Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re haan dil se tujhe pyaar kiya dil maine tujhe yaar diya haan dil se tujhe pyaar kiya dil maine tujhe yaar diya ek meetha meetha dard liya laage naa kahin ab to jiya mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re meri aankhon ne tujhe sapnon mein utaara soona lage zamaana tere bin tanha ab kahin nahin hoga guzaara tere bin kate na ab ye din laakhon mein tujhe yaar chuna maine to tera khaab buna laakhon mein tujhe yaar chuna maine to tera khaab buna mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re ban jaayegi kabhi teri meri kahaani aa gale se lagaa le meri jaan honthon se tu de de shabnami nishaani yahi kya hai mere dil ke armaan main saara jahaan bhool gaya baahon mein teri jhool gaya main saara jahaan bhool gaya baahon mein
mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon saari duniyaan se keh doongi saari duniyaan se keh doongi tujhse pyaar main karti hoon mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon akela tu hai akeli main hoon akelepan se jeeya dartaa hai chhupata kyun hai bata de dilbar husn pe mere tu bhi marta hai madhoshi chhaayi hai dil pe ab to bilkul hosh nahin iss mein hain teri bhi khataayen mera hi sab dosh nahin ab to bas main shaam savere teri aanhen bharti hoon mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon hey hey hey hey hey lara lala lala lala lala lala la hey hey kanwaari main hoon kanwaara tu hai rahenge kab tak kanwaare sochao sulagte dil mein bhujhe jaate hai ye kaise armaan humaare socho teri nazar ka teer sanam mere jigar ke paar hua betaabi ke iss aalam mein ab jeena dushwaar hua tere labon ko
mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena muhabbat ki kasam tumko lagi dil ki bhujha lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena humen daaman bacha lena tumhin par jaan de denge kisi din aazmaa lena mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena khushi se ghum utha lena agar dil ko naa chain aaye to kuchh ro ro ke gaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena
mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mere pehlu se dil gaya gaya gaya gayaa mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe pyaar ki yaad hoon main dil e barbaad hoon main mujhe kadmon mein jagah de shirin tera farhaad hoon main mujhe kadmon mein jagah de shirin tera farhaad hoon main mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere pehlu se dil gaya gaya gaya gayaa mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe tera raanjha hoon sanam teri ulfat ki kasam aaj iqraar karo o heeri kabhi bichhdenge na hum aaj ikraar karo o heeri kabhi bichhdenge na hum mere mehboob mere mehboob haaye mere mehboob mere mehboob mere pehlu se dil gaya gaya gaya gayaa mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe ishq bamaal hoon main bada behaal hoon main kar zara mujhpe karam o soni tera mahiwaal hoon main kar zara mujhpe karam o soni tera mahiwaal hoon main mere mehboob mere mehboob mere
aaaaaa jaaaaa aaaaaa aaaaaa jaaa mera dil ye pukaare aa jaa mere ghum ke sahaare aa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa mere ghum ke sahaare aa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa tu nahin to ye rutt ye hawaa kya karun kya karun tu nahin to ye rutt ye hawaa kya karun door tujhse main reh ke bata kya karun kya karun soona soona hai jahaan ab jaaun main kahaan bas itna mujhe samjha jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya loot gaya aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya pyaar kaa muskuraata jahaan loot gaya loot gaya ik chhoti si jhalak mere mitne talak o chaand o chaand mere dikhlaa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa
teri kudrat teri tadbeerrrrrr mujhe kya maloom banti hogi kahin taqdeer mujhe kya maloom hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hooo mera dildaar mera dildaar mera dildaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hoga tere bas mein jahaan apne to dil khil naa sake hoga tere bas mein jahaan apne to dil khil naa sake mujhko to hai itna pataa bichhade huye mil naa sake hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hooo mera dildaar mera dildaar mera dildaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudaayi humpe tere teer e kazaa zulm naya kar bhi gaye humpe tere teer e kazaa zulm naya kar bhi gaye dekhe koi haaye ke hum jeete bhi hain marr bhi gaye hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hooo mera dildaar mera dildaar mera dildaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudaayi
mere dost kissa ye kya ho gaya mere dost kissa ye kya ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya mere dost kissa ye kya ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya dua badduwa de ye mumkin nahin dua badduwa de ye mumkin nahin mujhe tu daga de ye mumkin nahin khuda jaane kya khuda jaane kya maazara ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya agar maange le tu o jaane jigar agar maange le tu o jaane jigar tujhe jaan de doon main ye jaan kar ke haq dosti ka ke haq dosti ka adaa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya qayaamat se kam yaar ye ghum nahin qayaamat se kam yaar ye ghum nahin ke tu aur main reh gaye hum nahin mera yaar mujh se mera yaar mujh se judaa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya mere dost kissa ye kya ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya
mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya paaon mere hardam kaanton par haathon mein angaare chhoota karte in nainon se lahoo ke phuwaare itni garm aah bharta hoon itni garm aah bharta hoon jise chhuyi murjhaaya mera dukh ambar mein chhaya ro kar kaali raat bana diiii hans kar din ujiyaala jo pee leta mere aansu ban jaata matwaala meri aasha aur niraasha meri aasha aur niraasha bani dhoop aur chhaaya mera dukh ambar mein chhaya chaand aur sooraj ambar ke baadal rangon waale anginti jo dekh rahe ho jugnu aur sitaare aansu ka bunn taana baana aansu ka bunn taana baana maine hi failaaya mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya
mera gadha gadhon ka leader kehta hai ke delhi jaa kar sab maangen apni kaum ki main manwa kar aaunga nahin to ghaas na khaunga mera gadha gadhon ka leader kehta hai ke delhi jaa kar sab maangen apni kaum ki main manwa kar aaunga nahin to ghaas na khaunga oh mera gadha gadhon ka leader sab se pehli maang hamaari dhobhi raaj hata do sab se pehli maang hamaari dhobhi raaj hata do ab na sahenge danda chaahe faansi par lat ka do gar na maani sarkar kiya inqaar to u m o tak jaaunga nahin to ghaas na khaunga mera gadha gadhon ka leader duji maang ke zaat hamaari mehnat karne wali duji maang ke zaat hamaari mehnat karne wali phir kyun ye insaan gadhe ka naam samjhte gaali na badla ye dastoor to ho majboor main in par case chalaunga nahin to ghaas na khaunga mera gadha gadhon ka leader teeji maang hamaari hum ko de do ek ek quarter teeji maang hamaari hum ko de do ek ek quarter hafte mein ek baar ghaas ke badle mile tamaatar gar kardo ye ehsaan oh meri jaan duwaayen deta
sulag rahi hoon humdum aanch hai ghum ki maddham sulgan seh na paaun dard mein dooba hai tan man pyaar ki uljhan uljhan keh na paaun mera gham le le na le le na le le na le le na le le na meri jaan aise hain ho aise hain aansu pal pal meri palkon pe kaisi hulchal meri palkon pe mera ghum le le na le le na le le na le le na meri jaan aise ho aise bheega kaajal meri palkon pe gham hai barasta baadal gham se na ghabraana prem gagan mein iska aksar aana jaana gham hai barasta baadal aaaaaaaa gham se na ghabraana raaaa naaaa prem mein sab seh jaana raaaaaaaa naaaaaaa na ro tere ansuon mein doobta mera hausla aaa aaa aaa aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaaa aaaa aa aaaaaaa aa aaaa aaa aaa aaa mera gham le le na le le na le le na le le na le le na meri jaan aise ho aise bheega kaajal meri palkon pe kaisi hulchal meri palkon pe prem hai behta jharna hum donon do lehren apna milan to hoga laakh bichayen pehre prem hai behta jharna ghul jaana hum donon do lehren mil jaana
mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gayaa mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gayaa jo likhaa thaaaaa jo likhaa tha aansuon ke sang beh gayaa mera jeevan mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gayaa ik hawaa ka jhonka aaya hoo ik hawaa ka jhonka aaya toota daali se phool toota daali se phool naa pawan ki naa chaman ki kiss ki hai ye bhool kiss ki hai ye bhool kho gayi kho gayi khushboo hawaa mein kuchh na reh gayaa mera jeevan mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gayaa udte panchhi kaa thikaanaa hoo udte panchhi kaa thikaanaa mera na koi jahaan mera na koi jahaan naa dagar hai naa khabar hai jaanaa hai mujh ko kahaan jaanaa hai mujh ko kahaan ban ke sapnaa ban ke sapnaa humsafar kaa saath reh gayaa mera jeevan mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gayaa
mera jeevan kuchh kaam na aaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped ki chhaaya hoooo apnon ke hote huye tan mein basi tanhaayee hoooo ansoon banake khushi aankhon se maine barsaayee hoooo khushiyon ko rote rote duniya mein ab to mera jee ghabraaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped ki chhaaya hoooo baras gaye re saawan dariya bhi josh mein aaye hoooo phool bhi khilne lage kaliyon ke mann muskaaye hoooo sooni rahi ik daali uspe to koi ab tak phool na aaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped ki chhaaya hoooo jeene ko jee na chhaahe mangon to maut na aaye hoooo saanson ki chalne ko to jeevan kaha nahin jaaye hoooo dard basaa ke dil mein mera naseeb mujhko kahan pe laaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped
khushi ke saath duniyaa mein hazaaron ghum bhi hote hain jahaan bajati hai shehnaayi wahaan maatam bhi hote hain mera jeevan saathi bichhad gaya lo khatam kahaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi mera jeevan saathi bichhad gaya lo khatam kahaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi kismat ne kiye wo dil pe sitam do chaahne waale mil naa sake kismat ne kiye wo dil pe sitam do chaahne waale mil naa sake kehne ko bahaar aayi thi magar do phool khushi ke khil na sake kehne ko bahaar aayi thi magar do phool khushi ke khil na sake armaanon kaa gulshan ujad gaya barbaad jawaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi dil deke yahaan sab haar gaye duniyaan mein kisi ki jeet kahaan dil deke yahaan sab haar gaye duniyaan mein kisi ki jeet kahaan honthon pe hain shikwe kismat ke wo pyaar bhare ab geet kahaan honthon pe hain shikwe kismat ke wo pyaar bhare ab geet kahaan jab khel hi dil kaa bigad gaya har baat puraani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi
mera jeevan tere hawaale prabhu isse pag pag tu hi sambhale mera jeevan tere hawaale prabhu isse pag pag tu hi sambhale bhawsaagar mein jeevan naiyya dol rahi hai o rakhwaiya bhawsaagar mein jeevan naiyya dol rahi hai o rakhwaiya dol rahi hai o rakhwaiya isse ab tu aa ke bacha le prabhu isse pag pag tu hi sambhale mera jeevan tere hawaale prabhu isse pag pag tu hi sambhale moh maaya ke bandhan kholo hey prabhu apni sharan mein le lo moh maaya ke bandhan kholo hey prabhu apni sharan mein le lo hey prabhu apni sharan mein le lo is paapi ko apnaa le prabhu isse pag pag tu hi sambhale mera jeevan tere hawaale prabhu isse pag pag tu hi sambhale ye jeevan hai tumse paaya sab tere koi na paraaya ye jeevan hai tumse paaya sab tere koi na paraaya sab tere koi na paraaya sweekaaro bansi waale prabhu isse pag pag tu hi sambhale mera jeevan tere hawaale prabhu isse pag pag tu hi sambhale mera jeevan tere hawaale prabhu isse pag pag tu hi sambhale mera jeevan tere hawaale
mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan aaa mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan saare raag virag huye ab moh saare tyaag huye ab saare raag virag huye ab moh saare tyaag huye ab ek yahi mera bandhan mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan avirat raha bhatakta ab tak bhatkun aur abhi main kab tak avirat raha bhatakta ab tak bhatkun aur abhi main kab tak paa lun kewal tujhko hi maa paa lun kewal tujhko hi maa ek yahi meri hai lagan mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan tere charnon par hoon arpan mere jeevan ke gun awagun tere charnon par hoon arpan mere jeevan ke gun awagun saari vyathayen door karo maa saari vyathayen door karo maa ho kushimit mera nandhan mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan saare raag virag huye ab moh saare tyaag huye ab ek yahi mera bandhan mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan jai jai maa jai maa jai jai maa jai jai maa jai maa jai jai maa jai jai maa jai maa jai jai maa jai jai maa
mera joota hai japani ye patloon englistani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani ye patloon englistani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani nikal pade hain khuli sadak par apna seena taane apna seena taane manzil kahan kahan rukana hain upar waala jaane upar waala jaane padhte jaaye hum sailani jaise ek darya tufaani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani ye patloon englistani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani upar neeche neeche upar lehar chale jeevan ki lehar chale jeevan ki nadaan hai jo baith kinaare pooche raah watan ki pooche raah watan ki chalna jeevan ki kahani rukna maut ki nishani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani ye patloon englistani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani honge raaje raaj kunwar hum bigade dil shehzaade hum bigade dil shehzaade
aaaaaaaaaa mera kuchh saamaan tumhare paas pada hai mera kuchh saamaan tumhare paas pada hai ho sawan ke kuchh bheege bheege din rakhe hain hoo aur mere ik khat mein lipti raat padi hai wo raat bujha do mera wo saamaan lauta do wo raat bujha do mera wo saamaan lauta do mera kuchh saamaan tumhare paas pada hai ho sawan ke kuchh bheege bheege din rakhe hain hoo aur mere ik khat mein lipti raat padi hai wo raat bujha do mera wo saamaan lauta do patjhad hai kuchh hai na hoo patjhad mein kuchh patton ke girne ki aahat kaanon mein ik baar pahen ke laut aayee thi patjhad ki wo shaakh abhi tak kaanp rahi hai wo shaakh gira do mera wo saamaan lauta do wo shaakh gira do mera wo saamaan lauta do ek akeli chhatri mein jab aadhe aadhe bheeg rahe the ek akeli chhatri mein jab aadhe aadhe bheeg rahe the aadhe sukhe aadhe geele sukha to main le aayee thi geela man shayad bistar ke paas pada ho wo bhijwa do mera wo saamaan lauta do ek sau sola chaand ki raaten ek tumhare kaandhe ka
mera kya sanam meri khushi hai tumhari are hanste ho jab tum muskuraati hoon main are peete ho jab tum dagmagaati hoon main mera kya sanam meri khushi hai tumhari are hanste ho jab tum muskuraati hoon main are peete ho jab tum dagmagaati hoon main hoye dil ko hai tumse hi kaam are hoye tumse hi zulfon ki shaam are tum pe gori baahon ke nigaahon ke khazaane lutaati hoon main dil ko hai tumse hi kaam are hoye tumse hi zulfon ki shaam are tum pe gori baahon ke nigaahon ke khazaane lutaati hoon main aye aa aa aa aaaaa ehe he he hey ahahahaha haaaaa mera kya sanam meri khushi hai tumhari are hanste ho jab tum muskuraati hoon main are peete ho jab tum dagmagaati hoon main hoye husn ki aag mein palken are hoye roshni karti hoon jal ke are jo milte nahin taare toh angaaron se tan ko sajaati hoon main husn ki aag mein palken are hoye roshni karti hoon jal ke are jo milte nahin taare toh angaaron se tan ko sajaati hoon main heyy haaa haaa haaa ahahahaha ayehehehehe ahahahaha
Peeche Peeche Aunda, Meri Chaal Venda Aai, Chire Waalea Vekhda Aayeen Ve, Mera Laung Gawacha, Nigah Marda Aayeen Ve, Mera Laung Gawacha
mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera puri kab hogi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera ab to naa todon aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri kitni hai bholi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana jeevan kya hai tamaasha mera mann tera mera mann tera
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mera Dil Laile Tum (2004) 04:03 18625
 
Poster of Tum (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Karan Nath, Manisha Koirala
Duration : 04:03   Song Number : 18625   

Mera Dil Tera Deewana Aa Ab Laut Chalen (1999) 05:18 20904
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
Duration : 05:18   Song Number : 20904   

Mera Dil Todnewaale Mela (1948) 03:38 13709
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Duration : 03:38   Song Number : 13709   

Mera Dil Tumpe Aa Gaya Yeh Dil Kisko Doon (1963) 05:20 40774
 
Poster of Yeh Dil Kisko Doon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 40774   

Mera Dil Ye Pukaare Nagin (1954) 03:41 20905
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 20905   

Mera Dildaar Naa Milaya Shama Parwana (1954) 04:58 14225
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 04:58   Song Number : 14225   

Mera Dost Kissa Ye Dostana (1980) 04:53 18070
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 04:53   Song Number : 18070   

Mera Dukh Ambar Mein Chhaya Talat Mahmood 03:27 37841
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Sajjan
Music Director- 
Madan Prakash
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:27   Song Number : 37841   

Mera Gadha Gadhon Ka Mehrban (1967) 04:23 13707
 
Poster of Mehrban (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:23   Song Number : 13707   

Mera Ghum Kochadaiiyaan (The Legend) (2014) 04:32 39193
 
Poster of Kochadaiiyaan (The Legend) (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Rajnikant
Duration : 04:32   Song Number : 39193   

Mera Jeevan Kora Kaagaz Kora Kagaz (1974) 03:42 20906
 
Poster of Kora Kagaz (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:42   Song Number : 20906   

Mera Jeevan Kuchh Kaam Na Aaya Mera Jivan (1976) 05:51 15115
 
Poster of Mera Jivan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:51   Song Number : 15115   

Mera Jeevan Saathi Babul (1950) 03:22 12784
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 12784   

Mera Jeevan Tere Hawaale Anup Jalota 04:10 19085
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Bhajan
Lyricist
Anup Jalota
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 04:10   Song Number : 19085   

Mera Jeevan Teri Sharan Jagjit Singh 06:21 36655
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:21   Song Number : 36655   

Mera Joota Hai Japani Shree 420 (1955) 04:12 20907
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:12   Song Number : 20907   

Mera Kuch Saaman Ijaazat (1987) 06:57 20908
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nasiruddeen Shah, Rekha, Anuradha Patel
Duration : 06:57   Song Number : 20908   

Mera Kya Sanam Meri Talash (1969) 05:09 39405
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 05:09   Song Number : 39405   

Mera Laung Gawacha Punjabi Folk 03:24 17850
 
Poster of Punjabi Folk
 
Category
Punjabi Folk
Music Director- 
Bally Sagoo
Singer- 
Bally Sagoo
Duration : 03:24   Song Number : 17850   

Mera Mann Tera Pyaasa Gambler (1971) 04:20 18054
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Shatrughan Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 04:20   Song Number : 18054