MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon pe bharosa mat kar duniya jaadu ka khel hai har cheez yahaan ek dhokha har baat yahaan bemel hai aankhon pe bharosa mat kar duniya jaadu ka khel hai har cheez yahaan ek dhokha har baat yahaan bemel hai o matwaale hans le ga le le jeene ka maza iss duniya ki bheed mein tu meri tarah nanha ban ja o matwaale hans le ga le le jeene ka maza iss duniya ki bheed mein tu meri tarah nanha ban ja aankhon pe bharosa mat kar duniya jaadu ka khel hai har cheez yahaan ek dhokha har baat yahaan bemel hai kahne ko to sab kahte hain iss baat mein kya rakha hai par ye to koi batlaaye kya jhutha hai kya sachcha hai kahne ko to sab kahte hain iss baat mein kya rakha hai par ye to koi batlaaye kya jhutha hai kya sachcha hai hum deewaane bas ye jaane jo kuchh hai so achha hai hum deewaane bas ye jaane jo kuchh hai so achha hai aankhon pe bharosa mat kar duniya jaadu ka khel hai har cheez yahaan ek dhokha har baat yahaan bemel hai iss raah ke hum sab raahi pahchaan hai ye pal click here
aankhon pe palkon ke ghoonghat gaalon pe zulfon ka pehraa subhaan allaah subhaan allaah aap ka chehra aankhon pe palkon ke ghoonghat gaalon pe zulfon ka pehraa subhaan allaah subhaan allaah aap ka chehra aankhon pe palkon ke ghoonghat ik reshmi dupatta baahon pe jhoomta hai halka sa ik tabassum hothon ko choomta hai hothon ko choomta hai neechi nazar mein chhupa hai jaise koi raaz gehraa subhaan allaah subhaan allaah aap ka chehra aankhon pe palkon ke ghoonghat naazuk libaas mein yun naazuk badan chhupa hai shabnam ke perhan mein jaise chaman chhupa hai jaise chaman chhupa hai ya chaand se aasman se lipta hai baadal sunehraa subhaan allaah subhaan allaah aap ka chehra aankhon pe palkon ke ghoonghat jazbaat ki mehak se saansen basi huyin hain baalon mein motiyon ki kaliyaan chuni huyin hain kaliyaan chuni huyin hain ya raat baandhe huye hai sar se sitaaron ka sehra subhaan allaah subhaan allaah aap ka chehra aankhon pe palkon ke ghoonghat gaalon pe zulfon ka pehraa click here
aankhon se aankh mili dil se dil takraane do na baaba maaf karo der huyi ghar jaane do aankhon se aankh mili dil se dil takraane do na baaba maaf karo der huyi ghar jaane do kyun itna ghabraate ho hum jaise deewaano se kyun itna ghabraate ho hum jaise deewaano se shamma hoon lekin darti hoon tum jaise parwaano se shamma hoon lekin darti hoon tum jaise parwaano se parwaane ko zaalim paas to apne aane do na baaba maaf karo der huyi ghar jaane do aankhon se aankh mili dil se dil takraane do na baaba maaf karo der huyi ghar jaane do kya is dil ki haalat hai tujhko kuchh maaloom nahin kya is dil ki haalat hai tujhko kuchh maaloom nahin tujhko khoob samajhti hoon main itni maasoom nahin tujhko khoob samajhti hoon main itni maasoom nahin sharmili aankhon ko dil par teer chalaane do na baaba maaf karo der huyi ghar jaane do aankhon se aankh mili dil se dil takraane do aye na baaba maaf karo der huyi ghar jaane do college ki har ladki se zikr tumhaara karta hoon college ki click here
aansoo thi meri zindagi aankhon ne jo baha diya roti hai mujhpe bekasi hasraton ne mita diya hasraton ne mita diya mil ke bichhad gaye ho tum ban ke bigad gaye hain hum ban ke bigad gaye hain hum apni khushi ke waaste tumne humen mitaa diya tumne humen mitaa diya sun ke koi kahega kya toote dilon ka maajra toote dilon ka maajra roya hai phoot phoot kar humne jise suna diya humne jise suna diya wo jo tumhara pyaar tha maut ki neend so gaya maut ki neend so gaya ab usse dhoondhte ho kya khaak mein jab mila diya khaak mein jab mila diya meri khushi bhi chheen li hans ke mujhe rula diya hans ke mujhe rula diya tum to mera naseeb the tumne mujhe ye kya diya tumne mujhe ye kya diya click here
Aao Tumhen Pyar Karna click here
aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ki nigaah ne kaha to kuchh zuroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai khuli laton ki chaanv mein khila khila ye roop hai khuli laton ki chaanv mein khila khila ye roop hai ghata se jaise chhan rahi subah subah ki dhoop hai jidhar nazar mudi jidhar nazar mudi jidhar nazar mudi udhar suroor hi suroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai jhuki jhuki nigaah mein bhi hain bala ki shokhiyan jhuki jhuki nigaah mein bhi hain bala ki shokhiyan dabi dabi hansee mein bhi tadap rahin hain bijliyan shabaab aap ka shabaab aap ka shabaab aap ka nashe mein khud hi choor choor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ki nigaah ne kaha to kuchh zuroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai click here
aap ke pehloo mein aa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye daastaan e ghum sunaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye zindagi ne kar diyaa jab bhi udaas aa gaye ghabraa ke hum manzil ke paas sar jhukaayaa sar jhukaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye shaam jab aansoo bahaati aa gayi shaam jab aansoo bahaati aa gayi har taraf ghum ki udaasi chhaa gayi deep yaadon ke jalaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye ghum judai ka sahaa jaataa nahin aap ke bin ab rahaa jaataa nahin pyaar mein kyaa kyaa gawaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye daastaan e ghum sunaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye click here
aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega haan aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega hans ke naa sahi ro ke hi sahi hans ke naa sahi ro ke hi sahi ye waqt apna nikal jayega to aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega haan aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega sun lo kahaani humari phir aage marzi tumhari sun lo kahaani humari phir aage marzi tumhari pachhtaaoge sharmaaoge pachhtaaoge sharmaaoge jab sab pata tumko chal jaayega to aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega haan aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega maana hasin tum zuroor ho par kisliye magroor ho maana hasin tum zuroor ho par kisliye magroor ho iss husn kaa kya aetbaar iss husn kaa kya aetbaar ye aaj aaya hai kal jaayega to aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega haan aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega tirchhi nazar ki kataariyaan chhodo na ye click here
aaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa tera chehra kanwal samjhta hoon chandani ka badal samjhta hoon teri aankhen nahin do misre hain teri aankhen ghazal samjhata hoon aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa tera chehra suhab ka sooraj hai tujhse milne ki aas rehti hai tere jalve kahin bhi roshan hon roshni dil ke paas rehti hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir click here
aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye aji soch ke bataayenge hum milte milte rahiye aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye aji soch ke bataayenge hum milte milte rahiye naujawaan maanti hoon dekhne mein achchhe ho kiss tarah maan loon main dil ke bhi sachche ho dil mera paas aa ke dil laga ke dekh lo naazneen har tarah se aazmaan ke dekh lo soch ke bataayenge hum milte milte rahiye aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye aankh mein ek nasha hai ek adaa hai chaal mein naachti khoob ho tum har kadam hai taal mein dekh ke kya sabhi ko aisi aahen bharte ho baaten hi baaten hain yaa pyaar bhi karte ho aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye naa soch ke bataayenge hum milte milte rahiye ho agar ek nazar mein pyaar kya hai khel hai chaahiye waqt iss mein do dilon ka mail hai gair bhi kar rahen hain kuchh ishaara soch lo aur kaa ho naa jaaye dil humara soch lo soch ke bataayenge hum jalte jalte rahiye aap ki raai mere baare click here
aap ko pehle bhi kahin dekha hai khaab mein yaa rubarooo par dekha hai aao hil mil jaayen mauj udaa len zindagi mein tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan aap ko pehle bhi kahin dekha hai khaab mein yaa rubarooo par dekha hai aao hil mil jaayen mauj udaa len zindagi mein tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan aap mein aisa jalwa nazar aa gaya aap mein aisa jalwa nazar aa gaya pyaar ban kar khayalaat per chhaa gaya pyaar ban kar khayalaat per chhaa gaya ab to koi haseen mujhko jachtaa nahin apni manzil ko main khud ba khud paa gaya aap ko pehle bhi kahin dekha hai khaab mein yaa rubarooo par dekha hai aao hil mil jaayen mauj udaa len zindagi mein tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan aap ki baat kaa kaise kar loon yakeen aap ki baat kaa kaise kar loon yakeen jisne dekha mujhe ho gaya meharbaan jisne dekha click here
aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar aap ne sikha hai kya dil ke lagaane ke siwaaaa aap ne sikha hai kya dil ke lagaane ke siwaaaa aap ko aata hai kya naaz dikhaane ke siwaa aur humen naaz uthane ki buri aadat hai aur humen naaz uthane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen haaye hoye kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen isliye aap se ghabraa ke bacha li aankhen aap ko teer chalaane ki buri aadat hai aap ko teer chalaane ki buri aadat hai aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar ho chuki der bas ab jaaiyega jaaiyega ho chuki der bas ab jaaiyega jaaiyega banda parwar zara thoda sa kareeb aaiyega aap ko paas naa aane ki buri aadat hai aap ko paas naa aane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri click here
aap naraaz khuda khair kare naaz e andaaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare aap naraaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare humne bulaaya to na aaye aap mere saaye se bhi katraaye aap aakhir to koi baat hai mujh mein aaj jo paas chale aaye aap humne bulaaya to na aaye aap mere saaye se bhi katraaye aap aakhir to koi baat hai mujh mein aaj jo paas chale aaye aap aap naraaz khuda khair kare naaz e andaaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare aap achchhe lage mujh ko huzoor mere dil ka hai bus yahi kusoor iske liye na lee je meri jaan aur koi saja di je jaroor aap achchhe lage mujh ko huzoor mere dil ka hai bus yahi kusoor iske liye na lee je meri jaan aur koi saja di je jaroor aap naraaz khuda khair kare naaz e andaaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare aap ke pyaar ka sahara tha warna duniya mein kya hamara click here
aap ne chheen liya dil ise kya kehte hain aap ne chheen liya dil ise kya kehte hain aji saahib ise dil waale ada kehte hain aji saahib ise dil waale ada kehte hain chaand sa mukhada jo aanchal mein chhupa leti ho chaand sa mukhada jo aanchal mein chhupa leti ho ik jhalak mein mujhe deewana bana deti ho ik jhalak mein mujhe deewana bana deti ho husn waale isi shokhi ko haya kehte hain husn waale isi shokhi ko haya kehte hain aji saahib ise dil waale ada kehte hain dekha karti ho humein door se chori chori dekha karti ho humein door se chori chori paas aate hi jhuka leti ho aankhein gori paas aate hi jhuka leti ho aankhein gori duniya waale ise iqraar e wafa kehte hain duniya waale ise iqraar e wafa kehte hain aji saahib ise dil waale ada kehte hain aap ne chheen liya dil ise kya kehte hain aji saahib ise dil waale ada kehte hain click here
aap se dil hi maanga tha jaan to nahin is mein aise bigadne ki kya baat hai is mein aise bigadne ki kya baat hai aap se dil hi maanga tha jaan to nahin aap se dil hi maanga tha jaan to nahin is mein aise bigadne ki kya baat hai is mein aise bigadne ki kya baat hai gar hai inkaar to saaf keh deejiye gar hai inkaar to saaf keh deejiye hum se aise akadne ki kya baat hai hum se aise akadne ki kya baat hai surkh se labon pe ye khili khili hansi dekh ke kali kali ka dil machal gaya surkh se labon pe ye khili khili hansi dekh ke kali kali ka dil machal gaya zulf ki khuli khuli ye sanwali ghata jab udi to baadlon ka rukh badal gaya ho gaye hum fida to gazab kya hua ho gaye hum fida to gazab kya hua haye gazab kya hua is mein aise bigadne ki kya baat hai is mein aise bigadne ki kya baat hai husn aapka huzur bemisaal hai husn pe guroor to jaroor keejiye husn aapka huzur bemisaal hai husn pe guroor to jaroor keejiye par ye husn hi bala e jaan bhi to hai jaane man ye raaz bhi click here
aap se maine meri jaan muhabbat ki hai aap chaahen to meri jaan bhi le sakti hain aap jab hain to mere paas mera sab kuchh hai jaan kya cheez hai imaan bhi le sakti hain aap se maine meri jaaaaan aap ko maine muhabbat ka khuda samjha hai aap kahiye ke mujhe aapne kya samjha hai zindagi kya hai muhabbat ki meharbaani hai dard ko maine haqeeqat mein dawaa samjha hai aap se maine meri jaan muhabbat ki hai aap chaahen to meri jaan bhi le sakti hain aap se maine meri jaaaaan dil wohi hai jo sada geet wafaa ke gaayen pyaar karta ho jise pyaar hi karta jaaye saikdon saal ke jeene se hai behtar wo ghadi haath mein haath ho jab yaar kaa maut aa jaaye aap se maine meri jaan muhabbat ki hai aap chaahen to meri jaan bhi le sakte hain aap jab hain to mere paas mera sab kuchh hai jaan kya cheez hai imaan bhi le sakti hain aap se maine meri jaaaaan click here
aap se pyaar hua aap khafaa ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar hua aap khafaa ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar huaa hooooo ooooo hoooo hoooo oooo haaye saans leti ho to kya kehar ki loo chalti hai saans leti ho to kya kehar ki loo chalti hai boo ye kehti hai koi dil ki si sheh jalti hai koi dil ki si sheh jalti hai surkh shole ki tarah surkh shole ki tarah aap ye kya ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar huaa josh pe husn ka tufaan nazar aata hai josh pe husn ka tufaan nazar aata hai ishq ki maut kaa saaman nazar aata hai saaman nazar aata hai aur kashti se kinaare aur kashti se kinaare bhi khafaa ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar huaa hooooo ooooo hoooo hoooo oooo haaye har nazar teer sahi dekhiye ik baar humen har nazar teer sahi dekhiye ik baar humen marna taqdeer sahi maut se hai click here
Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Dekhiye Ek Din Pyaar Ho Jaayega, Aisi Baaten Na Kar O Hasin Jaadugar Mera Dil Teri Aankhon Mein Kho Jaayega click here
aapka chehra masha allaah julf ka pehra suhaan allaah aapki baaten wallah wallah itni muhabbat allah allah julf ka saawan gaal ki bijli donon ka deewana hoon julf ka saawan gaal ki bijli donon ka deewana hoon mera haq hai oo shehjaadi mera haq hai oo shehjaadi chaahat ka parwaana hoon aapka chehra ha ha aa aa masha allaah mm hm hm julf ka pehra o ho suhaan allaah ho aapki baaten wallah wallah itni muhabbat ho allah allah pyaar ka saagar itna gehra do dil jis mein doob chuke hain pyaar ka saagar itna gehra do dil jis mein doob chuke hain duniyaa waale bhed na jaane duniyaa waale bhed na jaane doob ke hum to paar huye hain aapka chehra hmm hm hm hm masha allaah oo ho ho julf ka pehra o ho suhaan allaah aapki baaten wallah wallah itni muhabbat allah allah in baahon ke haar to daalo apne gale se mujhe laga lo in baahon ke haar to daalo apne gale se mujhe laga lo aisa nasha hai behki jaaun aisa nasha hai behki jaaun aaj mujhe tum khud hi sambhalo aapka chehra ha ha aa click here
aapka shukriyaa aapki meherbaani aapki meherbaani aap aaye na aate to dil toot jaate aap aaye na aate to dil toot jaate rooth jaati ye shaam suhaani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap jis raah chal phir rahe hain phool uss raah pe gir rahe hain aap jis raah chal phir rahe hain phool uss raah pe gir rahe hain kya suhaana sama hai ye mausam jawaan hai aaj har cheez pe hai jawaani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap bin chaar pal bhi humaara ab nahin hai jahaan mein guzaara aap bin chaar pal bhi humaara ab nahin hai jahaan mein guzaara aapki yaad aaye to dil behel jaaye dijiye aisi koi nishaani aapka shukriyaa aapki meherbaani pyaar humne humesha kiya hai har janam mein tumhe dil diya hai pyaar humne humesha kiya hai har janam mein tumhe dil diya hai yaad rakhna ye baatein nayi hain mulakaatein ye mohabbat magar hai puraani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap aaye na aate to dil toot jaate rooth jaati ye shaam suhaani aapka shukriyaa aapki mehrbaani click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Pe Bharosa Mat Kar Detective (1958) 04:24 36204
 
Poster of Detective (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Mukul Roy
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Deji Irani
Duration : 04:24   Song Number : 36204   

Aankhon Pe Palkon Ke Main Wohi Hoon (1966) 04:50 38503
 
Poster of Main Wohi Hoon (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Kumkum
Duration : 04:50   Song Number : 38503   

Aankhon Se Aankh Mili Mitti Mein Sona (1960) 03:15 20562
 
Poster of Mitti Mein Sona (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:15   Song Number : 20562   

Aansoo Thi Meri Zindagi Bikhre Moti (1951) 03:29 12916
 
Poster of Bikhre Moti (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Akhtar-Ul-Iman
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Jeevan
Duration : 03:29   Song Number : 12916   

Aao Tumhen Pyaar Karna Shatranj (1969) 03:00 13167
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:00   Song Number : 13167   

Aap Ke Haseen Rukh Pe Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 05:49 20069
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anjan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:49   Song Number : 20069   

Aap Ke Pehloo Mein Mera Saaya (1966) 03:34 20070
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:34   Song Number : 20070   

Aap Ki Kasam Ek Din Lafange (1975) 05:46 13572
 
Poster of Lafange (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 05:46   Song Number : 13572   

Aap Ki Khatir Mere Huzoor (1968) 09:11 13719
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jitendra, Mala Sinha
Duration : 09:11   Song Number : 13719   

Aap Ki Raai Mere Baare Mein Elaan (1971) 04:59 15593
 
Poster of Elaan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Rekha
Duration : 04:59   Song Number : 15593   

Aap Ko Pehle Bhi Kahin Tum Haseen Main Jawan (1970) 05:11 14360
 
Poster of Tum Haseen Main Jawan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:11   Song Number : 14360   

Aap Ko Pyaar Chhupane Ki Buri Aadat Hai Neela Akash (1965) 05:03 12036
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Raag- 
Des
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:03   Song Number : 12036   

Aap Naraaz Khuda Kair Kare Pyar Mohabbat (1966) 05:05 14019
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:05   Song Number : 14019   

Aap Ne Chheen Liya Dil Farmaish (1952) 03:24 16095
 
Poster of Farmaish (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Vijay Laxmi
Duration : 03:24   Song Number : 16095   

Aap Se Dil Hi Maanga Tha Jaan Bachi Lakhon Paaye (1968) 03:38 20417
 
Poster of Jaan Bachi Lakhon Paaye (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Ajay Vishwanath
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:38   Song Number : 20417   

Aap Se Maine Meri Jaan Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 03:50 11834
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Sharmila Tagore
Duration : 03:50   Song Number : 11834   

Aap Se Pyaar Hua (Male) Aabroo (1968) 04:49 12546
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 12546   

Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:54 20068
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:54   Song Number : 20068   

Aapka Chehra Masha Rootha Na Karo (1970) 05:24 32340
 
Poster of Rootha Na Karo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:24   Song Number : 32340   

Aapka Shukriya Aapki Meherbaani Anokhi Pehchan (1972) 04:30 36965
 
Poster of Anokhi Pehchan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Rakhi
Duration : 04:30   Song Number : 36965   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi