Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haan jaam bhi hai haan haan shaam bhi hai aaye haaye chori nahin saara aam hi hai sabne pee hai mujhpe ilzaam kyun hai khaam khaan mera naam badnaam kyun hai dekho na logon ne botalon ki botalen khatam kar di to kuchh na hua maine honthon se lagaayi toooo hungaama ho gaya aaaa aaaa aaaa aaaa hungaama ho gaya hungaama hungaama ho gaya mujhe yaar ne pilaayi tooooo hungaama ho gaya aaaa aaaa aaaa aaaa hungaama ho gaya hungaama hungaama ho gaya din ko kasmen khaate hain tauba tauba karte hain din ko kasmen khaate hain tauba tauba tauba karte hain shaam hoti hai to phir pyaale bharten hain raat ko sab peete hain subah ko sab darte hain kya kashish hai iss mein sab iss pe marte hain kasie ye log hai pata nahin kya karte hain kaun si baat hai iss mein sab isko apnaate hai mujhe hichki jo aayi tooooo hungaama ho gaya aaaa aaaa aaaa aaaa hungaama ho gaya hungaama hungaama ho gaya to ghabraa gaye sharmaa gaye yaa gussa kha gaye to ghabraa gaye sharmaa gaye yaa gussa kha gaye
khidki khuli zara zara parda sarak gaya khidki khuli zara zara parda sarak gaya kamra tha dil ka khali koi chupke se aa gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya khidki khuli zara zara parda sarak gaya khidki khuli zara zara parda sarak gaya kamra tha dil ka khali koi chupke se aa gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya la lal la la la lal la la la lal la la la la la la jab hosh ude to main hosh mein aaya khamosh khada tha main josh mein aaya jab hosh ude to main hosh mein aaya khamosh khada tha main josh mein aaya aisi chali hawa aisi chali hawa ye shola bhadak gaya aisi chali hawa ye shola bhadak gaya kamra tha dil ka khali koi chupke se aa gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya khidki khuli zara zara parda sarak gaya kamra tha dil ka khali koi chupke se aa gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya to hungaama ho gaya to
husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj tarse huye hathon ki suni jaayegi har kali pyaar ki gin gin ke chuni jaayegi pyaar ki aag mein jal jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj in aankhon ki gahrayi mein kho jane do aaj in aankhon ki gahrayi mein kho jane do dil jo betaab hua jata hai ho jaane do bin piye aaj bahak jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj hum waqt ki raftaar khadi kar denge aaj hum waqt ki raftaar khadi kar denge zindgani se bhi ye raat badi kar denge aaj har cheez pe chha jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke
husn bhi aap hain ishq bhi aap hain jis taraf dekhiye aap hi aap hain husn bhi aap hain ishq bhi aap hain jis taraf dekhiye aap hi aap hain aap hi aap hain aap hi aap hain husn bhi aap hain ishq bhi aap hain jis taraf dekhiye aap hi aap hain pairon ki dhool hai jalwe bahaar ke darpan to dekhiye chunri uttaar ke pairon ki dhool hai jalwe bahaar ke darpan to dekhiye chunri uttaar ke phool bhi aap hain bagiya bhi aap hain jis taraf dekhiye aap hi aap hain aap hi aap hain aap hi aap hain husn bhi aap hain ishq bhi aap hain jis taraf dekhiye aap hi aap hain bahon mein kaamini mandir mein murti dekhi na aaj tak ye khubsoorti bahon mein kaamini mandir mein moorti dekhi na aaj tak ye khubsoorti ganga bhi aap hain jamuna bhi aap hain jis taraf dekhiye aap hi aap hain aap hi aap hain aap hi aap hain husn bhi aap hain ishq bhi aap hain jis taraf dekhiye aap hi aap hain gore se paanv mein payal ko bandh ke ji bhar ke nachiye anganaa mein chand ke gore se paanv mein payal ko
Husn Bhi Hai Udas Udas
are husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya aji dil ko ab tak hai inkaar aankhen kar baithi iqraar pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya hoooooooo kabhi pass aayen kabhi door jaayen ye hain dil churaane ki laakhon adaayen nahin teer nikla abhi tak kamaan se nahin teer nikla abhi tak kamaan se koi unse keh de ke dil ko bachaayen ke dil ko bachaayen haaye husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya dil ko ab tak hai inkaar aankhen kar baithi iqraar pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya hoooooooo kahaan tak rahoge ye daaman bachaa ke ke mushkil hai bachna nishaane pe aa ke humara hai kya hum to mit ke rahen humara hai kya hum to mit ke rahen jahaan tumne dekha zara muskuraa ke zara muskuraa ke dil ko
husn e jaana idhar aa aaina hoon main tera husn e jaana idhar aa aaina hoon main tera main sawaarunga tujhe saare ghum de de mujhe bheegi palkein na jhuka aaina hoon main tera kitne hi daag uthaye tune mere din raat sajaaye tune choom loon aa main teri palkon ko de doon ye umr teri zulfon ko leke aankhon ke diye muskuraa mere liye meri tasveer e wafa aaina hoon main tera teri chaahat hai ibaadat meri dekhta rehta hoon soorat teri ghar tere dam se hai mandir mera tu hai devi main pujari tera sajjde sau baar karoon aa tujhe pyaar karoon meri aagosh mein aa aaina hoon main tera husn e jaana idhar aa aaina hoon main tera
husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko mere deewaane ko itnaa na sataao logo mere deewaane ko itnaa na sataao logo ye to vehshi hai tumhin hosh mein aao logo ye to vehshi hai tumhin hosh mein aao logo bahut ranjoor hai ye gamon se choor hai ye bahut ranjoor hai ye gamon se choor hai ye khuda ka khauff khaao bahut majboor hai ye khuda ka khauff khaao bahut majboor hai ye kyun chale aaye ho o o o o kyun chale aaye ho bebas pe sitam dhaane ko koi patthar se haan koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko mere jalwon ki khata hai jo ye deewaana huaaa mere jalwon ki khata hai jo ye deewaana hua main hoon mujrim ye agar hosh se begaana hua
husn hai yaa koi qayaamat hai khaab dekha hai yaa haqeeqat hai bebasi hai ke aa nahin sakte haayeeeee humse thodi siii door jannat hai humse thodi siii door jannat hai ooooooo ooooo ooooooooooo hmmmm hmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hoooooo oooooo ooooooo ooooo ooooo ooooo aisa koi naa tha nighaaon mein jaisa dekha hai aaj raahon mein dil keenchaa jaa raha hai pehlu seeeee har ajnabee humsafar ki baahon mein ajnabee humsafar ki baahon mein kyun naa milne ki koshishen kar len poori tann mann ki khawaahishen kar len koi taaqat jinhen naa tod sakeeee haayeee aao hum aisi bandishen kar len aao hum aisi bandishen kar len
husn jab jab ishq se takraa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya jab kabhi paigaam e ulfat aa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya pyaar kehte hain jise hai kaun se jaadu kaa naam pyaar kehte hain jise hai kaun se jaadu kaa naam aankh karti hai ishara dil ka ho jaata hai kaam muskuraa kar chot jab dil khaa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya iss muhabbat ko tadap samjhe yaa betaabi kahen iss muhabbat ko tadap samjhe yaa betaabi kahen beqaraari din ki yaa raaton ki bekhaabi kahe raaz ye jis din samjh mein aa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya
husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano honthon ke do jaam sharabi inki lazzat kyaa jaano zulfon ki ye chhaanv ghaneri zulfon ki ye chhaanv ghaneri inki raahat kyaa jaano husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane in aankhon ke peechhe kitne basse hue hain maikhaane peeke dekho jaam nazar kaa peeke dekho jaam nazar kaa ho jaaoge deewaane husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge
hmm hmm mmm mmm mmm husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum hoo oo oo oo husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum dil ki lagi ke saath ajab dillagi huyiii manzil to aa gayi thi humein dhoondhti huyi hum khud hi door ho gaye allaah re sitam husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho o o unka karam bhi aaj sitam hoke reh gaya o o o unka karam bhi aaj sitam hoke reh gaya ik nagma lab pe aaya magar kho ke reh gaya halki si ek khushi hai to halka sa ek ghum husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum mil sake na hum
aa aaaa aaaa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aa haaaa husn pahadon ka ho sahiba husn pahadon ka kya kehna ke baron mahine yahaan mausam jaadon ka kya kehna ke baron mahine yahaan mausam jaadon ka rutt ye suhaani hai meri jaan rutt ye suhaani hai ke sardi se darr kaisa sang garm jawaani hai ke sardi se darr kaisa sang garm jawaani hai ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoooo aaaaa aaaaa hmmmm tum pardesi kidhar se aaye aate hi mere mann mein samaaye karoon kya haathon se mann nikala jaaye karoon kya haathon se mann nikala jaaye chhote chhote jharne hain ke jharnon ka paani chhoo ke kuchh waade karne hain jharne to behte hain kasam le pahadon ki jo kaayam rahte hai hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa haaaa khile khile phoolon se bhari bhari waadi raat hi raat mein kisne sajaa di lagta hai jaise yahaan apni ho shaadi lagta hai jaise yahaan apni ho shaadi kya gul buten hain pahaadon mein yeh kehte hain pardesi to
husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam bin piye mujh pe nasha chhaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin toone gulshan mera mehkaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai
husn tera ek chhalakta o husn tera ek chhalakta jaam hai laa mujhe tu de de tere kis kaam hai tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi haaye agar ijaazat ho teri main pyar mukammal kar loon main pyar mukammal kar loon daal ke nazron mein nazren deedaar mukammal kar loon deedaar mukammal kar loon naam inka pehle se badnaam hai husn wale yahi mera tujhe paigaam hai husn tera ek chhalakta jaam hai laa mujhe tu de de tere kis kaam hai komal kali tu in bhanwaron ki baaton mein na aana nazuk mod jawaani ka hai kahin bhatak na jana oo komal kali tu in bhanwaron ki baaton mein na aana nazuk mod jawaani ka hai kahin bhatak na jana pyaar bina o yeh jawaani ilzaam hai laa mujhe ho tu de de tere kis kaam hai tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi husn to ek khilona hai jee bhar kar
husn waale tera jawab nahin husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin tu hai aisi kali jo gulshan mein saath apne bahaar laayi ho tu hai aisi kiran jo raat dhale chaandani mein nahaake aayi ho ye tera noor ye tere jalwe jis taraah chaand ho sitaaron mein husn waale tera jawab nahin teri aankhon mein aisi masti hai jaise chhalke huye hon peimaane tere honton pe wo khamoshi hai jaise bikhre huye hon afsaane teri zulfon ki aisi rangat hai jaise kaali ghata bahaaron mein husn waale tera jawab nahin teri soorat jo dekh le shayir apne sheron mein taazgi bhar le ik musawwir jo tujhko paa jaaye apne khawaabon mein zindagi bhar le naghma gar dhoond le agar tujhko dard bhar le wo dil ke taaron mein husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain zindagi bhar ke liye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain khoob karte hain ye beemar e muhabbat kaaaaaa ilaaz khoob karte hain ye beemar e muhabbat ka ilaaz dard bhadhta hi rahe dard bhadhta hi rahe aisi dawaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin eeeee eeeeee haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin pehle dil lete hain phir pehle dil lete hain phir dil ko bhula dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain dil lagaaye naa zamaane mein hasinoooooo se koi dil lagaaye naa zamaane mein hasinon se koi log kehte hain ke ye log kehte hain ke ye mil ke dagaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain
huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh roothi si nazar yeh maathe ki shikan yeh roothi si nazar yeh maathe ki shikan libaas e rang mein yeh bal khata badan hai pyaasa pyaar ka yeh saara baankpan hai pyaasa pyaar ka yeh saara baankpan ho ho ho pyaar kya hai jaane tamanna ab to pehchaano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano aji ik hum to kya ho tum aise hasin aji ik hum to kya ho tum aise hasin farishta bhi tumhein agar dekhe kahin to jannat bhool ke behak jaaye yahin to jannat bhool ke behak jaaye yahin ho ho ho pyaar kya hai jaane tamanna ab to pehchaano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano tumhin ko chun liya nazar ki baat hai tumhin ko chun liya nazar ki baat hai liya ghum aapka jigar ki baat hai ho tum phir bhi khafa asar
aaaaaa haaaaan haaaaaan asi re panjaayeeeeee ehd e sahbaab kar ke mujhe kahaan gaya mera bachpan kharaab kar ke mujhe ayeeeeeeeeee huye hum jinke liye barbaad wo hum ko chahe karein na yaad jeevan bhar jeevan bhar unki yaad mein hum gaaye jayenge gaaye jayenge ek zamana tha wo pal bhar hum se rahe na door hum se rahe na door ek zamana tha wo pal bhar hum se rahe na door hum se rahe na door ek zamana ye ke huye hain milne se majboor milne se majboor ek zamana ye ke huye hain milne se majboor milne se majboor wo ghum se lakh rahen aazad sune na dard bhari phariyad afsana afsana hum to pyaar ka doharaye jayenge gaaye jayenge main hoon aisa deep ke jismein main hoon aisa deep ke jismein naa baati na tel naa baati na tel bachpan beeta bani muhabbat chaar dinon ka khel chaar dinon ka khel bachpan beeta bani muhabbat chaar dinon ka khel chaar dinon ka khel rahe ye dil ka nagar aabad basi hai jismein kisi ki yaad hum dil ko hum dil ko unki yaad se behlaaye jayenge gaye
huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa abhi tak to honthon pe tha tabassum ka ek silsila bahut shaadmaan the hum unko bhula kar achanak ye kya ho gayaa ke chehre pe rang e malaal aa gayaa ke chehre pe rang e malaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa humen to yahi tha guroor ghum e yaar hai hum se door wahi ghum jise humne kis kis jatan se nikaalaa tha iss dil se door wo chal kar qayaamat ki chaal aa gayaa wo chal kar qayaamat ki chaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hungaama Ho Anhonee (1973) 05:23 12685
 
Poster of Anhonee (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 05:23   Song Number : 12685   

Hungama Ho Gaya Deewana Mastana (1997) 05:02 40715
 
Poster of Deewana Mastana (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Sonu Nigam, Poornima
On Screen Actors- 
Govind, Pratibha Sinha
Duration : 05:02   Song Number : 40715   

Husn Aur Ishq Ke Sagai (1966) 04:48 36838
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rajshree
Duration : 04:48   Song Number : 36838   

Husn Bhi Aap Hai Ishq Bhi Aap Hai Shapath (1984) 08:27 36101
 
Poster of Shapath (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Kaisar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Anoop Ghosal
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Smita Patil
Duration : 08:27   Song Number : 36101   

Husn Bhi Hai Udaas Udaas Fareb (1953) 03:11 37867
 
Poster of Fareb (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:11   Song Number : 37867   

Husn Chala Kuchh Aisi Bluff Master (1963) 04:48 12924
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Duration : 04:48   Song Number : 12924   

Husn E Jaana Saathi (1968) 03:59 14096
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:59   Song Number : 14096   

Husn Haazir Hai Laila Majnu (1976) 06:32 12189
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ranjeeta
Duration : 06:32   Song Number : 12189   

Husn Hai Yaa Koi Qayaamat Saudagar (1973) 05:03 14167
 
Poster of Saudagar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Padma Khanna
Duration : 05:03   Song Number : 14167   

Husn Jab Jab Ishq Se Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:36 13868
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Nanda, Shashi Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 13868   

Husn Ke Lakhon Rang Johny Mera Naam (1970) 04:58 18128
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mridula, Prem Nath
Duration : 04:58   Song Number : 18128   

Husn Ki Bahaaren Liye Benazir (1964) 03:17 39821
 
Poster of Benazir (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:17   Song Number : 39821   

Husn Pahadon Ka Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:29 20568
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Mandakini
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:29   Song Number : 20568   

Husn Se Chaand Bhi Door Ki Awaz (1964) 03:26 13171
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:26   Song Number : 13171   

Husn Tera Ek Chhalakta Jaam Deedar (1970) 05:46 37038
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anjana, Premendra
Duration : 05:46   Song Number : 37038   

Husn Waale Tera Jawab Gharana (1961) 04:48 13276
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:48   Song Number : 13276   

Husn Waalon Ko Na Dil Babul (1950) 03:33 12782
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 12782   

Huye Hain Tum Pe Aashiq Hum Mere Sanam (1965) 04:06 20522
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:06   Song Number : 20522   

Huye Hum Jinke Liye Barbad Deedar (1951) 04:14 13033
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 04:14   Song Number : 13033   

Huyi Shaam Unka Khayal Aa Gayaa Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:17 11911
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:17   Song Number : 11911