humne kya pyaar kiya pyaar ka badla na mila humne kya pyaar kiya pyaar ka badla na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila humne kya pyaar kiya humne chaaha tha ke is pyaar ko singaar mile humne chaaha tha ke is pyaar ko singaar mile teri baanhon ka mehekta hua ek haar mile pyaar hi pyaar ho aisa koi sansaar mile dukh bhari raat mili khushiyon ka sapna na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila humne kya pyaar kiya hum badhen jinki taraf deep woh bujh jaate hain hum badhen jinki taraf deep woh bujh jaate hain phool sehlaaye agar kaante se chubh jaate hain jinki chhaaon mein ruke paat wo jal jaate hain aisi taqdeer jo badle wo sitaara na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila haaye humne kya pyaar kiya
Humne Kya Pyaar Kiya
Naag Mohini (1963)