aye muhabbat unse milne aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya tumne dekha humne dekha tumne dekha humne dekha ik fasaana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya aapki meethi nazar ke teer kaise teer hain aapki meethi nazar ke teer kaise teer hain teer chalne bhi naa paaye teer chalne bhi naa paaye dil nishana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya dil ne pehli hi nazar mein kar liya kuchh faisla dil ne pehli hi nazar mein kar liya kuchh faisla saaz chheda bhi nahin aur saaz chheda bhi nahin aur ik taraana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya nazren milne bhi naa paayin tum nazar mein aa base nazren milne bhi naa paayin tum nazar mein aa base tinke dhundhe bhi nahin aur tinke dhundhe bhi nahin aur aashiana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya
Aye Muhabbat Unse Milne Ka Bahana
Bazar (1949)

Ameer Banu, Badri Prasad, Gopi, Kukku Saigal, Mishra, Nigar, Shyam, Yaqub