MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye humin jab na honge to aye dilruba kise dekh kar haai sharamaogi na dekhogi phir tum kabhi aaina humare bina roz ghabaraogi badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye hain banne sawarne ka jab hi maza koi dekhne wala aashiq to ho nahin to ye jalwe hain bujhte diye koi mitne wala ik aashiq to ho badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye mohabbat ki ye inteha ho gayi ke masti mein tum ko khuda keh gaya zamana ye insaaf karta rahe bura keh gaya ya bhala keh gaya badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye click here
bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz are mamuli mamuli kya phande baz phande baz bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz hum nahin khaate chanda aur hai apna dhandha apne aap fasein sab jis mein apna hai wo phanda ho dhoka wo dete hain jo hote hain dhokhebaz achaa bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz hoo unse bhi milte hain aur inse bhi milte hain phool nahin hum sirf gulistanon mein jo khilte hain hum uske ho jaye humko jo bhi de aawaaz hey hey bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz gore hain ya kale hum hain bhole bhale achchhaa jaisa apna chehara waisa dil sun le jag wale ho hum sabse khush hain lekin humse sab naraz kyun bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to click here
bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah waah waah jaise bhale ho sab hai khabar sher o sharaarat ki ye nazar aankhon mein aankhein daal ke hum ho gaye ab to jaane jigar yahin to the abhi aap kidhar gaye samjho hamein hum jaan se guzar gaye jeeteji marr gaye waah ji waah marna meri zindagi hai deewaana hoon pyaar ka tum bhi ik din aazmaa ke dekho to zaraa bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah waah waah rok bhi lo ab apani zubaan warna qayaamat hogi yahaan hum bhi qayaamat se nahin kam jaaoge bach ke door kahaan click here
la la la la la la la la la la la la la bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno sabse pehle suno miyaan kar ke warjis bano jawaan sabse pehle suno miyaan kar ke warjis bano jawaan chehra paalish kiya karo thodi maalish kiya karo ishtayil se uthe kadam seena jyaada to pet kam aye tipla ujle baalon ko rang daalo ban jaao gulfaam bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno seekho kartab naye naye faishan ke dhab naye naye seekho kartab naye naye faishan ke dhab naye naye dheela dhaala libaas kyun resham pehno kapaas kyun fan ye jaadugari ka hai armaan tum ko pari ka hai to tipal maaro mantar tedi bankar niklo waqt e shaam bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno tanhaayi mein agar kahin aa jaaye wo nazar kahin tanhaayi mein agar kahin aa jaaye wo nazar kahin kahiye haathon mein haath daal aye gul chehra pari jamaal muddat se dil udaas click here
bade pyaar se milna sabse bade pyaar se milna sabse bade pyaar se milna sabse duniya mein insaan re kya jaane kis bhes mein baaba mil jaaye bhagwaan re bade pyaar se milna sabse kaun bada hai kaun hai chhota kaun bada hai kaun hai chhota uncha kaun aur neecha prem ke jal se sabhi ko seencha ye hai parbhu ka bageecha o ye hai parbhu ka bageecha mat kheencho tum deewaren mat kheencho tum deewaren insanon ke darmiyaan re kya jaane kis bhes mein baaba mil jaaye bhagwaan re bade pyaar se milna sabse o mahant ji o mahant ji tum mahant ji khoj rahe unhen moti ki ladiyon mein prabhu ko moti ki ladiyon mein kabhi unhe dhundha hai kya bhukhon ki antdiyon mein garibon ki in antdiyon mein deen janon ke asuan mein deen janon ke asuan mein kya kabhi kiya hai snaan re kya jaane kis bhes mein baaba mil jaaye bhagwaan re bade pyaar se milna sabse kya jaane kab shaam murari aa jayen bankar ke bhikhari kya jaane kab shaam murari aa jayen bankar ke bhikhari kahin laut na jaaye dwaar click here
o o o o o o o o badi der bhai nandlala teri raah take brijbala gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re koi na jaaye kunj galin mein tujh bin kaliyaa chunne ko taras rahe hain taras rahe hain jamuna ke tat dhun murli ki sunne ko ab to daras dikha de natkhat kyun dubidha mein daala re sankat mein hai aaj wo dharti jis par tune janam liya pura kar de o o o o o pura kar de aaj wachan wo geeta mein jo toone diya koi nahin hai tujh bin mohan bharat ka rakhwaala re gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re click here
badi der bhayi badi der bhayi kab loge khabar more raam kab loge khabar more raam badi der bhayi badi der bhayi kehte hain tum ho daya ke saagarrrr kehte hain tum ho daya ke saagarrrr phir kyun khaali meri gaagar jhume jhuke kabhi na barseeeeee kaise ho tum ghanshyam kaise ho tum ghanshyam hey raam hey raam badi der bhayi badi der bhayi kab loge khabar more raam kab loge khabar more raam badi der bhayi badi der bhayi sun ke jo behre ban jaaogeeee sun ke jo behre ban jaaoge aap hi chhaliyaa kehlaaoge meri baat bane naa bane ho jaaoge tum badnaam ho jaaoge tum badnaam hey raam hey raam badi der bhayi badi der bhayi kab loge khabar more raam kab loge khabar more raam chalte chalte mere pag haare aayi jeevan ki shaam kab loge khabar more raam badi der bhayi badi der bhayi click here
badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain apna lo ya thukra do pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain jo dilon ke naate hain woh jode nahin jaate jo dilon ke naate hain woh jode nahin jaate jod liye tooo phir tode nahin jaate ye naate ye naate ye naate dil mein basaaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain anjaane logon mein koi saathi to milega anjaane logon mein koi saathi to milega koi to hoga jo humko samjhega ye sapna ye sapna ye sapna dil mein sajaaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain hum yaar hai yaaron ke nibha denge yaari hum yaar hai yaaron ke nibha denge yaari yaari hai humko saari duniya se pyaari apna to dil hai saada phir bhi hai atal iraada hai jaan se pyaara waada waada kabhi na todenge jeeteji hum yaaron ka saath na chhodenge jeeteji hum yaaron ka saath na click here
badkamma badkamma badkamma badkamma ekad patora ekad patora ekada ekada raa aare yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada ekada raa ae chinnma chinnmma chinnma chinnmma ekad patora ekad patora ekada ekada raa aare yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada ekada raa oye jaane paasa badkamma badkamma ram jaane paasa badkamma badkamma main aaj bajane wala hun tere dil ka taasa badkamma dil ka taasa badkamma badkamma yenkana yenkana badkamma badkamma yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada ekada raa hey badkamma badkamma badkamma badkamma ekad patora ekad patora ekda ekada raa mere hosh udade yenkanna yenkanna aankhon se pilade yenkanna yenkanna masti mein dubakar dil ko meri deewana banade yenkana deewana banade yenkana yenkanna badkamma badkamma yenkana yenkana badkamma badkamma badkamma badkamma ekad patora ekad patora ekada ekada raa aare yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada click here
suno suno hey pandat logon suno suno maulana are apna ye sansar hua hai kyaa bilkul pagal khana aaa aaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa satyanarayan ki katha mein ab to bajta filmi gana o filmi gana o filmi gana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa aaaaaaaa aaj ka majnu seekh gaya hai haan kya laila ke paon dabana hooo paon dabana hooo paon dabana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa are gazab bhaya re bhayi haye haye hayee chela guru ko chuna lagaye janta ko jyotishi ullu banaye are dhudh wala dhud mein pani milaye jiss ko na jhadu pakdna bhi aaye wo beta apna hi jhanda udaye aadmi bhi kaisa kaazi hai haye mauka mile to bahgwan bechh khaye haan mauka mile to bhagwan bechh khaye haye haye haye aaa aaaa kuchh logon ka dhanda hua hai kya mandir mein jute churana o chapal churana o boot churana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa ho badla sara zamana click here
bahaar nazar karun apna pyaar nazar karun jo tum kaho to nazar ka khumaar nazar karun bahaar nazar karun apna pyaar nazar karun jo tum kaho to nazar ka khumaar nazar karun bahaar nazar karun jo hukum do to utaarun yeh chaand ka jhumar jo hukum do to utaarun yeh chaand ka jhumar pasand ho to sitaaron ke haar nazar karun bahaar nazar karun apna pyaar nazar karun jo tum kaho to nazar ka khumaar nazar karun bahaar nazar karun tumhaare champai aanchal mein thakne ke liye tumhaare champai aanchal mein thakne ke liye kiran ke phool ya barkho sharaab nazar karun bahaar nazar karun apna pyaar nazar karun jo tum kaho to nazar ka khumaar nazar karun bahaar nazar karun agar huzoor ko sheesha pasand ho dil ka agar huzoor ko sheesha pasand ho dil ka to kahiye kahiye dile bekraar nazar karun bahaar nazar karun apna pyaar nazar karun jo tum kaho to nazar ka khumaar nazar karun bahaar nazar karun click here
bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai hawaao raagni gaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai o laali phool ki mehndi lagaa inn gore haathon mein utar aa aye ghata kaajal lagaa inn pyaari aankhon mein sitaaro maang bhar jaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai nazzaaro har taraf ab taan do ik noor ki chaadar bada sharmeela dilbar hai chala jaaye naa sharmaa kar zara tum dil ko behlaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai sajaayi hai jawaan kaliyon ne ab ye sej ulfat ki inhen maaloom tha aayegi ik din rutt muhabbat ki fizaao rang bikhraao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai click here
shabbaas baadshaho bahane kyon karti ho hampe tum bhi marti ho bahane kyon karti ho hampe tum bhi marti ho abhi to naya saath hai aaj hansi to kal bhi hansogi pyar kisi din karne lagogi thode dinon ki baat hai bahane kyon karti hoo sabse tum juda sahi husn ke khuda sahi ada hi ada sahi hum bhi bure to nahi nazar maikada sahi zulfein ek ghata sahi tum pe sab fida sahi hum bhi bure to nahi kahan tak tadpaogi raah par aa jaogi kahan tak tadpaogi raah par aa jaogi abhi to naya saath hai aaj mili to kal bhi milogi aah kisi din bharne lagogi thode dinon ki baat hai bahane kyun karti hooo rang ke nikhaar par roop ki bahaar par anokhe shringar par tum ko agar naaz hai gham e intezaar par dil e beqaraar par hamein apne pyar par tum se bada naaz hai aji ye gussa chhodo abhi se dil na todo aji ye gussa chhodo abhi se dil na todo abhi to naya saath hai aankh jhuki to dil bhi jhukega ab yeh milan to ho ke rahega thode dinon ki baat hai bahane kyon karti ho hampe tum bhi marti click here
baharon ki baraat aa gayi khushi ko le ke saath aa gayi suno to mere dil suno to meri jaan hothon pe dil ki baat aa gayi baharon ki baraat aa gayi khushi ko le ke saath aa gayi suno to mere dil suno to meri jaan hothon pe dil ki baat aa gayi baharon ki baraaaaaat mujhse dekho na sharmana tum meri baahon me kho jaana tum mujhse dekho na sharmana tum meri baahon me kho jaana tum intezaari ki hadh ho chuki aur jyada na tarsaana tum aur jyada na tarsaana tum tum tum baharon ki baraat aa gayi khushi ko le ke saath aa gayi suno to mere dil suno to meri jaan hothon pe dil ki baat aa gayi baharon ki baraaaaaat honge muththi me donon jahaan jis ghadi main unhe paunga honge muththi me donon jahaan jis ghadi main unhe paunga chaand suraj ke dole mein phir apne ghar par unhe laaunga apne ghar par unhe laaunga haan haan baharon ki baraat aa gayi khushi ko le ke saath aa gayi suno to mere dil suno to meri jaan hothon pe dil ki baat aa gayi baharon ki baraat aa gayi khushi ko le click here
la la la la la la la la la la la la la la la la la la bahaaron se kahenge nazaaron se kahenge bahaaron se kahenge nazaaron se kahenge hum ho chuke tumhaare hazaaron se kahenge bahaaron se kahenge bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna ye do dilon ki baat hai hazaaron se na kehna bahaaron se na kehna chhupaane se to pyaar na chhupaaya jaayega chhupaane se to pyaar na chhupaaya jaayega bujhaane se ye shola na bujhaaya jaayega zamaane se na kehna ki jalega zamaana zamaane se na kehna ki jalega zamaana karega badnaami banega afsaana achchha hmmmm zamaane ka jo dar hai sitaaron se kahenge zamaane ka jo dar hai sitaaron se kahenge hum ho chuke tumhaare hazaaron se kahenge bahaaron se kahenge bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna ye do dilon ki baat hai hazaaron se na kehna bahaaron se na kehna abhi to nayi nayi mulakaat huyi hai abhi to nayi nayi mulakaat huyi hai nigaahon hi click here
bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon bada hai dhoka teri nazar mein main kis tarah aitbaar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon yeh bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki ye bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki sambhal ke bolo chatak na jaaye koi naveli kali chaman ki meri kali tum meri kali tum agar kaho to main zindagi ko bahaar kar loon bada hai dhoka teri nazar main main kis tarah aitbaar kar loon hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke jo baat lab pe machal rahi hai wo aaj keh doon nazar mila ke kisi ki ho ke kisi ki ho ke ye chain kho ke main dil ko kyun bekraar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara ise na click here
bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho zamane mein aftaab banke tumhara husn o shabaab chamke hooo oooo zamane mein aftaab banke tumhara husn o shabaab chamke sitare choomein kadam tumhare baharon ke darmiyaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho labon pe bikhra hua tabassum udasiyon mein kabhi na ho gum hooo oooo labon pe bikhra hua tabassum udasiyon mein kabhi na ho gum jo tumko dekhe yahi dua de ki umar bhar shaadma raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho khuda kare waqt ka farishta na tode ye do dilon ka rishtaa hooo oooo khuda kare waqt ka farishta na tode ye do dilon ka rishtaa kabhi vo click here
Bahut Khoobsurat Hai Aankhein click here
aa aa aaaa aaaa aaaa aaaa bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye kadam choom loon ya ke aankhein bichha doon karoon kya yeh meri samajh mein na aaye bahut shukriya karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka ke ban jaaye koi afsaana dil ka khuda jaane aisi suhaani ghadi phir khuda jaane aisi suhaani ghadi phir meri zindagi mein palat ke naa aaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya khushi to bahut hai magar yeh bhi ghum hai magar yeh bhi ghum hai ke yeh saath apna kadam do kadam hai magar yeh musafir dua maangta hai magar yeh musafir dua maangta hai khuda aap se phir kisi din milaaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya aa aaaa aa mujhe dar hai mujh mein guroor aa na jaaye lagoon jhumne main suroor aa na jaaye suroor aa na jaaye kahin dil na mera yeh taarif sun kar kahin dil na mera yeh taarif sun kar click here
ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona rooth jaayen jahaan hum se tum na kabhi khafaa hona ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ye hamaari zindgaani pyaar ki hai ek kahaani is jahan ka har nazaara pyaar ka hai ik ishaara bhool na jaana o sanam ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ye tamanna hai hamaari saath guzre umr saari pyaar ka daaman hum na chhoden tum na bhoolo hum na tode koi waada ya kasam ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badan Pe Sitare Prince (1969) 04:45 20185
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 04:45   Song Number : 20185   

Bade Bade Logon Ke Phandebaaz (1978) 04:12 32425
 
Poster of Phandebaaz (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Brahmachari
Duration : 04:12   Song Number : 32425   

Bade Hain Dil Dil Deke Dekho (1959) 04:19 12194
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:19   Song Number : 12194   

Bade Miyaan Deewaane Shagird (1967) 06:12 14206
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, I S Johar
Duration : 06:12   Song Number : 14206   

Bade Pyaar Se Milna Sabse Duniya Me Insaan Re Sati Ansuya (1956) 04:09 38142
 
Poster of Sati Ansuya (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shivram
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:09   Song Number : 38142   

Badi Der Bhai Nandlala Khandan (1965) 03:55 13542
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:55   Song Number : 13542   

Badi Der Bhayi Basant Bahar (1956) 03:30 12852
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:30   Song Number : 12852   

Badi Door Se Aaye Hain Samjhauta (1973) 04:22 14129
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Anil Dhavan, Shatrughan Sinha
Duration : 04:22   Song Number : 14129   

Badkamma Ekad Boto Ra Shatranj (1969) 05:19 15665
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kiran
On Screen Actors- 
Mahamood, Helen
Duration : 05:19   Song Number : 15665   

Badla Sara Zamana Paigham (1959) 03:05 32333
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Pradeep
On Screen Actors- 
Johny Walker, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:05   Song Number : 32333   

Bahaar Nazar Karun Baghi (1964) 03:24 19998
 
Poster of Baghi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:24   Song Number : 19998   

Bahaaro Phool Barsaao Suraj (1966) 04:48 12077
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:48   Song Number : 12077   

Bahane Kyon Karti Ho Saheli (1965) 03:44 14115
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:44   Song Number : 14115   

Baharon Ki Baraat Yakeen (1969) 03:27 14421
 
Poster of Yakeen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:27   Song Number : 14421   

Baharon Se Kahenge Ulfat (1978) 04:28 12341
 
Poster of Ulfat (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:28   Song Number : 12341   

Bahut Haseen Hain Tumhari Aankhein Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:08 36993
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ragini, Sailesh Kumar
Duration : 04:08   Song Number : 36993   

Bahut Haseen Ho Bahut Jawaan Main Wohi Hoon (1966) 05:30 36918
 
Poster of Main Wohi Hoon (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 05:30   Song Number : 36918   

Bahut Khoobsurat Hain Aankhein Sushila (1966) 03:19 36983
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
N/A
Duration : 03:19   Song Number : 36983   

Bahut Shukriya Badi Meharbani Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:32 20191
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kedar
Duration : 05:32   Song Number : 20191   

Ban Ke Saathi Pyaar Ki Raahon Mein Sweetheart (1971) (Unreleased) 03:14 16326
 
Poster of Sweetheart (1971) (Unreleased)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 03:14   Song Number : 16326   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi