MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga tu bhi to mujhe milne ko tu bhi to mujhe milne ko din raat tadapta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri likhe to honge khat mujhko par daak mein na daale honge par daak mein na daale honge ke mujhko dikhane ke liye ke mujhko dikhane ke liye tune sab vo sambhale honge barson na mera khat pa ke tu thandi aanhen to bharta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri khayalon mein tu mujhko laa ke karta to hoga dil joi karta to hoga dil joi ye bhi to kabhi sochta hoga ye bhi to kabhi sochta hoga le jaye na mujhe aur koi kisi aur ki hone ke darr se tera dil bhi dhadakta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga tu bhi to mujhe milne ko tu bhi to mujhe milne ko din raat tadapta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri click here
jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai honth chup chaap kholte ho jab saans kuchh tez tez chalti ho aankhen jab de rahi ho aawaazein thandi aahon mein saans chalti ho thandi aahon mein saans chalti ho jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai aankh mein tairti hain tasveerein tera chehra tera khayaal liye aaina dekhta hai jab mujh ko ek masoom sa sawaal liye ek masoom sa sawaal liye jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai koi waada kiya nahin lekin kyun tera intezaar rehta hai bewazah jab qaraar mil jaaye dil bada beqaraar rehta hai dil bada beqaraar rehta hai jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai click here
jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jo humpe uthi pal bhar ke liye jo humpe uthi pal bhar ke liye wo aankh hain ab inn aankhon mein jo zulf hawaa se bhi naa khuli wo zulf khuli inn saanson mein hain dil pe hain dil pe unhin kadmon ke nishaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin ab chain kahaan aye dil jab tak ab chain kahaan aye dil jab tak wo daaman apne haath nahin armaan hai ye jeete jee kaa koi pal do pal ki baat nahin ab hum hain ab hum hain aur ye donon jahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin hooo unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin click here
jab dil se dil takraata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai jhukti hai nazar rukti hai zubaan maathe pe paseena aata hai jab dil se dil takraata hai dekha tha tujhe ik baar kahin us din se abhi tak hosh nahin us din se abhi tak hosh nahin phir ishq ne karvat badli hai phir saamne tu hai mahjabin ab dekhiye kya kya rang naye deedaar tera dikhlaata hai jab dil se dil takraata hai ye husn sharaabi mehka badan aur uss pe tera ye bholapan teri bhi ummeedein jaagi hain kehti hai tere dil ki dhadkan betaab hai tu bhi mere liye andaaz tera batlaata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai mukhda na chhupa yun haathon se din ko na badal ab raaton se din ko na badal ab raaton se gulshan mein bikharne de nagmein tu pyaar ki meethi baaton se ae husn ki devi aankh mila apnon se koi sharmaata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai jhukti hai nazar rukti hai zubaan maathe pe paseena aata hai jab dil se dil click here
jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai is dard ke behte dariya mein har ghum hai marham koi nahin har dard ka hissa milta hai isha ki mariyam koi nahin saanson ki ijazat milti nahin jeene ki raza mil jaati hai main waqt ka mujrim hoon lekin is waqt ne kya insaaf kiya jab tak jeete ho jalte raho jal jao to kehna maaf kiya jal jaaye zara si chingari to aur hawa mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai kuchh aise kismat waale hain ke jinki kismat hoti nahin hansna bhi mana hota hai unhe rone ki ijazat hoti nahin benaam sa mausam jeete hain berang fiza mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai click here
jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara janam janam tak toot sake na kabhi saath humaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara tere ghum ko gale laga ke ho apni khushiyaan main tujhpe luta doon gar thoda sa tu muskara de ho toh viraane mein kaliyaan khila doon ho sharmata hai kaliyon ko bhi yeh bairi roop tumhaara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukaara chhed ke apne pyaar ka nagma ho tere dil mein taraane jaga doon teri aankh ke aansu le ke ho naye chaand sitaare bana doon ho neel gagan par deep jale hain zara dekho nazaara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukaara laakh janam ke armaanon ka ho koi rangin fasaana bana doon lekar aag tere gaalon ki ho gore gore kanval main khila doon ho dil kehta hai aaj milega nadiya se kinaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara janam janam tak toot sake na kabhi saath humaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara click here
jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bhi chaand nikla aur taare jagmagaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye hooooo aaaa hmmmm apna koi taraana maine nahin banaaya apna koi taraana maine nahin banaaya tumne mere labon pe har ek sur sajayaa hoooooo jab jab mere taraane duniyaa ne gungunaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon tasveer kya tumhe main taqdeer manta hoon hoooooo dekhi nazar ne khushiyaan ya dekhe ghum ke saaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai lekin yeh pyar woh hai jis mein nahin judaai hoooooo is pyaar ke fasaane jab jab zuban pe aaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad click here
jab liya haath mein haath nibhaana saath mere sajna dekho ji humein chhod na jaana jab liya haath mein haath nibhaana saath mere sajna dekho ji humein chhod na jaana saath kabhi na chhute chaahe dushman bane zamaana dekho ji humein chhod na jaana dekho ji dil tod na jaana phoolon ki baaraat saji hai aur kaliyon ki doli phoolon ki baaraat saji hai aur kaliyon ki doli jeevan bhar ke liye piya main aaj tumhaari ho li aaj tumhaari ho li ghunghat ki rakhoge laaj vachan do aaj mere sajna dekho ji mukh mod na jaana dekho ji dil tod na jaana neele ambar waala dega nis din meri gawaahi neele ambar waala dega nis din meri gawaahi sada yeh preet nibhaaunga main sada hai preet nibhayi sada hai preet nibhayi duniya mein pyaar ka naam na ho badnaam mere sajna dekho ji dil tod na jaana saath kabhi na chhute chaahe dushman bane zamaana dekho ji humein chhod na jaana dekho ji dil tod na jaana aaaa aaaa aaaa aaaa oooo oooo oooo ooooo click here
jab mera aanchal dhalega saanp dilon par challega milke maze mein jhumenge nashe mein jalne waala jalega areee dil se dil jab milega duniya ko to khalega chaahe koi tadpe chaahe koi bhadke ulfat mein ab challega jab mera aanchal dhalega haaaaa ohhhooooo thandi thandi aahen to bharega koi bhar le meri baahen kya karega koi hayeeee thandi thandi aahen to bharega koi hayeeee bhar le meri baahen kya karega koi door hi door se haath malega wahhhhhh jab mera aanchal dhalega saanp dilon par challega milke maze mein jhumenge nashe mein jalne waala jalega dil se jab dil milega ha haaa hey hey phir bhi zara milke lehraana to hoga pyaar jawaan hoke deewaana to hoga phir bhi zara milke lehraana to hoga pyaar jawaan hoke deewaana to hoga ye zamin aasma aaj hilega wahh wahh dil se dil jab milega duniya ko to khalega chaahe koi tadpe chaahe koi bhadke ulfat mein ab challega jab mera aanchal dhalega are reeee ree reee seekhe koi tumse nishana lagaana dekho ho ke ghayal tadpe hai click here
jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai gunche gunche mein hans rahe ho tum inn khayaalon mein bas rahe ho tum yun mere dil mein chhup rahe ho tum jaise murli mein taan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai kuchh kaho to kahaa nahin jaata dard dil kaa sahaa nahin jaata bin tumhaare raha nahin jaata haaye mushkil mein jaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai halka halka suroor rehta hai dil to masti mein choor rehta hai baat jo bhi kahi nahin jaati wo nazar se bayaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai click here
jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa haa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa aa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do nazron se jitne teer chale chalne do jigar par jhelenge in pyaar ki ujli raahon par hum jaan ki baazi khelenge in do nainon ke saagar mein koi dil ki naiyaa dubota hai o jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa haa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do tum bhi to iss aag mein jalte ho chehre se bayaan ho jata hai har baat pe aahein bharte ho click here
jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par kadam kadam par machal raha hai pyaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jab jab dekhun roop tumhara yaad watan ki aaye jab jab dekhun roop tumhara yaad watan ki aaye jaise meera ik taare pe geet shyaam ke gaaye jaise meera ik taare pe geet shyaam ke gaaye amar pyaar ke chhede tumne taar iss dharti par amar pyaar ke chhede tumne taar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par lehra kar tum in baahon mein aa jaati ho aise lehra kar tum in baahon mein aa jaati ho aise behti behti nadiyan saagar se mil jaaye jaise behti behti nadiyan saagar se mil jaaye jaise kahan se aayi ye ganga ki dhaar iss dharti par kahan se aayi ye ganga ki dhaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jhuki jhuki ye lambi palken ye zulfon ki chhaaon jhuki jhuki ye lambi palken ye zulfon ki chhaaon basa hua hai click here
jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai honthon pe pyaar ki meethi si raagini chehre pe aarzoo ki dheemi dheemi roshni honthon pe pyaar ki meethi si raagini chehre pe aarzoo ki dheemi dheemi roshni dheemi dheemi roshni meri dhadkan teri baaten tere jalwe meri aankhen jaise ye roshni jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai jo naina mod ke do naina jod de jo itna shokh hai wo sharmaana bhi chhod de jo naina mod ke do naina jod de jo itna shokh hai wo sharmaana bhi chhod de are sharmaana bhi chhod de ye shokhi si nighaon ki ye chori si adaaon ki jaise ye dillagi jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai click here
jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho hum bhi yahi kehte hain saanson mein tum hi tum ho jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho aa gaye pyaar ke din bekhudi chhaane lagi mastiyaan jhoom uthi zindagi gaane lagi aa gaye pyaar ke din bekhudi chhaane lagi mastiyaan jhoom uthi zindagi gaane lagi zindagi gaane lagi dil ke naye naghmon ki taanon mein tum hi tum ho dil ke naye naghmon ki taanon mein tum hi tum ho hum bhi yahi kehte hain saanson mein tum hi tum ho jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho aaaahaaa haaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaahaaa haaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa jab se paaya hai tumhem bheega bheega hai samaa jab se chaaha hai tumhen har nazaara hai jawaan jab se paaya hai tumhem bheega bheega hai samaa jab se chaaha hai tumhen har nazaara hai jawaan har nazaara hai jawaan dil mein tumhin rehte ho yaadon mein tum hi tum ho dil mein tumhin rehte ho yaadon mein click here
jab tak duniya rahi rahega tera naam mera naam tera naam mera naam lakh mitaye koi mit na sakega tera naam mera nam tera naam mera naam jab tak duniya rahi rahega tera naam mera naam tera mera naam laage kitna suhaana tera mera naam aaaa tera mera naam laage kitna suhaana darta hoon hamse kahin jale na zamana ek din ye to khud hi japega tera naam mera naam tera naam mera naam jab tak duniya rahi rahega tera naam mera naam tera naam mera naam jab bhi aata hai tera naam mere naam ke saath aaa aaa jab bhi aata hai tera naam mere naam ke saath jane kyun ek naya afsana sa ban jata hai milke juda ab ho na sakega tera naam mera naam tera naam mera naam jab tak duniya rahi rahega tera naam mera naam tera naam mera naam aarzuyen jhoomti hain pyaar bhari raat hai aarzuyen jhoomti aaaaa aarzuyen jhoomti hain pyaar bhari raat hai roz mile phir bhi lage pehli mulaqaat hai ishq ke lab pe aake rahega tera naam mera naam tera naam mera naam jab tak duniya rahi rahega tera naam click here
jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa haan jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa apni jawaani hai apna zamana hai phir humen kyun ho kisi ki parwaah heyyy jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa hum hain mauj nagar ke raaja duniyaa hum se darti hum hain mauj nagar ke raaja duniyaa hum se darti taaj humara neel gagan hai takhat humara dharti hum hai apne dil ke maalik kaun bhala roke humara rasta heyyy jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa hum mastaane iss duniyaa ki dukhti rag pehchaane ho hum mastaane iss duniyaa ki dukhti rag pehchaane phoolon mein hum basne waale kaanton ko naa maane hansi bhi apni khushi bhi apni hum nahin jaane hota hai ghum kya hooooo jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne click here
jab tum ho mere hamsafar khubsurat jab tum ho mere hamsafar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere hamsafar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere chala teer par teer sharmana kya ke jaan meri jayegi ghabrana kya chala teer par teer sharmana kya ke jaan meri jayegi ghabrana kya idhar bhi hai pyare idhar bhi hai pyare jigar khubsurat idhar bhi hai pyare jigar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere hamsafar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere mujhe dekh kar yun na gusse mein aa milen na milen phir zara muskura mujhe dekh kar yun na gusse mein aa milen na milen phir zara muskura hai chehre pe gussa hai chehre pe gussa magar khubsurat hai chehre pe gussa magar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere hamsafar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere chamakte hain gaalon mein ujale sawere mehakte hain baalon mein dilkash andhere chamakte click here
bol sanche drabar ki jai maa jag tere charno mein aayo bholi maa jag tere charno mein aayo bholi maa darash dikha de bigdi bana de darash dikha de bigdi bana de bhakto ne sheesh jhukayo bholi maa jag tere charno mein aayo bholi maa man bhi tera tan bhi tera rom rom tera pyasa aankho mein hai tera darashan dil mein tera dilasa haath jodkar vinti karte haath jodkar o jyotawaliye latawaliye haath jodkar vinti karte bhakto ke dukhde mitayo bholi maa maa jag tere charno mein aayo bholi maa chahe bure hain chahe bhale hain jo kuchh bhi hain tere kadam kadam par deep jala de chhaye ghor andhere bhatak gaye jo baalak tere bhatak gaye jo o jyotawaliye latawaliye bhatak gaye jo baalak tere unko raah dikhayo bholi maa maa jag tere charno mein aayo bholi maa mahishasur aur sumbh nishumb jaise rakshas chun chun mare ambar lochan chund mund durjan narko mein hai utare bhairo ka sar kat ke kali bhairo ka sar o jyotawaliye latawaliye bhairo ka sar kaat ke kali pavo ke niche dabayo click here
jag wala mela yaaro thodi der da has deyaan raat lange pata nahi saver da jag wala mela yaaro jag wala mela yaaro thodi der da has deyaan raat lange pata nahi saver da jag wala mela yaaro koi etthe aanvda te koi etthon jaanvda jehda etthon jaanvda te mudke nai aanvda mudke nai aanvda rang nave nave rab jag nu dikhanwda kisenu banawanda te kisenu itanwada kisenu itanwada tehniyaan te phull vich mitti de khaler da has deyaan raat lange pata nahi saver da jag wala mela yaaro jag wala mela yaaro thodi der da has deyaan raat lange pata nahi saver da jag wala mela yaaro dadda aukkha kamm yaaro yariyaan nibhanda janeman sur maza sooli chadh jaanda sooli chadh jaanda yariyaan da pet jeda zara vi pehchaan da hunda nahi khauf ukka uhnu jind jaan da uhnu jind jaanda yaariyaan nibhaan kolon munh nahin pherda has deyaan raat lange pata nahi saver da jag wala mela yaaro jag wala mela yaaro thodi der da has deyaan raat lange pata nahi saver da jag wala mela yaaro jag wala mela click here
aa aa aa aa aa aa aa aa gurur brahma gurur vishnu gurur devo maheshvarah gurur saakshaat par brahma tasmai shree gurave namah jahaan daal daal par sone ki chidiyan karti hai basera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jahaan daal daal par sone ki chidiyan karti hai basera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jahaan satya ahinsa aur dharm ka pag pag lagta dera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jai bharti jai bharti jai bharti jai bharti aa aa aa aa aa aa ye dharati wo jahaan rishi muni japte prabhu naam ki maala hari om hari om hari om hari om jahaan har balak ek mohan hai aur radha ik ik baala aur radha ik ik baala jahaan suraj sabse pehle aa kar daale apna phera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jahaan ganga jamuna krishna aur kaveri behti jaaye jahaan uttar dakshin purab paschim ko amrit pilvaye yeh amrit pilvaye kahin yeh phal aur phool ugaye kesar kahin bikhera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Aati Hogi Yaad Meri Phaansi (1978) 04:55 19124
 
Poster of Phaansi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sulakshana Pandit
Duration : 04:55   Song Number : 19124   

Jab Bhi Ye Dil Udaas Hota Hai Seema (1971) 04:30 12131
 
Poster of Seema (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kabeer Bedi, Simi
Duration : 04:30   Song Number : 12131   

Jab Dekh Liya Chirag (1969) 04:44 12998
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:44   Song Number : 12998   

Jab Dil Se Dil Takraata Hai Mat Poochhiye Sunghursh (1968) 04:40 14140
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:40   Song Number : 14140   

Jab Ek Kaza Se Guzro Devta (1978) 04:47 13565
 
Poster of Devta (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 13565   

Jab Jab Apna Mel Huaa Mahua (1969) 04:13 39951
 
Poster of Mahua (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Shiv Kumar, Anjana Mumtaz
Duration : 04:13   Song Number : 39951   

Jab Jab Bahaar Taqdeer (1967) 05:35 20632
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 05:35   Song Number : 20632   

Jab Liya Haath Mein Haath Vachan (1955) 03:35 40686
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Rajendra
Duration : 03:35   Song Number : 40686   

Jab Mera Aanchal Dhalega Picnic (1966) 03:41 20592
 
Poster of Picnic (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S Mohinder
Duration : 03:41   Song Number : 20592   

Jab Muhabbat Jawaan Jawan Mohabbat (1971) 05:07 13432
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 13432   

Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 04:19 20686
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dev Anand
Duration : 04:19   Song Number : 20686   

Jab Se Aankhein Ho Gayi Dharti (1970) 04:49 32318
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 32318   

Jab Se Hum Tum Bahaaron Mein Main Shadi Karne Chala (1962) 03:20 16101
 
Poster of Main Shadi Karne Chala (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mumtaz, Firoz Khan
Duration : 03:20   Song Number : 16101   

Jab Se Tumhen Dekha Gharana (1961) 04:23 13277
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Rajendra Kumar
Duration : 04:23   Song Number : 13277   

Jab Tak Duniya Rahi Rahegi Yeh Dil Kisko Doon (1963) 03:45 37795
 
Poster of Yeh Dil Kisko Doon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Duration : 03:45   Song Number : 37795   

Jab Tak Hum Hain Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 03:20 14015
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:20   Song Number : 14015   

Jab Tum Ho Mere Aan Baan (1972) 04:54 36110
 
Poster of Aan Baan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:54   Song Number : 36110   

Jag Tere Charno Mein Aayo Mohd Rafi & Dilraj Kaur 07:34 36018
 
Poster of Mohd Rafi & Dilraj Kaur
 
Category
Devotional
Duration : 07:34   Song Number : 36018   

Jag Wala Mela Yaaro Thodi Der Da Lachhi (1949) 03:44 38149
 
Poster of Lachhi (1949)
 
Category
Punjabi
Year- 
1949
Lyricist
Mulk Raj Bhakri
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:44   Song Number : 38149   

Jahaan Daal Daal Par Sone Sikandar E Azam (1965) 06:57 31095
 
Poster of Sikandar E Azam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:57   Song Number : 31095   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi