jis dil mein basa tha pyaar tera us dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera tu auron ka koi aur tera duniyaan mein hum kyun zinda hain tu auron ka koi aur tera duniyaan mein hum kyun zinda hain hum ban kar kyun deewaar rahen ye soch ke hum sharminda hain ye soch ke hum sharminda hain dar koi aur khule na khule teri raah ko humne chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera hum pyaar mein the nadaan bahut kuchh karna tha kuchh kar baithe hum pyaar mein the nadaan bahut kuchh karna tha kuchh kar baithe wo phool tha aur ke joode ka hum jis se daaman bhar baithe hum jis se daaman bhar baithe humne khud apni bahaaron ka veeraan se rishta jod diya haaye jod diya jis dil mein basa tha pyaar tera us dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera
Jis Dil Mein Basa Tha Pyaar (Female)
Saheli (1965)