humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne leke dil tumne kaha tha ki sambhaalenge isse kabhi machlega to seene se laga lenge isse leke dil tumne kaha tha ki sambhaalenge isse kabhi machlega to seene se laga lenge isse jaane kya maine kaha jaane kya tumne suna jaane kya maine kaha jaane kya tumne suna main karun pyaar bhala mujhko paagal na bana humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne apne dil se kabhi chaahat ka maza poochh to lo dil ne khayi thi kasam dil se zara poochh to lo apne dil se kabhi chaahat ka maza poochh to lo dil ne khayi thi kasam dil se zara poochh to lo mera dil kab hai mera wo to ja tujhse mila mera dil kab hai mera wo to ja tujhse mila dekh baatein na bana mere jee ko na jala humne jab dil tha diya koi vaada tha
            
                    Humne Jab Dil Tha Diya
                
                    Chhoo Mantar (1956)