Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Gulab Ka Phool
lal lal laa lalalala lal laa lalalala lal laa lalalala lal laa gulaabi aankhen jo teri dekhin sharaabi ye dil ho gayaa sambhaalo mujhko o mere yaaro sambhalnaa mushkil ho gayaa dil mein mere khaab tere tasviren jaise hoon deewaar pe tujhpe fidaa main kyun hua aataa hai gussaa mujhe pyaar pe main lut gayaa maan ke dil kaa kahaa main kahin kaa naa rahaa kyaa kahoon main dilrubaa buraa ye jaadu teri aankhon ka ye meraa qaatil ho gayaa gulaabi aankhen jo teri dekhin sharaabi ye dil ho gayaa maine sadaa chaahaa yahi daaman bachaa lun hasinon se main teri kasam khaabon mein bhi bachtaa phiraa naazninon se main taubaa magar mil gayee tujhse nazar mil gayaa dard e jigar sun zaraa o bekhabar zaraa saa hans ke jo dekhaa toone main teraa bismil ho gayaa gulaabi aankhen jo teri dekhin sharaabi ye dil ho gayaa sambhaalo mujhko o mere yaaro sambhalnaa mushkil ho gayaa
gulaabipuvvai navvaali vayasu jagaana valapae nimdaalilae ilaamti vaela aadaali jatagaa ilaage manamu umdaalilae manasu dochi maayajaesee chelinae marachipovoddoyi raajaa raajaa gulaabipuvvai navvaali vayasu jagaana valapae nimdaalilae vasamtaraani neekosamae khushiga vachchimdi chalaakinavvu chimdimchuchu hushaaru techchimdi mayoorilaagaa nee mumdara naatyam chaesaenu vayyaarilaagaa nee gumdelo kaapuramumtaanu valapupemchi mamatapamchi vidichiponani maativvaali raajaa raajaa gulaabipuvvai navvaali vayasu jagaana valapae nimdaalilae maree maree nee amdaanikee salaamu chaesaenu padae padae nee geetaaniki pallavi paadaenu yugaalakainaa naadaanivai neevae vumtaavu anamtakaalam nee roopamae varimchukumtaanu manasu needae mamata needae raeyi pagalu naalo vunnadi neevae sonee gulaabipuvvai navvaali vayasu jagaana valapae nimdaalilae ilaamti vaela aadaali jatagaa ilaage manamu umdaalilae laalalaa laalalaa hmm laalalaa laalalaa hmm
dekho na kaise se din aa rahe hain kaise yun hi hum hanse ja rahe hain hanste huye sabse takra rahe hain takra ke logon se ghabra rahe hain dekho na kaise se din aa rahe hain kaise yun hi hum hanse ja rahe hain hanste huye sabse takra rahe hain takra ke logon se ghabra rahe hain humko pata hai ki sab khaab sa hai mohabbat mein sach ye jiye ja rahe hain gulaabi gulaabi huye ja rahe hain gulaabi gulaabi huye ja rahe hain gulaabi gulaabi huye ja rahe hain gulaabi gulaabi huye ja rahe hain gulaabi gulaabi huye ja rahe hain gulaabi gulaabi huye ja rahe hain gulaabi gulaabi huye ja rahe hain gulaabi gulaabi huye ja rahe hain pahaadon ke upar ek chhota sa ghar ho koi painting si hansi dopeher ho hawaaon mein chhodi khunak hai gulaabi milne ki hai jo tadap hai gulaabi gulaabi pahaadon pe waise hi baadal zameen to zameen hai falak bhi gulaabi humko pata hai ki sab khaab sa hai phir bhi mohabbat kiye ja rahe hain gulaabi gulaabi huye ja rahe hain gulaabi gulaabi huye ja rahe
gulabi gulabi aankhon se tu pila de to main peene ka naam naa loon main peene ka naam naa loon gulabi gulabi aankhon se tu pila de to main peene ka naam naa loon main peene ka naam naa loon hey sharabi sharabi palkon se tu chhaka de to main haathon mein jaam naa loon main peene ka naam naa loon roop tera jawani se hai bojhal roop tera jawani se hai bojhal aankh teri nashe ki bund botal jara sa jara sa ghoonghat mukh se utha de to main peene ka naam naa loon main haathon mein jaam naa loon mere kadam dole main gir jaaun mere kadam dole main gir jaaun teri kasam jo peene phir jaaun peeye bin peeye bin hosh mere uda de to main peene ka naam naa loon main haathon mein jaam naa loon kya tujhse main jaane keh gaya hoon kya tujhse main jaane keh gaya hoon sawan mein main pyaasa reh gaya hoon piya ki jiya si lagi tu jo bujha de to main peene ka naam naa loon main haathon mein jaam naa loon gulabi gulabi aankhon se tu pila de to main peene ka naam naa loon main peene ka
gulaabi kallu rendu mullu chesi gundeloki guchhuthunnaave oo jilebi vollo chesinattu nuvve aasha petti champuthunnave oho raakaasi thenele pedaalalo poge chesi oorinchi udikinchi pothaave raakshasi saraasari nee nadumu madathallo nanu madatha pettaave oorvasi neelo nisha nashaalaanikante o englishu muddhiyyave pillaa pillaa oooo naathoti neekintha thaguvenduke naa muddu naakivvakaa asalintha neekentha pogarenduke pisarantha muddhivvakaa naapaina kopame challaarchuko muddultho vedigaa naapai ukroshame theerchesuko pedaaltho theeyagaa pisinaari naarive godaavari naa gundello uppongi udikentha muddhiyyave mari manohari nee mukkopamandaala kasitheera muddhiyyave em madhuvu daagundo ee maguvalo choosthene kick yekkelaa aa shakspeare ainaa ninu chooseno o devadaasavvadaa nee french kissune andinchave paradesi nenanaa nee penki muddhune bharinchagaa swadesinavvanaa o aada bombulaa pillaa nuvve nee andaalu pelchesi naa anthu thelchesi nuclear reactorai naa anuvanuvu anu
aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya jis chaman mein bhi gaye jis chaman mein bhi gaye apna chaman yaad aa gaya gulbadan gul pairahan ek pardesi se karli aaj tumne dosti ek pardesi se karli aaj tumne dosti kyaa karoge kal agar usko watan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gir gayi meri nigahon se baharen rang rang gir gayi meri nigahon se baharen rang rang ek aisa husn e sada pairahan yaad aa gaya ek aisa husn e sada pairahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan samne se koi ghuzra aaj iss andaaz se saamne se koi guzra aaj iss andaaz se zindagi ko apna khoya baank pan yaad aa gaya jis chaman mein bhi gaye jis chaman mein bhi gaye apna chaman yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan
gulmohar gar tumhara naam hota gulmohar gar tumhara naam hota mausam e gul ko hansaana bhi humara kaam hota gulmohar gar tumhara naam hota aayengi bahaaren to ab ke unhen kehna zara itna sune aayengi bahaaren to ab ke unhen kehna zara itna sune hooo mere gul bina unka kahaan bahaar naam hota gulmohar gar tumhara naam hota mausam e gul ko hansaana bhi humara kaam hota gulmohar gar tumhara naam hota shaam ke gulaabi se aanchal mein ek diya jala hai chaand ka shaam ke gulaabi se aanchal mein ek diya jala hai chaand ka hooo mere unn bina uss ka kahaan chaand naam hota gulmohar gar tumhara naam hota mausam e gul ko hansaana bhi humara kaam hota gulmohar gar tumhara naam hota
gulon ke rang sitaron ki roshni de doon gulon ke rang sitaron ki roshni de doon jo tum kaho to tumhein apni shayari de doon gulon ke rang sitaron ki roshni de doon ye aaina tumhein kya dega mere pass aao ye aaina tumhein kya dega mere pass aao badan ko loch adaon ko dilkashi de doon badan ko loch adaon ko dilkashi de doon gulon ke rang sitaron ki roshni de doon tumhari zulfon ki raatein bahut andheri hain tumhari zulfon ki raatein bahut andheri hain chale bhi aao mohobbat ki chandni de doon chale bhi aao mohobbat ki chandni de doon gulon ke rang sitaron ki roshni de doon tumhare reshmi aanchal mein tank doon mausam tumhare reshmi aanchal mein tank doon mausam chaman ke sare nazaron ki taazgi de doon chaman ke sare nazaron ki taazgi de doon gulon ke rang sitaron ki roshni de doon kuchh aur to nahin mere gareeb daaman mein kuchh aur to nahin mere gareeb daaman mein agar qubool karo apni zindagi de doon agar qubool karo apni zindagi de doon gulon ke rang sitaron ki
bada hai dard ka rishta bada hai dard ka rishta dard ka rishta oooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo hmmm bada hai dard ka rishta bada hai dard ka rishta bada hai dard ka rishta yeh dil gareeb sahi tumhaare naam pe aayenge ghum gusaar chale hmmmm gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale hmm hmmmm qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho kahin to baher e khuda aaj zikar e yaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale jo humpe guzri so guzri magar shab e hijraan jo humpe guzri so guzri magar shab e hijraan humaare ashq teri aaqbat sanwaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale gulon mein rang
gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho kahin to bahr e khuda aaj zikr e yaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale jo hum pe guzri so guzri magar shab e hijraan jo hum pe guzri so guzri magar shab e hijraan hamaare ashk teri aaqbat sanwaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale maqaam faiz koi maqaam faiz koi raah mein janchaa hi nahin maqaam faiz koi raah mein janchaa hi nahin jo kue yaar se nikle to sue daar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale
gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali harf e junun ki bande gira ki jurm o saza ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali zinda zinda shor e junun hai mausme gul ke aane se mausme gul ke aane se mehfil mehfil ab ke baras har baag e wafa ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali ahed e sitam hai dekhe hum aashufta saron par kya gujre aashufta saron par kya gujre shahar mein uske band e kabaa ki rang e hina ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali ek hua deewana ek ne sar teshe se phod liya sar teshe se phod liya kaise kaise log the jinse rasm e wafa ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali
ho gum hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam haai raam haai raam subaah shaam gum hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam haai raam haai raam ho socha hai ek din main usse milke keh daaloon apne sab haal dil ke aur kar doon jeevan uske hawaale phir chhod de chaahe apna bana le main to uska re hua deewaana ab to jaisa bhi mera ho anjaam ho gum hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam haai raam haai haai haai haai raam chaaha hai tumne jis baawri ko wo bhi sajanwa chaahe tumhin ko naina uthaaye to pyaar samjho palkein jhuka de to ikraar samjho rakhti hai kab se chhupa chhupa ke apne honton mein piya tera naam gum hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam gum hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam haai raam haai raam subaah shaam gum hai kisi ke pyaar mein
gum sum si ho khoyi si ho ye to kaho ye to kaho meri ho tum ya geir ho kahun main kya poochhe jo ye mann kyon hai ye khamoshiyan kis liye hai ye dooriyan pyaar mein hai kya uljhan kahun main kya poochhe jo ye mannnn gum sum si ho khoyi si ho ye to kaho ye to kaho meri ho tum ya geir ho kahun main kya poochhe jo ye mann kyon hai ye khamoshiyan kis liye hain ye dooriyan pyaar mein hai kya uljhan kahun main kya poochhe jo ye mannnn mujhko tum aaj itna bata do kon sa ghum ho dil mein chupaaye hooo mujhko tum aaj itna bata do kon sa ghum ho dil mein chupaaye aisi zanjeer koi nahin hai jo kabhi tootne hi na paaye tod do zanjeere tum khud likho takdere tum tumpe hai kya bandhan kahun main kya poochhe jo ye mannnn gum sum si ho khoyi si ho ye to kaho ye to kaho mudke tum pichhe kyun dekhti ho dard ka saaya kyun saath mein hai mudke tum pichhe kyun dekhti ho dard ka saaya kyun saath mein hai kyun jhijhakti ho inn raaston mein jab mera haath is haath mein hai kar bhi lo mujh
gum sum ye jahaan hai humdum tu kahaan hai gum sum gum sum ye jahaan hai humdum tu kahaan hai ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa gum sum ye jahaan hai raat baithi hai baahen pasaare siskiyaan le rahen hain sitaare raat baithi hai baahen pasaare siskiyaan le rahen hain sitaare koi toota hua dil pukaare humdum tu kahaan hain ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa gum sum ye jahaan hai humdum tu kahaan hain ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa
hmmmm hooooo gummaadi gummaadi adindante ammaadi daadi oopirilo murise koochipoodi chindadi chindaadi thullindante chinnari mammi choopullo choodu yentha vedi vaddante vinade pagalantaa aadipaadi muddaina tinade parigetthe paidi ledi chilakalle chevilo yenno voosulaadi padukodhey pannendainaa yemcheyaali gummaadi gummaadi adindante ammaadi daadi oopirilo murise koochipoodi yennenno asalatho penchanamma gundello yennenno asalatho penchanamma gundello nuvve naa kalalanni penchale ni kannullo naa tallivi nuvvo ni tandrini neno evarinevaru laalistunnaro chitranga choostunte ni kannatalli ponginde aa choopullo paalavelli gummaadi gummaadi adindante ammaadi daadi oopirilo murise koochipoodi varsham lo tadisocchi hai re hai anukundama varsham lo tadisocchi hai re hai anukundama repudayam jalubochchi hachi hachi andamaa o vanke neeku o vanke naaku aaviri padutune mi mummy high pichlo musik alle tiduthuntunde mana thummulu duetalle vinapadutunte gummaadi gummaadi adindante
gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam hai koi kiss ko samjhe hum apna kal ka naam hai ik sapna kiss ko samjhe hum apna kal ka naam hai ik sapna aaj agar tum zinda ho to kal ke liye kal ke liye maala japna gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam hai koi pal do pal ki masti hai bas do din ki basti hai pal do pal ki masti hai bas do din ki basti hai chain yahaan par mehnga hai aur maut yahaan maut yahaan par sasti hai gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam hai koi kaun bala toofani hai maut ko khud hairaani hai kaun bala toofani hai maut ko khud hairaani hai aaye sadaa viraanon se jo paida hua paida hua wo faani hai gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam
Gump sat alone a bench in the park My name is Forrest he''d casually remarked Waitin'' for the bus with his hands in his pockets He just kep sayin'' life is like a box of chocolates He''s Gump he''s Gump What''s in his head He''s Gump he''s Gump he''s Gump Is he inbred Gump was a big celebrity He told JFK that he really had to pee He never feels too dumb because His mom always told him stupid as is stupid does He''s Gump he''s Gump He''s kinda square He''s Gump he''s Gump he''s Gump What''s with the hair Run run now Forrest Run run run like the wind now Run run run run now Forrest Run stop His buddy Bubba was a shrimp lovin''man His friend with no legs he called him Lieutenant Dan His girlfriend Jenny was kind of a slut He went to White House showed LBJ his butt He''s Gump he''s Gump He''s not too bright He''s Gump he''s Gump he''s Gump But he''s all right Is this Gump out of his head I think so Is this Gump really brain dead I think so Did this Gump make lots of
haaaaannnn naaaaaaaaa haaaaaaannnn haaaaaannnnnn naaaaaaaa haaaaaannn gumsum kyun hai sanam ab zara maan jaa pyaar ka ye mausam hai aise mein dil na jala gumsum kyun hai sanam ab zara maan jaa pyaar ka ye mausam hai aise mein dil na jala gumsum kyun hai sanam gumsum kyun hai sanam jaane bhujhe nazar churaye dil ki baaten samjh naa paaye o sitamgar dekh ab to ho jaa meharbaan jaane bhujhe nazar churaye dil ki baaten samjh naa paaye o sitamgar dekh ab to ho jaa meharbaan dard diya hai to de de dawaa gumsum kyun hai sanam ab zara maan jaa pyaar ka ye mausam hai aise mein dil na jala gumsum kyun hai sanam ab zara maan jaa pyaar ka ye mausam hai aise mein dil na jala gumsum kyun hai sanam gumsum kyun hai sanam kab se hai beqaraar ye dil kab se kehti hoon jhoom ke mil o anaadi ban khiladi le le baahon mein kab se hai beqaraar ye dil kab se kehti hoon jhoom ke mil o anaadi ban khiladi le le baahon mein kaise piya se mera paala padaa gumsum kyun hai sanam ab zara maan jaa
hooo hooo hooooo hooo hoooo oooo oooo ooooo oooo oooo gumsum sa ye jahaan ye raat ye hawaa ik saath aaj do dil dhadkenge dilrubaa gumsum sa ye jahaan ye raat ye hawaa dekhon wo chaand badli ki oot mein chhupne laga ye neel gagan bhi pyaar ki aage jhukne laga dekhon wo chaand badli ki oot mein chhupne laga ye neel gagan bhi pyaar ki aage jhukne laga kitni haseen kitni shareer hai chaand ki ye adaaa gumsum sa ye jahaan ye raat ye hawaa ulfat mein choor duniyaan se door hum aa hi gaye manzil ke paas ab to huzur hum aa hi gaye ulfat mein choor duniyaan se door hum aa hi gaye manzil ke paas ab to huzur hum aa hi gaye chaahat ke phool dekhen na dhool chaahe to na ho judaa gumsum sa ye jahaan ye raat ye hawaa ik saath aaj do dil dhadkenge dilrubaa gumsum sa ye jahaan ye raat ye hawaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gulaab Ka Phool Nursery Rhymes (Hindi) 01:32 39560
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 01:32   Song Number : 39560   

Gulaabi Aankhen The Train (1970) 03:03 18061
 
Poster of The Train (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:03   Song Number : 18061   

Gulaabi Puvvai Annadammula Anubandham (1975) 03:52 36713
 
Poster of Annadammula Anubandham (1975)
 
Category
Telugu
Year- 
1975
Lyricist
C Narayana Reddy
Music Director- 
Chakravarthy
Duration : 03:52   Song Number : 36713   

Gulabi Ittu Si Baat (2022) 04:10 13741
 
Poster of Ittu Si Baat (2022)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2022
Lyricist
Raj Shekhar
Music Director- 
Vishal Mishra
Duration : 04:10   Song Number : 13741   

Gulabi Gulabi Aankhon Banphool (1971) 05:16 20487
 
Poster of Banphool (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:16   Song Number : 20487   

Gulabi Kallu Govindudu Andarivadele (2014) 04:43 38089
 
Poster of Govindudu Andarivadele (2014)
 
Category
Telugu
Year- 
2014
Lyricist
Shree Mani
Music Director- 
Yuvan Shankar Raja
Singer- 
Javed Ali
On Screen Actors- 
Ramcharan Teja, Kajal
Duration : 04:43   Song Number : 38089   

Gulbadan Gul Pairahan Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:37 36772
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nazeer Banarasi
Duration : 06:37   Song Number : 36772   

Gulmohar Gar Tumhara Devta (1978) 03:26 13060
 
Poster of Devta (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Sarika
Duration : 03:26   Song Number : 13060   

Gulon Ke Rang Salam E Mohabbat (1983) 05:11 36478
 
Poster of Salam E Mohabbat (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Abdur Rab Chaosh
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Tabrez, Fareeda Jalal
Duration : 05:11   Song Number : 36478   

Gulon Mein Rang Bhare Haider (2014) 05:23 37785
 
Poster of Haider (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Faiz Ahmed Faiz
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor
Duration : 05:23   Song Number : 37785   

Gulon Mein Rang Bhare Mehdi Hassan 05:03 15964
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:03   Song Number : 15964   

Gulshan Gulshan Shola E Gul Ki Mehdi Hassan 04:20 37998
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Asghar Saleem
Music Director- 
Mehdi Hassan
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 04:20   Song Number : 37998   

Gum Hai Kisi Ke Pyaar Mein Dil Vil Pyar Vyar (2002) 05:49 13119
 
Poster of Dil Vil Pyar Vyar (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Bablu Chakraborty
On Screen Actors- 
Madhavan, Namrata Shirodker
Duration : 05:49   Song Number : 13119   

Gum Sum Si Ho Pyar Ki Dhun (2002) 05:41 15651
 
Poster of Pyar Ki Dhun (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shantanu Moitra
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Swati, Heena, Nicolas, Nirmal Pandey
Duration : 05:41   Song Number : 15651   

Gum Sum Ye Jahan Hai (Live) Jagjit Singh 02:37 17983
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 02:37   Song Number : 17983   

Gummadi Gummadi Daddy (2001) 04:54 37363
 
Poster of Daddy (2001)
 
Category
Telugu
Year- 
2001
Music Director- 
S A Rajkumar
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Chiranjeevi, Ashima Bhalla
Duration : 04:54   Song Number : 37363   

Gumnaam Hai Koi Gumnaam (1965) 05:18 20489
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 05:18   Song Number : 20489   

Gump In the Style of Weird Al & Jason Ho 02:10 11117
 
Poster of Weird Al & Jason Ho
 
Category
English
Lyricist
Weird Al
Music Director- 
Weird Al
Singer- 
Weird Al, Jason Ho
Duration : 02:10   Song Number : 11117   

Gumsum Kyun Hai Sanam Kasme Vaade (1978) 04:30 18180
 
Poster of Kasme Vaade (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:30   Song Number : 18180   

Gumsum Sa Ye Jahaan Duniyaa Jhukti Hai (1960) 03:09 13202
 
Poster of Duniyaa Jhukti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shyama
Duration : 03:09   Song Number : 13202