Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


do nain mile do phool khile duniya mein bahaar aayi ek rang naya laayi ek rang naya laayi dil gaane laga lehraane laga li pyaar ne angdaayi bajne lagi shehnaayi bajne lagi shehnaayi do nain mile armaan bhari nazron se balam is tarah humein dekha na karo ahha ha ha oo hooo hooo ho jaaye na ruswa ishq kahin duniya hai buri duniya se daro duniya hai buri duniya se daro duniya ka mujhe kuchh khauf nahin duniya to hai harjaai aur ishq hai saudaayi aur ishq hai saudayi do nain mile aha haha ohho ho hoo aaaaa aaaaaa zulfon ki ghani chanw mein sanam dam bhar ke liye jeene de mujhe aahhahaa ohhooooo is mast nazar ki tujhko kasam aankhon se zara peene de mujhe aankhon se zara peene de mujhe peena to koi dushwaar nahin o pyaar ke sheydayi behke to hai ruswaai behke to hai ruswaai do nain mile do phool khile duniya mein bahaar aayi ek rang naya laayi ek rang naya laayi do nain mile hooooo ooooooo oooo hooooo hoooooo hooooo aaaaaa
do naina aur ek kahaani do naina aur ek kahaani thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani chhoti si do jheelon mein wo behti rehti hai hooo chhoti si do jheelon mein wo behti rehti hai koi sune yaa naa sune kehti rehti hai kuchh likh ke aur kuchh zubaani hooo thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani thodi si hai jaani huyi thodi si nayi hooo thodi si hai jaani huyi thodi si nayi jahaan ruke aansoo wahin poori ho gayi hai to nayi phir bhi hai puraani hooo thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani ik khatam ho to doosri raat aa jaati hai hooo ik khatam ho to doosri raat aa jaati hai honthon pe phir bhuli huyi baat aa jaati hai do nainon ki hai ye kahaani hooo thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani
do naina matwaare tihaare hum par zulm kareeee hum par zulm kare do naina matwaare tihaare hum par zulm kareeee hum par zulm kare nainon mein rahen to sudh budh khoye nainon mein rahen to sudh budh khoye chhipe to chhipe to chain hareee do naina do naina matwaare tihaare hum par zulm kareeee hum par zulm kare tan tan ke chalayen teer nas nas mein nas nas mein uthaayen peer tan tan ke chalayen teer nas nas mein uthaayen peer madbhare raseele nithur bhare naa dare naa dheer dhareee do naina matwaare tihaare hum par zulm kareeee hum par zulm kare jab hoti ho jab hoti ho tum uss paar mann ki mann ki beena ke baj uthate hain zor zor se taar mann ki mann ki beena ke baj uthate hain zor zor se taar paas aayi paas aayi to aise phool gaye palchheen mein palchheen mein sab kuchh bhool gaye paas aayi to aise phool gaye palchheen mein sab kuchh bhool gaye khushiyon ke sofe ubal pade har ang mein rang bhareee do naina matwaare tihaare hum par zulm kareeee hum par zulm kare
do naina tumhaare pyaare pyaare gagan ke taare karen ye ishaare dil dil se milayenge dil dil se milayenge jiya dhadke sharam ke maare sajan hum haare chalenge tere dwaare teri duniya basayenge teri duniya basayenge do naina tumhaare pyaare pyaare gagan ke taare karen ye ishaare dil dil se milayenge dil dil se milayenge oooo ooo ooo choom rahe hain tujhko pawan ke choom rahe hain tujhko pawan ke jhonke halke halke jhonke halke halke oooo oooo dil ke maikhane mein khushi ke dil ke maikhane mein khushi ke paimaane hain chhalke paimaane hain chhalke dekho saawan ke hanste nazaare nigaahein mila re papiha pukaare ye din phir na aayenge ye din phir na aayenge do naina tumhaare pyaare pyaare gagan ke taare karen ye ishaare dil dil se milayenge dil dil se milayenge oooooo oooo oooo pyaar bhara ek chhota sa dil hai pyaar bhara ek chhota sa dil hai bada bedard zamaana bada bedard zamaana oooo oooo o mere sapnon ke saathi o mere sapnon ke saathi milke bichhad mat jaana milke
do nainon ke do nainon ke pankh laga kar man pankhi udd jaaye haath chhuda kar haath chhuda kar door chala hai door se paas bulaaye do nainon ke jaane boojhe chehre man ko jaane boojhe chehre man ko anjaane lagte hain anjaane lagte hain koi mujhse koi mujhse aakar meri phir pehchaan karaaye do nainon ke neel gagan mein saagar dekhe saagar mein aakash saagar mein aakash anhoni ko roye manva anhoni ko roye manva honi se ghabraaye do nainon ke pankh laga kar man pankhi udd jaaye haath chhuda kar door chala hai door se paas bulaaye do nainon ke
do nainon mein aansoo bhare hain do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye nindiya do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye doobi doobi aankhon mein sapnon ke saaye raat bhar apne hain din mein paraaye doobi doobi aankhon mein sapnon ke saaye raat bhar apne hain din mein paraaye kaise nainon mein nindiya samaaye do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye nindiya do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye jhoothe tere waadon pe baras bitaaye zindagi to kaati ye raat kat jaaye jhoothe tere waadon pe baras bitaaye zindagi to kaati ye raat kat jaaye kaise nainon mein nindiya samaaye do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye
ek dor se bandhi kaise do kahaniyan ek taar se jud gayi kaise ye do zindaganiyan iss phone ke saaz par meri aawaz bhar mujh pe hansti hain khamoshiyan mere chehre ki do nishaaniyan mere chehre ki do nishaaniyan mere chehre ki do nishaaniyan mere chehre ki do nishaaniyan kiss ki nawazish huyi rookhi si zindagi par halki si baarish huyi sookhi si zindagi par hai khauff ke naa chura le koi kal mere aasmaan se ye chori ke baadal churaye so yun meharbaniyan mere chehre ki do nishaaniyan mana ke naazir nahin hona tha ye farishta mana ke haasil na hona tha humko ye rishta lage khoobsoorat mujhe ab khuda tu farishte se mere naa karna juda tu mita de ye badgumaniya mere chehre ki do nishaaniyan ek dor se bandhi kaise do kahaniyan ek taar se jud gayi kaise ye do zindaganiyan iss phone ke saaz par meri aawaz bhar mujh pe hansti hain khamoshiyan mere chehre ki do nishaaniyan mere chehre ki do nishaaniyan mere chehre ki do nishaaniyan hmm hmm hmm do nishaaniyan
la la la la la lalalalaa la la la la la haa haa haa do pal ki hai ye zindagani har saaz ke taar ki jab tak chale ye saans gaalo koi ghazal pyaar ki do pal ki hai ye zindagani har saaz ke taar ki jab tak chale ye saans gaalo koi ghazal pyaar ki mere yaar sarkaar ab to chalne de ulfat ka jadu mujhko aaj to nahin dil par hai koi bhi kabu mere yaar sarkaar ab to chalne de ulfat ka jadu mujhko aaj to nahin dil par hai koi bhi kabu raaz ki baat mehfil mein ye maine keh di hai tum se o babu do pal ki hai ye zindagani har saaz ke taar ki jab tak chale ye saans gaalo koi ghazal pyaar ki ae huzur hai zaroor baat aisi ki dhadke mera dil zindagi maut ki aaj pehchaan karni hai mushkil ae huzur hai zaroor baat aisi ki dhadke mera dil zindagi maut ki aaj pehchaan karni hai mushkil bheed mein koi mehboob hai koi armanon ka tere qaatil do pal ki hai ye zindagani har saaz ke taar ki jab tak chale ye saans gaalo koi ghazal pyaar ki do pal ki hai ye zindagani har saaz ke taar ki jab
do panchhi do tinke kaho le ke chale hain kahaan hooooooo do panchhi do tinke kaho le ke chale hain kahaan ye banaayenge ik aashiyaan ye banaayenge ik aashiyaan do panchhi do tinke kaho le ke chale hain kahaan ye banaayenge ik aashiyaan ye banaayenge ik aashiyaan ye to apni hi dhun mein gaayen unche unche udate jaayen inn ki masti ko aur bhadaayen saawan ki ye hawaayen manzil ke matwaale dekho chhoone chale aasmaan hooo hooo hooo manzil ke matwaale dekho chhoone chale aasmaan ye banaayenge ik aashiyaan ye banaayenge ik aashiyaan ik phoolon bhari ho daali aur uss par ho basera kuchh aisa hi meetha meetha hai sapna tera mera ye sapna sach hoga keh rahi dhadkanon ki zabaan hooo hooo hooo ye sapna sach hoga keh rahi dhadkanon ki zabaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan yahaan dil ki nahin koi keemat jo chaahe tod jaaye jab tak naa bane koi rishtaa hum rehte hain
huuuuuu la la la la la la la la la ho ho ho ho ho ho ho la la la la la la do pardesi anjaane se do pardesi anjaane se lagte hain kyun pehchane se oo oo saathiya re main bhi na jaani tu bhi na jaane koi bhi na jaane do pardesi anjaane se lagte hain kyun pehchane se koi chehra dekhe to koi sapna yaad aaye koi sapna yaad aaye sadiyon se jo bichhda koi apna yaad aaye koi apna yaad aaye desh begaana desh begaana log paraaye mann ka meet kahaan mil jaaye saathiya re main bhi na jaanun tu bhi na jaane koi bhi na jaane do pardesi anjaane se lagte hain kyun pehchane se chubhte hain kyun badan mein phoolon ke narm saaye phoolon ke narm saaye baadal se pyaas barse lehron se aanch aaye lehron se aanch aaye jeewan mein ye jeewan mein ye kya din aaye apni saansen aag lagaayen saathiya re main bhi na jaanun tu bhi na jaane koi bhi na jaane do pardesi anjaane se lagte hain kyun pehchane se jhilmil se ye ujaale gumsum se ye andhere gumsum se ye andhere umm hmmm kehte hain door
do rang duniyaa ke aur do raaste do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste soch samjh ke paanv rakhe samjha do har deewane ko samjha do har deewane ko ik rasta mandir ko jaaye ik jaaye maikhaane ko ik jaaye maikhaane ko rastaa bhool naa jaaye raahi dhokha naa khaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste ek hain aise log jo auron ki khaatir jeete hain auron ki khaatir jeete hain dusre wo jo apni khatir apnon ka khoon bhi peete hain apnon ka khoon bhi peete hain koi phool khilaaye koi kaante bikhraaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste aur do raaste aur do raaste
do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roz mein bas itni si hai daastan bachpan ke pyaar ki bas itni si hai daastan bachpan ke pyaar ki do phool khilte khilte hi gulshan ujad gaya gulshan ujad gaya do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roz mein le ke sahaara yaad ka kab tak koi jiye le ke sahaara yaad ka kab tak koi jiye aye maut aa ke zindagi se dil hi bhar gaya dil hi bhar gaya do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roz mein
do sadiyon ke sangam par milne aaye hain do sadiyon ke sangam par milne aaye hain do sadiyon ke sangam par milne aaye hain ek sadi ki shaam jahan par ek sadi ka wahin savera samay na dale kahin bhi dera ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan do sadiyon ke beech uthi do sadiyon ke beech uthi ehsas ki ik deewaar ehsas ki ik deewaar is deewar ke pichhe ja ke is deewar ke pichhe ja ke bhes badalta ye samay bhes badalta ye samay yaad karta hai shringar do sadiyon ke sangam par milne aaye hain do sadiyon ke sangam par milne aaye hain ek sadi ki shaam jahan par ek sadi ka wahin savera samay na dale kahi bhi dera ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan neele rang ke iss daman mein kitne sukoon bhare lamhe hain neele neele rang mein rooh ke saare geet ghule hain surkhi jaise garam lahu hai jhalak sharab hai surkhi surkhi taza zakhm jaise khilta gulaab hai surkhi ho jism mein behti sari surkhi rooh
do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat muskuraata hai umeedon kaa chaman aaj ki raat aaaaaa rang laayi hai mere dil ki lagan aaj ki raat saari duniyaa nazar aathi hai dulhan aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat aaj ki raat husn waale teri duniyaa mein koi aaya hai tere deedar ki hasrat bhi koi laaya hai tod de tod de parde ka chalan aaj ki raat muskuraata hai umeedon kaa chaman aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat aaj ki raat jinse milne ki tamnna thi wohi aate hain chaand taare meri raahon mein bichhe jaate hain chumtaa hai mere kadamon ko gagan aaj ki raat saari duniyaa nazar aathi hai dulhan aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat aaj ki raat
Take these hands they''re good for nothing You know these hands have never worked a day Take these boots they''re going nowhere You know these boots don''t want to stray You got my head filled with songs You got my shoelaces undone Take my shirt go on take it off me You can tear it up if you can tie me down Do you feel loved? Do you feel loved? Do you feel loved? Do you feel loved? Take the colours of my imagination Take this scent hanging in the air Take this tangle of a conversation And turn it into your own prayer With my fingers as you want them With my nails under your hide With my teeth at your back And my tongue to tell you the sweetest lies Do you feel loved? Do you feel loved? Do you feel loved? And it looks like the sun but it feels like the rain Love''s a bully pushing and shoving In the belly of a woman Heavy rhythm taking over To stick together A man and a woman Stick together Man and woman Stick together Do you feel loved? Do you feel loved? Do you
We''ve been here too long tryin'' to get along Pretending that you''re oh so shy I''m a natural man doin'' all I can My temp''rature is runnin'' li''l high Friday night no one in sight and we got so much to share Talkin''s fine if you got the time I ain''t got the time to spare Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch me there Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch me there Where There Yeah Oh Yeah Oh yeah Oh oh yeah Oh yeah Oh yeah Ev''ry growin'' boy needs a little joy all you do is sit an'' stare Beggin'' on my knees baby won''t you please Run your fingers thru'' my hair My my my whisky & rye don''t it make you feel so fine Right or wrong don''t it turn you on Can''t you see we''re wastin'' time Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch me there Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch me there Where There Yeah Oh Yeah Oh yeah Yeah Oh yeah Oh yeah
aa aa aa aa do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare ye sab kasoor hai apne nazar milaane ka kisi se dil na lagaate to dil mein kyun jalte aa aa aa bhala ye dard kaleje main apne kyun dukhta nazar ke teer hamare jigar pe kyun dhanste aaa aa aa do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina haaye do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare badi khushi se lagaaya tha unse dil humne badi khushi badi khushi se lagaaya tha unse dil humne magar naseeb to dekho ke unko paa na sake aaa aa aa qaraar dil se gaya aur neend aankhon se hua wo haal hamara ki hum suna na sake aaa aa aa do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina haaye do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare
dobuchulaatelara doobuchulaatelara gopaalaa doobuchulaatelara gopaala naa manasanta neevenuraa doobuchulaatelara gopaala naa manasanta neevenuraa aa yeti gattunenadiga chiru gaali naapi ne nadiga aa yeti gattunenadiga chiru gaali naapi ne nadiga aakaasaanadiga badule ledu aakaasaanadiga badule ledu chivariki ninne choosa hrudayapu gudilo choosa chivariki ninne choosa hrudayapu gudilo choosa dobuchulaatelara gopaala naa manasanta neevenuraa naa madi neekkoka aatadu bommaya naa madi neekkoka aatadu bommaya naakika aashalu verevi levaya yeda lo roda agadayya nee adharaalu andincha raa gopaala aaa aaaaa aaaaaaa nee adharaalu andincha raa gopaala nee kougililo karigincha raa nee tanuve ika naa valuvaa paalakadali naadi naa gaanam nee vanne maaraledemi paalakadali naadi naa gaanam nee vanne maaraledemi naa yedalo cheri vanne marchuko oopuri neevai saaga pedavula merupu nuvu kaaga cheraga raa dobuchulaatelara gopaala naa manasanta neevenuraa gaganame varshincha giri netti
Katy tried, I was halfway crucified I was on the other side of no tomorrow You walked in and my life began again Just when I''d spent the last piaster I could borrow All night long we would sing that stupid song And ev''ry word we sang I knew was true Are you with me, Doctor Wu? Are you really just a shadow of the man that I once knew? Are you crazy, are you high or just an ordinary guy? Have you done all you can do? Are you with me, Doctor? Don''t seem right, I''ve been strung out here all night I''ve been waiting for the taste you said you''d bring to me Biscayne Bay, where the Cuban gentleman sleep all day, I went searching for the song you used to sing to me Katy lies, you can see it in her eyes But imagine my surprise when I saw you Are you with me, Doctor Wu? Are you really just the shadow of the man that I once knew? She is lovely, yes, she''s sly and you''re an ordinary guy Has she fin''lly got to you? Can you hear me, Doctor? Are you with me,
bade badaayi naa karen bade naa bolen bol bade badaayi naa karen bade naa bolen bol rahiman heera kab kahe laakh takka mero mol raheema laakh takka mero mol jo baden ko laghu kahen nahin raheem ghat jaaye jo baden ko laghu kahen nahin raheem ghat jaaye girdhar murli dhar kahe kachhu dukh maanat naaye raheema kachhu dukh maanat naaye gyaani se kahiye kaha kehat kabeer lajaaye gyaani se kahiye kaha kehat kabeer lajaaye andhe aage naachte kala akaarat jaaye kabeera kala akaarat jaaye aisi baani boliye mann ka aapa khoye aisi baani boliye mann ka aapa khoye auran ko sheetal kare aaphu sheetal hoye kabeera aaphu sheetal hoye raat ganwaayi soye ke divas gawaayo khaaaaaaye raat ganwaayi soye ke divas gawaayo khaaaaaye heera janam amol ka kaudi badle jaaye kabeera kaudi badle jaaye tulsi bharose raam ke nirbhaye ho ke soye tulsi bharose raam ke nirbhaye ho ke soye anhoni honi nahin honi ho so hoye re tulsi honi ho so hoye meri bhav baadha haro raadha naagar soooye meri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Do Nain Mile Do Phool Khile Ghunghat (1960) 03:05 38152
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Asha Parekh
Duration : 03:05   Song Number : 38152   

Do Naina Aur Ek Kahani Masoom (1983) 05:26 20397
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Arati Mukherjee
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Shabana Azmi
Raag- 
Yaman
Duration : 05:26   Song Number : 20397   

Do Naina Matwaare Meri Behen (1944) 03:07 13806
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal, Chandravati
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:07   Song Number : 13806   

Do Naina Tumhare Pyare Pyare Shrimatiji (1952) 04:17 17639
 
Poster of Shrimatiji (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Music Director- 
S Mohindar
Duration : 04:17   Song Number : 17639   

Do Nainon Ke Pankh Laga Kar Shaque (1976) 03:17 39753
 
Poster of Shaque (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Kumari Faiyaz
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Shabana Azmi
Duration : 03:17   Song Number : 39753   

Do Nainon Mein Aansoo Bhare Hain Khushboo (1975) 03:17 13547
 
Poster of Khushboo (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:17   Song Number : 13547   

Do Nishaaniyan Jhootha Hi Sahi (2010) 04:56 20398
 
Poster of Jhootha Hi Sahi (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Abbas Tyrewala
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
John Abraham
Duration : 04:56   Song Number : 20398   

Do Pal Ki Hai Ye Zindagani Chala Murari Hero Ban Ne (1977) 05:05 37898
 
Poster of Chala Murari Hero Ban Ne (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen, Asrani
Duration : 05:05   Song Number : 37898   

Do Panchhi Do Tinke Tapasya (1975) 05:01 14320
 
Poster of Tapasya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rakhi, Parikshit Sahni, Asrani
Duration : 05:01   Song Number : 14320   

Do Pardesi Anjaane Se Kashish (1980) 05:36 39698
 
Poster of Kashish (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Reena Roy, Navin Nischol
Duration : 05:36   Song Number : 39698   

Do Rang Duniyaa Ke Do Raaste (1969) 04:42 13149
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:42   Song Number : 13149   

Do Roz Mein Wo Pyaar Ka Aalam Pyar Ki Rahen (1959) 03:37 11930
 
Poster of Pyar Ki Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kanu Ghosh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Gara
Duration : 03:37   Song Number : 11930   

Do Sadiyon Ke Sangam Gaja Gamini (2000) 05:21 37027
 
Poster of Gaja Gamini (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Bhupen Hazarika
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Madhuri Dixit
Duration : 05:21   Song Number : 37027   

Do Sitaaron Ka Zameen Kohinoor (1960) 03:32 13557
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13557   

Do You Feel Loved In the Style of U2 04:54 10839
 
Poster of U2
 
Category
English
Singer- 
U 2
Duration : 04:54   Song Number : 10839   

Do You Wanna Touch (Yeah) In the Style of Gary Glitter 03:17 11123
 
Poster of Gary Glitter
 
Category
English
Singer- 
Gary Glitter
Duration : 03:17   Song Number : 11123   

Do Zulmi Naina Hum Pe Zulam Karen Mukesh 03:10 38045
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Kaif Irfani
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:10   Song Number : 38045   

Doboochulaatelara Priyuralu Pilichindi (2000) 05:17 32206
 
Poster of Priyuralu Pilichindi (2000)
 
Category
Telugu
Year- 
2000
Lyricist
A M Ratnam, Siva Ganesh
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
K S Chithra
On Screen Actors- 
Aishwarya Rai Bachchan, Ajith Kumar
Duration : 05:17   Song Number : 32206   

Doctor Wu In the Style of Steely Dan 03:57 10934
 
Poster of Steely Dan
 
Category
English
Singer- 
Steely Dan
Duration : 03:57   Song Number : 10934   

Dohavali Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 08:37 12694
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta, Others
Duration : 08:37   Song Number : 12694