Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pyaase panchhi neel gagan mein geet milan ke gaayen geet milan ke gaayen iss mele mein hum hai akele saathi kise banaaye saathi kise banaaye pyaase panchhi neel gagan mein geet milan ke gaayen geet milan ke gaayen o matwaale raahi tujhko manzil kahaan bulaaye kiss ko khabar hai inn raahon mein kaun kahaan mil jaaye o matwaale raahi tujhko manzil kahaan bulaaye kiss ko khabar hai inn raahon mein kaun kahaan mil jaaye jaise saagar ki do lehren chupke to mil jaaye geet milan ke gaayen chhupi hain aahen kiss premi ki baadal ki aahon mein bikhari huyi hai khushboo kaisi albeli raahon mein chhupi hain aahen kiss premi ki baadal ki aahon mein bikhari huyi hai khushboo kaisi albeli raahon mein kiss ki zulfen chhoo kar aayi mehki huyi ye hawaayen geet milan ke gaayen pyaase panchhi neel gagan mein geet milan ke gaayen geet milan ke gaayen
pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan pyaar ki rim jhim rim jhim laagi bheega mera tann mann aahaa haaye hey hey pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan oh pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan naam tumhaara har dhadkan mein mann mein tumhaari hai chhavi ohh ohh pyaar se maine tumko paaya pyaar hi pooja hai meri mujhko sahaara mila dooba kinaara mila tum jab sang sang aaye ahaa ahaa haa pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan are pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan main galiyon ki dhool thi udke ang tumhaare ja lagi ohh ohh chandan banke mehek uthi main socha nahin tha ye kabhi tumne sajaaya mujhe tumne sanwaara mujhe tumne hi sapne jagaaye ahaa ahaa haa pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan are pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan pyaar ki rim jhim rim jhim laagi bheega mera tann mann ahaa haa ahaa haa pyaasi
pyaar de pulekhe kinne sone sone kha gaye door door jaande jaande nede nede aa gaye pyaar de pulekhe pyaar de pulekhe kinne sone sone kha gaye door door jaande jaande nede nede aa gaye pyaar de pulekhe pehla pulekha teri ankhiyaan ne paaya ve pehla pulekha teri ankhiyaan ne paaya ve dojje pulekhe utte dil sharmaaya ve teeje pulekhe vich oooooo teeje pulekhe vich kol tere aa gaye pyaar de pulekhe kinne sone sone kha gaye door door jaande jaande nede nede aa gaye pyaar de pulekhe pehla pulekha mainu ajje vi nahin bhuleyaa pehla pulekha mainu ajje vi nahin bhuleyaa dojje pulekhe dil tere utte dulayaa saade hi pulekhe saade ooooo saade hi pulekhe saade dilaan nu mila gaye pyaar de pulekhe kinne sone sone kha gaye door door jaande jaande nede nede aa gaye pyaar de pulekhe vekh le pulekhyeaan daa ban gayaa sach ve vekh le pulekhyeaan daa ban gayaa sach ve nazraan naa lag jaan nazaaran to bach ve bachde bachaande assin oooooo bachde bachaande assin aap nu bachaa gaye
dil ne kaha chupke se ye kya hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan pyar hua chupke se ye kya hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan pyar hua chupke se ye kya hua chupke se titliyon se suna titliyon se suna maine kissa baag ka baag mein thi ik kali sharmili anchhue ik din manchalaa bhanvra aa gaya khil uthi wo kali paaya roop naya poochhti thi kali ye mujhe kya hua phool hansa chupke se pyar hua chupke se maine baadal se kabhi o maine baadal se kabhi ye kahaani thi suni parbaton ki ik nadi milne sagar se chali jhumti ghumti ho naachti dolti kho gayee apne saagar mein jaake nadi dekhle pyar ki aisi jadugari chaand khila chupke se pyar hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan pyar hua chupke se ye kya hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan dholuna dholuna
pyar kabhi kam naa karna sanam har kami ganwara kar leeenge pyar kabhi kam naa karna sanam har kami ganwara kar leeenge seene se tum jo laga ke rakho kaanton pe guzaraa kar leeenge seene se tum jo laga ke rakho kaanton pe guzaraa kar leeenge pyar kabhi kam naa karna sanam dil hai to armaan machelenge dil hai to armaan hoo oooo oooo oooo dil hai to armaan machelenge saagar mein toofan machlenge saagar mein toofan machlenge saath agar jo humare raho toofaan ko kinaara kar leeenge saath agar jo humare raho toofaan ko kinaara kar leeenge pyar kabhi kam naa karna sanam jab se pyaar dil mein jaaga humne to bas tumko maanga jab se pyaar dil mein jaaga humne to bas tumko maanga humne to bas tumko maanga tumne agar jo kinaara kiya duniyaa se kinaara kar leeenge tumne agar jo kinaara kiya
oye pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin teri meri umr mein kisne ye kiya nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin tere honth mere honth sil gaye to kya hua tere honth mere honth sil gaye to kya hua dil ki tarah jism bhi mil gaye to kya hua dil ki tarah jism bhi mil gaye to kya hua iss se pehle kya kabhi ye sitam hua nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin main bhi hoshmand hoon tu bhi hoshmand hai uss tarah jiyenge hum jiss tarah pasand hai haan main bhi hoshmand hoon tu bhi hoshmand hai uss tarah jiyenge hum jiss tarah pasand hai unki baat kyun sune jinse waastaa nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin rasm kya riwaaz kya dharam kya samaaj kya dushmanon ka khauf kyun doston ki laaj kya rasm kya riwaaz kya dharam kya samaaj kya dushmanon ka khauf kyun doston ki laaj kya ye wo shouk hai ke jisse koi bhi bacha nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin pyaar kar liyaa to kya
pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa pyar ki raah dikha duniyaa ko pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi pyar ki raah dikha duniyaa ko tum badloge ulti chaale bigde huye zamaane ki tum laaoge bahaar waapas iss ujde viraane ki dekh raha hai khawaab zamaana dekh raha hai khawaab zamaana murda chaand sitaaron ke fikr karo kuchh tum duniyaa ki bigdi baat bannane ki pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi pyar ki raah dikha duniyaa ko aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa tumhen muhabbat karni hai bhookhe nangen laachaaron se tumhen to hai insaaf maangna zulm ke thekedaaron se tumhen mitaane hai ye saare jhagde takhat aur taajon ke tumhen bachaani hai ye duniyaan top teer talwaaron se pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum
pyaar maangaa hai tumhin se na inkaar karo pyaar maangaa hai tumhin se na inkaar karo pyaar maangaa hai tumhin se na inkaar karo paas baitho zaraa aaj to iqraar karo pyaar maangaa hai tumhin se na inkaar karo kitni haseen hai raat dulhan bani hai raat kitni haseen hai raat dulhan bani hai raat machle hue jazbaat baat zaraa hone do mujhe pyaar karo mujhe pyaar karo pyaar maangaa hai tumhin se na inkaar karo pehle bhi tumhein dekhaa pehle bhi tumhein chaahaa pehle bhi tumhein dekhaa pehle bhi tumhein chaahaa itnaa haseen paayaa saath haseen hone do mujhe pyaar karo mujhe pyaar karo pyaar maangaa hai tumhin se na inkaar karo kitnaa madhur safar hai tu mera humsafar hai kitnaa madhur safar hai tu mera humsafar hai beete hue wo din zaraa yaad karo mujhe pyaar karo mujhe pyaar karo pyaar maangaa hai tumhin se na inkaar karo paas baitho zaraa aaj to iqraar karo pyaar maangaa hai tumhin se na inkaar karo hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan o jaan e jahaan marr kar bhi yahaan teraa peechha chhodoon na na na na hooo pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan o jaan e jahaan marr kar bhi yahaan teraa peechha chhodoon na na na na pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan arre abhi roothe tu abhi maane tu tauba ye kya hai nazaara kabhi bole na kabhi bole haan teri adaaon ne maara abhi roothe tu abhi maane tu tauba ye kya hai nazaara kabhi bole na kabhi bole haan teri adaaon ne maara tu laakh chhupa thaa mujhko pata teri na mein chhupi thi haan haan haan haan pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan aisa to kabhi socha hi nahin ye pyar hai itna pyaara aa hi gayee main baahon mein teri dil ne yun dil ko pukaara aisa to kabhi socha hi nahin ye pyar hai itna pyaara aa hi gayee main baahon mein teri dil ne yun dil ko pukaara tere jaisa haseen tere jaisa jawaan koi hai mehboob kahaan aaa aaa pyar mein dil pe
o ho hoooooo ho hoooooo o ho hoooooo ho hoo hoooooo pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai aaj sajnaa ka sajni se ho raha saamnaa sajnaa ka sajni se ho raha saamnaa khel hi khel mein dil gaya thamnaa na na ha ha na na pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai kehne ki nahin baat magar ye phir bhi kehti hoon main rehne ki nahin jagah koi tere dil mein rehti hoon main kehne ki nahin baat magar ye phir bhi kehti hoon main rehne ki nahin jagah koi tere dil mein rehti hoon main jeet kar pyaar mein padega haarnaa na na ha ha na na pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai aaj sajnaa ka sajni se aaj sajni ka sajnaa
pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai aaj tak samjhe hain na samjhenge zamaane waale aaj tak samjhe hain na samjhenge zamaane waale shola e ishq bujhane se shola e ishq bujhane se kahaan bujhta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ishq jab yaar ki aankhon ki kasam kha baithe ishq jab yaar ki aankhon ki kasam kha baithe maut bhi saamne aaye to maut bhi saamne aaye to kahaan jhukta haiiiiii pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai
pyaari pyaari suraton moh bhari muraton des se pardes mein tumhraa sandesaa aaye hai tan se bhi man se bhi jaise khinchaa jaaye hai madad karo madad karo tum sang aa jaayenge pahunchenge aakhir kabhi chhaanenge ek ek gali pahunchenge aakhir kabhi chhaanenge ek ek gali dekhen wo mukhdaa abhi hogi yahi bekali gaal hain jiske gulaab ras aankhon ka sharaab gaal hain jiske gulaab ras aankhon ka sharaab hosh kahaan rahenge phir khud bhi kho jaayenge haan wohi dhun ras bhari jaise baaje baansuri kaanon mein le kar sandesh kaanon mein le kar sandesh kaanon mein le kar sandesh kaanon mein le kar sandesh neend se neend se chaukaaye hai desh se hum door hain door hain haal se majboor hain desh se hum door hain door hain haal se majboor hain madad karo madad binaa madad binaa kaise pahunch paayenge madad karo madad karo madad karooooo
pyasa mera dil kitni shaam se aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa mera dil kitni shaam se aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa mera dil kab se sulag rahi hoon main dekho kahin jana na sanam jara mere dil ko bhigo de teri nazaron ki shabnam yun hi ruke rehna abhi mujh ko thaam ke pyasa mera dil kitni shaam se ho aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa mera dil aaja jab tak ho ujaala le ke tujhe jhoomun sajana chumen tere honton ko yeh pyaala pyalon ko main chumun sajana mukhada ho gulaabi aaj tere naam se pyasa mera dil kitni shaam se aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa mera dil armaan hai tere sang behkun gir ke uthun main tere saath armaan hai tere sang behkun gir ke uthun main tere saath tere gale mein ho meri baahein mere dil pe ho tera haath tujh se chaahat mein mujhe kitne tamse pyasa mera dil kitni shaam se aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa mera dil kitni shaam se aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa hmm hmm hmm
aaaaa aaaaaa pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain yaad teri aayi to khwab ye dikhaaya door hi se chhu raha hai tan ko tera saaya yaad teri aayi to khwab ye dikhaaya door hi se chhu raha hai tan ko tera saaya uski bujhe aag kahaan jisko pada teri yaad se kaam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain chandni mein khoyi pukaarti hain baahein pyaas meri baadlon mein dhundti hain raahen chandni mein khoyi pukaarti hain baahein pyaas meri baadlon mein dhundti hain raahen uski mite pyaas kahaan jisko pada teri yaad se kaam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain
kahaan hai tuuuu tu kahaan hai aajaaaa ae mere sapnon ke raaja pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye oo oo oo oo oo oo oo oo oo nayi nayi kali khili chun le na koi nayi nayi kali khili chun le na koi aisi vaisi baatein dil ki sun le na koi nanha sa jiya mora jaane kya gaaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re pyasi hirni ban ban dhaye hoo oo ooo ooo oo oo oo oo chalte chalte ruk jaun main chal nahin paaun chalte chalte ruk jaun main chal nahin paaun pal pal bhadke tan mein agni kaise bujhaun lagi na bujhe kahin jee ko jalaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye hoo oo ooo ooo oo oo oo oo ek to main hoon bholi bhali dooje akeli ek to main hoon bholi bhali dooje akeli kaise boojhi jaye moh se man ki
majboor ho ke teri mehfil mein aa gaye hain mushkil yahi hai ab to mushkil mein aa gaye hain qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul kaisi hai duniyaa kaisi reet hai aankhon mein aansun honthon pe geet hai kaisi hai duniyaa kaisi reet hai aankhon mein aansun honthon pe geet hai jhanke re paayal dil hai ghayal zaalim zamaane kya yahi teri jeet hai baaghbaan ke haathon mein baaghbaan ke haathon mein kali kumlaahe kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul dhoke fareb ka parda daale laakhon chhupe yahaan bhanware kaale dhoke fareb ka parda daale laakhon chhupe yahaan bhanware kaale pyaase labon par zehri pyaale koi kahaan tak khud ko sambhale mehndi rache paanv mein mehndi rache
qasid ke aate aate khat ek aur likh rakhun main jaanta hoon jo wo likhenge jawaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein shab haye hizr ko bhi rakhun gar hisaab mein mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam saaki ne kuchh mila na diya ho sharaab mein kafir na intzaar mein neend aaye umr bhar kafir na intzaar mein neend aaye umr bhar aane ka ahad kar gaye aaye jo khwaab mein ghalib chhuti sharab par ab bhi kabhi kabhi ghalib chhuti sharab par ab bhi kabhi kabhi peeta hoon roz abru e sabi mahtaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein shab haye hizr ko bhi rakhun gar hisaab mein
Qayamat Hai Qayamat Hai Ye Kaisi Ghum Ki Shaam Hai, Salaam Hai Salaam Hai Pukaara Mushkil Mein Tera Naam Hai
So here we stand In our secret place With a sound of the crowd So far away And you take my hand And it feels like home We both under stand It''s where we belong So how do I say Do I say good bye We both have our dreams We both wanna fly So let''s take tonight To carry us through The lonely times I''ll always look back As I walk away This memory will last For eternity And all of our tears Will be lost in the rain When I''ve found my way back To your arms again But until that day You know you are The queen of my heart Queen of my heart So let''s take tonight And never let go While dancing we''ll kiss Like there''s no tomorrow As the stars sparkle down Like a diamond ring I''ll treasure this moment Till we meet again But no matter how far Or where you may be I just close my eyes And you''re in my dreams And there you will be Until we meet I''ll always look back As I walk away This memory will last For eternity And all of our tears Will be lost in the rain When I''ve
farishton ko nahin miltaaaaa ye wo jazbaa hai insaaaniiiiii naseebaa saath de jinkaa wohi dete hain qurbani hoooo wayi wayi tujh pe qurbaan meri jaan mera dil mera imaan tujh pe qurbaan meri jaan mera dil mera imaan yaari meri kehti hai yaar pe kar de sab qurbaan qurbaani qurbaani qurbaani allah ko pyaari hai qurbaani qurbaani qurbaani qurbaani allah ko pyaari hai qurbaani saaye mein talwaaron ke daave hain dildaaro ke saaye mein talwaaron ke daave hain dildaaro ke dushmanon ke jaani dushman yaar sachche yaaron ke hum yaar sachche yaaron ke hoooooooooo aandhi aaye yaa toofan yaar khade hain seena taan aandhi aaye yaa toofan yaar khade hain seena taan yaari meri kehti hai yaar pe kar de sab qurbaan qurbaani qurbaani qurbaani allah ko pyaari hai qurbaani qurbaani qurbaani qurbaani allah ko pyaari hai qurbaani yaar aisa mil gaya dil humara khil gaya yaar aisa mil gaya dil humara khil gaya haath mein jab haath aaya ye zamaana hil gaya ye zamaana hil gaya hoooooooo do
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pyaase Panchhi Neel Gagan Mein Geet Milan Ke Gaye Pyase Panchhi (1961) 03:16 31040
 
Poster of Pyase Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood, Ameeta
Duration : 03:16   Song Number : 31040   

Pyaasi Nihahon Mein Saajan Bazar Band Karo (1974) 03:18 19257
 
Poster of Bazar Band Karo (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:18   Song Number : 19257   

Pyar De Pulekhe Guddi (1961) 03:36 15501
 
Poster of Guddi (1961)
 
Category
Punjabi
Year- 
1961
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Daljeet
Duration : 03:36   Song Number : 15501   

Pyar Hua Chupke Se 1942 A Love Story (1993) 05:14 21125
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Raag- 
Des
Duration : 05:14   Song Number : 21125   

Pyar Kabhi Kam Ek Mutthi Aasmaan (1973) 03:10 21120
 
Poster of Ek Mutthi Aasmaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Yogeeta Bali
Duration : 03:10   Song Number : 21120   

Pyar Kar Liya To Kya Kabhi Kabhie (1976) 03:41 12229
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:41   Song Number : 12229   

Pyar Ki Raah Dikha Duniya Ko Lambe Haath (1960) 06:26 15616
 
Poster of Lambe Haath (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahaboob
Duration : 06:26   Song Number : 15616   

Pyar Manga Hai College Girl (1978) 04:35 18475
 
Poster of College Girl (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Shiv Kumar Saroj
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sachin
Duration : 04:35   Song Number : 18475   

Pyar Mein Dil Pe Mahaan (1983) 06:33 18420
 
Poster of Mahaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 06:33   Song Number : 18420   

Pyar Mein Kabhi Kabhi Chalte Chalte (1976) 05:20 18442
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 05:20   Song Number : 18442   

Pyar Pardon Mein Chhupane Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978) 06:42 40689
 
Poster of Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Bhupinder Singh
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 06:42   Song Number : 40689   

Pyari Pyari Suraton Dushman (1939) 03:19 40700
 
Poster of Dushman (1939)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1939
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:19   Song Number : 40700   

Pyasa Mera Dil Ehsan (1970) 04:48 12342
 
Poster of Ehsan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Duration : 04:48   Song Number : 12342   

Pyase Huye Nain Sulag Gayi Afsana (1966) 03:35 15570
 
Poster of Afsana (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Duration : 03:35   Song Number : 15570   

Pyasi Hirni Ban Ban Dhaye Do Dil (1965) 06:05 38205
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Biswajit Chatterjee
Duration : 06:05   Song Number : 38205   

Qaid Mein Hai Bulbul Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:34 16416
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zabeen
Duration : 03:34   Song Number : 16416   

Qasid Ke Aate Aate Khat Ek Aur Jagjit Singh 04:12 37770
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:12   Song Number : 37770   

Qayamat Hai Mr Natwarlal (1979) 06:27 13783
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Kadar Khan, Rekha
Duration : 06:27   Song Number : 13783   

Queen Of My Heart In the Style of Westlife 04:18 11118
 
Poster of Westlife
 
Category
English
Singer- 
Westlife
Duration : 04:18   Song Number : 11118   

Qurbaani Qurbaani Qurbani (1980) 04:48 17924
 
Poster of Qurbani (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Firoz Khan, Amzad Khan
Duration : 04:48   Song Number : 17924