Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haaaaa haaaaa haaaa haaaaa haaaa mujhe jab daadi amma ka zamana yaad aata hai to chidiya aur kauve ka fasaana yaad aata hai are jawaan ladki ko aye jawaan ladki oye oye oye jawaan oye oye oye oye jawaan ladki ko nange sar kabhi wo dekh leti thi to jaane kaisi kaisi gaaliyaan jee bhar ke deti thi o khasmanu khani utte kitte jaani agg lage teri jawani ko chor le jaaye teri naani ko iss umar mein ye haal kambakhat dupatta sambhal puraani ladkiyaan bhi sharm ko jevar samjhti thi bujurgon ke hi kadmon mein wo apna ghar samjhti thi magar iss daur mein wo potiyaan naa daadiyaan dekhi jawaan yaa budhiyaan sab husn ki shehzaadiyaan dekhi kishora chhora qawaal khandve waala ab suniye suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme kaise inki suhab guzre kaise inki shaam suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme suniye suniye nau baje tak bistar mein ye khurche apne gaalon ko sapne dekhen beetal ke aur noche apne baalon ko
suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya humko bharosa tha apne dil par kaise tumhara hua hai humko bharosa tha apne dil par kaise tumhara hua hai hota hai kya kya dekhoge aage ye to abhi ek khata hai roz raaton ko taare ginoge rog dil ka tumhen ho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya kitne musaafir bhoole hain manzil ulfat ke raste na jaana kitne musaafir bhoole hain manzil ulfat ke raste na jaana jitna bhi chaho hamko sata lo ye hai tumhara zamaana hum bhi ek roz tum par hansenge pyaar tumko agar ho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gayaa bhool jao ji tum apne dil ko
suniye zara dekhiye naa hum aap ki deewar ke saaye mein baithe hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain suniye zara dekhiye naa hum aap ki deewar ke saaye mein baithe hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain ji rukiye zara poochhiye na hum kaun hai kyun pyaar ke saaye mein baithe hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain kehne ki nahin baat magar kehna hai kehne ki nahin baat magar kehna hai door aap se ab to nahin rehna hai ghar chhoda hai ghar chhoda hai yaar ke saaye mein baithe hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain suniye zara dekhiye naa hum aap ki deewar ke saaye mein baithe hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain dil kar baitha pyaar ajab mushkil hai dil kar baitha pyaar ajab mushkil hai dard muhabbat ka bada qaatil hai majboor hai majboor hai talwaar ke saaye mein baithe hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain hain suniye zara dekhiye naa hum aap ki deewar ke saaye mein
aa aa aaa suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari duniyaa ki iss bhari sabhaa mein duniyaa ki iss bhari sabhaa mein rakhiyo laaj muraari suniyo araj hamaari tod diyaa andhe haathon ne raam naam ka pyaalaa jal ke raakh huyi re kaanhaa bhakton ki madhushaalaa suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari paap ke mandir nis din bante jhoot ki gangaa behati dharm ki aankhen andhi ho gayi pujaa ho gayi sasti suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari har man mein tum base huye ho jaane ye sansaari aas milan ki janam janam tak phir bhi rahe kunvaari suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari
sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re wo haseen chand raat yaad kar tune jo kahi thi baat yaad kar wo haseen chand raat yaad kar tune jo kahi thi baat yaad kar wada wo pyaar ka kaise doon main bhula tu bhi pehli mulaqat yaad kar sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re jo bhi shaam aayi dil dukha gayi kitni baar chandani jala gayi jo bhi shaam aayi dil dukha gayi kitni baar chandani jala gayi kar ke koi jatan ab to aaja sajan mora mane na mann main ghabara gayi sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re kya bahar jab talak na aaye tu chand kya agar na muskuraye tu kya bahar jab talak na aaye tu chand kya agar na muskuraye tu mori khoyi nazar tujhe dhunde sajan jab talak laut kar aa na jaye tu sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri
sunle meri laila mera fasaana tune banaaya hai mujhko diwaana shamma tu main parvaana jaane jaana meri jaana jaane jaana meri jaana sunle meri laila mera fasaana tune banaaya hai mujhko diwaana shamma tu main parvaana jaane jaana meri jaana jaane jaana meri jaana itna kissa hai mera hai itna fasaana dil ki lay pe main gaaun tera hi taraana itna kissa hai mera hai itna fasaana dil ki lay pe main gaaun tera hi taraana jab se jhalak dekhi teri main ho gaya mastaana sunle meri laila mera fasaana tune banaaya hai mujhko diwaana shamma tu main parvaana jaane jaana meri jaana jaane jaana meri jaana mujhpe ehsaan hai tera is mehfil mein aana aakar meri mehfil ki raunak badhana mujhpe ehsaan hai tera is mehfil mein aana aakar meri mehfil ki raunak badhana mera dil gaya meri jaan gayi ab tu chali na jaana sunle meri laila mera fasaana tune banaaya hai mujhko diwaana shamma tu main parvaana jaane jaana meri jaana jaane jaana meri jaana
Sunle Zameen Aasman
suno mere dil ki baat jab teri yaaden kam hoti hai ik lamha intezaar phir sooni aankhen nam hoti hai suno mere dil ki baat jab teri yaaden kam hoti hai ik lamha intezaar phir sooni aankhen nam hoti hai suno iss dil ki pukaar ye saansen yaar jab ruk jaati hai uss pal mein beqaraar phir raaten door har dam hoti hai suno aankhen meri kam soti hai uss pal ka kya kehna hai zara sunlo ek baar beete lamhon ki bheed mein tujhe dhoondha baar baar uss pal ka kya kehna hai zara sunlo ek baar beete lamhon ki bheed mein tujhe dhoondha baar baar aakhon mein tere sapne neendon mein tera khaab nahin koi waqt dooja mera bas tera intezaar aye hey hey hey o ho ho ho aye hey hey hey hey hey aakhon mein tere sapne neendon mein tera khaab nahin koi waqt dooja mera tu hi mera khaab tu hi mera khaaaab tu hi mera khaab tu hi mera khaaaaaaaaaaaab oooooo ooooo oooo oooooo suno mere dil ki baat jab teri yaaden kam hoti hai ik lamha intezaar phir sooni aankhen nam hoti hai suno iss dil ki
tum ho kamaal tum bemisaal tum lajazaab ho aisha aisi haseen ho jisko chhoo lo usko haseen kar do tum sochti ho duniyaa mein koi bhi kyun kharab ho aisha tum chahti ho tum koi rang har zindagi mein bhar lo bhar lo nikli ho likhne kismat kisi ki apni hi dhun mein tum aisha ye shoukh kya hai ye zid hai kaisi itna bata do humko suljhane mein tum auron ki uljhane hoti ho jo gum aisha apni bhi koi uljhan ko door kar ke dikha do humko suno aisha itna to tum bhi samjho aisha haa haa tum chaahe jitna chaaho aisha haa haa tum jitni koshish kar lo aisha haa haa tumsa na hoga koi baaton mein ho aa jaati ho jaati ho jazbaati soche samjhe bin ke muhabbat ki hai raah kya pal mein ho ke deewani karti ho tum manmaani tum ko hai duniyaa wuniyaa ki koi parwaah kya aisha jise kehte hain ek hai wo laakhon mein dil mein jaa ke rukti hai aati hai jo aankon mein magar aisha haa haa itna to tum bhi samjho aisha haa haa tum chaahe jitna chaaho aisha haa haa tum jitni koshish kar lo aisha
suno chhoti si gudiyaa ki lambi kahaani suno chhoti si gudiyaa ki lambi kahaani jaise taaron ki baat sune raat suhaani suno chhoti si gudiyaa ki kahaani wooooo jiski kismat mein ghum ke bichhone the aansun hi khilone the dard hi sakhiyaan thi dukh bhari ankhiyaan thi ghar bhi naa tha koi aur dar bhi naa tha koi ghar bhi naa tha koi aur dar bhi naa tha koiiii ooooooo aur dar bhi naa tha koi bhare aanchal mein ghum chhupaaye aankhon mein paani suno chhoti si gudiyaa ki lambi kahaani suno chhoti si gudiyaa ki kahaani dil mein ye armaan the ik chhota sa banglaa ho chaand si dharti par sone ka junglaa ho dil mein ye armaan the ik chhota sa banglaa ho chaand si dharti par sone ka junglaa ho khel hon jeevan ke yahaan mel hon jeevan ke khel hon jeevan ke yahaan mel hon jeevan keeee ooooooo aur mel hon jeevan ke gaya bachpan to aansun bhari aayi jawaani suno chhoti si gudiyaa ki lambi kahaani suno chhoti si gudiyaa ki kahaani chaand ka dola ho aur bijli kaa bajaa ho doli
suno gazar kya gaaye samay guzarta jaaye ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa geene chune pal hai tere jeevan ke dhoom machaa le abhi din hai milan ke geene chune pal hai tere jeevan ke dhoom machaa le abhi din hai milan ke ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa husn bhi faani aur ishq bhi faani hai hans ke beeta le do ghadi ki jawaani hai husn bhi faani aur ishq bhi faani hai hans ke beeta le do ghadi ki jawaani hai ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa bichhda zamaana kabhi haath naa aayegaa dosh naa dena mujhe phir pachhtaayega bichhda zamaana kabhi haath naa aayegaa dosh naa dena mujhe phir pachhtaayega ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa
Suno Haal Meri Zindagi Ka
suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana ye chehra kyun chhipaaye ho ye daaman kyun bachaye ho zara baitho chale jaana kai din mein to aaye ho tum ek rangeen dhoka ho nahin maaloom kya kya ho tumhen taklif to hogi ghadi bhar ko thahar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana nighaahen naaz ki baaten jawaan andaaz ki baaten abhi to tumse karni hai bahut si raaz ki baaten abhi se bewafai hai duhaayi hai duhaayi hai mere pass aao pehle phir jidhar chaaho udhar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana ye aakhir kaisa waada hai kaho ab kya iraada
suno ji suno humari bhi suno aji meharbaan humari bhi suno naa tappa naa thumari ghazal hai naa kajari ye raagini hai pyaar ki suno ji suno humari bhi suno aji meharbaan humari bhi suno naa tappa naa thumari ghazal hai naa kajari ye raagini hai pyaar ki suno ji suno humari bhi suno aji meharbaan humari bhi suno taraana humara zamaane se niyaara har ek sur mein dil hai dhadakta hua har ek bol pyaara ke jaise sitaara akela gagan mein chamakta hua suno ji suno humari bhi suno aji meharbaan humari bhi suno naa tappa naa thumari ghazal hai naa kajari ye raagini hai pyaar ki suno ji suno humari bhi suno ishaaron mein bolun zubaan tak naa kholun nighaahon se keh doon samajh lo agar naa ye bekhudi hai naa deewangi hai mujhe to lagi hai tumhaari nazar suno ji suno humari bhi suno aji meharbaan humari bhi suno naa tappa naa thumari ghazal hai naa kajari ye raagini hai pyaar ki suno ji suno humari bhi suno suno mere jee ki meri aarzoo thi tamanna yahi thi ke tum ho kareeb ye
suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin chali hawa jhuki ghata kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin teri kasam ye dilkash nazaare karte hain ishaare jo samjhe koi mere sanam ye khaamosh aankhen bhi karti hain baatein jo samjhe koi samjha nahin tum samjha do suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin bas jo chale to subah se lekar rahoon shaam tak main tere sang mein garr ho sake to main apne dil par tera naam likh doon har ik rang mein baaton mein na uljhaoo suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin achchhaa kabhi phir baat chhedenge marzi nahin hai tumhari abhi kuch ho gaya to badi hogi mushkil ke choti umar hai hamaari abhi main kya karoon batla do suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin chali hawa jhuki ghata kuch hua kya abhi to nahi suno kaho kaha suna kuch hua kya oo zara sa kuch hua to hai
pehle din jo milne tum the aaye tum the kitne sharmaaye sharmaaye tum bhi to the dare dare ghabraaye jo kehna tha wo keh na paaye suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na ye kehna tha baahon mein aao na ab jhoothi baaten banaao pehle din jo milne tum the aaye tum the kitne sharmaaye sharmaaye tum bhi to the dare dare ghabraaye jo kehna tha wo keh na paaye suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na ye kehna tha baahon mein aao na ab jhoothi baaten banaao jo pehle pehal tum mile the hamen tumse kuchh puchhna tha hoo jo pehle pehal tum mile the hamen tumse kuchh puchhna tha sawaal aisa kya tha sunen to ki jo dil mein hi reh gaya tha ki jo dil mein hi reh gaya tha suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na sada kya hamare rahoge pata tha yahi tum kahoge pehle din jo milne tum the aaye tum the kitne sharmaaye sharmaaye are tum bhi to the dare dare ghabraaye jo kehna tha wo keh na paaye heyy suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na ye kehna tha
dil ne tumko chun liya hai tum bhi iskooo chuno naaa khwaab koi dekhtaa hai tum bhi sapne buno naa dil ne tumko chun liya hai tum bhi iskooo chuno naaa khwaab koi dekhtaa hai tum bhi sapne buno naa dil ye mera tumse kuchh keh rahaa hai suno naa dil ye mera tumse kuchh keh rahaa hai suno naa dil ne tumko chun liya hai tum bhi iskooo chuno naaa khwaab koi dekhtaa hai tum bhi sapne buno naa dil ye mera tumse kuchh keh rahaa hai suno naa dil ye mera tumse kuchh keh rahaa hai suno naa door ho kar bhi door tum nahin ho paas ho lekin paas kyun nahin ho door ho kar bhi door tum nahin ho paas ho lekin paas kyun nahin ho tanha tanha samaa mehki mehki hawaa keh rahaa hai jahaan jo suno naa dil ne tumko chun liya hai tum bhi iskooo chuno naaa khwaab koi dekhtaa hai tum bhi sapne buno naa dil ye mera tumse kuchh keh rahaa hai suno naa dil ye mera tumse kuchh keh rahaa hai suno naa dekh lo mausam kitna suhaana hai pyaar karne kaa ye koi bahaana hai dekh lo mausam kitna suhaana
suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno ladka tha ek shehron mein jo husn bemisaal kamsin tha jiski umra thi samjho ki saat saal ramzaan ke jo chaand pe uski nazar padi uske bhi dil mein roze ki ek aarzoo jagi roza rakhunga main bhi ye maa baap se kaha shehri karunga main bhi jaga dena tum zara suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno ladke ki baat sun li magar kuchh nahin kaha ladka subah utha to hua unse wo khafa samjhaya maa ne baap ne aye mere gulsitaan roza nahin hai farz abhi tujhpe meri jaan nanhe se dil ko baat ka sadma bada hua maa se kaha kuraan mein kehta hai ye khuda roze ki bhook pyaas jo hasti uthayegi us rozedaar ko na ye dozakh jalaayegi kuraan jis mein utra suno wo mahina hai tauba kabool karta khuda wo mahina hai suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan
hoooo aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa suno sajna papihe ne suno sajna papihe ne kaha sab se pukaar ke sambhal jaao chaman waalon sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna phoolon ki daaliyaan bhi yahi geet gaa rahi hain ghadiyaan piya milan ki nazdik aa rahi hai nazdik aa rahi hai hawaaon ne jo chhede hain hawaaon ne jo chhede hain fasaane hain wo pyaar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna dekho na aise dekho marzi hai kya tumhari bechain kar na dena tum ko kasam humari tum ko kasam humari humin dushman na ban jaaye humin dushman na ban jaaye kahin apne qaraar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna baagon mein pad gaye hain saawan ke mast jhoole aisa sama jo dekha raahi bhi raah bhoole raahi bhi raah bhoole ke jee chaaha yahin rakh de ke jee chaaha yahin rakh de umr saari guzaar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna
aa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani woh bapu jo pujya hai itna jitna ganga maa ka paani woh bapu jo pujya hai itna jitna ganga maa ka paani suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani tees janwari shaam ko bapu tees janwari shaam ko bapu birla ghar se bahar aaye prarthana asthaan ki jaanib dheere dheere kadam badhaye lekin us din honi apna roop badal kar aayiii aur ahinsa ke seene parrr hinsa ne goli barsaayi bapu ne kahaa raaam raaam aur jag se kiya kinaara raam ke mandir mein ja pahuncha shri raam ka pyaara jao bapu pyare bapu rahega naam tumhara jab tak chamke chand sitaare chamke kaam tumhara bapu tumne pran diye aur maut ki shaan badhayi tumne apna khoon diyaa aur maut ki shaan badhayi tumne apna khoon diyaa aur prem ki jyot jalaayi jai bapu ki jai gandhi ki bolo sab jan jai gandhi jai bapu ki jai gandhi ki bolo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Suniye Suniye Ladka Ladki (1966) 06:13 16267
 
Poster of Ladka Ladki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 06:13   Song Number : 16267   

Suniye Suniye Hamara Fasana Daughter of Sindbad (1958) 02:57 37518
 
Poster of Daughter of Sindbad (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Nadira, Tripathi
Duration : 02:57   Song Number : 37518   

Suniye Zara Dekhiye Naa Geetaa Mera Naam (1974) 04:09 18267
 
Poster of Geetaa Mera Naam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:09   Song Number : 18267   

Suniyo Araj Hamaari Prabhuji Mohd Rafi 03:37 36500
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Bhajan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:37   Song Number : 36500   

Sunle Mere Payalon Ke Sasural (1961) 04:14 12479
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Shri Gadkar
Duration : 04:14   Song Number : 12479   

Sunle Meri Laila Sun Meri Laila (1983) 05:17 39824
 
Poster of Sun Meri Laila (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Mahendra Dehalavi
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Deepika (Chikhaliya)
Duration : 05:17   Song Number : 39824   

Sunle Zameen Aasmaan Hum Dono (1985) 03:38 37916
 
Poster of Hum Dono (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Rajesh Khanna
Duration : 03:38   Song Number : 37916   

Suno Babul Supriyo 04:23 18571
 
Poster of Babul Supriyo
 
Category
Indipop
Singer- 
Babul Supriyo
Duration : 04:23   Song Number : 18571   

Suno Aisha Aisha (2010) 04:23 17042
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Abhay Deol, Sonam Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 17042   

Suno Chhoti Si (Happy) Seema (1955) 05:25 12485
 
Poster of Seema (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:25   Song Number : 12485   

Suno Gajar Kya Gaaye Baazi (1951) 04:59 12280
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 04:59   Song Number : 12280   

Suno Haal Meri Zindagi Ka Chandan (1971) 03:41 38996
 
Poster of Chandan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Omkar Verma
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:41   Song Number : 38996   

Suno Jaana Hum Sab Ustad Hain (1965) 05:33 12364
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita
Duration : 05:33   Song Number : 12364   

Suno Ji Suno Hamari Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:46 12343
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 04:46   Song Number : 12343   

Suno Kaho Kaha Suna Aap Ki Kasam (1974) 04:06 21265
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:06   Song Number : 21265   

Suno Na Suno Na Karobaar (The Business Of Love ) (2000) 06:14 18769
 
Poster of Karobaar (The Business Of Love ) (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Anil Kapoor
Duration : 06:14   Song Number : 18769   

Suno Naa Jhankaar Beats (2003) 06:28 10683
 
Poster of Jhankaar Beats (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Shaan
Duration : 06:28   Song Number : 10683   

Suno Ramzan Ki Dastan Ko Suno Alam Ara (1973) 05:24 39422
 
Poster of Alam Ara (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:24   Song Number : 39422   

Suno Sajna Papihe Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:44 21266
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:44   Song Number : 21266   

Suno Suno Aye Duniya Waalo (Sad) Bapu Ki Amar Kahani (1948) 05:10 32784
 
Poster of Bapu Ki Amar Kahani (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:10   Song Number : 32784