Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kabhi ghum se dil lagaaya ho kabhi ashq ke sahaare kabhi shab guzaari ro ke kabhi gin ke chaand taare kabhi gin ke chaand taare kabhi gin ke chaand taare kabhi ghum se dil lagaaya aaaa aaaa aaaaaa ghum e aashiqi ke sadme mujhe aur dena humdam ghum e aashiqi ke sadme mere din guzar rahe hain eeee eeeee mere din guzar rahe hain teri yaad ke sahaare teri yaad ke sahaare teri yaad ke sahaare teri yaad ke sahaare kabhi ghum se dil lagaaya aaaa aaaa aaaaaa gulshan parast main hoon ehle chaman se keh do gulshan parast main hoon khoon e jigar se humne eeee eeee eeee khoon e jigar se humne phoolon ke rukh nikhaare phoolon ke rukh nikhaare phoolon ke rukh nikhaare phoolon ke rukh nikhaare kabhi ghum se dil lagaaya aaaa aaaa aaaaaa tujhe waasta khuda ka zara dekh le idhar bhi tujhe waasta khuda ka ghabraa ke mar na jaayen eee eee eee ghabraa ke mar na jaayen shab e hijr ghum ke maare shab e hijr ghum ke maare shab e hijr ghum ke maare shab e hijr ghum ke maare kabhi ghum se
kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah log milte hain badalte huye mausam ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah mere mehboob mere pyaar ko ilzaam na de mere mehboob mere pyaar ko ilzaam na de rigir mein eid manayi hai muharram ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah maine khushboo ki tarah tujh ko kiya hai mehsoos maine khushboo ki tarah tujh ko kiya hai mehsoos dil ne chheda hai teri yaad ko shabnam ki tarah kabhi gumcha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah kaise hamdard ho tum kaisi masiha aayi hai kaise hamdard ho tum kaisi masiha aayi hai dil pe nashtar bhi lagaate ho toh marham ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah log milte hain badalte huye mausam ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah
kabhi hai ghum kabhi khushiyaan yahi to zindagaani hai kabhi lab par hansi hai aur kabhi aankhon mein paani hai kabhi hai ghum na ghabra aasmaan par chha gaya hai aaj agar baadal na ghabra aasmaan par chha gaya hai aaj agar baadal ke ye baadal hi chanda ke nikalne ki nishaani hai ke ye baadal hi chanda ke nikalne ki nishaani hai kabhi hai ghum bhara karte hain zakhm e dil aur aansoon bhi hain tham jaate bhara karte hain zakhm e dil aur aansoon bhi hain tham jaate aur aansoon bhi hai tham jaate banaayi jisne duniyaa ye usi ki meharbaani hai banaayi jisne duniyaa ye usi ki meharbaani hai kabhi hai ghum kabhi khushiyaan yahi to zindagaani hai kabhi hai ghum
kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo wahan huzoor to pee kar sharaab jeete hain yahaan hum apne kaleje ka khoon peete hain yahan hum apne kaleje ka khoon peete hain hamari jaan tumhari hai apni jaan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo tumhari ek mohabbat bhari nazar ke liye sukoon dil ka lutaya hai umr bhar ke liye sukun dil ka lutaya hai umr bhar ke liye yahi gareeb ki daulat hai maharbaan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo
kabhi hanste hain kabhi rote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain pyaar karne waale pyaar karne waale to deewane hote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain pyaar karne waale pyaar karne waale to deewane hote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain kya kaha kisne humne suna nahin humne suna nahin hai kahaan jaana humko pata nahin humko pata nahin kya kaha kisne humne suna nahin humne suna nahin hai kahaan jaana humko pata nahin humko pata nahin humne basera kiya teri nigaahon tale parvaah nahin kuchh humein duniya jale to jale parvaah nahin kuchh humein duniya jale to jale jaagte hain hum jab jaagte hain hum jab duniya waale sote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain yaad na rasta hum kahaan aa gaye hum kahaan aa gaye bhool ke khud ko dil mein sama gaye dil mein sama gaye yaad na rasta hum kahaan aa gaye hum kahaan aa gaye bhool ke khud ko dil mein sama gaye dil
kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar koi kabhi chhoo na paaye maut aa ke laut jaaye ye wo duwaa hai pyaar wo hai yeh pyaar kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar wo to hai pyaar jeevan naya humko tumne diya taqdeer se ab nahin hai geela nahin hai geela jeevan naya humko tumne diya taqdeer se ab nahin hai geela hai dard kya hum samjhane lage humdard tumsa humein jo mila humein jo mila andheron mein roshni hai veeranon mein zindagi hai naam e khuda hai pyaar wo to hai pyaar kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar wo to hai pyaar nafrat se bhi tum muhabbat karo pehla sabak humne tum se liya tum se liya nafrat se bhi tum muhabbat karo pehla sabak humne tum se liya zamin aasmaan aaj mil hi gaye mushkil ko mumkin bana hi diya bana hi diya koi yahaan aisa kahaan jeet le jo saara jahaan yeh wo ada hai pyaar wo to hai pyaar kabhi hoti nahin hai
kabhi humne nahin socha tha sanam kabhi humne nahin socha tha sanam ki tere bin bhi jeena padega humen tere bin bhi jeena padega humen wo daaman jo bhara karte the phoolon se usse kaanton se seena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam hum jis chaman ko sajaate rahen hum sajaate rahen ussi mein hamen zakhm khaane pade khaane pade aur ab fiza ko gale se laga ke bahaaron ke maatam manane pade manaane pade khabar kya thi khushi ke jaam ke badle zehar ghum ka peena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam humen chhod kar yun jahaan mein akele jahaan mein akele batao sanam kyu juda ho gaye juda ho gaye muhabbat ke kasmen muhabbat ki rasmen wo vaade muhabbat ke kya ho gaye kya ho gaye sanam tujhse juda ho kar jeeyenge agar to mar mar ke jeena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam ki tere bin bhi jeena padega humen wo daaman jo bhara karte the phoolon se usse kaanton se seena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam
kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho to matlab saaf zaahir hai kisi se pyaar karte ho kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho ye behaki chaal kehti hai nazar takra gayi hogi ye behaki chaal kehti hai nazar takra gayi hogi mohabbat ki ghata lehra ke dil pe chha gayi hogi nigaahen jhuk gayi hongi qayaamat aa gayi hogi kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho ye aankhen keh rahi hain jaagne ki inko aadat hai ye aankhen keh rahi hain jaagne ki inko aadat hai kaho wo kaun hai jiske tassavur se mohhabat hai kabhi to humse khul jaao humen tumse mohabbat hai kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho dhadkte dil ki dhadkan ko bhala kab tak chhupaoge ye shola aur bhadkega isse jitna dabaaoge muhabbat ek tufaan hai isse tum kya jhukaaoge kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho to matlab saaf zaahir hai kisi se pyaar karte ho kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho
kabhi inko chaahe kabhi unko kabhi unko chaahe kabhi inko kabhi inko chaahe kabhi unko chaahe milaayengeeee hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen jo takara gaye dil takra gaye jo takara gaye dil ko anjaam ye gaya naam inka to badnaam ye ye galiyon mein ghumenge bhar bhar ke aanhen milaayenge hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen haaaaayeee chhuuogeeeeeeee chhuuoge to gora badan hoga mailaa ishaaron mein baaten karo humse chhaila samjh lo ke mushkil haiiii ulfat ki raahen milaayenge hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen kasam tum ko hum sar ki de ke rahenge balaiyaan mohabbat ki lete rahenge tumhare gale mein padengi padengi ye baahein milaayenge hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen kabhi inko chaahe kabhi unko kabhi unko chaahe kabhi inko kabhi inko chaahe kabhi unko kabhi unko
kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya waale ho duniya waale ho duniya waale hooo duniya waale ho duniya waale jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi humaara kya hai marenge duniya waale hooo duniya waale ho duniya waale hoooo duniya waale ho duniya waale kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho teri shokh adayen kya kehne ho aaja pehna doon pyaar ke gehne teri shokh adayen kya kehne ho aaja pehna doon pyaar ke gehne tere pyaar ke gehne maine pehne to jaane mujhe kya kya kahenge duniya waale kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya waale kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho leja aankhen gulaabi gulaabi aise ghoor na jaise ke sharaabi leja aankhen gulaabi gulaabi ho aise ghoor na jaise ke sharaabi ye ji aankhon ke jab maikhaane khule hain phir to aa ke piyenge duniya waale jo karna hai woh kar
ho ho ho kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to kis ko pata tha chandni jaayegi kaali ghata chhayegi kis ko pata tha chandni jaayegi kaali ghata chhayegi thandi phuhaar humein paas paas laayegi baat ban jaayegi dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to neendiyaan ke baadal ghir ghir aaye hain hooo aakhon pe chhaye hain rang bhare sapnon ko sang sang laaye hain haan jaal bichhaye hain pyaar ki khushboo mehak rahi hai saanson ki raagni mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi
kabhi kabhi aisa bhi hua hai kinaare pe aake bhi kisi ko kinaara na mila kabhi kabhi aisa bhi hua hai kinaare pe aake bhi kisi ko kinaara na mila mila anchaaha jise chaaha re wo manmeet pyaara na mila kabhi kabhi aisa bhi hua hai kinaare pe aake bhi kisi ko kinaara na mila kahaan gaye beet re madhur wo din preet ke kahaan gaye beet re madhur wo din preet ke bikhar gaye mere geet re aisa lagta hai khushi ko yahaan pata hi hamaara na mila kabhi kabhi aisa bhi hua hai kinaare pe aake bhi kisi ko kinaara na mila dukh ka wo naag re das gaya jaag ke dukh ka wo naag re das gaya jaag ke laga zindagi mein daag re tera tha bharosa mujhe raama re tera bhi sahaara na mila kabhi kabhi aisa bhi hua hai kinaare pe aake bhi kisi ko kinaara na mila rahe na jab aas re bujhe na kyun pyaas re rahe na jab aas re bujhe na kyun pyaas re jale meri bojhal saansein re kisi ko mila hai kahin chaand re hamein to sitaara na mila kabhi kabhi aisa bhi hua hai kinaare pe aake bhi kisi ko kinaara
kabhi kabhi bhagwaan ko bhi bhakton se kaam pade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade kabhi kabhi bhagwaan ko bhi bhakton se kaam pade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade avadh chhod prabhu van ko dhaaye siyaa raam lakhan ganga tath aaye kevat man hi man harshaaye ghar baithe prabhu darshan paaye haath jod kar prabhu ke aage kevat magan khade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade prabhu bole tum naav chalaao paar humen kevat pahunchaao kevat kehta suno humaari charan dhool ki maaya bhaari main gareeb naiyaa meri naari naa hoye pare jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade kevat daud ke jal bhar laaya charan dhoye charnaamirt paaya ved granth jinke yash gaayen kevat unko naav chadaaye barse phool gagan se aise bhakt ke bhaag bade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade jaana
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigahen me ri amaanat hain ke ye badan ye nigahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chaanv hai meri khatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigaahen meri amaanat hain ke ye badan ye nigaahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chhaon hai meri khaatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghunghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghunghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu
kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi ye sab apna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi ye sab apna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai mujhe agar baahon mein bhar lo shaayad tum ko chain mile mujhe agar baahon mein bhar lo shaayad tum ko chain mile chain to us din khoya maine jis din tum se nain mile phir bhi ye achchha lagta hai magar abhi sapna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai chehre par hai aur ek chehra kaise use hataun mera sach gar tum apna lo janam janam tar jaaun aise sab kachcha lagta hai sab ka sab sapna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi ye sab apna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai
kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar lag gayi zamaane ko kabhi kaha dua bahaar ki maangi to itne phool khile dua bahaar ki maangi to itne phool khile kahin jagah na mili mere aashiyane ko kabhi kaha suna hai gair ki mehfil mein tum na jaoge suna hai gair ki mehfil mein tum na jaoge kaho to aaj saja le gareeb khane ko kabhi kaha kuchh aise sajj gaye tinke ke ab ye darr hai mujhe kuchh aise sajj gaye tinke ke ab ye darr hai mujhe kahin nazar na lage mere aashiyane ko kabhi kaha daba ke kabrr mein sab chal diye dua na salaam daba ke kabrr mein sab chal diye dua na salaam zara si der mein kya ho gaya zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar lag gayi zamaane ko kabhi kaha
kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se dua bahaar ki maangi to itne phool khile dua bahaar ki maangi to itne phool khile kahin jagah na rahi mere aashiyaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se ab aage ismein tumhaara bhi naam aayega ab aage ismein tumhaara bhi naam aayega jo hukam ho to yahin chhod doon fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se qamar zara bhi nahin tumko khauf e ruswaayi qamar zara bhi nahin tumko khauf e ruswaayi chale ho chaandni shab mein unhen bulaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se
ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm hmm hmm kabhi khaab mein yaa khyaal mein kabhi khaab mein yaa khyaal mein kabhi zindgaani ki dhaar pe main adhura sa ek geet hoon mujhe arth de to sawaar ke kabhi khaab mein yaa khyaal mein wo benaam si koi justzoo wo apne aap se guftgoo wo benaam si koi justzoo wo apne aap se guftgoo tujhe chhoo liya to mujhe laga tujhe chhoo liya to mujhe laga din aa gaye hain qaraar ke kabhi khaab mein yaa khyaal mein umm hmm hmm hmm hmm umm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm umm hmm hmm hmm hmm umm umm um mere dil ki nagari mein bas bhi jaa tujhe baksh doon zamin aasmaan mere dil ki nagari mein bas bhi jaa tujhe baksh doon zamin aasmaan mujhe dar hai teri aawaargi mujhe dar hai teri aawaargi kahin do jahaan na ujaad dein kabhi khaab mein yaa khyaal mein na mili thi tum to tha jee rahaa na milogi to na jee paaunga na mili thi tum to tha jee rahaa na milogi to na jee paaunga meri tishnagi ko jaga diya meri
kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge koi jab poochh baithega khamoshi ka sabab tumse koi jab poochh baithega khamoshi ka sabab tumse bahot samjhana chaahoge magar samjhaa naa paaoge main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge kabhi duniyaa muqammal ban ke aayegi nighaahon mein kabhi duniyaa muqammal ban ke aayegi nighaahon mein kabhi meri kami duniyaa ki har ik shai mein paaogi main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge kahin par bhi rahen hum tum muhabbat phir muhabbat hai kahin par bhi rahen hum tum muhabbat phir muhabbat hai tumhen hum yaad aayenge humen tum yaad aaoge tumhen hum yaad aayenge humen tum yaad aaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kabhi Ghum Se Dil Lagaaye Daaku (1975) 04:15 39352
 
Poster of Daaku (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Chaman Lahori
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
On Screen Actors- 
Kabir Bedi
Duration : 04:15   Song Number : 39352   

Kabhi Guncha Kabhi Shola Jagjit Singh 04:49 38789
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:49   Song Number : 38789   

Kabhi Hai Ghum Kabhi Khushiyaan Waris (1954) 02:38 15686
 
Poster of Waris (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 02:38   Song Number : 15686   

Kabhi Hamari Mohabbat Ka Nasihat (1967) 03:27 36830
 
Poster of Nasihat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
L Vijay Laxmi
Duration : 03:27   Song Number : 36830   

Kabhi Hanste Hain Kabhi Rote Hain Dushmani (1996) 08:09 40006
 
Poster of Dushmani (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Manisha Koirala
Duration : 08:09   Song Number : 40006   

Kabhi Hoti Nahin Khara Khota (1981) 04:47 18202
 
Poster of Khara Khota (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Babla
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 04:47   Song Number : 18202   

Kabhi Humne Nahin Socha Tha Sanam Lalkar (The Challenge) (1972) 03:07 18533
 
Poster of Lalkar (The Challenge) (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Mahendra Dehlavi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Rajendra Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 18533   

Kabhi Inkaar Karte Ho Kabhi Iqraar Modern Girl (1961) 03:31 19198
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nalini Chhonkar
Duration : 03:31   Song Number : 19198   

Kabhi Inko Chaahe Zalzala (1952) 03:13 14445
 
Poster of Zalzala (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Brijendra Gaur
Music Director- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:13   Song Number : 14445   

Kabhi Ithla Ke Chalte Aap Ki Parchhaiyan (1964) 04:45 14995
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Supriya Choudhary
Duration : 04:45   Song Number : 14995   

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Waris (1969) 03:54 11861
 
Poster of Waris (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jitendra
Duration : 03:54   Song Number : 11861   

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hua Hai Gumsoom (1982) 08:32 40400
 
Poster of Gumsoom (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Madhu Kapoor, Arun Govil
Duration : 08:32   Song Number : 40400   

Kabhi Kabhi Bhagwaan Ko Bhi Anup Jalota 04:18 18099
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Lyricist
Ramachandran
Music Director- 
Sudeep Banerjee
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 04:18   Song Number : 18099   

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Kabhi Kabhie (1976) 05:02 20706
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:02   Song Number : 20706   

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein (Male) Kabhi Kabhie (1976) 04:51 41008
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 04:51   Song Number : 41008   

Kabhi Kabhi Sapna Lagta Ratnadeep (1979) 04:48 14067
 
Poster of Ratnadeep (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dheeraj Kumar, Hema Malini
Duration : 04:48   Song Number : 14067   

Kabhi Kaha Na Kisi Se Anup Jalota 04:20 32024
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 04:20   Song Number : 32024   

Kabhi Kaha Na Kisi Se Asha Bhosle 04:25 13902
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qamar Jalalvi
Music Director- 
Nazar Hussain
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:25   Song Number : 13902   

Kabhi Khaab Mein Daddy (1991) 07:52 18676
 
Poster of Daddy (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Suraj Saneem
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt
Duration : 07:52   Song Number : 18676   

Kabhi Khamosh Baithoge Jagjit Singh 06:15 18820
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:15   Song Number : 18820