Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


maine maine payal hai chankai ab to aaja tu harjaai maine payal hai chankai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa maine payal hai chankai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa chale jab ye purvaai baje dil mein shehnai tuhi mere sapnon ka o sajna aa aa aa aa chale jab ye purvaai baje dil mein shehnai tuhi mere sapnon ka o sajna aa aa aa aa maine maine chunari hai lahrai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa main din bhar soch mein doobun main raat mein jaagu na soun tuhi dil mein rehta hai o sajna aa aa aa aa main din bhar soch mein doobun main raat mein jaagu na soun tuhi dil mein rehta hai o sajna aa aa aa aa maine maine chudi hai khankai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa
maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon main zaleel hoon main zaleel hoon tumko kya kahun are tumko kya kahun tumko kya kahun maine pee sharab tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum shareef log tum ameer log hum tabaah haal hum fakeer log zindagi bhi rog maut bhi ajaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tumne kitne dil chaak kar diye kitne baste ghar khaak kar diye maine to kiya khud ko hi kharaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab reet aur riwaaz sab tumhare saath dharm aur samaaj sab tumhare saath
maine peena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya paap kaho ya punay kaho maine peena seekh liya maine peena seekh liyaa ek chhavi thi laakhon mein aan basi in ankhon mein ek kali muskayi thi mann bhanvre ko bhaai thi ek din pyaar ka phool khila mere sur ko geet mila par kismat laayi rang naye sur chhute aur geet gaye bheech bhanwar tune chhoda bhare prem mein munh moda pyaar pe aisa waar kiya ufff jeena uff jeena dushwaar kiya ab sharab ne saath diya to tujh bin jeena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya log kahen kyun ha ha ha ha ha ha log kahen kyun peete ho mann kehta kyun jeete ho jeene ki koi chaah nahin marne ki koi raah nahin jeevan hi jab rog yahaan bolo iski dawa kahan pyaar ke jaam na peete hum kho kar hosh na paate ghum humne manzil dhundhi thi lekin kismat roothi thi raah mein saathi haayeee raah mein saathi chhoot gaya thes lagi dil toot gaya ab to isi nashe ke dhagon se dil seena seekh
Maine Hi Pahli Baar Dekha Gussa
maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se maine ye hizaab tera dhoondha har jagah shabaab tera dhoodha kaliyon se misaal teri poochhi phoolon mein jawaab tera dhoondha maine poochha baagh se falak ho yaa zamin aisa phool hai kahin baagh ne kahaa har kali ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se hooo chaal hai ke mauj ki rawaani zulf hai ke raat ki kahaani honth hai ke aaine kanwal ke aankh hai ke mahkadon ki raani maine poochha jaam se falak ho yaa zamin aisi mai bhi hai kahin jaam ne kahaa maikashi ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se khoobsurti jo toone paayi loot gayi khuda ki bas khudaayi meer ki gazal kahoon tujhe main ya kahoon khayaam ki rubaai main jo poonchoo shaayaron se aisa dilnashin koi sher hai kahin shaayar kahe shaayari
maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya akele hum akele tum kabhi khushi kabhi yeh ghum akele hum akele tum kabhi khushi kabhi yeh ghum mujhe kuchh kehna hai kuchh kuchh hota hai maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya hodley hodley ho yedley yedley yee ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoo qayamat se qayamat tak hum tumhare hai sanam yeh silsila hai pyaar ka oh sanam teri kasam pyaar kiya hai pyaar karenge dilwale dulhaniya le jayenge pyaar kiya hai pyaar karenge dilwale dulhaniya le jayenge chori chori chupke chupke sajan ashiq laila majnu heer ranjha pyaar kiye jaa mujhe kuchh kehna hai kuchh kuchh hota hai hai aye aye maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya do raaste do badan hum hai raahi pyaar ke hum dono dulha dulhan hum panchi ek daal ke daaku haseena dil se nageena chandni roja julie heena daaku haseena dil se nageena chandni roja julie
hmmm hmmmmmm hmm hmmm hmmm hmmm ooooo oooooo oooooo ooooo aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo dil de ke dard e muhabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai maine o maine ke maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo dil de ke dard e muhabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo hooo hooo hooo hooo aaaa haaa aaaa haaa hooo hooo hooo hooo aaaaaaaaaaaa hmmmm hmmm hmmm hmmm pehle pehal jab use maine dekha wo ban gayi meri kismat ki rekha khabar kya thi ye baat itni badegi muhabbat mein mehnat bhi karni padegi dilwale mehnat se darte nahin hain darte hai wo pyaar karte nahin hain maine o maine ke maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo
maine pyaar kiya hoye maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya ab to teri hi lagan hai dil tujhe paa kar magan hai ab to teri hi lagan hai dil tujhe paa kar magan hai sun meri rani khil jayegi jawaani tune baat jo meri maani maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya pehle milan mein pehli nazar ka teer jo tune maara ho tujhko maine jeeta lekin tujhse hi main haara hua matwala dil jaye na sambhala tune jane kya kar daala maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya main tujhe apna maan chuka hoon tu chaahe maane ya na maane ho mere siwa bhi honge na jane kitne tere deewane sabko bhulana mujhe apna banana kisi aur se dil na lagana maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar
ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa meri nazron ki jannat hai zulf o rukhsaar ki duniyaa kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa tumhein pehchaanaa hai khudaa ko samjhaa hai khudaa ko jaanaa hai maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye jaaneman zindagi meri kuchh to rangeen ho jaaye dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye nazar mil jaane do qayaamat aati hai qayaamat aane do maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat ishq par kya guzarti hai husn ye raaz kya jaane mere dil ke tadapne ka koi andaaz kya jaane ishq par
maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jiya mera chaahe main bhi khelun o sajanwaa holi aiseeee raadha ne kanhaiyaa se prem ki holi kheli jaiseeee prem ke main rang phenkun prem ke main rang phenkun bin tumhaare kuchh naa dekhun maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jaldi se aa meri baanwari ankhiyaan teri pyaasiiiii charnon mein tere piya swarg basa le teri daasiiii tum bata do mere kya ho tum bata do mere kya ho main to jaanun devta ho maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li
hmmm maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa maine baadal se kaha dil ki aag bujha baadal ne kaha paagal hai tu kya maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa maine baadal se kaha dil ki aag bujha baadal ne kaha pagal hai tu kya hmmm hnmmm hmmm la la la la la la la la la la hey hey hey aa ha ha haa saawan ke bas ki baat nahin baadal ke bas ka kaam nahin iss rog ki koi dawa nahin iss dard ka koi naam nahin maine jaam se kaha mujhe jalne se bacha to jaam ne kaha le ye aag pee jaa maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa mujhko peene ka shauk nahin ye dil ki lagi bujhaani hai aankhon mein kitne aansoo hain saagar mein kitna paani hai maine saagar se kaha meri pyaas bujha saagar ne kaha doob ke mar jaa maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa jiss roz ye mera dil toota uss roz badi barsaat huyi barson mein uss harjaayi se ek din jo meri mulakaat
ummm maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein ajnabi si ho magar gair nahin lagti ho beham se bhi jo ho naazuk wo yakin lagti ho haai ye phool sa chera ye ghaneri zulfein mere sheron se tum mujh ko haseen lagti ho maine shayad tumhein dekh kar tumko kisi raat ki yaad aati hai ek khamosh mulakaat ki yaad aati hai jehan mein husn ki thandak ka asar jaagta hai aanch deti huyi barsaat ki yaad aati hai maine shayad tumhein jis ki palkein meri aankhon pe jhuki rehti hai tum wohi meri khayaalon ki pari hote nahin kahin pehle ki tarha phir to na kho jaaogi jo hamesha ke liye ho wo khushi ho ke nahin maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein
maine soch liya maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karunga tum se hi pyaar maine soch liya hooo maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karungi tum se hi pyaar maine soch liya haan maine soch liya haay maine soch liya bus kuchh din ki ye judaai hai bus kuchh din ki yeh doori hai phir har mausam milne ka hai phir har lamha sindoori hai kya haal bataaun is dil ka main tumse kuchh na keh paaun itna bechain kiya tumne ek pal bhi door na reh paun maine soch liya haan maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karungi tum se hi pyaar maine soch liya haan maine soch liya haan maine soch liya honton se maine kuchh na kaha bin bole sab kuchh bol diya tere chahat ka nazrana tune mujhko be mol kiya na to aisi rang raliyaan thi na to aisi rutt aayi thi tumse milne se pehle to mere jeewan mein tanhayi thi maine soch liya haan maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karunga tum se hi pyaar maine soch liya haan maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karungi tum se hi
maine socha tha agar maut se pehle pehle maine socha tha agar duniya ke veeraanon mein maine socha tha agar hasti ki shamshanon mein kisi insaan ko bas ek bhi insaan ki gar sachhi belaag mohabbat kahin ho jaaye naseeb wohi sahil jo bohut door nazar aata hai khud ba khud khinchta chala aata hai kashti ke qareeb maine socha tha yunhi dil ke kanwal khilte hain maine socha tha yunhi sabro sukoon milte hain maine socha tha yunhi zakhm e jigar silte hain lekin sochne hi se muraadein toh nahin mil jaati aisa hota toh har ik dil ki tamanna khilti koshishen lakh sahi baat nahin banti hai aisa hota toh har ik raahi ko manzil milti maine socha tha ke insaan ki qismat aksar phoot jaati hai bikharti hai sambhal jaati hai apsara chand ki badli se nikal jaati hai par mere bakht ki gardish ka toh kuchh ant nahin khushk dharti bhi to mazdaar bani jaati hai kya muqaddar se shikaayat kya zamaane se gila khud meri saans hi talwaar bani jaati hai raat ki siyahi mein taaron ke diye
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne kuchh hanste kuchh ghum ke teri aankhon ke saaye churaye raseeli yaadon ne o maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne chhoti baaten chhoti chhoti baaton ki hain yaaden badi bhoole nahin beeti huyi ek chhoti ghadi chhoti baaten chhoti chhoti baaton ki hain yaaden badi bhoole nahin beeti huyi ek chhoti ghadi janam janam se aankhen bichhaayin tere liye in raahon ne o maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne bhole bhale bhole bhale dil ko behlaate rahe tanhaai mein tere khayalon ko sajaate rahe bhole bhale bhole bhale dil ko behlaate rahe tanhaai mein tere khayalon ko sajaate rahe kabhi kabhi to aawaaz de kar mujh ko jagaaya khwabon ne o maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne
maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya dikha kar sapnon ki jhalki bhula baithe baaten kal ki humi se ab takraate ho bade bhole bante ho ji tumhaari jo kahaani hai humaari bhi kahaani hai ye kaisi bezubaani hai na bole kuchh bhi maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya sambhalo main gir jaaungi kali naazuk murjhaungi na aise hairat se dekho tumhen main sab samjhaungi meetha sa jo khumaar hai isi ka naam pyaar hai isi se bekaraar hai humaara dil bhi maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm
mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala haan mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala o jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi kis tarah se bolo yeh aag dabegi do hriday milenge tabhi aag bujhegi haan mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala bolo kya mausam dil apna behlaayega na na na mausam toh tanha kar jaayega baadal se bolo dil pyaasa bhar jaayega na na na na baadal toh pyaasa tarsaayega ho baaba haay haay haay madhur milan hoga tabhi pyaas bujhegi aaaa aaa aaaa aaa aaa mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala o jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi kis tarah se bolo yeh aag dabegi do hriday milenge tabhi aag bujhegi hoo mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala mere tan par haay kyun kar na paani ruk paaya haan chikni hai itni ho gori teri kaaya gaata lehraata ye saawan kyun chhaaya tere baalon ke chumban ko saawan yeh aaya o baaba haay haay haay honth tere chhu ke boond bhaap banegi aaaa aaa aaaa
ho ho ho ho ho ho ho oo oo ho oo oo oo maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai har cheez mein duniya ki har cheez mein duniya ki tu hai tera jalwa hai tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai nazron mein nazaaron mein phoolon mein bahaaron mein sholon mein sharaaron mein maujon mein kinaaron mein shabnam ki phuhaaron mein aur chaand sitaaron mein tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai bechain hawaaon mein khaamosh fizaaon mein saawan ki ghataaon mein bijli ki adaaon mein bulbul ki sadaaon mein aashiq ki duaon mein tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maasoom nigaahon mein majboor ki aahon mein mehboob ki baahon mein ulfat ki panaahon mein takdeer ki raahon mein durvesh mein shaahon mein tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai
maine tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan maine tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan aise mil ke koi ajnabee kaise pal mein bane zindagi aise mil ke koi ajnabee kaise pal mein bane zindagi jiss ki soorat khayaalon mein thi aisa lagta hai tum ho wahi mil gayi kya khushi chhaa gaya kya nasha maine bhi tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan tum se milne se pehle kabhi mere dil ki ye haalat naa thi tum se milne se pehle kabhi mere dil ki ye haalat naa thi chalti hai saanson mein aandhiyaan dil ki dhadkan theharne lagi kya pata kya hua hona hai jaane kya maine tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan aaaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa hooo oooo ooooo ooooo hooo oooo ooooo rang laayi hai dil ki duwaa tujhe chaha tu mera hua rang
hoooo ooooo maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya are maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaa maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaaa maine tujhe haan kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiyaaa dulha banuga main baajaa bajegaa dulhan banegi tu mandap sajjegaa dulha banuga main aaaaa haaaaa baajaa bajegaa hmmm hmmm dulhan banegi tu mandap sajjegaa phir tu meri maang yun bharega hooo jo bhi kaha wo kiyaa sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaaa maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiyaaa phoolon ki sejj pe do dil milenge mehkegi zindagiiiii sapne khilenge phoolon ki sejj pe ooooo hoooo do dil milenge mehkegi zindagiiiii sapne khilenge har daur mein apna pyaar hansega jo bhi kaha wo kiya sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaaa maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya apna to mail hai sadiyon puraana judaa kar sakega naa humko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Maine Payal Hai Chankai Falguni Pathak 04:37 17889
 
Poster of Falguni Pathak
 
Category
Indipop
Music Director- 
Lalit Sen
Singer- 
Falguni Pathak
Duration : 04:37   Song Number : 17889   

Maine Pee Sharab Naya Raasta (1970) 05:30 13859
 
Poster of Naya Raasta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 05:30   Song Number : 13859   

Maine Peena Seekh Liya Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:31 36860
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Ameeta
Duration : 03:31   Song Number : 36860   

Maine Pehli Hi Baar Dekha Gussa Dharkan (1972) 03:02 37237
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 03:02   Song Number : 37237   

Maine Poochha Chaand Se Abdullah (1980) 05:05 18053
 
Poster of Abdullah (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 05:05   Song Number : 18053   

Maine Pyaar Kiya C I D Moosa (2003) 04:28 17079
 
Poster of C I D Moosa (2003)
 
Category
Malayalam
Year- 
2003
Duration : 04:28   Song Number : 17079   

Maine Pyaar Kiya Maine Pyar Kiya (1989) 06:51 15160
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Bhagya Shri
Duration : 06:51   Song Number : 15160   

Maine Pyaar Kiya To Thik Kiya Surakksha (1979) 04:32 15676
 
Poster of Surakksha (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Mithun Chakravarti
Duration : 04:32   Song Number : 15676   

Maine Rakkhaa Hai Shabnam (1964) 05:29 14204
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 05:29   Song Number : 14204   

Maine Rang Li Aaj Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:32 13195
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13195   

Maine Saawan Se Kaha Ankhon Mein Tum Ho (1997) 05:47 36577
 
Poster of Ankhon Mein Tum Ho (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Rohit Roy
Duration : 05:47   Song Number : 36577   

Maine Shayad Tumhein Barsaat Ki Raat (1960) 03:57 12848
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 12848   

Maine Soch Liya Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004) 04:18 36800
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Dia Mirza
Duration : 04:18   Song Number : 36800   

Maine Socha Tha Mohd Rafi 06:27 37584
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non film
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:27   Song Number : 37584   

Maine Tere Liye Anand (1970) 03:16 20883
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:16   Song Number : 20883   

Maine To Nahin Pee Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:50 17769
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:50   Song Number : 17769   

Maine Tujhe Chhua Justice Chaudhury (1983) 05:05 39640
 
Poster of Justice Chaudhury (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 05:05   Song Number : 39640   

Maine Tujhe Dekha Hai Darbar (1955) 03:23 17053
 
Poster of Darbar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 17053   

Maine Tujhe Dekha Hai Kahin Meetha Zehar (1985) 05:18 18551
 
Poster of Meetha Zehar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Babla
On Screen Actors- 
Deepak Parashar
Duration : 05:18   Song Number : 18551   

Maine Tujhe Kabhi Yeh Vaada Raha (1982) 05:52 18076
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon, Others
Duration : 05:52   Song Number : 18076