MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oi dur diganta paare oi dur diganta paare jetha akash mati te kanakani tomar amar shudhu emni korei janajani oi dur diganta paare akash anek range rangano mati te fuler mela sajano akash anek range rangano mati te fuler mela sajano tai to emon kore rupe ar rase aaj bhore achhe bhore achhe bhubano khani tomar amar shudhu emni korei janajani oi dur diganta paare anek kathar majhe hoyni bala ekti katha tumio jaano ar amio jaani keno e nirabata keno e nirabata jiban duiti sure bharano alote chhayay maya jarano jiban duiti sure bharano alote chhayay maya jarano emni kurei tumi amar hoyecho bole tarei bhaggo bole maani tomar amar shudhu emni korei janajani oi dur diganta paare jetha akash mati te kanakani tomar amar shudhu emni korei janajani oi dur diganta paare oi dur diganta paare oi dur diganta paare click here
mann mein basi jo murat mann mein basi jo murat kahin ant nazar naa aaye mandir mandir bhatkaaye mandir mandir bhatkaaye asafal ho mere aarti bandan byarth ho meri pooja iske siwa apraadh ka mere dand nahin koi dooja chain ki ab ye surat chain ki ab ye surat ke mujhe chain kabhi na aaye mandir mandir bhatkaaye mandir mandir bhatkaaye jisne mujhe bhagwan banaya maine use thukraaya ik apne ke ho jaane se sab jag lage paraaya paschataap ki agni paschataap ki agni mujhko din raat jalaaye mandir mandir bhatkaaye mandir mandir bhatkaaye wo devi ek baar kshama ki bheek mujhe yadi de de to shaayad ye bhool hridey ko ban kar sool na chhede kaash kisi mandir se kaash kisi mandir se meri mukti mujhe mil jaaye mandir mandir bhatkaaye mandir mandir bhatkaaye mann mein basi jo murat mann mein basi jo murat kahin ant nazar naa aaye mandir mandir bhatkaaye mandir mandir bhatkaaye click here
humko hone laga hai pyaar tumse humko hone laga hai pyaar tumse ooi amma ooi amma ooi amma maa ooi amma maa dil ko aane laga qaraar tumse dil ko aane laga qaraar tumse priyetamma priyetamma priyetamma priyetamma huye jaate hain hum to deewane o chhede aankhon ne teri afsaaneeeee huye jaate hain hum to deewane o chhede aankhon ne teri afsaane kiya jaadoo ye teri adaa ne wafaa ne bhanware bhi ban gaye parwaane mere dil ne pukaaraaaaaa aaaa aaaa mere dil ne pukaara kyaaa kyaaa kyaaa humko hone laga hai pyaar tumse ooi amma ooi amma ooi amma maa ooi amma maa apne kadmon ka bosa hi de de hum kab se baithen hain teri raahon mein ayeen ayeen ayeen ayeen apne kadmon ka bosa hi de de hum kab se baithen hain teri raahon mein kahun kaise machalne laga hai ye dil bhi aane ko teri baahon mein mere dil ne pukaaraaaa aaaaa aaaaa mere dil ne pukaara kyaaa kyaaa kyaaa dil ko aane laga qaraar tumse priyetamma priyetamma priyetamma priyetamma tanhaayi jab dil pe ghir aayi tab jaana click here
are hey ye oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin koi kuchh bhi kar le pyaare jhuth na jeete sach na haare koi kuchh bhi kar le pyaare jhuth na jeete sach na haare ye aisa dastoor hai bas jo badalta nahin are hey ye oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin lene waala dene waala kaun hai bolo upar waala lene waala dene waala kaun hai bolo upar waala woh hai jiske saath woh duniya se darta nahin are hey ye oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin click here
paagal chanda mere mann ki aag mein saari raat jale pyaar ke path parr raat raat bharr yehi akela saath chale paagal chanda mere mann par kya beetenge dard koi bhi jaane na antar mann mein palki pida aur koi pehchaane na chaand ne dekha hai hum kaise iss jeevan mein kaise chhale paagal chanda sab kahte hain jeevan ka dukh bat jata keh dene se chaand se sikha dard khushi mein dhal jaata kehlene de aansoon moti ban jaate hain jis din dhuk ki raat dhale paagal chanda mere mann ki aag mein saari raat jale paagal chanda click here
paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi varna humko nahin inko bhi shikaayat hogi shikaayat hogi aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen humko dar hai humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi dil ki bechain umangon pe karam farmaao dil ki bechain umangon pe karam farmaao itna ruk ruk itna ruk ruk ke chalogi to qayaamat hogi qayaamat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai kyaa khabar thi kyaa khabar thi kabhi is dil ki ye haalat hogi ye haalat hogi sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm hum se sharm hum se bhi karogi to musibat hogi musibat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi click here
paas aakar to na yun sharmaaiye paas aakar to na yun sharmaaiye do ghadi ka saath hai khul jaaiye aapke dil mein jo hai keh jaaiye aapke dil mein jo hai keh jaaiye hum sunenge shouk se farmaaiye paas aakar to na yun sharmaaiye ho paas aakar to na yun sharmaaiye sochta hoon main kahun ya na kahun chup raha hoon aaj tak chup hi rahoon sochta hoon main sochta hoon main kahun ya na kahun chup raha hoon aaj tak chup hi rahoon chhup hi rahoon dekhiye ab aur na uljhaaiye dekhiye ab aur na uljhaaiye hum sunenge shouk se farmaaiye paas aakar to na yun sharmaaiye paas aakar to na yun sharmaaiye baat ye hai ho gaya hai mujhko wo wo wo kya wo wo baat ye hai ho gaya hai mujhko wo samjh lo na ke wo wo wo ka matlab aap hi samjhaaiye wo ka matlab aap hi samjhaaiye hum sunenge shouk se farmaaiye paas aakar to na yun sharmaaiye ho paas aakar to na yun sharmaaiye jiske pehle pa hai jiske pehle pa hai aur pichhe hai ra ra haan jiske pehle pa hai aur pichhe hai ra beech mein kaise click here
hmmm hmmmm hmmmmmm oooooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooooo hoooooo hooo hooo hooo paas baitho tabiyat behal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi paas baitho tabiyat behal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi dhaar kaajal ki tum aur teekhi karo maang honthon ki meethi hansi se bharo zindagi jhumne par machal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi paas baitho tabiyat behal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi humne maana ke chhayi hai kaali ghata gore gaalon se gesun hata do zara iss andhere mein ik shamma jal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi paas baitho tabiyat behal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi ghum ne chheda humen tum naa chheda karo jo tumhare hain unse naa parda karo muskuraa do tamanna nikal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi paas baitho tabiyat behal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi click here
paaaaun padun tore shyaam brij mein laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam brij mein laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam sooni kadam ki thandi chhaniyaan khoje dhun bansi ki vyaakul ho ke brij naa dubon den lehren jamuna ji kiiiii laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam dhoodh dahi se bhari matakiyaa tode kaun muraari ansunwan jal se bhare gagariyaa panghat pe panihaari laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam bilakh rahi hai maat jashoda nand ji dukh mein khoye kuchh to soch are nirmohi brij ka kan kan roye laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam click here
pagadi sambhaal oyeeee pagadi sambhaal oyeeeee aaaaaaa pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta tu dharti ki maang sanvaare soye khet jagaaye tu dharti ki maang sanvaare soye khet jagaaye saare jag ka pet bhare tu annadaataa kehlaaye phir kyun bhukh tujhe khaati hai phir kyun bhukh tujhe khaati hai aur tu bhukh ko khaaye lut gaya maal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta deke apna khoon paseena toone fasal ugaayi deke apna khoon paseena toone fasal ugaayi aandhi dekhi tufaan jhele bipda sabhi uthaayi fasal paki to le gaye zaalim fasal paki to le gaye zaalim teri nek kamaayi lut gaya maal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta uth aur uth ke khaaq se zarre ek sitaara ban ja uth aur uth ke khaaq se zarre click here
painjaniyaa chhanke raam painjaniyaa chhanke raam painjaniyaa painjaniyaa o chhanke raam bijuriyaaaa chamak chamak reh jaaaaaaye painjaniyaa chhanke raam honth naa khole palkon se bole honth naa khole palkon se bole ik pag roke ik pag dole ke jiyaraa dhadak dhadak reh jaaye painjaniyaa chhanke raaaaaam painjaniyaa chhanke raam jhumka uljha aanchal sarkaa jhumka uljha aanchal sarkaa bhojh pada jo humri nazar kaa bhojh pada jo humri nazar kaa kamariyaaaa lachak lachak reh jaaye painjaniyaa chhanke raaaaaaaaaaaam painjaniyaa chhanke raam painjaniyaa chhanke raam chhanke raam aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa re chhanke raaaaaaaaaaaam chhanke raaam chhanke raaam chhanke raaam click here
haaye re paisa haaye re paisa haaye re paisa haaye paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya daulat ka suroor kya aisa bhi huzoor kya paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya daulat ka suroor kya aisa bhi huzoor kya paise ke badle tumhari aankhen koi maange kya de doge kya de doge hoo o daulat ke daulat ke badle tumhari izzat koi maange kya de doge kya de doge aao aao in paise waalon ko samjhaao paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya daulat ka suroor kya aisa bhi huzoor kya kya soni ke paas koi jaagir thi jo mahiwal hua deewana hua deewana kya majnoo tha seth kya majnoo tha seth koi jo dil de baithi laila ye batlaana aji batlaana jaao jaao us click here
are paise ka khel nirala o paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye sathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata are paise bina ghume nahin jogi ki maala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala hooo oooo ooooo oooo oooo oooooo la la la la lalalalala daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai hoo ooo daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai click here
paise ki pehchaan yahaan insaan ki kimat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein karta muhabbat koi nahin biwi behan maa beti naa koi paise ka sab rishta hai biwi behan maa beti naa koi paise ka sab rishta hai aankh ka aansoon khoon e jigar ka mitti se bhi sasta hai mitti se bhi sasta hai sab ka teri jeb se naata teri zarurat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein karta muhabbat koi nahin shokh gunaahon ki ye mandi meetha zehar jawaani hai shokh gunaahon ki ye mandi meetha zehar jawaani hai kehte hain imaan jise wo kuchh noton ki kahaani hai kuchh noton ki kahaani hai bhukh hai mazhab iss duniyaa ka aur haqeeqat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein karta muhabbat koi nahin zindagi kya hai cheez yahaan mat poochh aankh bhar aati hai zindagi kya hai cheez yahaan mat poochh aankh bhar aati hai raat mein karti byaah kali wo bewa subah ho jaati hai bewa subah ho jaati hai aurat ban kar iss kooche mein rehti aurat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein click here
aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa pal do pal ka saath humara pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain iss manzil par milne waale iss manzil par milne waale uss manzil par kho jaane hain pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain aaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa dha ni dha pa ma aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa pal do pal ka saath humara pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain iss manzil par milne waale iss manzil par haaye milne waale uss manzil par kho jaane hain pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain do pal pal do pal ka saath humara humara humara humara do pal pal do pal ka saath humara humara aaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa nazron ke shokh nazraane hoooooo oooo honthon ke garm paimaane nazron ke shokh nazraana hoooooo oooo honthon ke garm paimaane hain aaj apni mehfil mein click here
palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana nainon ne sapnon ki mehfil sajaayi hai tum bhi zuroor aana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana tauba meri tauba mushkil tha ik to pehle hi dil ka bahelnaa aafat phir uss pe latt mein tumhaara mukhdaa chhipaa ke chalna haaye tauba meri tauba mushkil tha ik to pehle hi dil ka bahelnaa aafat phir uss pe latt mein tumhaara mukhdaa chhipaa ke chalna aise naa bolo pad jaaye mujhko sharmaana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana hooo nainon ne sapnon ki mehfil sajaayi hai tum bhi zuroor aana haaye palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana duniyaa na dekhe dhadke mera mann rastaa sajan mera chhodo tann thartharaaye ungali humari dekho piya naa marodo duniyaa na dekhe dhadke mera mann rastaa sajan mera chhodo tann thartharaaye ungali humari dekho piya naa marodo yun naa sataao mujhko banaa ke deewana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to click here
panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi mat chhed tu ye taraane ho jaayein na do dil deewaane panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi mat chhed tu ye taraane ho jaayein na do dil deewaane panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi gaa rahi hai zindagi mann ke sur bahaar pe gaa rahi hai zindagi mann ke sur bahaar pe aasmaan pe chhayenge ab ye geet pyaar ke panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi mat chhed tu ye taraane ho jaayein na do dil deewaane panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi ye milan ki raagini ek main aur ek wo ye milan ki raagini ek main aur ek wo mil gaye ek ho gaye aaj hum nahin hain do panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi mat chhed tu ye taraane ho jaayein na do dil deewaane panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi gaa rahi hai zindagi mann ke sur bahaar pe gaa rahi hai zindagi mann ke sur bahaar pe aasmaan pe chhayenge ab ye geet pyaar ke panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi mat chhed tu ye taraane ho jaayein na do dil deewaane panchhi click here
aa aaaa aaa aaaa paon mein dori dori mein ghunghroo ghunghroo ki runjhun bole tu hai mera main hoon teri mera mann bole tu hai mera main hoon teri mera mann bole paon mein dori dori mein ghunghroo ghunghroo ki runjhun bole main hoon tera tu hai meri mera mann bole main hoon tera tu hai meri mera mann bole paon mein dori dori hooo tu hai shehar ki chhori ho main jaanu ye chori hooo pehan ke ghaaghra odh ke chunari laage gaaon ki gori ho bada meetha laage jab tu saajan bole paon mein dori dori hooo teri raah chalungi main tera rang malungi hooo sapne mein bhi ang lage to tere hi ang lagungi ho yahi seene mein dil dil mein dhadkan bole paon mein dori dori mein ghunghroo ghunghroo ki runjhun bole tu hai mera main hoon teri mera mann bole ho main hoon tera tu hai meri mera mann bole paon mein dori dori hooo click here
parbat ke iss paar parbat ke uss paar goonj uthi chham chham chham chham goonj uthi chham chham chham meri paayal ki jhankaar aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa goonj uthi chhanan chhanan meri paayal ki jhankaar parbat ke iss paar parbat ke uss paar goonj uthi chham chham chham meri paayal ki jhankaar aaaaa aaaaa aaaaa hooo ooo hooo oooooo aaaaa aaaaa aaaaa hooo ooo hooo oooooo mukh pe padi thi kab se chupke ek zanjeer hooooo mukh pe padi thi kab se chupke ek zanjeer mandir mein chup chaap khadi thi main ban ke tasveer aa chal gaa main saath hoon tere chhed diye hai sarsvati devi ne taar sitaar parbat ke iss paar parbat ke uss paar goonj uthi chham chham chham teri paayal ki jhankaar ghum ik chitthi jis mein khushiyon ka sandes hooo hooo aaaa aaaa ghum ik chitthi jis mein khushiyon ka sandes geet tabhi mann se uthta hai jab lagti hai thes aa chal gaa main saath hoon tere lai na toote taal na chhoote chhoote ye sansaar parbat ke iss paar parbat ke uss paar goonj uthi click here
hoooooo oooooo hooooooo ooooo hooooo ooooo oooooo hooooo ooooo oooooo parbaton ke pedon par shaam ka basera hai parbaton ke pedon par shaam ka basera hai surmayi ujaala hai champayi andhera hai surmayi ujaala hai dono waqt milte hain do dilon ki surat se dono waqt milte hain do dilon ki surat se aasmaan ne khush ho kar rang saa bikhera hai aasmaan ne khush ho kar thehre thehre paani mein geet tharrtharate hain thehre thehre paani mein geet tharrtharate hain bheege bheege jhonkon mein khushbuon kaa dera hai bheege bheege jhonkon mein khushbuon kaa dera hai parbaton ke pedon par kyun naa zazb ho jaayen iss haseen nazaaren mein kyun naa zazb ho jaayen iss haseen nazaaren mein roshni kaa jhurmat hai bastiyon ka ghera hai roshni kaa jhurmat hai bastiyon ka ghera hai parbaton ke pedon par ab kisi nazaare ki dil ko aarzoo kyun ho ab kisi nazaare ki dil ko aarzoo kyun ho jab se paa liya tumko sab jahaan mera hai jab se paa liya tumko sab jahaan mera hai parbaton ke pedon click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Oi Dur Diganta Pare Mohd Rafi 03:24 40241
 
Poster of Mohd Rafi
 
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:24   Song Number : 40241   

Om Shanti Mann Mein Basi Jo Murat Ghar Ki Laaj (1979) 06:16 32092
 
Poster of Ghar Ki Laaj (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:16   Song Number : 32092   

Ooi Amma Dil Ne Pukara (1967) 05:33 13110
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Raj Shri
Duration : 05:33   Song Number : 13110   

Oonchi Oonchi Baaton Se Mr Natwarlal (1979) 03:49 40975
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 03:49   Song Number : 40975   

Paagal Chanda (Geet) Mohd Rafi 03:26 16276
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Nasur Bazmi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:26   Song Number : 16276   

Paaon Choo Lene Do Phoolon Ko Taj Mahal (1963) 03:15 12236
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Duration : 03:15   Song Number : 12236   

Paas Aakar To Na Yun Sharmaiye Laadla (1966) 04:18 20537
 
Poster of Laadla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:18   Song Number : 20537   

Paas Baitho Punar Milan (1964) 03:39 16299
 
Poster of Punar Milan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jag Deep
Duration : 03:39   Song Number : 16299   

Paaun Padun Tore Shyaam Mohd Rafi 03:33 15512
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:33   Song Number : 15512   

Pagadi Sambhal Jatta Shaheed (1965) 03:40 40964
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:40   Song Number : 40964   

Painjaniya Chhanke Wapas (1969) 03:34 12530
 
Poster of Wapas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ajay
Raag- 
Tilang
Duration : 03:34   Song Number : 12530   

Paisa Ka Kya Yakeen Suhana Safar (1970) 06:08 32729
 
Poster of Suhana Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 06:08   Song Number : 32729   

Paise Ka Khel Nirala Biwi O Biwi (1981) 06:00 37881
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Yogita Bali
Duration : 06:00   Song Number : 37881   

Paise Ki Pehchaan Yahaan Pehchan (1970) 03:53 12424
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:53   Song Number : 12424   

Pal Do Pal Ka Saath The Burning Train (1980) 10:32 21081
 
Poster of The Burning Train (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Chandpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Asarani, Danny
Raag- 
Kedar
Duration : 10:32   Song Number : 21081   

Palkon Ke Pichhe Se Talash (1969) 04:52 21082
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 04:52   Song Number : 21082   

Panchhi Re O Panchhi Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) 05:27 12212
 
Poster of Hare Kanch Ki Chooriyan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Nayana Saahu
Duration : 05:27   Song Number : 12212   

Paon Mein Dori Chor Machaye Shor (1974) 02:56 12317
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaj
Duration : 02:56   Song Number : 12317   

Parbat Ke Iss Paar Sargam (1979) 07:31 21088
 
Poster of Sargam (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Jaya Prada
Duration : 07:31   Song Number : 21088   

Parbaton Ke Pedon Par Shagoon (1964) 04:11 12219
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Kanwaljeet, Waheeda Rehman
Raag- 
Marwa
Duration : 04:11   Song Number : 12219   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi