Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhaya hai sama mera dil hai jawan saiyaan man mein jhume bahaar aaja re sanam tujhe meri kasam dekho dungi sab kuchh haar shaam suhani lekar aayi kitne khaab suhane shaam suhani lekar aayi kitne khaab suhane hoo oo oo tan ki dekho ek kahani tan ki dekho ek kahani man ke lakh fasane man ke lakh fasane are kabhi miti nahin teri lagi are kabhi miti nahin teri lagi teri ye nazar gayi dil mein utar mera dil ka banke qaraar aaaaaaa aaye na yakin are tujhsa haseen kare hamse itna pyaar achha haanji kaun ye mere dil se karta chupke aaj ishaare kaun ye mere dil se karta chupke aaj ishare o man mein apne pyaar basa le man mein apne pyaar basa le kehte mast nazare kehte mast nazare khili yahan tere liye kali kali khili yahan tere liye kali kali teri ye nazar gayi dil mein utar mere dil ka banke qaraar aaaaaaa aaye na yakin are tujhsa haseen kare hamse itna pyaar achha haanji chhaya hai sama mera dil hai jawan saiya man mein jhume bahar aaja re sanam tujhe meri kasam dekho
suniye suniye toh chhaayi ghata bijlee kadki kadki kidhar chhalki sharaab aag bhadki bhadki haan mausam ka samjho ishaara ishaara re chhaayi ghata bijlee kadki hmmm ghar mein ghar mein sataati hai kadki hmmm raste mein ek shokh ladki achchha mushkil hai bachnaa humaara humaara re ghar mein sataati hai kadki ghum tujhe kadki ka kyaa kyaa bataaun muskuraa aankhen milaa ghum tujhe kadki ka kyaa haye muskuraa aankhen milaa aaa chhheeeen sardi ho yaa bukhaar sabki dawaa hai pyaar mausam ka mausam ka samjho ishaara ishaara re chhaayi ghataa bijlee kadki zuuuuu zuzuzu zuzu zuzuzu zuuu zuzuzu zuuu aaaaaa aaaaaa ek dil jhagde kayi haan ghum kayi lafde kayi wo to maaloom hai ek dil jhagde kayi ghum kayi lafde kayi karna padegaa pyaar kuchh nagad kuchh udhaar mushkil hai haaa aaaa mushkil hai bachnaa humaara humaara re ghar mein sataati hai kadki haaaaaaa aaaaaaa haaaaaaa aaaaaaa shukriyaa its all right shukriyaa its perfectly all right shukriyaa o dilrubaa haay raah par tu
chhed mere humrahi geet koi aisa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi mil ke naa bichhde ye dil ye pal ye aankhen ye dil ye pal ye aankhen aa ke naa jaayen ye rutt ye din ye raaten ye rutt ye din ye raaten mausam baagon mein aate jaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi peechhe reh jaaye jeevan ki sab seemayen jeevan ki sab seemayen aisi masti mein hum bas chalte hi jaayen hum bas chalte hi jaayen raahon pe kadam dagmagaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi tann ik deepak hai saans hai deepak ki baati saans hai deepak ki baati hum donon ke dil ban ke taare o saathi ban ke taare o saathi kaali raaton mein jagmagaate rahen chhed mere
chheda jo dil ka fasaana hansa zor se kyun zamaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane mubaariq jahaan tujhko tera uthaaya faqeeron ne deraa milega kahaan ab thikaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane mila kuchh naa rasta badal ke gira wo chala jo sambhal ke hai ye khel kitna purana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane bacha saari duniyaa se jo dil huaa apne teeron se ghaayal pada kaise ulta nishaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane chheda jo dil ka fasaana hansa zor se kyun zamaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane
pyaar ka saaj bhi hai dil ki aawaaz bhi hai mere geeton mein tumhin tum ho mujhe naaz bhi hai chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka aankhen bani paimane dil huye mastane raahen badi matwali aane lage deewane aankhen bani paimane ho dil huye mastane raahen badi matwali aane lage deewane mila mere geet mein fasaana tere pyaar ka mila mere geet mein fasaana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka gesu bane janzeerein qaid huyi taqdeerein naach rahi hain jawaaniyaan jaise teri tasveerein gesu bane janzeerein qaid huyi taqdeerein naach rahi hain jawaaniyaan jaise teri tasveerein haaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar ka haaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne
ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara he geet yeina julun geet yeina julun ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara phulate na phool toch jaay pakali galun phulate na phool toch jaay pakali galun ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara aakarun yet kahi aakarun yet kahi virate nimishaat tehi virate nimishaat tehi swapnachitra pusuni jaay rang rang oghalun ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara kshitijachya paar door mrugjalas yei pur kshitijachya paar door mrugjalas yei pur laslasate ankur he laslasate ankur he yeth chalale jalun laslasate ankur he yeth chalale jalun ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara
chhedo dhun matwalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki kya kya jalwe dikhlata hoon dekho mere sang iske nainon ka jaadu uske anchal ka rang kya kya jalwe dikhlata hoon dekho mere sang iske nainon ka jaadu uske anchal ka rang chali hawa udi ghata lambi zulfon waalon ki chali hawa udi ghata lambi zulfon waalon ki monday tuesday wednesday thursday friday saturday chheh din tak papad bele tab aaya hai sunday monday tuesday wednesday thursday friday saturday chheh din tak papad bele tab aaya hai sunday lagi rahe saji rahe ye mehfil gore kaalon ki lagi rahe saji rahe ye mehfil gore kaalon ki
chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen aati hai sharam humko roko ye pyari baatein aati hai sharam humko roko ye pyari baatein jo tumko jaante hain wo jaante hain tumhari baatein tum keh lo sharam isko hum to ada kahenge hum to ada kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge chhedo na meri zulfen main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo tum isko pyaar samjho tum isko chahat ka naam de lo lekin zamaane wale iss ko khata kahenge iss ko khata kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen tauba teri nazar ke masti bhare ishaare tauba teri nazar ke masti bhare ishaare dekhenge hum ko tum ko to muskura ke ye sab nazaare ulfat mein do dilon ko behka hua kahenge behka hua kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana
chelaji re mari hatu patanthi patoda mohngha lavjo chelaji re mari hatu patanthi patoda mohngha lavjo aema ruda re moraliya chitravjo patan thi patoda mohngha lavjo raang rasumbal koor kasumbal palav pran bichavjo re patan thi patoda mohngha lavjo chelaji re mari hatu patanthi patoda mohngha lavjo oliva patan shaherni re mare thavu padamni naar oliva patan shaherni re mare thavu padamni naar odhi ange patodu re eani relavu rangdhar heere madhela chudlani jod moghi madhavjo re patan thi patoda mohngha lavjo chelaji re mari hatu patanthi patoda mohngha lavjo oli rang nitarti re mane paamer gamti re oli rang nitarti re mane paamer gamti re aene paherta pagma re payal chham chham ti re nathni lavigyani zumka mohenga moti madhavjo re patan thi patoda mohngha lavjo chelaji re mari hatu patanthi patoda mohngha lavjo
haan kaanch ki neend aayi patthar ke khaab laayi kaanch ki neend aayi patthar ke khaab laayi jaane rab jaane kab zhakhmon se mil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chitthi jaave na jaave sandesaa sajan gayo kis des toote dil ki jag bhi nahin sunta naahi sune darvesh tukda tukda in saanson ka seene mein hai bikhra pada tukda tukda in saanson ka seene mein hai bikhra pada sookha hua samandar hai aankhon ke andar dhadkan chalegi kaise dil mein chubhe hai khanjar dil kaale kaale lage lagti hai kaali kaali raina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina kaanch ki neend aayi patthar ke khaab laayi kaanch ki neend aayi patthar ke khaab laayi jaane rab jaane kab zhakhmon se mil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye
chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan jahaan tere pairon ke kanwal gira karte the hanse to do gaalon mein bhanwar pada karte the jahaan tere pairon ke kanwal gira karte the hanse to do gaalon mein bhanwar pada karte the heyyyyy teri kamar ke bal pe nadi muda karti thi hansi teri sun sun ke fasal paka karti thi chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan hooo jahaan teri edi se dhoop uda karti thi suna hai uss chaukhat pe ab shaam raha karti hai jahaan teri edi se dhoop uda karti thi suna hai uss chaukhat pe ab shaam raha karti hai latto se uljhi lipti ik raat hua karti thi hooo kabhi kabhi takiye pe wo bhi milaa karti hai chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan dil dard ka tukda hai pathar ki dali si hai ik andha kunwaa hai yaa ik band gali si hai ik chhota sa lamha hai jo khatam nahin hota main laakh jalaata hoon ye bhasm nahin hota ye bhasm nahin hota chhod aaye hum wo
chhod baabul ka ghar mohe pee ke nagar aaj jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada sang sakhiyon ke bachpan bitati thi main byah gudiyon ka hans hans rachaati thi main sabse muhn mod kar kya bataaun kidhar dil lagaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada yaad maike ki dil se bhulaaye chali preet saajan ki mann mein basaaye chali yaad kar ke ye ghar royi aankhen magar muskurana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada pehan ulfat ka gehna dulhan main bani dola aaya piya ka sakhi main chali ye tha jhootha nagar isliye chhod kar mohe jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada
chhod bhi de majhdhaar mein naav lekar uska naam paar utaare ya wo duboye jaane apne kaam aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne tu bhi majboor hai main bhi majboor hoon uski rajaa ke saamne ho ho aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne tera kaam hai yahi bas kaam kiye jaa mat soch ye tu anjaam hai kya tera kaam hai yahi bas kaam kiye jaa mat soch ye tu anjaam hai kya wo kaanton ke sej de ya phoolon ki jhukne ke siwa tera kaam hai kya jhukne ke siwa tera kaam hai kya aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne ho ho tu bhi majboor hai main bhi majboor hoon uski rajaa ke saamne kayi doob ke bhanwar mein bhi bach nikle kayi reh gaye doob ke kinaare par kayi doob ke bhanwar mein bhi bach nikle kayi reh gaye doob ke kinaare par wo nadi ho ya naav ya aandhi ho sabhi chalte hain uske ishaare par sabhi chalte hain uske ishaare par aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne ho ho tu bhi majboor hai main bhi
chhod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale chhod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale banvaasi banraaj dulaare sab se naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale chala ram ka sevak ban kar laxman jaisa bhai chali jaanki ban kar apne preetam ki parchaayi nar naari pashu panchhi sab ka mann ab naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale jaise bachhade chhin jane par dekha karti gayaiya jaise bachhade chhin jane par dekha karti gayaiya waise hi ro ro kar dekhen ram lakhan ko maiyaan maya mamata mahal mohini sab se naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale laxman bina mahal hai soona seeta bina rasoyi ram bina hai sooni ayodhya saari praja royi chhod ke kaliyon ki galiyan kaanton se naata jod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale aaj humare ram ayodhya chhod chale
kahaan chalaa aye mere jogiiii jeevan se tu bhaag ke kisi ek dil ke kaaran yun saari duniyaa tyaag ke chhod de saari duniyaa kisi ke liye ye munaasib nahin aadmi ke liye pyaar se bhi zuroori kayi kaam hai pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye tann se tann ka milan ho naa paaya to kya mann se mann kaa milan koi kam to nahin mann se mann kaa milan koi kam to nahin khushboo aati rahe door hi se sahi saamne ho chaman koi kam to nahin saamne ho chaman koi kam to nahin chaand miltaa nahin sabko sansaar mein hai diyaa hi bahot roshani ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye itni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin ek duniyaa ujad hi gayi hai to kya doosra tum jahaan kyun basaate nahin dil naa chaahe bhi to saath sansaar ke chalna padta hai sab ki khushi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye
aah chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa main chali main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane zaraa sunnaa jaan e tamnnaa o zaraa sunnaa jaan e tamnnaa itnaa to sochiye mausam suhaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho umm hmm hmm hmmm yun na dekho jaag jaaye pyaar ki angdaai ye rastaa ye tanhaai lo dil ne thokar khaayee yahi din
chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya phool sang muskaaye kaliyaan main kaise muskaaun baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan chham chham neer bahaaun main chham chham neer bahaaun chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya dil ki lagi ko kya koi jaane main jaane dil jaane palkon ki chhayaa mein naachen palkon ki chhayaa mein naachen dard bhare afsaane haaye dard bhare afsaane chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat aisi chali birhaa ki aandhi aisi chali birhaa ki aandhi tadpat hoon din raat haaye main tadpat hoon din raat chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya chhod
chhod kar tere pyaar ka daaman chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen mil gaye aaj kaafile dil ke hum khade hain kareeb manzil ke muskuraa kar jo tumne dekh liya mit gaye hans ke sab gile dil ke kitni pyaari hai ye haseen ghadiyaan inn se keh do yahin thehar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen tere kadmon pe zindagi rakh doon apni aankhon ki roshni rakh doon tu agar khush ho main tere dil mein apne dil ki har ek khushi rakh doon mere humdam meri khushi ye hai tu nazar aaye hum jidhar jaayen chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen
hmm hmm hmm hmm chhod mera haath chhod mera haath mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de chaak gireban mujhe seene de pyaasi mar jaungi mujhe jeene de chhod mera haath mujhe peene de tu kya jane kya hai sharaab lakhon sawalon ka hai yeh ek jawaab tu kya jane kya hai sharaab lakhon sawalon ka hai yeh ek jawaab de mera saath de mera saath mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de main kyun karun ab intezaar mai phir mile naa mile kya hai aitbaar main kyun karun ab intezaar mai phir mile naa mile kya hai aitbaar mann meri baat maan meri baat mujhe peene de pyaasi mar jaungi mujhe jeene de chhod mera haath mujhe peene de sun le meri tu daastaan jeeta hai kismat ki baazi yeh jahaan sun le meri tu daastaan jeeta hai kismat ki baazi yeh jahaan maine khayi maat maine khayi maat mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de chaak gireban mujhe seene de pyaasi mar jaungi
aaaaaaaaaaa chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai iss duniyan kiiiiii iss duniyan ki safar badi hai jeevan ka na thikana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai aalam sara jaa raha hai tera din bhiiiiiii aa raha hai aalam sara jaa raha hai tera din bhi aa raha hai prem ka sauda kar le musafir prem ka sauda kar le musafir pichhe nahin pachhtana hai prem ka sauda kar le musafir pichhe nahin pachhtana hai prem nagar ko jaana hai chhod musaafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai putra pota koi na apna koi na apna koi na apna putra pota koi na apna koi na apna koi na apna maya ras ka jhutha sapna maya ras ka jhutha sapna dekh musafir kadam kadam parrrrrrrrrrrr dekh musafir kadam kadam par jag ka dhanda chhudana hai prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musaafir maya nagar ab prem nagar ko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhaya Hai Sama Mera Qaidi (1957) 03:02 36614
 
Poster of Qaidi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Padmini, Suresh, Helen
Duration : 03:02   Song Number : 36614   

Chhayi Ghata Bijlee Kadki Apna Haath Jagannath (1960) 03:49 12814
 
Poster of Apna Haath Jagannath (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Sayeeda Khan
Duration : 03:49   Song Number : 12814   

Chhed Mere Humrahi Mastana (1970) 05:10 11952
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Bharati
Duration : 05:10   Song Number : 11952   

Chheda Jo Dil Ka Nakli Nawab (1962) 03:09 13834
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 13834   

Chheda Mere Dil Ne Asli-Naqli (1962) 05:44 31131
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:44   Song Number : 31131   

Chhediyalya Tara Pt Vasantrao Deshpande 03:00 15937
 
Poster of Pt Vasantrao Deshpande
 
Category
Marathi
Lyricist
Shanta Shelke
Music Director- 
Jitendra Abhisheki
Duration : 03:00   Song Number : 15937   

Chhedo Dhun Matwalon Ki Ghar Sansar (1958) 02:38 36968
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 02:38   Song Number : 36968   

Chhedo Na Meri Zulfen Ganga Ki Lahren (1964) 03:58 32442
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 03:58   Song Number : 32442   

Chhelaji Re Mari Haru Patan Thi Patola Priti Gajjar Ghosh 03:22 11439
 
Poster of Priti Gajjar Ghosh
 
Category
Gujarati
Duration : 03:22   Song Number : 11439   

Chhil Gaye Naina NH10 (2015) 03:13 37208
 
Poster of NH10 (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Neil Bhoopalam, Anushka Sharma
Duration : 03:13   Song Number : 37208   

Chhod Aaye Hum Maachis (1996) 05:05 10691
 
Poster of Maachis (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Suresh Wadkar, K K
On Screen Actors- 
Tabu, Chandrachur Singh, Om Puri
Duration : 05:05   Song Number : 10691   

Chhod Baabul Ka Ghar Babul (1950) 03:15 12777
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Raag- 
Marwa
Duration : 03:15   Song Number : 12777   

Chhod Bhi De Manjhdhar Naav Barkha (1959) 03:53 19238
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jagdeep
Duration : 03:53   Song Number : 19238   

Chhod Chale Aaj Humare Ram Ayodhyapati (1956) 03:35 16545
 
Poster of Ayodhyapati (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya
Duration : 03:35   Song Number : 16545   

Chhod De Saari Duniyaa Saraswatichandra (1968) 03:32 20285
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20285   

Chhod Do Aanchal Zamaanaa Kyaa Kahegaa Paying Guest (1957) 04:29 12086
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 12086   

Chhod Gaye Baalam Barsaat (1949) 03:24 11812
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 11812   

Chhod Kar Tere Pyaar Ka Woh Kaun Thi (1964) 03:16 12063
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Helen
Duration : 03:16   Song Number : 12063   

Chhod Mera Haath Mujhe Peene De Subha O Sham (1972) 04:19 37296
 
Poster of Subha O Sham (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:19   Song Number : 37296   

Chhod Musafir Maya Nagar (Bhajan) Pankaj Mullick 03:21 15038
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Bhajan
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:21   Song Number : 15038