mann mein basi jo murat mann mein basi jo murat kahin ant nazar naa aaye mandir mandir bhatkaaye mandir mandir bhatkaaye asafal ho mere aarti bandan byarth ho meri pooja iske siwa apraadh ka mere dand nahin koi dooja chain ki ab ye surat chain ki ab ye surat ke mujhe chain kabhi na aaye mandir mandir bhatkaaye mandir mandir bhatkaaye jisne mujhe bhagwan banaya maine use thukraaya ik apne ke ho jaane se sab jag lage paraaya paschataap ki agni paschataap ki agni mujhko din raat jalaaye mandir mandir bhatkaaye mandir mandir bhatkaaye wo devi ek baar kshama ki bheek mujhe yadi de de to shaayad ye bhool hridey ko ban kar sool na chhede kaash kisi mandir se kaash kisi mandir se meri mukti mujhe mil jaaye mandir mandir bhatkaaye mandir mandir bhatkaaye mann mein basi jo murat mann mein basi jo murat kahin ant nazar naa aaye mandir mandir bhatkaaye mandir mandir bhatkaaye
Om Shanti Mann Mein Basi Jo Murat
Ghar Ki Laaj (1979)

Aruna Irani, Deven Verma, Moushumi Chatterjee, Sanjeev Kumar, Sohrab Modi