badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam tumhare hain jab tak ke dum mein hai dum tumhari kasam kaho naam ulfat ka badnaam kyun hai humaari wafaon pe ilzaam kyun hai kaho naam ulfat ka badnaam kyun hai humaari wafaon pe ilzaam kyun hai batao to hoga tumhara karam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam ye mana hai mushkil mohabbat ki raahen agar daal di tumne baahon mein baahen ye mana hai mushkil mohabbat ki raahen agar daal di tumne baahon mein baahen khushi se sahenge tumhare sitam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam jahan tak jahan ke nazaare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge jahan tak jahan ke nazaare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge na dolenge ulfat mein apne kadam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam
Badal Jaaye Duniya Na Badlenge Hum
Captain Kishore (1957)

Anvar, Mirja Musharraf Husain, Nayana, Roop Mala, Sekh, Shashi Kala, Suresh, Tuntun (Uma Devi), Vijaya Chaudhari