Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa jin raaton mein neend ud jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takraa jaate hain deewaaron se baaten hoti hain jin raaton mein neend ud jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takra jaate hain deewaaron se deewaaron se baaten hoti hain jin raaton mein neend ghir ghir ke jo baadal aate hain aur be barse khul jaate hain aashaaon ki aashaaon ki jhoothi duniya mein sookhi barsaaten hoti hain jin raaton mein neend jab wo nahin hote pehlu mein aur lambi raaten hoti hain yaad aa ke yaad aa ke sataati rehti hain aur dil se aur dil se baaten hoti hain jin raaton mein neend hansne mein jo aansoo aate hain do tasveeren dikhlaate hain har roz har roz janaaze uthte hain har roz baraaten hoti hain jin raaton mein neend himmat kis ki hai jo poochh sake ye aarzu e saudaayi se kyun saahib kyun saahib aakhir akele mein ye kisse ye kisse baaten hoti hain jin raaton mein neend udd jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takra jaate hain
Jingle Bells
jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain bura ho iss muhabbat kaa bura ho iss muhabbat kaa wo kyun kar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain bulaaye kiss tarah unko kabhi pee thi unn aankhon se bulaaye kiss tarah unko kabhi pee thi unn aankhon se kabhi pee thi unn aankhon se chhalak jaate hain jab aansoon chhalak jaate hain jab aansoon wo saagar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain kisi ke surkh lab the yaa diye ki lau machalti thi kisi ke surkh lab the yaa diye ki lau machalti thi diye ki lau machalti thi jahaan ki thi kabhi pooja jahaan ki thi kabhi pooja wo mandar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain rahe aye shamma tu roshan duaa deta hai parwaana rahe aye shamma tu roshan duaa deta hai parwaana jinhen kismat mein jalna hai jinhen kismat mein jalna hai wo jal kar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye kuche hmm hmm ghar dilkashi ke ye kuche ye neelaam ghar dilkashi ke ye lootte huye caarvan zindagi ke kahaan hain kahaan hain muhaafiz khudi ke jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye purpech galiyaan ye badnaam baazaar ye gumnaam raahi ye sikkon ki jhankaar ye ismat ke saude ye saudon pe taqraar jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye sadiyon se bekhauff sehmi si galiyaan ye masli huyi adkhili zard kaliyaan ye bikti huyi khokhali rang raliyaan jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo ujle darichon mein paayal ki chhan chhan thaki haari saanson pe table ki dhan dhan wo ujle darichon mein paayal ki chhan chhan thaki haari saanson pe table ki dhan dhan yeh beruh kamron mein khaansi ki than than jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye phoolon ke gajre ye peekon ke chheente ye
are jinjjinaka jinkara cengu cengu mandira banam vesi pattukona are dintanaka tondara timmirekki pokuru undamante undavera ayyare enjore ceyyeyyaniyyavende jana jinjjinaka jinkara are jinjjinaka jinkara cengu cengu mandira banam vesi attukona kona kona kona moyyalene mottanni ayya ceta pettesi hayiga aha allukova yaha yaha yaha yaha muttukonu villeni inta vedi vannelni antite aha ayipova yaha yaha yaha yaha navelu paddaka vennalle karigave kuna arere a mata vinnaka asinci vaccanu nada hey avirlu petti andamarapetti odarcipona segalu migalavani jinjjinaka jinkara are jinjjinaka jinkara cengu cengu mandira banam vesi pattukona dintanaka tondara timmirekki pokuru undamante undavera ayyare enjore ceyyeyyaniyyavende jana jinjjinaka jinkara tarigida jinjjinaka jinkara cengu cengu mandira banam vesi pattukona kona kona konanananananana vacci pade sokulni uncukonu cotedi vontilo etu emula yaha yaha yaha yaha ante mari irukaite koncemila pareste elanantina edola ayya amma
aa aa aa aa aa aa aa jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge haan wohi log haan wohi log haan wohi log tere chahne waale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge mai barasti hai fazaaon pe nashakaari hai mai barasti ee ee ee eeee mai barasti hai fazaaon pe nashakaari hai mere saaqi ne kahin jaam uchhale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge shamma le aaye hain hum jalwa kahe jaana se shamma le aaye hain hum hum mm mm mm mm umm shamma le aaye hain hum jalwa kahe jaana se ab to aalam mein ujaale hi ujaale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge hum bade naaz se aaye the teri mehfil mein ee ee humm mm mm um mummm hum bade naaz se aaye the teri mehfil mein kya khabar thi lab e izhaar pe taale honge kya khabar thi lab e izhaar pe taale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge haan wohi log haan wohi log haan wohi log haan wohi log tere chahne waale honge jinke
hari naam base hari naam base hari naam base hari naam base jinke hriday hari naam base jinke hriday hari naam base jinke hriday hari naam base tin aur kaa naam liyaa naa liyaa tin aur kaa naam liyaa naa liyaa tin aur kaa naam liyaa naa liyaa jinke hriday hari naam base jinke dwaare par gang bahe jinke dwaare par gang bahe jinke dwaare par gang bahe tin koop ka neer piyaa naa piyaa tin koop ka neer piyaa naa piyaa re jinke hriday hari naam base tin aur kaa naam liyaa naa liyaa tin aur kaa naam liyaa naa liyaa jinke hriday hari naam base jin kaam kiyaa parmaarath kaa jin kaam kiyaa parmaarath kaa jin kaam kiyaa parmaarath kaa jin kaam kiyaa parmaarath kaa tin haath se daan diyaa naa diyaa tin haath se daan diyaa naa diyaa re jinke hriday hari naam base tin aur kaa naam liyaa naa liyaa tin aur kaa naam liyaa naa liyaa jinke hriday hari naam base jin ke ghar ek sapoot bhayo jin ke gharrrrrrr jin ke gharrr jin ke ghar jin ke ghar ek sapoot bhayo re jin ke ghar ek
tvameva mata cha pita tvameva tvameva bandhu cha sakha tvameva tvameva vidya dravinam tvameva tvameva sarvam mama deva deva jinke hriday shri raam base un aur ko naam liyo na liyo jinke hriday shri raam base un aur ko naam liyo na liyo jinke hriday shri raam koi maange kanchan si kaayaa koi maang rahaa prabhu se maaya koi punya kare koi daan kare koi daan kaa roz bakhaan kare jin kanyaa dhan ko daan diyo jin kanyaa dhan ko daan diyo un aur ko daan diyo na diyo jinke hriday shri raam koi ghar mein baitha naman kare koi hari mandir mein bhajan kare koi gangaa jamunaa snaan kare koi kaashi jaa ke dhyaan dhare jin maata pitaa ki sevaa ki jin maata pitaa ki sevaa ki un tirtha snaan kiyo na kiyo jinke hriday shri raam base un aur ko daan diyo na diyo jinke hriday shri raam
jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe mam shaab cigarette afsaana chaahte the afsaana ban gaya deewaana chahte the deewaana ban gaya afsaana chaahte the afsaana ban gaya deewaana chahte the deewaana ban gaya wo to shamma na bane marzi ye unki main to huzoor dekho parwaana ban gaya ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe muft mein naam khoya dil bhi ganva baithe ishq bura ho tera rog laga baithe muft mein naam khoya dil bhi ganva baithe ishq bura ho tera rog laga baithe jaayen to jaayen kahaan koi thikaana nahin duniya ko chhod tere dar pe aa baithe ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe mam shaab salaaam bhoole se poochh kabhi deewaane
jinke mann mein base shri raam ji unki raksha karen hanumaan ji jinke mann mein base shri raam ji unki raksha karen hanumaan ji jinke mann mein base shri raam ji jab bhakton par vipdaa aayi tab aaye hanumant gosaayin kripaa raam bhakton par karte unki peeda ko har lete jai kapish balwaan ki unki raksha karen hanumaan ji jinke mann mein base shri raam ji unki raksha karen hanumaan ji jinke mann mein base shri raam ji raam katha ke adhbhut naayak raam doot bhakton ke sahaayak raam katha ke adhbhut naayak raam doot bhakton ke sahaayak jai jai jai jai prabhu hitkaari dhyaan karun nit mangal kaari de do sharan hanumaan ji unki raksha karen hanumaan ji jinke mann mein base shri raam ji unki raksha karen hanumaan ji jinke mann mein base shri raam ji bhakti jahaan shri raam ki hoti shakti wahaan hanumaan ki hoti vighan kaal sab door mitaate manokaamna purn karaate jai bajrang mahaan ki unki raksha karen hanumaan ji jinke mann mein base shri raam ji unki raksha karen
jinkeya kanne chenna havalada banna chenna aragili ninna roopa chennadalli chenna aa aa belagina bisili chenna hongeya neralu chenna gelathiye ninna sneha chinnakintha chenna aa aa aa cheluveya nota chenna olavina maathu chenna mallige hoove ninna naguvu innoo chenna cheluveya nota chenna
manusakichya shatrusange yuddh aamuche suru jinku kinva maru jinku kinva maru jinku kinva maru manusakichya shatrusange yuddh aamuche suru jinku kinva maru jinku kinva maru jinku kinva maru ladhati sainik ladhu nagrik ladhtil mahila ladhtil balak sharth ladhyachi karu jinku kinva maru jinku kinva maru manusakichya shatrusange yuddh aamuche suru jinku kinva maru jinku kinva maru jinku kinva maru desh aamucha shivraayaacha desh aamucha shivraayaacha zhashivalya ranraanicha zhashivalya ranraanicha shir talhaati dharu jinku kinva maru jinku kinva maru manusakichya shatrusange yuddh aamuche suru jinku kinva maru jinku kinva maru jinku kinva maru shastraghata shastrach uttar bhue na deu ek tasubhar shastraghata shastrach uttar bhue na deu ek tasubhar maru punha avtaru jinku kinva maru jinku kinva maru manusakichya shatrusange yuddh aamuche suru jinku kinva maru jinku kinva maru jinku kinva maru haani hovo kitihi bhayankar haani hovo kitihi bhayankar pidhyapidhya he
bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya geet sunaati hai bachcha vahaan aaj bhi chaand ko chandamaama kehta hai jis desh mein ganga rehta hai jis desh mein ganga rehta hai bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya geet sunaati hai bachcha vahaan aaj bhi chaand ko chandamaama kehta hai jis desh mein ganga rehta hai jis desh mein ganga rehta hai gaanv ka panghat panghat ka paani bhare gagariya koi deewani thandi thandi purvaayi mein meethi meethi khushboo mat puchho us khushboo mein hota hai kaisa jaadu jaadu aisa hota hai ke har koi jhumta rehta hai jis desh mein bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya geet sunaati hai dil mein basa kar gaanv ki mamta shahar mein aaya main jogi ramta dil mein basa kar gaanv ki mamta shahar mein aaya main jogi ramta
jis dil mein basa tha pyaar tera us dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera tu auron ka koi aur tera duniyaan mein hum kyun zinda hain tu auron ka koi aur tera duniyaan mein hum kyun zinda hain hum ban kar kyun deewaar rahen ye soch ke hum sharminda hain ye soch ke hum sharminda hain dar koi aur khule na khule teri raah ko humne chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera hum pyaar mein the nadaan bahut kuchh karna tha kuchh kar baithe hum pyaar mein the nadaan bahut kuchh karna tha kuchh kar baithe wo phool tha aur ke joode ka hum jis se daaman bhar baithe hum jis se daaman bhar baithe humne khud apni bahaaron ka veeraan se rishta jod diya haaye jod diya jis dil mein basa tha pyaar tera us dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera
jis dil mein basaa tha pyaar tera uss dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera jab yaad kabhi tum aaoge samjhenge tumhen chaha hi nahin rahon mein agar mil jaaoge sochenge tumhen dekha hi nahin sochenge tumhen dekha hi nahin jo darr pe tumhare jaati thi unn raahon ko humne mod diya haaye mod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera hum kaun kisi ke hoten hain koi hum ko yaad karega kyun apne do aansu bhi hum par koi barbaad karega kyun koi barbaad karega kyun uss maajhi ko hi gila humse majdhaar mein jisne chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera uss dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera
Jis Din Is Duniya Se Nafrat
jis din se maine tumko dekha hai iss dil mein ik sapna sa jaaga hai izaajat ho to suna doon jis din se maine tumko dekha hai iss dil mein ik sapna sa jaaga hai izaajat ho to suna doon iss dil ne jab se tumko paaya hai kuchh chori chori maine bhi socha hai gar izaajat ho to bata doon gar izaajat hoooo to bata doon shokhi hai nazaakat hai nazron mein sharaarat hai aisa bhi sharmaana kya keh do ke muhabbat hai kehne ki zarurat kya baaton ki haqeeqat kya chhalke naa nighaahon se aisi bhi muhabbat kya kuchh khoya khoya dil bhi rehta hai kuchh chori chori maine bhi socha hai gar izaajat ho to bata doon izaajat ho to suna doon zulfon ko sanwaara bhi chehre ko nikhara bhi ab to de do jaane jaan baahon ka sahaara bhi masti ka zamaana bhi khushiyon ka khazaana bhi paaya to tumhen paaya jeene ka bahaana bhi ab duniyaan kitni rangeen duniyaan hai iss dil mein ik sapna sa jaaga hai izaajat ho to suna doon gar izaajat ho toooo bata doon dil ko naa sambhaaloon to seene se laga
Jis Din Se Mile Tum Hum
jiss gali mein tera ghar na ho baalma uss gali se humen to guzarnaa nahin jo dagar tere dwaare pe jaati na ho uss dagar pe humen paanv rakhna nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma zindagi mein kai rang raliyaan sahi har taraf muskuraati ye kaliyaan sahi zindagi mein kai rang raliyaan sahi har taraf muskuraati ye kaliyaan sahi khoobsurat bahaaron ki galiyaan sahi jiss chaman mein tere pag mein kaante chubhe jiss chaman mein tere pag mein kaante chubhe uss chaman se humen phool chunna nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma haan ye rasmen ye kasmen sabhi tod ke tu chali aa chunar pyaar ki odh ke haan ye rasmen ye kasmen sabhi tod ke tu chali aa chunar pyaar ki odh ke yaa chala jaaunga main ye jag chhod ke jiss jagah yaad teri sataane lage jiss jagah yaad teri sataane lage uss jagah ek pal bhi theharnaa nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma uss gali se humen to guzarnaa nahin jo dagar tere dwaare pe jaati na ho uss dagar pe humen paanv rakhna nahin
jis ka mujhe tha intezaar jis ke liye dil tha beqaraar wo ghadi aa gayi aa gayi aaj pyaar mein had se guzar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai jis ka mujhe tha intezaar jis ke liye dil tha beqaraar wo ghadi aa gayi aa gayi aaj pyaar mein had se guzar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai mujhpe jo guzri tu kya jaane tu kya samjhe o deewane leke rahoongi badla tujhse aayi hoon dil ki aag bujhaane hoooo qaatil meri nazron se bach ke kahan jaayega qaatil meri nazron se bach ke kahan jaayega diya hai jo mujhko wahi tu mujh se paayega wo ghadi aa gayi aa gayi teer ban ke jigar mein utar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai jaadoo tera kiss pe chala ho gaa kisi din ye faisla wo ghadi aayegi aayegi jaana tune abhi ye kahan jaana hai kise jeena hai aur kis ko mar jaana hai hoga tera aashiq zamaana auron ka dil hoga tera nishaana naaz na kar yun teere nazar pe aaye humen bhi teer chalana jo hain khiladi unhe khel ham dikhaayenge apne hi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jin Raaton Main Neend Ud Jaati Hai Raat Ki Rani (1949) 03:22 40505
 
Poster of Raat Ki Rani (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:22   Song Number : 40505   

Jingle Bells Nursery Rhymes (English) 02:40 39536
 
Poster of Nursery Rhymes (English)
 
Duration : 02:40   Song Number : 39536   

Jinhen Hum Bhoolnaa Aabroo (1968) 05:43 20676
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 05:43   Song Number : 20676   

Jinhen Naaz Hai Pyaasa (1957) 06:01 14002
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Raag- 
Pilu
Duration : 06:01   Song Number : 14002   

Jinjinaka Jinjinaka Surya IPS (1991) 04:40 40521
 
Poster of Surya IPS (1991)
 
Category
Telugu
Year- 
1991
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Venkatesh, Vijayashanti
Duration : 04:40   Song Number : 40521   

Jinke Honton Pe Hansi Ghulam Ali 07:41 19745
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Parvaz Jullundheri
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 07:41   Song Number : 19745   

Jinke Hriday Hari Naam Base Anup Jalota 08:22 18514
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Lyricist
Deepak
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 08:22   Song Number : 18514   

Jinke Hriday Ram Base Mukesh 03:31 37189
 
Poster of Mukesh
 
Category
Bhajan
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:31   Song Number : 37189   

Jinke Liye Main Aao Pyar Karen (1964) 04:41 15029
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 04:41   Song Number : 15029   

Jinke Mann Mein Base Shri Raam Anup Jalota 07:16 18802
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Lyricist
Pt Kiran Mishra
Music Director- 
Triveni Bhavani
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 07:16   Song Number : 18802   

Jinkeya Kannachenna Shankar Guru (1978) 01:36 19060
 
Poster of Shankar Guru (1978)
 
Category
Kannada
Year- 
1978
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
Upendra Kumar
Singer- 
Dr Rajkumar
On Screen Actors- 
Dr Rajkumar, Jaya Mala
Duration : 01:36   Song Number : 19060   

Jinku Kinva Maru Ravindra Sathe 04:24 39668
 
Poster of Ravindra Sathe
 
Category
Marathi
Singer- 
Ravindra Sathe
Duration : 04:24   Song Number : 39668   

Jis Desh Mein Ganga Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000) 05:33 39385
 
Poster of Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Music Director- 
Anand Raj Anand
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Govinda, Rinki Khanna
Duration : 05:33   Song Number : 39385   

Jis Dil Mein Basa Tha Pyaar (Female) Saheli (1965) 03:55 14041
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana
Duration : 03:55   Song Number : 14041   

Jis Dil Mein Basa Tha Pyaar (Male) Saheli (1965) 03:53 11991
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Kalpana
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 11991   

Jis Din Is Duniya Se Nafrat Maa Baap (1960) 04:37 38249
 
Poster of Maa Baap (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:37   Song Number : 38249   

Jis Din Se Maine Tumko Parwana (1971) 05:32 11860
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Yogeeta Bali
Duration : 05:32   Song Number : 11860   

Jis Din Se Mile Tum Hum Lalkaar (1956) 03:26 38061
 
Poster of Lalkaar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sanmukh Babu
On Screen Actors- 
Mahipal, Nirupa Roy
Duration : 03:26   Song Number : 38061   

Jis Gali Mein Tera Ghar Kati Patang (1970) 04:21 20678
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 20678   

Jis Ka Mujhe Tha Intezaar Don (1978) 04:21 12200
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Helen
Duration : 04:21   Song Number : 12200