Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNazima
HomeNazima
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj hai raat muraadon ki kuchh rangeen iraadon ki kar bhi de tasveer mukammil chand adhure waadon ki aaj hai raat muraadon ki kuchh rangeen iraadon ki kar bhi de tasveer mukammil chand adhure waadon ki aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se sard hai mausam josh mein aa lehraa kar aagosh mein aa chhed ke nagma behoshi ka ye mat kehna hosh mein aa sard hai mausam josh mein aa lehraa kar aagosh mein aa chhed ke nagma behoshi ka ye mat kehna hosh mein aa aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se gesun khule khule se hain rangat udi udi si hai aye meri humraaz bata ye shokh sharaarat kis ki hai gesun khule khule se hain rangat udi udi si
aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa hmmm hmmmm hmmmm aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye hum loot jaayen dil kho jaaye bas aaj qayaamat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye hai waqt abhi tauba kar lo hai waqt abhi tauba kar lo allah musibat ho jaaye allah musibat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye tumko maaloom nahin shaayad kitne bedard sanam honge tumko maaloom nahin shaayad kitne bedard sanam honge ye aapne sach farmaaya hai ulfat mein laakh sitam honge ulfat mein laakh sitam honge hain laakh sitam manjoor humein bas ek inaayat ho jaaye hum loot jaayen dil kho jaaye bas aaj qayaamat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye har saans ko har ek dhadkan ko wo apni yaad bana daale har saans ko har ek dhadkan ko wo apni yaad bana daale tum aaj agar ik naghama ho tumko fariyaad bana daale tumko fariyaad
haaye tabassum tera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein yaa bijli giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera palkon ki chilman uthaana dheere se ye muskuraana palkon ki chilman uthaana lab jo hile zulfon talle chhaya gulaabi andhera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein yaa bijli giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera roko naa apni hansi ko jeene do wallah kisi ko roko naa apni hansi ko teri hansi ruk jo gayi ruk jaayega saans mera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein yaa bijli giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera
Kuchh Bolo Ji Bolo
taj tere liye ek mazhar e ulfat hi sahi tujhko iss waadiye rangeen se akeegat hi sahi meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai kaun kehta hai ke sadiq na the zazbe unke lekin unke liye tashheer ka samaan nahin kyuke wo log bhi apni hi tarah muflis the meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye mulakash dar o deewar ye mehraaw ye taak ik shehnshaah ne daulat ka sahara le kar hum gareebon ki mohabbat ka udaya hai mazaak meri mehboob meri mehboooob meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob
pyaas liye manwa hamaara ye tarse ek boond teri daya ki jo barse ban jaaye paawan ye jeewan saara jaise ganga ki ho dhara jaise ganga ki dhara pyaas liye manwa hamaara ye tarse ek boond teri daya ki jo barse ban jaaye paawan ye jeewan saara jaise ganga ki ho dhara jaise ganga ki dhara pyaas liye manwa hamaara ye tarse jaane anjaane karte rahe bhool hum chhoone aaye hain charnon ki ab dhool hum jaane anjaane karte rahe bhool hum chhoone aaye hain charnon ki ab dhool hum teri karuna mile hai buri ya bhali teri bagiya ke phir bhi to hain phool hum pyaas liye manwa hamaara ye tarse ek boond teri daya ki jo barse ban jaaye paawan ye jeewan saara jaise ganga ki ho dhara jaise ganga ki dhara pyaas liye manwa hamaara ye tarse tumse hai bas hamaari yehi prarthana le ke aaye hain hum to yahi kaamna tumse hai bas hamaari yehi prarthana le ke aaye hain hum to yahi kaamna hamko vardaan do aisa tum gyaan do rahe sab ke liye prem ki bhaawna pyaas liye manwa hamaara ye tarse ek
sang basanti ang basanti rang basanti chhaa gaya mastaana mausam aa gaya dharti ka hai aanchal peela jhoomen ambar neela neela sab rango se hai rangeela rang basanti lehraaye ye tera aanchal saawan ke jhoolon jaisa dil mera le gaya hai ye tera roop gori sarson ke phoolon jaisa ho lehraaye ye tera aanchal saawan ke jhoolon jaisa jab dekhun jee chaahe mera naam basanti rakh doon tera chhodo chhedo naa teri baaten raam duhaayi manvaa loota neend churaayi saiyaan teri preet se aayi sang basanti sang basanti ang basanti rang basanti chhaa gaya o mastaana mausam aa gaya ooooooooooooo oooooo ooooo sunn lo desh wasion sunn lo desh wasion aaj se iss desh mein chhota bada koi naa hoga saare ek samaan honge sunn lo desh wasion koi naa hoga bhukha pyaasaa poori hogi sabki aashaa hum hain raaja tum ho kaun nagar ke raaje chhoti munh badi baat naa saaje jhoomon naachon gaao baaje chang basanti mastaana mausam aa gaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Pila De Saaki Doli (1969) 04:31 13156
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Prem Chopra, Nazima
Duration : 04:31   Song Number : 13156   

Aye Kaash Kisi Deewane Ko Aaye Din Bahar Ke (1966) 06:17 20106
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Nazima
Duration : 06:17   Song Number : 20106   

Haaye Tabassum Tera (Male) Nishan (1965) 02:47 13881
 
Poster of Nishan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Javed Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nazima
Duration : 02:47   Song Number : 13881   

Kuchh Bolo Ji Bolo Nishan (1965) 04:45 37839
 
Poster of Nishan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Javed Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Nazima
Duration : 04:45   Song Number : 37839   

Mere Mehboob Kahin Aur Gazal (1964) 03:53 16241
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:53   Song Number : 16241   

Pyaas Liye Manwa Hamaara Mere Bhaiya (1972) 04:27 38352
 
Poster of Mere Bhaiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nazima
Duration : 04:27   Song Number : 38352   

Rang Basanti Raja Aur Runk (1968) 05:47 12450
 
Poster of Raja Aur Runk (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Nazima
Duration : 05:47   Song Number : 12450   
Karaoke Songs of nazima, Sad Songs of nazima, Love Songs of nazima, Dance Songs of nazima, Hip-hop songs of nazima, Best songs of nazima, Super hit songs of nazima, hit songs of nazima, duet songs of nazima, solo songs of nazima, old songs of nazima, famous songs of nazima, Hindi Karaoke Songs of nazima, Hindi Sad Songs of nazima, Hindi Love Songs of nazima, Hindi Dance Songs of nazima, Hindi Hip-hop songs of nazima, best Hindi songs of nazima, super hit Hindi songs of nazima, hit Hindi songs of nazima, duet Hindi songs of nazima, solo Hindi songs of nazima, old Hindi songs of nazima, famous Hindi songs of nazima, Sing Along Songs of nazima, Sing Along Sad Songs of nazima, Sing Along Love Songs of nazima, Sing Along Dance Songs of nazima, Sing Along Hip-hop songs of nazima, Sing Along Best songs of nazima, Sing Along Super hit songs of nazima, Sing Along hit songs of nazima, Sing Along duet songs of nazima, Sing Along solo songs of nazima, Sing Along old songs of nazima, Sing Along famous songs of nazima