Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


do deewane shahar mein do deewane shahar mein raat mein yaa dopahar mein aab o daana aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane shahar mein raat mein yaa dopahar mein aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane inn bhool bhulaiyaa galiyon mein apna bhi koi ghar hoga ambar pe khulegi khidki yaa khidki pe khula ambar hoga inn bhool bhulaiyaa galiyon mein apna bhi koi ghar hoga ambar pe khulegi khidki yaa khidki pe khula ambar hoga asmaani rang ki aankhon mein asmaani yaa aasmaani asmaani rang ki aankhon mein basne ka bahaana dhundhate hain dhundhate hain aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane shahar mein raat mein yaa dopahar mein aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa hooooo ooooo oooooooo jab taare zameen par taare aur zameen par offcourse jab taare zameen par
do dil milenge pyaar mein dono milke khilenge pyaar mein na roke rukenge sun mere saathiya re kuchh bhi kar le dushman jahaan do dil milenge pyaar mein dono milke khilenge pyaar mein na roke rukenge sun mere saathiya re kuchh bhi kar le dushman jahaan hooo do dil milenge pyaar mein chalo aaj hum le lein pahli kasam na bichhdenge ab mil ke hum to sanam bandha hai rishta chaahton ki dor se tootega dhaaga na kisi ke jor se do dil milenge pyaar mein dono milke khilenge pyaar mein muhabbat ki baahon mein khoye rahein khayalon ki waadi mein soye rahein mehsoos karle jismojaan ki garmiyaan doori rahe na ab zara bhi darmiyaan do dil milenge pyaar mein dono milke khilenge pyaar mein na roke rukenge sun mere saathiya re kuchh bhi kar le dushman jahaan hooo do dil milenge pyaar mein milke khilenge pyaar mein do dil milenge pyaar mein do dil milenge pyaar mein
aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai nagmen juda juda hai magar saaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai rangeen har adaa hai bechain har nazar hai rangeen har adaa hai bechain har nazar hai ik dard sa idhar hai ik dard sa udhar hai donon ki beqaraari ka andaaz ek hai donon ki beqaraari ka andaaz ek hai nagmen juda juda hai magar saaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai tadpaaiye naa humko sharmaaiye naa humse tadpaaiye naa humko sharmaaiye naa humse donon ki zindagi hai ek dusre ke dam se hum do kahaaniyaa hai magar raaz ek hai hum do kahaaniyaa hai magar raaz ek hai nagmen juda juda hai magar saaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa
do dil mile gul o gunche khile gul o gunche khile mere yaar do dil mile gul o gunche khile gul o gunche khile mere yaar jab se tu aaya mere jahaan mein saare jahaan se hua mujhe pyaar do dil mile gul o gunche khile gul o gunche khile mere yaar ye jaadu ki kaisi bhumayi chadhi sulagne lagi banke main fuljhadi ye jabse nazar meri tumse ladi tumhi tum nazar aate ho har ghadi tere bina mujhe ab saajna kahin aata nahin hai qaraar jab se tu aaya mere jahaan mein saare jahaan se hua mujhe pyaar gori gori goriya goriya haha yun gaalon pe uljhi hain zulfein haseen lage badlon pe chale chaandni teri shokh baaton mein hain chashni yun hi to deewani huyi main nahin ye madbhari sunke baatein teri chhaye mujhpar ajab sa kumaar jab se tu aaya mere jahaan mein saare jahaan se hua mujhe pyaar are ohhh mere jaan e jigar ke jab main hoon idhar kise dhunde nazar teri yahaan hoo are ho ho meri jaan e ada ho mujhe ab na sataa chhupi hai tu bata mujhse kahaan hoo kahaan ho bataao chhupe
do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare dekhegi mukhdaa apna ab se jawaani dil ke daag mein barsega kaise saawan kaise padenge jhoole baagh mein bain karenge khaab kunwaare do dil toote do dil haare main naa rahungi lekin goonjegi aahen meri gaanv mein ab naa khilegi sarson ab naa lagegi mehndi paanv mein ab naa ugenge chaand sitaare do dil toote do dil haare pyaar tumhaara dekha pyaar tumhaara dekha dekha tumhaara aankhen modna tod to daala dil ko khel nahin hai dil kaa todna tadpoge tum bhi saath humaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare sadke tumhaare
Do Dilon Ki
hooooo hooooo hoooooo hoooo hoooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan armaan bhara dil to hai magar jo dil se mile wo dil hai kahaan ik phool jala ik phool khila kuchh apna luta kuchh unko mila ik phool jala ik phool khila kuchh apna luta kuchh unko mila kaise karen kismat se gila hum kaise karen kismat se gila rangeen har ik mehfil hai kahaan do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan duniyaan mein savera hone laga duniyaan mein savera hone laga iss dil mein andhera hone laga har zakham sisak ke rone laga har zakham sisak ke rone laga kis munh se kahe qaatil hai kahaan do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan jalta hai jigar uthta hai dhuwaan aankhon se meri aansoon hain rawaan jalta hai jigar uthta hai dhuwaan aankhon se meri aansoon hain rawaan marne se ho jaaye aasaan jo marne se ho jaaye aasaan aisi ye meri
hey do din ki jawaani mein bhi agar do din ki jawaani mein bhi agar jeene ka maza na liya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya zulfon ke haseen saaye mein sanam har pal ko tu rangin bana baahon ke jawan ghere mein zara aa jhoom ke tu aa bhi ja dil akhir wo kis kaam ka haiiiii dil akhir wo kis kaam ka hai jo kabhi diya na liya na liya to phir kya kiya to phir kya kiya jeene ko yahan jeete hain sabhi par wo jeete jee mar gaye jo pyaar kisi se kar na sake aur duniya se jo dar gaye is pyaar ko duniya jurm kaheee is pyaar ko duniya jurm kahe kya badon ne wo nahin kiya nahin kiya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya
do din ki mohabbat mein humne kuchh khoya hai kuchh paaya hai do ghum ke aansoo humko mile jeene ka chain ganwaaya hai do din ki mohabbat mein humne armaan hain jo nikle hi nahin kuchh aansoon hai jo bahe nahin kuchh aise bhi afsaane hai jo humne kisi se kahe nahin kuchh hansi mein badle hain aansoon aur apna dard chhupayaa hai do din ki mohabbat mein humne aye dil tu humen tadpaata tha le humne rulaaya hai tujhko aye dil ki lagi tu jalaati thi le humne jalaaya hai tujhko iss dard ko wo jaane jisne ghar apna kabhi jalaaya hai do din ki mohabbat mein humne kiss baat pe khush hai deewana mere zakhm kisi ke kaam aaye kiss baat pe khush hai deewana mere zakhm kisi ke kaam aaye ik rog naya humen de ke kya jaane kab aaraam aaye aye dil itna betaab naa ho jab ghum ko gale lagaaya hai do din ki mohabbat mein humne
do din ki zindagi kaisi hai zindagi do din ki zindagi kaisi hai zindagi koi naa ye jaane hooo ooo ooo ooo bheetar andhera hai bahar hai roshni dekhe naa parwane do din ki zindagi kaisi hai zindagi armaan ki basti jaane kaisi hai basti utni hi suni hooo oooo ooooo utni hi suni jitni chhayi hai masti nazron mein baankpan aanhon mein sau chaman seene mein veeraaane do din ki zindagi kaisi hai zindagi pehle to kya kya sapne dikhlaaye duniyaa phir khud hi toota hoooo ooo oooo phir khud hi toota sapna ban jaaye duniyaa duniyaa ki chaah ki naghmon ki aah ki jhoothe hain afsaane do din ki zindagi kaisi hai zindagi hoooo oooo oooo oooo oooo hoooo ooooooo pholoon ne dekha khil ke murjhana dil ka taaron ne dekha hoooo oooo oooo taaron ne dekha jal ke bhujh jana dil ka the kal jo meharbaan the kal jo raazdaan nikle wo begaane do din ki zindagi kaisi hai zindagi hmm hmm hmm hmm hmm hmmm
do din ki zindagi mein dukhde hain beshumaar dukhde hain beshumaar do din ki zindagi mein dukhde hain beshumaar dukhde hain beshumaar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar ubhrenge phir sitaare chamkega phir se chaand chamkega phir se chaand ubhrenge phir sitaare chamkega phir se chaand chamkega phir se chaand ujde huye chaman mein aayegi phir bahaar aayegi phir bahaar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar hai dhoop kahin chhaayaaaa hai dhoop kahin chhaayaa ye zindagi ki reet ye zindagi ki reet hai aaj teri haar to phir kal hai teri jeet hai aaj teri haar to phir kal hai teri jeet har saans tujhse bas yahi kehti hai baar baar kehti hai baar baar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar marne ke sau bahaane jeene ko sirf ek jeene ko sirf ek marne ke sau bahaane jeene ko sirf ek jeene ko sirf ek ummeed ke suron mein bajte hain dil ke taar bajte hain dil ke taar hai zindagi ussi
hmm mmm mmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm do ghadi baitho tumhara roop aankhon mein basaa loon aaj thodi der mein bhi pyaar ke sapne sajaa loon do ghadi baitho tumhara roop aankhon mein basaa loon laaj ke is reshmi aanchal mein mat mukhada chhupaao pyaar ki madira chhalakne do na yun palkein jhukaao aaj to do pal adhoori pyaas aankhon ki bujhaa loon do ghadi baitho tumhara roop aankhon mein basaa loon aaj chandan ki mehak madhosh saanson mein basi hai kaanpte honthon pe pehle pyaar ki sehmi hansi hai aaj main kaise bhala is manchale man ko sambhaloon do ghadi baitho tumhara roop aankhon mein basaa loon aaj thodi der mein bhi pyaar ke sapne sajaa loon do ghadi baitho tumhara roop aankhon mein basaa loon
do ghadi behla gayin parchhaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan rasmasata jism poonam ki chhata ye ghanere baal saawan ki ghata tum jo hans kar baadlon ko dekh lo tum jo hans kar baadlon ko dekh lo bijliyaan lene lage angdaaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan jo bhi inn aankhon mein khoya kho gaya jo tumhara ho gaya bas ho gaya jo bhi inn aankhon mein khoya kho gaya jo tumhara ho gaya bas ho gaya doobne waala na phir ubhraa kabhi doobne waala na phir ubhraa kabhi uff nigaah e naaz ki gehraaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan tum meri duniyaa mera imaan bhi ho tum meri hasrat tumhin armaan bhi ho tum jo ho to har taraf sangeet hai tum jo ho to har taraf sangeet hai tum nahin to zehar hai shehnaaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin
do ghadi wo jo paas aa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe hum zamaane se door jaa baithe hum zamaane se door jaa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe bhool ki unka humnasheen ho ke royenge dil ko umr bhar kho ke bhool ki unka humnasheen ho ke royenge dil ko umr bhar kho ke haaye kya cheez thi loota baithe do ghadi wo jo paas aa baithe dil ko ik din zuroor jaana tha wahin pahunchaa jahaan thikaana tha dil ko ik din zuroor jaana tha wahin pahunchaa jahaan thikaana tha dil wohi dil jo dil mein jaa baithe do ghadi wo jo paaas aa baithe ek dil hi tha ghum gusaar apna meharbaan khaas raazdaar apna ek dil hi tha ghum gusaar apna meharbaan khaas raazdaar apna gair ka kyun use bana baithe do ghadi wo jo paas aa baithe hum zamaane se door jaa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe
do ghoont chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya duniya hi jannat hai jannat mein kya hoga dekhe yahan lakhon wahan to ek khuda hoga aadam hi aadam hai is baat mein kam hai isko banaya kyun khuda ko bhi yehi ghum hai apne kiye par aap hi dekho khuda pachhta gaya pachhta gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya mehfil ghadi bhar ki phir bhi suhani hai kitni hasin kitni jawan mana ke faani hai apni adaa se ji jab tak hai dum baaki tu aap hi paimana ban aur aap hi saaqi zinda wo duniya mein raha duniya ko jo thukra gaya thukra gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya yaaro idhar aao mujhse na ghabrao mujhko khila sakte nahin to mujhse kuchh khao khaane khilane se kuchh kam nahin hota
do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya baalmaaa reeeeee zaalmaaaa are are are are aag paani mein laga de zara si dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya gaaungi re naachungi re tere liye aaj se main aaye sharam lekin balam marr jaaungi laaj se main gaaungi re naachungi re tere liye aaj se main aaye sharam lekin balam marr jaaungi laaj se main baalmaaa reeeeee zaalmaaaa are are are are laaj ka ye ghunghat utha de sharaabi dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya kis kaam ka ye jaam hai iss mein mazaa wo nahin hai bhar ke bhi ye khaali sa hai iss mein nasha wo nahin hai kis kaam ka ye jaam hai iss mein mazaa wo nahin hai bhar ke bhi ye khaali sa hai iss mein nasha wo nahin hai saakiyaa reeeeeeee saathiyaaaa are are are are pyaar thoda is mein mila de sharaabi dekh phir hota hai kya
do hanson ka joda bichhad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam bhayo re do hanson ka joda bichhad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re mora sukh chein bhi jeevan bhi mora chheen liya paapi sansaar ne saajan bhi mora chheen liya piya bin tarpe jiyaa ratiyaan bitaayon kaise birhaa ki agni ko asuwan se bujhaayon kaise jiyaa mora muskil mein pad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam bhayo re raat ki aas gayi din ka sahaara bhi gaya mora sooraj bhi gaya mora sitaara bhi gaya preet kar ke kabhi preetam se na bichhade koi jaisi ujadi hoon mein aise bhi na ujade koi bana khel mora bigad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam bhayo re jeete je chhodungi saiyaan na dagariyaa tori beet jaayegi yunhin saari umariyaa mori nainon se hoti rahegi yunhin barsaat balam yaad mein roti rahongi teri din raat balam nagar more mann ka ujad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam
do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi teri payal ka sangeet suna bahte jharnon ki jawani jhoom gayi do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi rimjhim ras barse sunahari zulf ki chanv mein naach uthi gori hata kar mehandi panv mein ke nagme bikhre fizaon mein do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi teri payal ka sangeet suna bahte jharnon ki jawani jhoom gayi teri sanson mein saje hain meethe sur aise bin chhede koi sureela saaz baje jaise na bhaye sang tera kaise do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi teri payal ka sangeet suna bahte jharnon ki jawani jhoom gayi do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi
In the morning you go gunning For the man who stole your water Then you fight till he is dying But they catch you at the border And the mourners are all singing As they drag you by your feet But the hangman isn''t hanging And they put you on the street You go back, jack, do it again Wheels turning round and round You go back, jack, do it again When you know she''s no high climber Then you find your only friend In a room with your two timer And you''re sure you''re near the end Then you love a little wild one but She brings you only sorrow All the time you know she''s smiling You''ll be on your knees tomorrow You go back, jack, do it again Wheels turning round and round You go back, jack, do it again Now you swear when kicking vegas That you are not a gambling man Then you find you''re back in vegas With a handle in your hand No black cards can make you money So you hide them when you''re able In the land of milk and honey You must put them on the table You go back,
do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai kaun hai sachcha kaun hai jhoota har chehre pe naqaab hai zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai pyaas lage to dhoodh piyo dhoodh mein paani milta hai mandir mein bhi aaj diya naqli ghee ka jalta hai naa asli mithai hai naa asli malaai hai maava hai singhade ka kya zaalim halwaai hai aate mein mitti chaaval mein kankar behisaab hai kaun hai sachcha kaun hai jhoota har chehre pe naqaab hai zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai zehar dawaa mein shaamil hai zehar dawaa se behtar hai zehar bhi naqli milta hai marna bhi ab dubhar hai desh ke sachche dushman hai ye jo milawat karte hain inki badolat kitne log maut se pehle marte hain aise logon ko pakdana sabse bada sawaab hai kaun hai sachcha kaun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Do Deewane Shahar Gharaonda (1977) 04:28 13280
 
Poster of Gharaonda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Zarina Wahab
Duration : 04:28   Song Number : 13280   

Do Dil Pyaar Mein Twist (2005) 05:04 19216
 
Poster of Pyaar Mein Twist (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Babul Supriyo
On Screen Actors- 
Vikas Bhalla, Soha Ali Khan
Duration : 05:04   Song Number : 19216   

Do Dil Dhadak Rahe Hain Insaaf (1956) 03:27 15719
 
Poster of Insaaf (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kamal Kapoor, Nalini Jayvant
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:27   Song Number : 15719   

Do Dil Mile Honeymoon (1973) 05:26 37357
 
Poster of Honeymoon (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:26   Song Number : 37357   

Do Dil Toote Do Dil Haare Heer Raanjha (1970) 06:09 15717
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:09   Song Number : 15717   

Do Dilon Ki Dil Kya Kare (1999) 05:37 36565
 
Poster of Dil Kya Kare (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Mahima Choudhary, Ajay Devgan
Duration : 05:37   Song Number : 36565   

Do Din Ke Liye Mehmaan Badal (1951) 03:59 12785
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:59   Song Number : 12785   

Do Din Ki Jawaani Adalat (1976) 02:39 37035
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 02:39   Song Number : 37035   

Do Din Ki Mohabbat Mein Humne Chhote Babu (1957) 03:22 15568
 
Poster of Chhote Babu (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:22   Song Number : 15568   

Do Din Ki Zindagi Satyakam (1969) 04:20 12130
 
Poster of Satyakam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:20   Song Number : 12130   

Do Din Ki Zindagi Mein Poonam (1952) 03:13 13969
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:13   Song Number : 13969   

Do Ghadi Baitho Tumhara Roop Mohd Rafi 03:29 36896
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:29   Song Number : 36896   

Do Ghadi Behla Gayin Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:18 14426
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
G B Srivastava
Music Director- 
Raghu Nath Seth
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Marc Zuber
Duration : 06:18   Song Number : 14426   

Do Ghadi Wo Jo Paas Aa Baithe Gateway Of India (1957) 03:00 11900
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 03:00   Song Number : 11900   

Do Ghoont Chai Pee Sanjog (1961) 04:13 37736
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 04:13   Song Number : 37736   

Do Ghoonth Mujhe Bhi Jheel Ke Us Paar (1973) 04:51 20394
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 04:51   Song Number : 20394   

Do Hanson Ka Joda Ganga Jumna (1961) 03:09 20395
 
Poster of Ganga Jumna (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Hinch
Duration : 03:09   Song Number : 20395   

Do Honth Hile Ek Geet Suna Nai Duniya Naye Log (1973) 04:22 35902
 
Poster of Nai Duniya Naye Log (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Reena Roy, Danny Denzongappa
Duration : 04:22   Song Number : 35902   

Do It Again In the Style of Steely Dan 05:45 10933
 
Poster of Steely Dan
 
Category
English
Singer- 
Steely Dan
Duration : 05:45   Song Number : 10933   

Do Jasoos Karen Do Jasoos (1975) 04:52 13146
 
Poster of Do Jasoos (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Raj Kapoor
Duration : 04:52   Song Number : 13146