Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek dil hazaar ghum ek dil hazaar ghum kaise jee sakenge hum kaise jee sakenge hum ek dil hazaar ghum zindagi bichhad gayiii har khushi ujad gayi zindagi bichhad gayiii har khushi ujad gayi aankh ho chali hai nam kaise jee sakenge hum ek dil hazaar ghum kaise jee sakenge hum kaise jee sakenge hum ek dil hazaar ghum aasmaan badal gayaaa zameen ka teer chal gaya aasmaan badal gayaaa zameen ka teer chal gaya dans rahe hain har sitam har sitam dans rahe hain har sitam kaise jee sakenge hum kaise jee sakenge hum ek dil hazaar ghum kaise jee sakenge hum kaise jee sakenge hum ek dil hazaar ghum ek dil hazaar ghum ek dil hazaar ghum
ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan tode se naa toote are tode se naa toote ye rishtaa ye bandhan come come welcome welcome come come welcome welcome sabse haseen sabse alag kahaani hai saansen judaa hai ek apni zindgaani hai haan haan sabse haseen sabse alag kahaani hai saansen judaa hai ek apni zindgaani hai har imtehaan denge ik dooje pe jaan denge hum baanth lenge ghum welcome welcome welcome welcome welcome welcome waada kiya to waada sadaa nibhaaenge teri muhabbaton pe khushi lutaaenge waada kiya to waada sadaa nibhaaenge teri muhabbaton pe khushi lutaaenge rabb ne humen milaaya khushiyon ka din dikhaaya naachenge hum chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan tode se naa toote haan tode se naa toote ye rishtaa ye bandhan
ek dil ne kaha ek dil ne suna ek dard bhara afsana haye dard bhara afsana pyaar ke tukde karne waala zaalim hai ye zamaana zaalim hai ye zamaana ek dil ne kaha parwaane ke ghum mein haaye shamma ro ro jalti hai shamma ro ro jalti hai shamma ko jalta jis dam dekhe jal jaaye parvaana jal jaaye parvaana ek dil ne kaha nazuk se ek phool mein dekho chhupe hazaaron kaante hain chhupe hazaaron kaante hain is duniya mein kaun hai apna kise kahen begana kise kahen begana ek dil ne kaha jaane wale yaad mein teri aankhen ro ro kehti hain jaane waale yaad mein teri aankhen ro ro kehti hain aankhen ro ro kehti hain dam ghut ke mar jaana lekin dil na kisi se lagaana dil na kisi se lagaana ek dil ne kaha ek dil ne suna ek dard bhara afsana haye dard bhara afsana pyaar ke tukde karne waala zaalim hai ye zamaana zaalim hai ye zamaana ek dil ne kaha
hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum kaun sunega dil ki duhaayi kisne jaani peer paraayi dil ko thokar aaj lagi to baat samjh mein humko aayi ajnabee saari khushiyaan yaar hain bas ye ghum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum insaanon kaa mol jahaan mein heera moti sona chaandi dilwaalon ki raah mein kisne daulat ki deewar utha di naa gire ye deewaren naa miten ye sitam phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum
ek dil wo bhi dard ka maara aathon paher sataaye zara zara si baat pe pagla ghadi ghadi bhar aaye aye dil dekh liya aye dil dekh liya pyaar kar ke aison pe marke pyaar kar ke aison pe marke tujhko mila kya aye dil dekh liya aye dil dekh liya dukhiya dil ki haaye buri hoti hai dukhiya dil ki haaye buri hoti hai hil jaati hai saari duniya hil jaati hai saari duniya jab mohabbat roti hai tune anadi piya aye dil dekh liya aye dil dekh liya laagi kisi ki koi na jaane laagi kisi ki koi na jaane haaye ri duniya haaye zamaane haaye ri duniya haaye zamaane aur ek dil tod diya ja re anadi piya aye dil dekh liya pyaar kar ke aison pe marke pyaar kar ke aison pe marke tujhko mila kya aye dil dekh liya aye dil dekh liya
ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin maine socha na tha dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi jab nigaahein nigaahon se milne lagi dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi jab nigaahein nigaahon se milne lagi ek din iss tarah hosh kho jaayenge paas aaye to madhosh ho jaayenge maine socha na tha ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha jagmagaati huyi jaagti raat hai raat hai ya sitaaron ki baaraat hai jagmagaati huyi jaagti raat hai raat hai ya sitaaron ki baaraat hai ek din dil ki raahon mein apne liye jal uthenge mohabbat ke itne diye maine socha na tha ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin maine socha na
main manaun bhala kis tarha aapko mere roothe huye meherbaan aap hain husn ki ye kali jis chaman mein khili us chaman ke aji bagbaan aap hain ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye aaj ke roz hi aap aur hum mile par mulaqat kitni purani hai ye ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye ek din aapko aap shayad mujhe aaj pehchan lein aap shayad mujhe aaj pehchan lein aap ki hi likhi ek taqdeer hoon aap ka rang hai aap ka roop hai aap ka rang hai aap ka roop hai aap ki hi banayi main takdeer hoon mere rukh pe koi daag hai to aji di huyi aap hi ki nishani hai ye mere rukh pe koi daag hai to aji di huyi aap hi ki nishani hai ye ek din aap ko main to paida huyi thi sharifon ke ghar main to paida huyi thi sharifon ke ghar is sharafat ko ilzaam kisne diya nek aurat hoon main banda parwar mujhe nek aurat hoon main banda parwar mujhe phir tawayaf ka ye naam kisne
ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya kaali naagin si ghiri raina kajraari sehmi sehmi si hai ye nagri humaari kaali naagin si ghiri raina kajraari sehmi sehmi si hai ye nagri humaari de ke aawaaz thakaaaaa oooooo oooooo de ke aawaaz thaka mann dukhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya phir wohi raat kathin chhup gaye taare phir wohi raat kathin chhup gaye taare abhi se bujhne lage deep humaare door badi door saveraaaa door badi door ujaalaaa door badi door savera door badi door ujaala door hai aashaaon ka phool kinara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na
ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol duje ke honton ko dekar apne geet koi nishani chhod phir duniya se dol ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol laa laa lal la laa laa laa lal la laa anhoni path mein kaante laakh bichhaye honi to phir bhi bichhada yaar milaye anhoni path mein kaante laakh bichhaye honi to phir bhi bichhada yaar milaye ye birha ye doori do pal ki majburi phir koi dilwala kaahe ko ghabaraaye tarum pum dhara jo behti hai milke rehti hai behti dhara ban jaa phir duniya se dol ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol laa laa lal la laa laa laa lal la laa laa laa lal la laa parde ke peechhe baithi saanwal gori thaam ke tere mere mann ki dori parde ke peechhe baithi saanwal gori thaam ke tere mere mann ki dori ye dori na chhoote ye bandhan na toote bhor hone waali hai ab raina hai thodi tarum pum sar ko
so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani sanan sanan pawan kahe so jaa milega tujhko koi naya khilona hooo magan magan sapan me gum ho jaa milega duja sathi koi salona din kal kaa naya din hoga phir kaisi yeh pareshani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani nikalenge abhi bahut jiya ke arman jivan sara abhi pada hai hooo tukur tukur nayan liye naa ho re hairan upar wala bahut bada hai phir kahe tu pada jage ankhiyon me ho liye pani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani hmmm hmmm hmmmm hmmmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmmmm
Ek Din Jhagda Ek Din Pyar
ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho baithe rahen khoye rahen kuchh main kahoon kuchh tum kaho ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho baithe rahen khoye rahen kuchh main kahoon kuchh tum kaho kabhi main kahoon zara sun to lo kabhi tum kahon ab keh bhi do kabhi main kahoon tumhe nazneen kabhi tum kahon mujhe hamnashin kabhi main kahoon suno mehjabin nahi tum bin mujhko chain kahin phir tum kahon ke tumhe hai yakin phir main kahoon ke mujhe pyar hai tumse ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho baithe rahen khoye rahen kuchh main kahoon kuchh tum kaho kabhi main kahoon zara sun to lo kabhi tum kahon ab keh bhi do kabhi main kahoon tumhe nazneen kabhi tum kahon mujhe hamnashin kabhi main kahoon suno mehjabin nahi tum bin mujhko chain kahin phir tum kahon ke tumhe hai yakin phir main kahoon ke mujhe pyar hai tumse ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho mausam ki baat raahon ki baat
ek din fire jabo chale e ghar shunno kore badhon chhinno kore jodi chaho jeo bhule ek din fire jabo chale e ghar shunno kore badhon chhinno kore jodi chaho jeo bhule ek din fire jabo chale mone mone hayto kichhudin dakbe kichhu kichhu gan mor monete rakhbe mone mone hayto ba dakbe ho oo oo oo oo mone mone hayto kichhudin dakbe kichhu kichhu gan mor monete rakhbe mone mone hayto ba dakbe ami takhon chaoa paoar mohit majhe rabo mile ek din fire jabo chale e ghar shunno kore badhon chhinno kore jodi chaho jeo bhule ek din fire jabo chale ami jabo jharnar jhar jhar chhande mile jabo bokul chamelir gandhe sourabhe chhande anonde ho oo oo oo oo ami jabo jharnar jhar jhar chhande mile jabo bokul chamelir gandhe sourabhe chhande anonde tomar sakul khushir khela tomay pabe tomar dale ek din fire jabo chale e ghar shunno kore badhon chhinno kore jodi chaho jeo bhule ek din fire jabo chale
ek din sapne mein dekha sapna arre woh jo hai na amitabh apna haan market se out hua logon ko doubt hua meri vajah se woh gaya gaya gaya gayaa kismat toh badali kya kahun really main amitabh ho gaya ho sapne mein dekha sapna di di di ayiii hi hi du du du ou hu hu di di di ayiii hi hi dayen mein hema bayen pe zeenat saamne rekha pichhe jo dekha dayen mein hema bayen pe zeenat saamne rekha pichhe jo dekha ratna khadi thi haath mein chhadi thi dekhte dekhte main bhag raha tha dekha main jaag raha tha ho sapne mein dekha sapna haan ek din sapne mein dekha sapna arre woh jo hai na mister pele apna kehte khiladi hai bada anadi hai mere saath match ho gaya gaya gaya gaya sapne mein dekha sapna ho sapne mein dekha sapna ek din chhoti si dekhi sapni woh jo hai naa lata apni lata ga rahi thi main table pe tha woh mukhde pe thi main antare pe tha taal kahaan sum kahaan tum kahaan hum kahaan taal kahaan sum kahaan tum kahaan hum kahaan sapne mein dekha sapna ho sapne mein
ek din tum bahut bade banoge ek din chaand se chamak uthoge ek din will you forget me then how i can tell me how i can ek din tum bahut bade banoge ek din chaand se chamak uthoge ek din will you forget me then how i can tell me how i can maan lo kahin ki shehzaadi baithi ho tumhaare liye aankhen bichhaaye aur usse ye zidd ho ki wo shaadi kisi se na karegi tumhaare sivaaye will you forget me then yes i can if only you can ek din le gaya tumhe jo koi ajnabi gair ki jo ho gayi ye zindagi will you forget me then gentleman oh no gentleman saans saans mein tumhaari khushboo kis tarah jiyunga bolo tumko bhulaake dil pe jaan pe kar chuki ho jaadu jaanti ho poochhati ho phir bhi sata ke will you forget me then gentleman sorry gentleman la lala la lala la lala la lalalala la lala la lala lalalalala la lala la la lala hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm
Ek Do Kabhi Na Ro
ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen raat ko chhup chhup ke milna duniyan samjhe paap re ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen ye mad mast jawani hai ye mad mast jawani hai tere liye ye deewani hai doob ja iss ghehraayi mein doob ja iss ghehraayi mein dekhein kitna paani hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen kyun tu mujhe thukraata hai kyun tu mujhe thukraata hai mujhse nazar kyun churaata hai loot le duniya teri hai loot le duniya teri hai pyaar se kyun ghabraata hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen
heyyyyyyyy hooo hooo hooo hoooo hooooo hoooo hooo hoooo hoooo ek do teen chaar paanch chhe aur saat are ek do teen chaar paanch chhe aur saat saat saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath are saat saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath hey ek do teen chaar paanch chhe aur saat saat saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath gayi gayi o gayi gayi gayi neeli jiski saadi nikli badi anadi reh gaye chhe khiladi gayi gayi gayi gayi gayi neeli jiski saadi nikli badi anadi reh gaye chhe khiladi ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat are ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat chhe saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath ayeeee gayi o gayi o gayi gayi gayi teekhi jiski ankhiyaan meethi jiski batiyaan reh gayi paanch hi sakhiyaan gayi o gayi o gayi gayi gayi teekhi jiski ankhiyaan meethi jiski batiyaan reh gayi paanch hi sakhiyaan ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat are ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat paanch saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath
ek do teen chaar aur paanch chheh aur saat aath aur nau ek jagah sab rehte the jhagde the par unmein sau ek do teen chaar aur paanch chheh aur saat aatth aur nau ek jagah sab rehte the jhagde the par unmein sau nau ne kaha aatth kya are chhote ka thaat kya aatth hansa saat pe uff teri zaat pe saat ye bola chheh se tu hansa kaise nau ne kaha aatth kya chhote ka thaat kya aatth hansa saat pe uff teri zaat pe saat ye bola chheh se tu hansa kaise akad akad ke bigad bigad ke jhagda jhanjhat khitkhit karke sabne sabko phatkaara reh gaya sab ka munh takta sabse chhota ek bechara ek bichara tanha tanha phirta tha aawaara sa sifar mila use raste mein beqeemat nakaara sa ek bichara tanha tanha phirta tha aawaara sa sifar mila use raste mein beqeemat nakaara sa ek ne puchha tum ho kaun usne kaha main siraf sifar ek ne socha main bhi kya sabse chhota aur kam kadd mil gaye donon ho gaye dass chamka qismat ka taara ek ko jab das bante dekha sab ne sifar ko roka toka nau ne pyaar
bam chik chik bam chik bam bam bam chik chik bam ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre ke waaste marna pade to hain taiyaar hum hain taiyaar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre ke waaste marna pade to hain taiyaar hum hain taiyaar hum hum sab hain taale tu sab ki chaabi hum sab hain taale tu sab ki chaabi hum se na rootho maan jaao maan jaao oo bhabhi ek doosre se hain sharmsaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum iss ghar ke iss ghar ke darwaaje pe likha hai iss ghar ke darwaaje pe likha hai ek sota hai to ek jaagta hai ek sota hai to ek jaagta hai ek doosre ke hain pehredaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre ke waaste marna pade to hain taiyaar hum hain taiyaar hum ek doosre se karte
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Dil Hazaar Ghum Aag Ka Darya (1953) 03:13 15539
 
Poster of Aag Ka Darya (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Vinod
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Karan Diwan
Duration : 03:13   Song Number : 15539   

Ek Dil Ki Mr White Mr Black (2008) 05:05 11167
 
Poster of Mr White Mr Black (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Tauseef Akhtar, Jatin Lalit
Duration : 05:05   Song Number : 11167   

Ek Dil Ne Kaha Ek Dil Ne Suna Parda (1949) 03:48 38271
 
Poster of Parda (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Swami Ramanand
Music Director- 
Sharma Ji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amar
Duration : 03:48   Song Number : 38271   

Ek Dil Sau Dushman Waqt Waqt Ki Baat (1982) 04:57 18539
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Others
Duration : 04:57   Song Number : 18539   

Ek Dil Woh Bhi Dard Ka Mara Aabroo (1956) 03:35 19768
 
Poster of Aabroo (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:35   Song Number : 19768   

Ek Din Aap Yes Boss (1997) 04:32 18741
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 04:32   Song Number : 18741   

Ek Din Aapko Yaad Thi Sharafat (1970) 05:50 32980
 
Poster of Sharafat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Hema Malini
Duration : 05:50   Song Number : 32980   

Ek Din Aur Gaya Door Ka Rahi (1971) 05:17 38879
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Manna Dey
Duration : 05:17   Song Number : 38879   

Ek Din Bik Jayega Mati Ke Mol Dharam Karam (1975) 05:33 13068
 
Poster of Dharam Karam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:33   Song Number : 13068   

Ek Din Hasaana Benaam (1974) 06:02 16210
 
Poster of Benaam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:02   Song Number : 16210   

Ek Din Jhagda Ek Din Pyaar Platform (1993) 05:26 38127
 
Poster of Platform (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Tisca Chopra
Duration : 05:26   Song Number : 38127   

Ek Din Kahin Aur Pyar Ho Gaya (1997) 07:03 12753
 
Poster of Aur Pyar Ho Gaya (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Aishwarya Rai Bachchan
Duration : 07:03   Song Number : 12753   

Ek Din Phire Jabo Dwijen Mukherjee 03:17 14933
 
Poster of Dwijen Mukherjee
 
Lyricist
Salil Chowdhury
Duration : 03:17   Song Number : 14933   

Ek Din Sapne Mein Golmaal (1979) 03:45 37801
 
Poster of Golmaal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 03:45   Song Number : 37801   

Ek Din Tum Bahut Bade Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 04:03 32062
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta, Others
Duration : 04:03   Song Number : 32062   

Ek Do Kabhi Na Ro Nursery Rhymes (Hindi) 01:32 39558
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 01:32   Song Number : 39558   

Ek Do Teen Awara (1951) 02:50 32787
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal
Duration : 02:50   Song Number : 32787   

Ek Do Teen Chaar Sanjog (1971) 03:27 16474
 
Poster of Sanjog (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 16474   

Ek Do Teen Char Kagaz Ke Phool (1959) 04:34 14348
 
Poster of Kagaz Ke Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:34   Song Number : 14348   

Ek Doosre Se Karte Hum (1991) 04:36 13346
 
Poster of Hum (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 04:36   Song Number : 13346