Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaya sanam aaya deewana tera hey aaya sanam aaya deewana tera anokha ishq mera niraali aanbaan nisaane par ye dil hai hatheli par hai jaaan are aaya sanam aaya deewana tera o aaya sanam aaya deewana tera wo hi nahin ya main hi nahin ab yaar ki mehfil mein main bhi to dekhun zor hai kitna baaju e qaatil mein tere pichhe to main hoon mere pichhe jahaan nisaane par ye dil hai hatheli par hai jaaan hey aaya sanam aaya deewana tera o aaya sanam aaya deewana tera dekh raha main sar pe mere maut khadi muskaaye phir bhi tujhko pyaar karunga jaan rahe ya jaaye anokha ishq mera niraali aan baan nisaane par ye dil hai hatheli par hai jaaan are aaya sanam aaya deewana tera hey aaya sanam aaya deewana tera anokha ishq mera niraali aanbaan nisaane par ye dil hai hatheli par hai jaaan hey aaya sanam aaya deewana tera
aaya toofan aaya bekadar bewafa hai ye aasmaan kaise koi jiye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha toofan wo utha toofan aas ke sab bujh gaye diye kaise koi jiye baadal hai ya dhunwa aag lagi kahaan jalta na ho kahin mera hi aashiyan angaare the aansoon nahin wo dil ne jo piye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha toofan wo utha toofan aas ke sab bujh gaye diye kaise koi jiye taare na jaane unchaayi gagan ki aankhen na samjhe gehraayi mann ki gehraayi mann ki taare na jaane piyaase papihe ne aas thi baandhi piyaase papihe ne aas thi baandhi ud gaye baadal aa gayi aandhi humne jo chheda dil ne hansi se honth see liye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha toofan wo utha toofan
heyy aaa aaa aaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaa heyy aaaa aaaaa aaaaa aaa aaaaaa hey ne eeeeee deeeee naaa aaaa aaaa uuaaa aaaa aaaa aaaa tujhe yaad kar liya hai tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah kaayam tu ho gayi hai kaayam tu ho gayi hai riwayat ki tarah tujhe yaad kar liya hai marne talak rahegi marne talak rahegi tu aadat ki tarah tujhe yaad kar liya hai o tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah kehti hai ishq duniya jisse mere dil ki rahaton ka tu zariya ban gayi hai teri ishq ki mere dil mein kayi eid mann gayi hai tera zikr ho raha hai tera zikr ho raha hai ibaadat ki tarah tujhe yaad kar liya hai o tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah aaaa aaaaaa aaaa haan ooo ummmm mmmm mmmm hmmm mmm mmmm mmmm aaaaaa haaaa mmmmmm
o o o oo o o o o oo ho o o o o o o o o aaye bahaar ban ke lubha kar chale gaye aaye bahaar ban ke lubha kar chale gaye kya raaj tha jo dil mein chhupa kar chale gaye kya raaj tha jo dil mein chhupa kar chale gaye kehne ko wo haseen the aankhein thi bewafa haai aankhein thi bewafa kehne ko wo haseen the aankhein thi bewafa ho daaman meri nazar se bacha kar chale gaye aaye bahaar ban ke lubha kar chale gaye itna mujhe bataao mere dil ki dhadkano haai dil ki dhadkano itna mujhe bataao mere dil ki dhadkano haai wo kaun the jo khaab dikha kar chale gaye aaye bahaar ban ke lubha kar chale gaye kya raaj tha jo dil mein chhupa kar chale gaye
o aaye baithe khaaye piye khis ke o aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke aaye baithe khaaye piye khis ke o aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke o dene waale ne de diya mukhda jo ban gaya dil waalon ka dukhda kya achchhi soorat paayi jaise loot li khudaayi dil tode honge kis kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke aaye baithe haaye aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke jawaani inki hai zamaana inka nazar inki hai nishaana inn ka kamar lachkaa ke chale jo bal khaa ke to reh jaaye dil pis pis ke aaaaan aaaaaaan pis ke aaye baithe haaye aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke inn ko to waasta apni adaa se ho kaun mara kaun loota inki bala se sitam kiye jaayen pata bhi naa lagaayen ye kaun roye kaun siske aaaaaan aaaaan siske aaye baithe haaye aaye baithe khaaye piye khis
aaye bhi akela jaaye bhi akela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela aaye bhi akela jaaye bhi akela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela teri zindagi moj hai do ghadi ki ye baaten hain naadan sab jeete jee ki sab jeete jee ki ye duniyaa huyi hai naa hogi kisi ki wohi ek manzil hai har aadmi ki har aadmi ki jahaan sab ko jaana padega akela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela aaye bhi akela jaaye bhi akela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela ek baar saath de ki saath naa chhodna jaan jaaye to jaaye dosti naa todna dosti naa todna nazren naa pher lena munh ko naa modna duniya ko chhod dena yaar ko naa chhodna yaar ko naa chhodna dekho mansoor kaise jaan pe khela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela aaye bhi akela jaaye bhi akela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela
aaye hain door se milne huzoor se aise bhi chup naa rahiye kahiye ji kuchh to kahiye din hai ke raat hai tumse mehmaan kaa mujhpe ehsaan kya laakhon hi zulfon waale aate hain ghera daale meri kya baat hai aaye hain door se milne huzoor se aise bhi chup naa rahiye kahiye ji kuchh to kahiye din hai ke raat hai uth ke to dekhiye kaisi fizaa hai sharmaana chhodiye ye kya adaa hai uth ke to dekhiye kaisi fizaa hai sharmaana chhodiye ye kya adaa hai tuaba ye kya farmaaya main to yunhi sharmaaya tuaba ye kya farmaaya main to yunhi sharmaaya meri kya baat hai aaaa aaaa aaaa aaye hain door se milne huzoor se aise bhi chup naa rahiye kahiye ji kuchh to kahiye din hai ke raat hai hooo tumse mehmaan kaa mujhpe ehsaan kya laakhon hi zulfon waale aate hain ghera daale meri kya baat hai dikhti hain roz hi aisi fizaayen mukhde ke saamne kaali ghataayen are dikhti hain roz hi aisi fizaayen mukhde ke saamne kaali ghataayen koi chal jaaye jaadoo phir hum poochhenge baabu koi chal
aaye hain samjhane log aaye hain samjhane log hain kitne deewane log aaye hain samjhane log dairo haram mein chain jo milta dairo haram mein chain jo milta kyun jaate maikhaane log kyun jaate maikhaane log jaan ke sab kuchh kuchh bhi naa jaane jaan ke sab kuchh kuchh bhi naa jaane hain kitne anjaane log hain kitne anjaane log waqt pe kaam nahin aate hain waqt pe kaam nahin aate hain ye jaane pehchaane log ab jab mujhko hosh nahin hai ab jab mujhko hosh nahin hai aaye hain samjhane log aaye hain samjhane log hain kitne deewane log aaye hain samjhane log
aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye us ke baad aaye jo azaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye baam e mina se maahataab utre baam e mina se maahataab utre dast e saaqii mein aftaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye kar raha tha ghum e jahan ka hisaab kar raha tha ghum e jahan ka hisaab aaj tum yaad behisaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye har rag e khoon mein phir charaaga ho har rag e khoon mein phir charaaga ho saamne phir wo benaqaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye faiz thi raah sar basar manzil faiz thi raah sar basar manzil hum jahan pahunche kaam yaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye us ke baad aaye jo azaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye
aaye lo pyaar ke din aaye mil jaane de apne saaye wo bhiii iss tarah mil jaayen jiss tarah lehron se lehren jawaan ho ke aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aaye lo pyaar ke din aaye mil jaane de apne saaye wo bhiii iss tarah mil jaayen jiss tarah lehron se lehren jawaan ho ke aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aaye lo pyaar ke din aaye sang chalen to manzil door nahin hai jahaan bhi tu hai manzil meri wahin hai hooo hooo hooo sang chalen to manzil door nahin hai are jahaan bhi tu hai manzil meri wahin hai ye carvaan chalta rahe chaahe jahaan jalta raheeee aaye lo pyaar ke din aaye mil jaane de apne saaye wo bhiii iss tarah mil jaayen jiss tarah lehron se lehren jawaan ho ke aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aaye lo pyaar ke din aaye yun hi rahen nazar mein jawan nazaare
aaaaaaye naa baalmaaaaaaaa waaaada kar keeeeee aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam waada kar ke thak gaye naina dheeraj dhar ke dheeraj dhar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam chhup gaya chanda loot gayi jyoti chhup gaya chanda loot gayi jyoti taaren ban gaye jhoothe moti taaren ban gaye jhoothe moti pad gaye phike rang nazar ke pad gaye phike rang nazar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam aao ke tum bin aankhon mein dam hai aao ke tum bin aankhon mein dam hai raat hai lambi jeevan kam hai raat hai lambi jeevan kam hai dekh loon tumko main jee bhar ke dekh loon tumko main jee bhar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam
hari ommmmmmmmmm ommmmmmmmmmmm aaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaye sur ke panchhi aaye aaye sur ke panchhi aaye aaye sur ke panchhi aaye ambar ke onkaar naad ki goonj sunaaaate aayeeee ambar ke onkaar naad ki goonj sunate aaaaaaaaayeee aaye sur ke panchhi aaye aaye sur ke ga ga sa ni dha ma ga sa ni sa ni ga ma dha ni sa aaye sur ke aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaye sur ke panchhi aaye aaye sur ke ni sa ga ma ga sa ga ma dha ni dha ma ni dha ni sa ga sa ga sa ni sa ga ma ga sa ga sa dha ni dha ma ni sa ga ma dha ni sa sa sa aaye sur ke panchhi aaye aaye sur ke panchhi aaye kirnon ki avrooh raah se dharti par utraaye aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa kirnon ki avrooh raah se dharti par utraaye maatti ko chhoo kar jeene ki chaah
diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig tiyun tiyun tiyun tara ta tiyun aaye the huzoor bade tan ke zulfen sanwaare ban than ke nazren jhukaye ab chale kahan ban ke huma jaani aaye the huzoor bade tan ke zulfen sanwaare ban than ke nazren jhukaye ab chale kahan ban ke huma jaani diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig tiyun tiyun tiyun tara ta tiyun aankh se chhalke pyaar magar mukhde par gussa khele aankh se chhalke pyaar magar mukhde par gussa khele aate jaata hawa ka jhonka agar balaayen le le to kya hoga aaye the huzoor bade tan ke zulfen sanwaare ban than ke nazren jhukaye ab chale kahan ban ke huma jaani buri haseenon ki ye aadat pehle pehal tadpaaye haaye buri haseenon ki ye aadat pehle pehal tadpaaye aur phir ek din dil le kar khud daude daude aayen sar aankhon par aaye the huzoor bade tan ke zulfen sanwaare ban than ke nazren jhukaye ab chale kahan ban ke huma jaani aaye the huzoor
aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan khushboo laayi pawan mehka chandan aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan jis pal nainon mein sapna tera aaye us pal mausam par mehndi rach jaaye aur tu ban jaaye jaise dulhan aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan jab main raaton mein taare ginta hoon aur tere kadmon ki aahat sunta hoon lage mujhe har taara tera darpan aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan har pal mann mera mujhse kehta hai jiski dhun mein tu khoya rehta hai bhar de phoolon se uska daaman aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan khushboo laayi pawan mehka chandan aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan
dil ke aasmaan pe ghum ki ghata chhayee aayee aayee aayee teri yaad aayee dil ke aasmaan pe ghum ki ghata chhayee aayee aayee aayee teri yaad aayee teri yaad mein saari duniya bhulayee aayee aayee aayee teri yaad aayee aa gaya phoolon ke khilne ka mausam duniya ke aashiqon ke milne ka mausam aa gaya phoolon ke khilne ka mausam duniya ke aashiqon ke milne ka mausam apne nasibo mein hai kyun ye judayee aayee aayee aayee teri yaad aayee teri yaad mein saari duniya bhulayee aayee aayee aayee teri yaad aayee log kahe to main ye jaan gava doon kaise labon se tera naam mitaa doon log kahe to main ye jaan gava doon kaise labo se tera naam mitaa doon mujhse na hogi kabhi ye bewafayi aayee aayee aayee teri yaad aayee teri yaad mein saari duniya bhulayee aayee aayee aayee teri yaad aayee maut ke kadamon pe hum gir padenge hum do akele kis kis se ladenge maut ke kadamon pe hum gir padenge hum do akele kis kis se ladenge pyaar ki dusman hai ye saari khudayee aayee aayee aayee
khaamosh hai zamaana chup chaap hain sitaare aaraam se hai duniyaa bekal hai dil ke maare aise mein koi aahat iss tarah aa rahi hai jaise ki chal rahaa ho mann mein koi humaare yaa dil dhadak rahaa hai is aas ke sahaare aayega aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aane waala aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aayega deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain koi nahin chalaata aur teer chal rahe hain koi nahin chalaata aur teer chal rahe hain tadpegaa koi kab tak be aas be sahaare tadpegaa koi kab tak be aas be sahaare lekin ye keh rahe hain dil ke mere ishaare aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aayega bhataki huyi jawaani manzil ko dhoondhati hai bhataki huyi jawaani manzil ko dhoondhati hai maajhi bagair naiyya saahil ko dhoondhati hai maajhi bagair naiyya saahil ko dhoondhati hai kyaa jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare kyaa jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare
aayega aayega ek chhail chhabila aayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega ek din jo meri chhoti si gudiya ko le jayega aayega aayega ek chhail chhabila aayegaa bhool ja bachpan ki rang raliya aaye din sharmane ke bhool ja bachpan ki rang raliya aaye din sharmane ke chhod ke roji sang saheli saajan ke ghar jane ke chahe ghabraye chahe muhkada chhupaye aane wala to ayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega ayega aayega ek chhail chhabila aayega laakh chhupa le humse lekin chaal teri ye kehti hai lakh chhupa le humse lekin chaal teri ye kehti hai surat ek albele ki teri ankhiyon mein rehti hai kaisi balkhaye yahi aas lagaye kab aane wala ayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega haan haan do din ka ab tera basera babul ke is aangan mein do din ka ab tera basera babul ke is aangan mein kaisa hoga desh piya ka jaagi hai chinta mann mein chain na aaye yahi soch sataye ab aane wala ayega aayega aayega ek chhail
aayegi aayegi aayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi mera mann kehta hai pyaase jeevan pe chhayegi chhayegi chhayegi kabhi koi badli chhayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi duniyaa mein kaun humara hai duniyaa mein kaun humara hai umeed ka ek sahaara hai kashti bhi hai tooti tooti aur kitni door kinaara hai duniyaa mein kaun humara hai umeed ka ek sahaara hai kashti bhi hai tooti tooti aur kitni door kinaara hai maajhi naa sahi koi mauj kabhi saath humen bhi le jaayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi inn ghum ki galiyon mein kab tak ye dard humen tadpaayega inn raston pe chalte chalte humdard koi ruk jaayega inn ghum ki galiyon mein kab tak ye dard humen tadpaayega inn raston pe chalte chalte humdard koi ruk jaayega fariyaad meri iss duniyaa ki deewaron se takraayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi aayegi
aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna haal mere dil ka ho logo tab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna phir pardesi yaad aane laga hai phir pardesi yaad aane laga hai palakon pe ghum ka baadal chhane laga hai chhane laga hai hoo bars padenge aansoon ab dekhnaa aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna karo aitbaar mera baat nahi jhoothi karo aitbaar mera baat nahi jhoothi toota hai dil mera aas nahi tooti aas nahi tootiii hoo manega mera rootha rabb dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna sabko sunaungi main jab ye khabariyaa sabko sunaungi main jab ye khabariyaa laaj ke maare jhuk jayegi nazariyaa jayegi nazariyaa hoo kaanp uthenge mere lab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam
aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani neend ki pariyaan aayin sulaane neend ki pariyaan aayin sulaane phoolon ki doli mein jhula jhulaane jhula jhulaane phoolon ki doli mein jhula jhulaane jhula jhulaane naazon ki paali o meri jaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani chaand tera anmol khilona chaand tera anmol khilona pyaar ki godi tera bichhona tera bichhona pyaar ki godi tera bichhona tera bichhona roop nagar ki chhoti si raani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani pure ho tere armaan saare pure ho tere armaan saare itni umar ho jitne hain taare jitne hain taare itni umar ho jitne hain taare jitne hain taare har roz aaye ye shaadmaani har roz aaye ye shaadmaani sunn le khushi ki kahani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaya Sanam Aaya Deewane Bade Dil Wala (1984) 04:57 20082
 
Poster of Bade Dil Wala (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 04:57   Song Number : 20082   

Aaya Toofan (Male) Baadbaan (1954) 03:14 12766
 
Poster of Baadbaan (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Timir Baran - S K Pal
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 03:14   Song Number : 12766   

Aayat Bajirao Mastani (2015) 04:21 37324
 
Poster of Bajirao Mastani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
A M Turaz, Nasir Faraaz
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 04:21   Song Number : 37324   

Aaye Bahaar Ban Ke Raj Hath (1956) 03:46 14039
 
Poster of Raj Hath (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Madhu Bala
Duration : 03:46   Song Number : 14039   

Aaye Baithe Khaye Piye Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 03:11 13237
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 13237   

Aaye Bhi Akela Jaaye Bhi Akela Dost (1954) 03:31 15583
 
Poster of Dost (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Raag- 
Kafi
Duration : 03:31   Song Number : 15583   

Aaye Hain Door Se Milne Tumsa Nahin Dekha (1957) 04:17 12040
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Amita
Duration : 04:17   Song Number : 12040   

Aaye Hain Samjhane Log Jagjit Singh & Chitra Singh 03:19 15755
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:19   Song Number : 15755   

Aaye Kuchh Abr Kuchh Sharaab Mehdi Hassan 04:56 35861
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 04:56   Song Number : 35861   

Aaye Lo Pyaar Ke Din Khel Khel Mein (1975) 05:01 13546
 
Poster of Khel Khel Mein (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 05:01   Song Number : 13546   

Aaye Naa Baalam Waada Shabab (1954) 03:34 14195
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:34   Song Number : 14195   

Aaye Sur Ke Panchhi Sur Sangam (1985) 05:30 14302
 
Poster of Sur Sangam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Tintal
Duration : 05:30   Song Number : 14302   

Aaye The Huzoor Bade Tan Ke Main Bhi Ladki Hoon (1964) 03:04 15621
 
Poster of Main Bhi Ladki Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajan
Duration : 03:04   Song Number : 15621   

Aaye Tum Yaad Mujhe Mili (1975) 04:41 20083
 
Poster of Mili (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:41   Song Number : 20083   

Aayee Aayee Teri Yaad Aayee Romance (1983) 06:10 18461
 
Poster of Romance (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:10   Song Number : 18461   

Aayega Aane Waala Mahal (1949) 06:52 20084
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 06:52   Song Number : 20084   

Aayega Aayega Ek Chhail Chhabila Aayega Mehrban (1967) 04:01 32646
 
Poster of Mehrban (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:01   Song Number : 32646   

Aayegi Aayegi Aayegi Jaaneman (1976) 03:59 20085
 
Poster of Jaaneman (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 20085   

Aayegi Zaroor Chitthi Dulhan (1974) 05:36 18184
 
Poster of Dulhan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:36   Song Number : 18184   

Aayi Aayi Raat Suhaani Poonam (1952) 04:21 13966
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 04:21   Song Number : 13966