door hone diya hai na hothon ko hansne diya hai na aankhon ko rone diya hai bada zalim ne tadpaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein aisa sitamgar kaise saiyan bana re na jaane jab tak ho saka ye hamse hum roothe rahe nahin maane yahi gussa ye rang laaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek
hooo hoooo hoooooo hoooo oooo dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin ooooo hooooooo parbat upar khidki khole jhaanke sunder bhor chale pawan suhaani nadiyon ke ye raag rasile jharnon ka ye shor bahe jhar jhar paani mad bhara mad bhara samaa ban dhula dhula har kali sukh pale yahaan ras ghula ghula to dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin neeli neeli jheel mein jhalke neel gagan ka roop bahe rang ke dhaare unche unche ped ghanere chhanti jinse dhoop khade baanh pasaare champai champai fizaa din khila khila daali daali chidiyon ki sadaa sur mila mila to dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin pariyon ke ye jamghat jinke
iss saadgi pe kaun na mar jaaye aye khuda iss saadgi pe kaun na mar jaaye aye khuda ladte hain aur haath mein talwaar bhi nahin ye aur baat milne ka waada nahin kiya ye aur baat milne ka waada nahin kiya waise to unke honthon par inkaar bhi nahin dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon patthar ko usne sheeshe se takra diya ke yoon dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon poochha ke chaand din mein nikalta hai kiss tarah poochha ke chaand din mein nikalta hai kiss tarah poochha ke chaand din mein nikalta hai kiss tarah aanchal ko usne chehre se sarka diya ke yoon aanchal ko usne chehre se sarka diya ke yoon patthar ko usne sheeshe se takra diya ke yoon dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon poochha ghataayein dhoop mein chhaati hain kiss tarah poochha ghataayein dhoop mein chhaati hain kiss tarah poochha ghataayein dhoop mein chhaati hain kiss tarah usne hawa mein zulfon ko lehra diya ke yoon usne hawa mein
Dil Karne Laga Hai Pyar
mahataab sam madhuro dilkash didar taro ghadvaa tane khuda e behad kamaal kari chhe mahataab sam madhuro phoolon mein taal komal gori anep marti gulzaar ni gulaabi meethee tu gul kali chhe mahataab sam madhuro lakho guloni laali rukhsaar ma samavi lakho guloni laali rukhsaar ma samavi amrat ne madh ni pyaali tuj hoth ma bhari che mahataab sam madhuro nikale nuri sitaaraa naino chamkta taaraa nikale nuri sitaaraa naino chamkta taaraa roshani e jashmo andar jinnat khadi kari che mahataab sam madhuro jota nazar thari re sahuna jigar hari le jota nazar thari re sahuna jigar hari le sansaar ne swarg banavti tu dilkashi pari che mahataab sam madhuro dilkash didar taro ghadvaa tane khuda e behad kamaal kari chhe mahataab sam madhuro
dil ke aaine mein dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein sharbati aankh teri champai rang tera shabnami husn tera zindagi bhar ka nasha dil ki dhadkan hai meri teri paayal ki sadaa aye jaanewafaa dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein husn e masoom tera kabhi magroor naa ho apni taarif tujhe kabhi manzoor naa ho ishq waalon pe jafaa tera dastoor naa ho aye jaanewafaa dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein
dil ke armaan aansuon mein beh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye zindagi ik pyaas ban kar reh gayi zindagi ik pyaas ban kar reh gayi pyaar ke kisse adhure reh gaye pyaar ke kisse adhure reh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye shaayad unka aakhri ho ye sitam shaayad unka aakhri ho ye sitam har sitam ye soch kar hum seh gaye har sitam ye soch kar hum seh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye khud ko bhi humne mita daala magar khud ko bhi humne mita daala magar faasle jo darmiyaan the reh gaye faasle jo darmiyaan the reh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye
dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas kal tere jalwe paraye bhi honge lekin jhalak mere khwabon mein hogi phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat lekin mehek mere saanson mein hogi kal tere jalwe paraye bhi honge lekin jhalak mere khwabon mein hogi phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat lekin mehek mere saanson mein hogi dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas ab bhi tere surkh honthon ke pyaale mere tasavur mein saaki bane hain ab bhi teri zulf ke mast saaye birha ke dhoop mein saathi bane hai ab bhi tere surkh honthon ke pyaale mere tasavur mein saaki bane hain ab bhi teri zulf ke mast saaye birha ke dhoop mein saathi bane hai dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri
dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye jaate jaate ye to bataa jaa hum jeeyenge kiske liye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye chand bhi hoga taare bhi honge phool chaman mein pyaare bhi honge lekin hamaraa dil na lagegaa bheegegi jab jab raat suhaani aag lagaayegi rut mastaani tu hi bata koi kaise jeeyegaa dil ke maaron ko dil ke maalik thokar laga ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye roothe rahenge aap jo humse mar jaayenge hum bhi kasam se sunle haath chhudaane se pehle jaan humari naam pe tere jaayegi ik din dilbar mere soch samajh le jaane se pehle yoon agar tum dil ki tamanaa ko mitaa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye jaate jaate ye to bataa jaa hum jeeyenge kiske liye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye
dil kehta hai chal unse mil uthte hain kadam ruk jaate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain dil kehta hai chal unse mil uthte hain kadam ruk jaate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain hum jab se hain juda ae mere hamnashi yun dekho to mere daaman mein kya nahin daulat ka chaand hai shohrat ki chaandni magar tumhe kho ke lage hai mujhe aisa ke tum nahin to kuchh bhi nahin tum kya jaano ab hum kitna dil hi dil mein pachhtate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain wo din the kya hasin dono the saath mein aur baahen aap ki thi mere haath mein tum hi tum the sanam mere din raat mein par itni bulandi pe tum ho meri jaan aaye naa daaman ab haath mein pana tumko mumkin hi nahin soche bhi to hum ghabrate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain dil kehta hai chal unse mil uthte hain kadam ruk jaate hain uthte hain kadam ruk jaate hain uthte hain kadam ruk jaate hain
mujhe nahi pata main kya gaaungi ulte seedhe lafzon se banaungi mann mein jo aaye keh jaaungi chalo hato pare naacho dil khol ke let''s rock bolo ji let''s rock main toh bhool gayi phir kya wordings the something something jail house rock mujhe nahi pata main kya gaaungi ulte seedhe lafzon se banaungi mann mein jo aaye keh jaaungi chalo hato pare naacho dil khol ke let''s rock hello ji let''s rock main toh bhool gayi phir kya wordings the something something jail house rock darr kis baat ka raat jo hui roshan zindagi taaron se hui zindagi ke pyaare lamhon aane waale saare palon se main toh khul ke yun mil jaungi teri baat mein dum toh hai bada khushiyon ka samaa ghum se hai bada ho jo bhi karo aaj karo khwaab poore aaj karo yahan kal kisne dekha hai ji mujhe nahi pata main kya gaaunga teri baaton ko hi dauhraunga iss se achchha ab kya gaunga tune bhi kya baatein kahi hans bol ke let''s rock yo mamma let''s rock o main toh bhool gaya phir kya wordings the something
dil khoya khoya dil khoya khoya gumsum dil khoya khoya yaadon mein kisi ki gum dil khoya khoya dil khoya khoya gumsum yaadon mein kisi ki gum ishq par zor koi ishq par zor koi zor koi zor koi na dil khoya khoya gumsum dil khoya khoya yaadon mein kisi ki gum dil khoya khoya saanson mein wo bachpan ki muhabbat hai basi aankhon mein uski dhundhali si tasveer chhupi din raat khayalon mein goonje uski hansi dhadkan mein chhup ke shaam o sehar dole wahin tanhaai ho ya mehfil hooo tanhaai ho ya mehfil dhundhe usi ko ye dil dil mein hai aur koi dil mein hai aur koi aur koi aur koi na dil khoya khoya gumsum dil khoya khoya yaadon mein kisi ki gum dil khoya khoya tapte badan mein pyaar ki jab pyaas jage lagta hai ke paani mein bhi koi aag lage dil aise machalta hai dil pe bas na chale aye kaash wo aise mein kahin aan mile kyun duniyaa se ghabraun hooo kyun duniyaa se ghabraun kyun main nazar churaun dil mein hai chor koi dil mein hai chor koi chor koi chor koi na dil khoya
dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi go door hi se baat huyi baat ho gayi baat ho gayi unse humara koi taalluk to ban gaya unse humara koi taalluk to ban gaya bigde bhi wo agar to badi baat ho gayi badi baat ho gayi dhadkan badhi to saans ki khushboo bikhar gayi dhadkan badhi to saans ki khushboo bikhar gayi aanchal uda to rang ki barsaat ho gayi barsaat ho gayi jee chaahta hai maan hi len ab khuda ko hum jee chaahta hai maan hi len ab khuda ko hum jiska yakeen na tha wo karamaat ho gayi karamaat ho gayi dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi
Chori Chori Yun Na
dil ki awaaz bhi sun mere fasaane pe na jaa meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na jaa dil ki awaaz bhi sun mere fasaane pe na jaa meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na jaa dil ki awaaz bhi sun ik nazar dekh le ik nazar dekh le jeene ki ijazat de de roothne waale wo pehli si muhabbat de de ik nazar dekh le jeene ki ijazat de de roothne waale wo pehli si muhabbat de de ishq maasoom hai ishq maasoom hai ilzaam lagaane pe na ja meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki awaaz bhi sun waqt insaan pe waqt insaan pe aisa bhi kabhi aataa hai raah mein chhod ke saayaa bhi chalaa jaataa hai waqt insaan pe aisa bhi kabhi aataa hai raah mein chhod ke saayaa bhi chalaa jaataa hai din bhi niklega kabhi din bhi niklega kabhi raat ke aane pe na ja meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki awaaz bhi sun main haqeekat hoon main haqeekat hoon ye ik roz dikhaaonga tujhe begunahee pe muhabbat ki rulaaongaa tujhe main haqeekat hoon ye ik roz dikhaaonga tujhe begunahee
aaaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaa dil ki baat kahi nahin jaati dil ki baat kahi nahin jaati chup ke rehna thana hai haal agar hai aisa hi to haal agar hai aisa hi to jee se jaana jaana hai dil ki baat teg tale hi kyun na uske gardan daal ke jaa baithen gardan daal ke jaa baithen sar to aakhirkaar humen bhi sar to aakhirkaar humen bhi khaak ki aur jhukana hai dil ki baat fursat hai yaa kam rehne ki baat nahin kuchh kehne ki aankhen khol ke kaan jo kholo aankhen khol ke kaan jo kholo bazm e jahaan afsaana hai dil ki baat surkh kabhoo aankhen hain hoti zard kabhoo hai munh mera zard kabhoo hai munh mera kya kya rang muhabbat ke hain kya kya rang muhabbat ke hain ye bhi ek zamaana hai dil ki baat kahi nahin jaati chup ke rehna thana hai dil ki baat kahi nahin jaati
dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye o dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye yaad rahe yaad rahe kya dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye o dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye chehre pe chehra laga lo apni surat chhupa lo chehre pe chehra laga lo apni surat chhupa lo kaise diwaano ko koi samjhaaye dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye yaad rahe yaad rahe kya dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye jab haal dil ka sunaana yeh baat na bhool jaanaa jab haal dil ka sunaana yeh baat na bhool jaana apne hain ghum log paraaye dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye yaad rahe yaad rahe kya dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye dil mein chubhe laakh kaante patjhad mein bhi phool
dil ki baatein dil hi jaane aankhen chheden sau afsaane nazuk nazuk pyare pyare vade hain irade hain aa aa aa mil ke daman daman se baandh len aa aa mil ke daaman daman se baandh len dil ki baatein dil hi jaane aankhen chheden sau afsaane nazuk nazuk pyare pyare vade hain irade hain aa aa aa mil ke daman daman se baandh len aa aa mil ke daaman daman se baandh len dil ki baatein dil hi jaane tu hans padi ya phuljhadi chhooti kahin dhadkan badhi ik shola sa lehra gaya ha ha ye noor hoga teri aankhon mein pyaar ka ya nagma goonja hoga bahaar ka dil ki baatein dil hi jaane aankhen chheden sau afsaane nazuk nazuk pyare pyare vade hain irade hain aa aa aa mil ke daman daman se baandh len aa mil ke daman daman se baandh len dil ki baatein dil hi jaane tu jo kahe main wo kahun saya banun sang sang rahun tu aur main ab ek hain aa aa main geet ban ke tere honthon ko choom lun aa sapna ban ke in aankhon mein jhoom lun dil ki baatein dil hi jaane aankhen chheden sau afsaane
dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare aaaaaaa haaaaaa haaaaaa ooooo oooooo ooooooo dekh kar kisi ko hosh kho gaye ik nazar mein hum kisi ke ho gaye haaye re wo saamna dil pada hai thaamna phir rahe hain aankh mein nazaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare jab ke naache wo to jhoome zindagi uske har kadam pe baaje raagini ik pari jamaal hai aisi mast chaal hai jaise morni ke ho ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare aaaaaaa haaaaaa haaaaaa ooooo oooooo ooooooo yaad uski zindagi ke saath hai uski har adaa mein ek baat hai pyaar ki kitaab hai wo to laajawaab hai jo bhi dekhe jaan apni waare dil ki baazi jeet ke bhi haare
dil ki dhadkan kya bole sun tum mere kya lagte ho kyun tum meri inn palkon mein sapna ban ke sajte ho saajnaa o saajnaa haaan haan saajnaaaaa kuchh to bolo naa dil ki dhadkan kya bole sun tum mere kya lagte ho saajnaa o saajnaa haaan haan saajnaaaaa kuchh to bolo naa lala la la la lala la la la anjaana sa rishta hai ye meetha meetha pyaara pyaara achchha lagta hai kya bolo tumko bhi ye saath humara bolo naa bolo naa kuchh to bolo bolo naa dil ki dhadkan kya bole sun tum mere kya lagte ho saajnaa o saajnaa haaan haan saajnaaaaa kuchh to bolo naa ayee jee maa toraaaaaaaaaaa jagiyee hay eeeeee jeemaa aaaa toraaaaaaaaaa jagiyee jab aankhon ko khaab diye hain chaahat ka paigaam hi de do tum chaaho to iss rishte ko achchhaa sa ik naam hi de do bolo naa bolo naa kuchh to bolo bolo naa dil ki dhadkan kya bole sun tum mere kya lagte ho kyun tum meri inn palkon mein sapna ban ke sajte ho saajnaa o saajnaa haaan haan saajnaaaaa kuchh to bolo naa lala lala lala lala lala la
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Kaanton Mein Uljhaaya Hai Barood (1976) 04:36 38071
 
Poster of Barood (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shoma Anand, Rishi Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 38071   

Dil Kahe Ruk Ja Re Man Ki Ankhen (1970) 06:08 20361
 
Poster of Man Ki Ankhen (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:08   Song Number : 20361   

Dil Kaise Tod Dete Hain Pankaj Udhas 08:58 18492
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 08:58   Song Number : 18492   

Dil Karne Laga Hai Pyaar Nateeja (1969) 06:08 38012
 
Poster of Nateeja (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Bindu, Vinod Khanna
Duration : 06:08   Song Number : 38012   

Dil Kas Didar Taro Ghadava Tane Mukesh 03:54 11438
 
Poster of Mukesh
 
Category
Gujarati
Duration : 03:54   Song Number : 11438   

Dil Ke Aaine Mein Aao Pyar Karen (1964) 03:40 12579
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:40   Song Number : 12579   

Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye Nikaah (1982) 04:30 20362
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Salama
On Screen Actors- 
Salma Agha
Duration : 04:30   Song Number : 20362   

Dil Ke Jharokhe Mein Brahmachari (1968) 06:43 20363
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Pran, Rajshree
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:43   Song Number : 20363   

Dil Ke Tukde Tukde Dada (1978) 03:35 13017
 
Poster of Dada (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Kulwant Johny
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 13017   

Dil Kehta Hai Akele Hum Akele Tum (1995) 06:09 37148
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Manisha Koirala
Duration : 06:09   Song Number : 37148   

Dil Khol Ke Let's Rock We Are Family (2010) 03:56 17044
 
Poster of We Are Family (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Kajol, Kareena Kapoor, Arjun Rampal
Duration : 03:56   Song Number : 17044   

Dil Khoya Khoya Gumsum Mohabbat Ke Dushman (1988) 04:35 13762
 
Poster of Mohabbat Ke Dushman (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Farah
Duration : 04:35   Song Number : 13762   

Dil Khush Hai Aaj Gazal (1964) 03:19 13263
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:19   Song Number : 13263   

Dil Ki Aawaaz Mein Pardes (1950) 04:18 39194
 
Poster of Pardes (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Rehman, Madhu Bala
Duration : 04:18   Song Number : 39194   

Dil Ki Aawaz Bhi Sun Humsaya (1968) 04:10 20364
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:10   Song Number : 20364   

Dil Ki Baat Kahi Nahin Jaati Mohd Rafi 03:59 16007
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Meer Taqi Meer
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:59   Song Number : 16007   

Dil Ki Baat Kahin Lab Pe Na Aa Jaye Teri Kasam (1982) 06:23 18037
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 06:23   Song Number : 18037   

Dil Ki Baatein Dil Hi Jaane Roop Tera Mastana (1972) 05:36 15733
 
Poster of Roop Tera Mastana (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mumtaj, Jeetendra
Duration : 05:36   Song Number : 15733   

Dil Ki Baazi Jeet Ke Bhi Haare Madan Manjari (1961) 03:17 15620
 
Poster of Madan Manjari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sharda Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manhar Desai
Duration : 03:17   Song Number : 15620   

Dil Ki Dhadkan Dreams (2005) 05:52 18643
 
Poster of Dreams (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Arun Kerkar
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Neha Pendse
Duration : 05:52   Song Number : 18643