Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kate na samay jakhon aar kichhu te bondhur telephone e mon base na janlar gril tate thekai matha mone hoy babar mato keu bale na ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay ay re amar sathe gaan geye ja notun notun sur ne sikhe ne kichhui jakhon bhalo lagbe na tor pianoy bose tui bajabi re ay khuku ay ay khuku ay cinema jakhon chokhe jala dharay garom coffer maja juriye jay kobitar bol gulo chhure feli mon hoy baba jodi bolto amay ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay khuku ay hmm hmm ay khuku ay hmm ay re amar sathe ay ekhoni hmm hmm kothao ghure asi shahor chhere hmm hmm chhele belar mato bayna kore hmm hmm kaj theke ne na tui amay kere hmm ay khuku ay hmm hmm ay khuku ay dokane jakhon asi sajbo bole hmm mhh khopata bedhe ni thanda haoay hmm hmm arshi te jakhon e chokh pore ja hmm y mone hoy baba jeno bolchhe amay ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay khuku ay ay khuku ay ay re amar kachhe ay mamoni sabar age ami dekhi toke dekhi kemon
hoo maalik hoo hoo ho ho ho ho ho ae maalik tere bande hum aise hon humare karam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum ye andhera ghana chhaa raha tera insaan ghabra raha ho raha bekhabar kuch na aata nazar sukh ka suraj chhupa ja raha hai teri roshni mein jo dum tu amavas ko kar de poonam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum jab zulmon ka ho saamna tab tu hi humein thaamna wo burai karein hum bhalai karein nahin badle ki ho kaamna badh uthe pyaar ka har kadam aur mite bair ka ye bharam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum
aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna tu mere bete kyun roye ankhiyon ke moti kyun khoye main tera ghoda main haathi mere tere sukh dukh kaa saathi tera main sahaara hoon mera tu sahaara hai jaan se bhi pyaara hai aa jaa aa jaa aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna rakhna bharosa uss pe sadaa jisne hai sabko janam diya kal tera papa rahe naa rahe ab jo kaha phir kahe naa kahe kahaa naa bhulaana tu wahi rakhwaala hai ussi ko bulaana tu aa jaa aa jaa aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna socha tha kya aur kya laaya dete huye jee bhar aayaa le ye baisaakhi le le re mere abhaage haathon se issi ke sahaare chal chal mere pyaare chal papa ke dulaare chal aa jaa aa jaa aye mere pappa sun mera kehna chaahe dukh hove hanste hi rehna
aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana ik din to samjh legi duniya tera afsaana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana armaan bhare dil mein zakhmon ko jagah de de bhadke huye sholon ko kuchh aur hawa de de banti hai to ban jaaye yeh zindagi afsaana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana fariyad se kya haasil rone se natija kya bekaar hai yeh baatein in baaton se hoga kya apna bhi ghadi bhar mein ban jaata hai begaana aye mere dil e naadan tu gham se na ghabarana
aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal chal jahan ghum ke maare na hon jhoothi aasha ke taare na hon chal jahan ghum ke maare na hon jhoothi aasha ke taare na hon jhoothi aasha ke taare na hon inn baharon se kya faayada jis mein dil ki kali jal gayi zakhm phir se hara ho gaya aye mere dil kahin aur chal chaar aansoon koi ro diya pher ke munh koi chal diya chaar aansoon koi ro diya pher ke munh koi chal diya pher ke munh koi chal diya lut raha tha kisi ka jahaan dekhti reh gayi ye zameen chup raha berahem aasmaan aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal
wo din the tum ek pal bhi mujhse judaa na the kya tum mujhe bhool gaye kahan gaye wo wade wo irade phir bhi main tumhe bhula na saki kyun ki tum mare dil mein ho mari saason mein ho aye mere dil tu rona nahin tera yahan koi nahin aye mere dil tu rona nahin tera yahan koi nahin na koi humdam hain sabhi beraham na koi humdam hain sabhi beraham koi kare bhi to kya dil dil hi to hai aye mere dil tu rona nahin tera yahan koi nahin tum jo mile to jeevan mehka jeene ka din aaya murjhaya sa man ka kamal bhi jhoom utha khil aaya ab na ho aarzu na koi justju ab na ho aarzu na koi justju koi kare bhi to kya din din hi to hai aye mere dil tu rona nahin tera yahan koi nahin tumko bhula kar reh sakti hoon dil ko kahan le jaaun maut hi mujh ko samjhaye ya main usko samjhaun marne jeene ka hai yahi faisla marne jeene ka hai yahi faisla koi kare bhi to kya jaan jaan hi to hai aye mere dil tu rona nahin tera yahan koi nahin aye mere dil tu rona nahin tera yahan koi nahin na koi
aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aake to dekh meri haalat ko bin tere har khushi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa ban ke humdard mera humsaaya tu meri zindagi mein aaya tha ban ke humdard mera humsaaya tu meri zindagi mein aaya tha pyaar apnon se bhi zyaada kiya mujhe toone log kehte hain tu paraaya tha log kehte hain tu paraaya tha aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa mere dil se yahi dua nikle tu jahaan bhi rahe khushhaal rahe mere dil se yahi dua nikle tu jahaan bhi rahe khushhaal rahe bhool ke bhi na bhoola paaun main tujhe humdum har ghadi bas tera khayaal rahe her ghadi bas tera khayaal rahe aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa yaad aate hai jab karam tere meri aankhon se ashq behte hain yaad aate hai jab karam tere meri aankhon se ashq behte hain tere ehsaanon ka badlaa mein
aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan meri manzil hai tuuuu tu hi mera jahaan oye oye oye oye oye aye mere humsafarrrrr aye mere jaane jaan aye mere humsafarrrrr aye mere jaane jaan ban gaye aaj hum do badan ek jaan oye oye oye oye oye aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan bheega bheega aanchal aankhon ka ye kaajal ghayal na kar de mujhe seene ki ye hulchal badhne lagi pal pal paagal na kar de mujhe hoo hoo hooo bheega bheega aanchal aankhon ka ye kaajal ghayal na kar de mujhe seene ki ye hulchal badhne lagi pal pal paagal na kar de mujhe paagal jo hum ho gayeeeee ban jaayegi daastaann aahista bolo sanammmm sun lega saara jahaan meri manzil hai tuuuu tu hi mera jahaan aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan aye mere humsafarrrrr aye mere jaane jaan saanson ke ye shole saanson mein tu ghole pal mein pighal jaayen hum honthon ke angaare honthon pe humare rakh de to jal jaayen hum hooo hooo hooo saanson ke ye shole
yamma yamma yamma yamma yamma yamma la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la lets dance with music lets dance with music yamma yamma yamma yamma yamma yamma yamma yamma yamma yamma sa sa sa ga sa ni ni ni re ni dha dha sa dha pa aye mere khwabon ke khayalon ke shehzaade aye mere khwabon ke khayalon ke shehzaade yeh mausam deta hai aawaazein tu aa ja re aye mere khwabon ke khayalon ke shehzaade pa ma ga re sa ni dha pa ma ga tune bekaraaron ko chhed diya chhed diya tune bekaraaron ko chhed diya chhed diya mere dil ke taaron ko taaron ko chhed diya aa teri kya marzi hai tere kya iraade aye mere khwabon ke khayalon ke shehzaade la la la la la la la la la la la la dil dil dil dil dil dil dil to le liya le liya ab jaan na le dil to le liya ab jaan na le mere sabr ka tu imtihaan na le ae sheeshe ki gudiya ko patthar se takra de aye mere khwabon ke khayalon ke shehzaade yeh mausam deta hai aawaazein tu aa ja re aye mere khwabon ke khayalon ke shehzaade
aye mere maalik mere parwardigaar sun mere toote huye dil ki pukaar aaj main laachaar hoon majboor hoon zinda reh kar zindagi se door hoon aa gayi kashti meriiiiii majhdhaar mein sar jhukaati hoon tere darbaar mein haath utha kar maangti hoon main duaa dekhiye hota hai ab anjaam kya kaun sunta hai meriiiiii fariyaad koooooo kaun aata hai meri imdaad ko kaun aata hai meri imdaad ko
oooooo hoooooo hooooo hooooo hooooo hoooooo oooooooo aye mere mann main hoon magan unse milan ki shaam hai ye har saans par mehka hua unka hi aaj naam hai ye aye mere mann main hoon magan unse milan ki shaam hai ye har saans par mehka hua unka hi aaj naam hai ye aye mere mann main hoon magan mujhko jab wo mera mann meet mile mujhko jab wo mera mann meet mile rutt ho ke naa ho phir bhi basant khile lage aise mujhe jaise ghula ho hawaa mein chandan chandan aye mere mann main hoon magan unse milan ki shaam hai ye har saans par mehka hua unka hi aaj naam hai ye aye mere mann main hoon magan tann mein mann mein har pal ab hai basi tann mein mann mein har pal ab hai basi chhalki chhalki unki madhur wo hansi dheere dheere jaise gire honthon se raseela saawan saawan aye mere mann main hoon magan unse milan ki shaam hai ye har saans par mehka hua unka hi aaj naam hai ye aye mere mann main hoon magan kab ye kaise pyaar humara ye pala kab ye kaise pyaar humara ye pala apna
Aye Mere Meherban
aye mere pyaare watan aye mere bichhde chaman tujh pe dil qurbaan tu hi meri aarzoo tu hi meri aabroo tu hi meri jaan aye mere pyaare watan aye mere bichhde chaman tujh pe dil qurbaan tere daaman se jo aaye unn hawaanon ko salaam tere daaman se jo aaye unn hawaanon ko salaam choom loon main uss jubaan ko jiss pe aaye tera naam sabse pyaari subah teri sabse rangeen teri shaam tujh pe dil qurbaan tu hi meri aarzoo tu hi meri aabroo tu hi meri jaan maa ka dil banke kabhi seene se lag jaata hai tu maa ka dil banke kabhi seene se lag jaata hai tu aur kabhi nanhi si beti ban ke yaad aata hai tu jitna yaad aata hai mujhko utna tadpaata hai tu tujh pe dil qurbaan tu hi meri aarzoo tu hi meri aabroo tu hi meri jaan chhod kar teri zameen ko door aa pahunche hain hum chhod kar teri zameen ko door aa pahunche hain hum phir bhi hai ye hi tamanna tere zarron ki kasam hum jahaan paida huye uss jagah hi nikle dam tujh pe dil qurbaan tu hi meri aarzoo tu hi meri aabroo tu hi meri
aye mere udaas mann chal donon kahin door chalen mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin koi aur hai aye mere udaas mann chal donon kahin door chalen mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin koi aur hai iss bagiyaa ka har phool deta hai chubhan kaanton ki sapne ho jaate hain dhool kya baat karen sapnon ki mere saathi teri duniyaa ye nahin ye nahin koi aur hai aye mere udaas mann chal donon kahin door chalen mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin koi aur hai jaane mujh se huyi kya bhool jisse bhool saka naa koi pachhtaave ke aansoon meri aankh bhale hi royi ore pagle tera apna ye nahin ye nahin koi aur hai aye mere udaas mann chal donon kahin door chalen mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin koi aur hai pathar bhi kabhi ek din dekha hai pighal jaaten hain ban jaate hain sheetal neer jharnon mein badal jaate hain teri peeda se jo pighale ye nahin ye nahin koi aur hai aye mere udaas mann chal donon kahin door chalen mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin
aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o o aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o o aye meri aankhon ke pehle sapne ek ik pal ginun uss ghadi ke liye jiski ummeed mein har koi maa jeeye ek ik pal ginun uss ghadi ke liye jiski ummeed mein har koi maa jeeye aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o o ho o o o aye meri aankhon ke pehle sapne main abhi se teri sun raha hoon sadaa door jaise kahin saaz ho baj raha main abhi se teri sun raha hoon sadaa door jaise kahin saaz ho baj raha aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaon tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o ho o o aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa
aye meri topi palat ke aa naa apne funtoosh ko sataa aye meri dilbar idhar nazar kar naa jaa bichhad kar naa jaa naa jaa aye meri topi palat ke aa naa apne funtoosh ko sataa aye meri dilbar idhar nazar kar naa jaa bichhad kar naa jaa naa jaa aye meri topi palat ke aa aye meri humjoli tu bhi gair ki ho li tu bhi de gayi dhakka auron ke sang ghumen ithlaaye aur jhumen dekhun main bhaunchakka meri topiiiiii meri topiiiiii meri topiiiiii meri topiiiiii aye meri dilbar idhar nazar kar naa jaa bichhad kar naa jaa naa jaa aye meri topi palat ke aa naa apne funtoosh ko sataa aye meri dilbar idhar nazar kar naa jaa bichhad kar naa jaa naa jaa aye meri topi palat ke aa dekhe jise akeli uss se kare athkheli raah mein raas rachaaye mota pet bajaaye ganje sir ko chhupaaye chhede aur chhup jaaye meri topiiiiii meri topiiiiii meri topiiiiii meri topiiiiii aye meri dilbar idhar nazar kar naa jaa bichhad kar naa jaa naa jaa aye meri topi palat ke aa naa apne funtoosh ko sataa aye
aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa wo laila rahi naa wo memil raha naa wo laila rahi naa wo memil raha paas manzil ke aa ke loota carwaan ho loota carwaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan ye sitaare nahin ghum ke aansoon hain ye ye sitaare nahin ghum ke aansoon hain ye ro raha hai mere haal par aasmaan haal par aasmaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan tum se milte hi masti mein khoye thhe hum tum se milte hi masti mein khoye thhe hum aankh kholi to ujda hua tha jahaan ab main jaaun kahaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan tujhe dhundhun kahaan tujhe dhundhun kahaan
baayiswin rajab ki ghadi rehmaton ki hai kondon ki ye miyaz badi barkaton ki hai aye momino niyaz dilao imam ki aye momino niyaz dilao imam ki bakar ke laal sahibe ali makam ki aye momino niyaz dilao imam ki hasnain ke wo ladle hasnain ke wo ladle jaafar hai unka naam sadiq lakab hai aate hai duniya mein sabke kaam zehra ke aur ali ke dulare wohi to hain pyare nabi ki aankh ke taare wohi to hain unse hi aabru haiii unse hi aabru hai khuda ke kalaam ki aye momino niyaz dilao imam ki milti hai iss niyaz se milti hai iss niyaz se har ekko rahaten hoti hai door phazle khuda se musibaten jo ye miyaz dil se adab se dilayega ho jayega nihal muraden wo payega tadbeer isse banti hai tadbeer isse banti hai har bigde kaam ki aye momino niyaz dilao imam ki wada kiya hai hazraten wada kiya hai hazraten zafar ne momino tundon ki ye niyaz dilata rahega jo puri na ho sake agar uski murad to daman ho mera hashra mein aur uska hath ho allah laaj rakhega allah laaj rakhega mere makam
aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri tu naa aayi thi to ghum ka bhi kahin naam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri jaane kyun aaj hai shikwaa mujhe duniyaa bhar se jaane kyun aaj hai shikwaa mujhe duniyaa bhar se iss se pehle to kisi par koi ilzaam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri meri kismat ke mujhe ashq hi peene ko mile meri kismat ke mujhe ashq hi peene ko mile mere hisse mein muhabbat ka koi jaam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri dene waale mujhe kyun tune muhabbat de di dene waale mujhe kyun tune muhabbat de di kya ghum e ishq se pehle mujhe aaram naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri
aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aye muhabbat tere anjaam pe rona aaya aye muhabbat tere anjaam pe rona aaya aye muhabbat tere jaane kyun aaj tere naaaam pe rona aaya jaane kyun aaj tere naam yun to harrrrrrrrrrr yun to har shaam ummeedon mein guzar jaati thiiiiiiiiii aaj kuchh baat hai jo shaam pe rona aaya aaj kuchh baat hai jo shaam pe kabhiiiiiiiiiiiiiii kabhi taqdeer ka maatam kabhi duniyaa ka gilaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa manzilen ishq mein har ghaanv pe rona aaya manzilen ishq mein jab huaaaaaaaa zikr zamaane mein muhabbat ka shakiiiiiiiirrrrrrr mujhko apne dil e naaqaam pe rona aaya aye muhabbat tere anjaam pe rona aaya aye muhabbat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Khuku Aye Hemanta Mukherjee & Srabanti Majumdar 05:07 14958
 
Poster of Hemanta Mukherjee & Srabanti Majumdar
 
Lyricist
Pulak Banerjee
Duration : 05:07   Song Number : 14958   

Aye Malik Tere Bande Do Ankhen Barah Haath (1957) 03:06 20108
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
V Shanta Ram, Sandhya
Raag- 
Bhairav
Duration : 03:06   Song Number : 20108   

Aye Mere Bete Aa Gale Lag Jaa (1973) 04:36 18316
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 18316   

Aye Mere Dil E Naadan Tower House (1962) 03:11 14354
 
Poster of Tower House (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ajit, Shakeela
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:11   Song Number : 14354   

Aye Mere Dil Kahin Aur Daag (1952) 02:54 20109
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:54   Song Number : 20109   

Aye Mere Dil Tu Rona Nahin Meetha Zehar (1985) 04:50 37119
 
Poster of Meetha Zehar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Music Director- 
Babla
Singer- 
Kanchan
On Screen Actors- 
Deepak Parashar, Padmini Kapila
Duration : 04:50   Song Number : 37119   

Aye Mere Dost Laut Ke Aajaa Swarg (1990) 07:36 17843
 
Poster of Swarg (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Govinda, Juhi Chawla, Madhvi
Duration : 07:36   Song Number : 17843   

Aye Mere Humsafar Baazigar (1993) 07:30 18712
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty, Shahrukh Khan
Duration : 07:30   Song Number : 18712   

Aye Mere Khwabon Ke Meri Jung (1985) 08:09 14219
 
Poster of Meri Jung (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri
Duration : 08:09   Song Number : 14219   

Aye Mere Maalik Sohni Mahiwal (1958) 02:31 14266
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 02:31   Song Number : 14266   

Aye Mere Mann Main Hoon Magan Us Paar (1974) 05:56 15683
 
Poster of Us Paar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 05:56   Song Number : 15683   

Aye Mere Meharban Sachche Moti (1962) 04:19 36621
 
Poster of Sachche Moti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Suresh, Zabeen
Duration : 04:19   Song Number : 36621   

Aye Mere Pyare Watan Kabuliwala (1961) 05:14 20167
 
Poster of Kabuliwala (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 05:14   Song Number : 20167   

Aye Mere Udaas Mann Maan Abhiman (1980) 06:10 13635
 
Poster of Maan Abhiman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 06:10   Song Number : 13635   

Aye Meri Ankhon Ke Pehle Sapne Man Mandir (1971) 04:05 15623
 
Poster of Man Mandir (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:05   Song Number : 15623   

Aye Meri Topi Palat Ke Aa Funtoosh (1956) 02:50 13248
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 02:50   Song Number : 13248   

Aye Meri Zindagi Adl E Jehangir (1955) 03:03 16379
 
Poster of Adl E Jehangir (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:03   Song Number : 16379   

Aye Momino Niyaz Dilao Imam Ki (Part I) Niyaz Aur Namaaz (1977) 08:22 32300
 
Poster of Niyaz Aur Namaaz (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Man Mohan Krishna
Duration : 08:22   Song Number : 32300   

Aye Muhabbat Meri Duniya Bees Saal Baad (1962) 03:49 12874
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:49   Song Number : 12874   

Aye Muhabbat Tere Anjaam Pe Rona Aaya Begum Akhtar 03:31 15702
 
Poster of Begum Akhtar
 
Category
Ghazal
Singer- 
Begum Akhtar
Duration : 03:31   Song Number : 15702