MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hoye hoye lo ji fauji mauj mein aa gaya pehen ke wardi khakhi daal bhangda nach mere saathi chhod ke ye baisakhi jattaa aayi baisakhi ho jattaa aayi baisakhi ho jattaa aayi baisakhi lo ji fauji mauj mein aa gaya pehen ke wardi khakhi daal bhangda nach mere saathi chhod ke ye baisakhi jattaa aayi baisakhi ho jattaa aayi baisakhi ho jattaa aayi baisakhi sabse kehte hain ye ghayal haath ye tooti taangen hum de sakte hain jaanen hum kya logon se maange hum kyun logon se maangen jo auron pe mar sakte hain wo apni madad kar sakte hain tum hum pe mat ehsaan karo ye dhan daulat na daan karo ham to naukar sarkaar ke hain bas bhukhe apke pyaar ke hain hum mein koi lachaar nahin hum aashiq hain bimaar nahin sab bhashan iske baad karo pehle us din ko yaad karo jab jang chhidi baarood phate sab apne gharon mein soye rahe hum jaage khade rahe sarhad pe karte sabki rakhi ho jatta aayi baisakhi heyyyyy hey hey hey hey hey hey hey hey oo haa haa ganw mein jab mela lagta hoti khoob click here
o kaali topi o kaali topi wale zara naam to bataa o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore o gore gore gaalon wali kaam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa mohe wo naam bata door bhi reh ke mohe wo naam bata door bhi reh ke tohe pukar saku main wohi keh ke main wohi keh ke wohi batane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa chham chham ke teer chale dil hua ghayal chham chham ke teer chale dil hua ghayal phir ek baar sunu gori teri paayal gori teri paayal paayal sunane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa tum bhi wohi ho babu humen na banao tum bhi wohi ho babu humen na banao tumko bhi dekh liyaa jao ji jao jao ji jao jaunga jaane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa arre o kaali topi wale zara naam to bataa arre o gore gore gaalon wali kaam to bataa click here
o laxmi o sarsu o sheela o rajni o laxmi o sarsu o sheela o rajni dekho kya kya le kar aaya ye mausam iss baar wo gulaab bhi khilega shaayad jiss ka naam hai pyaar o laxmi o sarsu aa gayin chanchal hawaayen geet gaane dil ki duniyaa mein nayi halchul machane pyaar ke din hain muhabbat ke zamaane chup naa baitho tum bhi chhedo ye taraane o laxmi o sarsu o laxmi o sarsu o sheela o rajni dekho kya kya le kar aaya ye mausam iss baar wo gulaab bhi khilega shaayad jiss ka naam hai pyaar o laxmi o sheela zindagi armaan ban kar gungunaayi ik nayi pehchaan ban kar muskuraayi bekhudi ye kiss jahaan mein khench laayi har taraf se bas yahi aawaaz aayi o laxmi o sarsu o laxmi o sarsu o sheela o rajni dekho kya kya le kar aaya ye mausam iss baar wo gulaab bhi khilega shaayad jiss ka naam hai pyaar o laxmi o sarsu hum se bhi kuchh keh rahin hain ye fizaayen sabr dil ka aazmaati hain ghataayen chhedti hain hum ko bhi natkhat adaayen phir bhi kyun majboor hain hum kya bataayen o click here
O Mere Pyaro Zameen Ke Taro click here
o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum ho sehera mein tum gulistaan mein tum ho zarron mein tum biyaban mein maine tum ko kahan kahan dekha chhup ke rehete ho tum rag e jaan mein o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota meri aankhon ki justajoo tum ho iltaja tum ho aarzoo tum ho main kisi aur ko to kya janoon meri ulfat ki aabroo tum ho o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota click here
o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o meri baahon se nikal ke tu agar mere raste se hat jaayega to lehera ke ho bal khaa ke mera saya tere tan se lipat jaayega tum chhudao laakh daaman chhodte hain kab ye armaan ke main bhi saath rahungi rahoge jahan o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o miyan hum se na chhipaao wo banavat ki saari adaayen liye ke tum iss pe ho itraate ke main peechhe hoon sau iltajaayen liye ji mein khush hoon mere sona jhoot hai kya sach kaho na ke main bhi saath rahungi rahoge jahan o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o phir hum se na ulajhna click here
o mere yaar tommy deta hoon main salaami rasta na rok mera jaane de o mere yaar tommy deta hoon main salaami rasta na rok mera jaane de dil na tod mera daaman chod mera mujhe jaane de main jaaun o mere yaar tommy deta hoon main salaami rasta na rok mera jaane de aashiqon ki aanhen buri hoti hain aah meri tujhe lag jaayegi ek din teri mehbooba bhi raat bhar tujhe tadpaayegi ro ro kar sunaayega judaayi ka afsaana tujhe meri kasam mujhe ruthe sanam ko manane de manaun o mere yaar tommy deta hoon main salaami rasta na rok mera jaane de dekh milne de mujhe uss se saamne khadi jo wo haseena hai aaj biscuit khale jitne khaane hai aaj dudhu peele jitna peena hai main warna mohabbat mein ho jaaunga deewana loon main teri balaayen doon main tujhko duwaayen paas aane de main aaun o mere yaar tommy deta hoon main salaami rasta na rok mera jaane de o mere yaar tommy deta hoon main salaami rasta na rok mera jaane de dil na tod mera daaman chod mera mujhe jaane de main jaaun click here
tara tutte ta raat di ik te zakham jeya lagg jaaye phull tutte taa ro ro titli koonj waang kur laaye koonj waang kur laaye sheesha tutteya tad tad bole patthar tutte agg laye eh dil chandra jad vi tutda ehde tuteyaan vaaj na aaye ehde tuteyaan vaaj na aaye oh mereya malika eh ki khel rachaya oh mere pit palka ki jana teri maya eh ki khel rachaya oh mereya malikaa mitti de kayi bhave gadhke pehlan tun insaan banaye mitti jai phir dil di de ke lakkhan hi armaan banaye kaljug de insaan de hundiyaan kaannu sheeshe kaan banaye tere ehna insaana ne eee tere ehna insaana ne ki ki roop vataya haay oh mereya malika eh ki khel rachaya eh ki khel rachaya oh mereya malikaa sukh taan aaunde hauli hauli dukh kyun aaunda e nasda nasda ronda ronda aawe banda kyun nai janda hasda hasda pyaara pareya dil kyun rab ji ujad janda ee wassda wassda ehdar khoone odar khaiyaan ehdar khoone odar khaiyaan raahi hai ghabraya oh mereya malika eh ki khel rachaya oh mere pit palka ki jana teri click here
ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kya hoo ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kya hoo ik nazar ne teri maar diyaa ik ada ne teri loot liyaa kis khataa ka badla liyaa ye bataa na sataa ye bataa na sataa na sataa ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kyaa phir mujhe wo jalwaa dikha phir se ik dafaa muskuraa phir se mujhpe bijli giraa ab to aa aa bhi jaa ab to aa aa bhi jaa aa bhi jaa ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kya mast mast teri shokhiyaan zulf ki ye kaali badliyaan le udengi ye aandhiyaan dil meraa loot laa dil click here
o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya par dekh tu jo rooth kar chali jaayegi tere saath hi mere marne ki khabar jaayegi o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya par dekh tu jo rooth kar chali jaayegi tere saath hi mere marne ki khabar jaayegi o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya teri chaahat mera chaen churaayegi teri chaahat mera chaen churaayegi lekin tujhko bhi to neend na aayegi main to marr jaaoonga lekar naam tera naam magar kar jaaoonga badnaam tera tauba tauba phir kya hoga ke yaad meri dil tera tadpaayegi tere jaate hi tere aane ki khabar aayegi o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya jo bhi ho meri iss prem kahaani ka jo bhi ho meri iss prem kahaani ka par kya hoga teri mast jawaani ka aashiq hoon main tere dil mein rehta hoon apni nahin main tere dil ki kehta hoon tauba tauba phir kya hoga ke baad mein tu ik click here
o mister dil badi mushkil mein toone aaj daala hawa mehki sama apna ajab jaadu niraala o mister dil badi mushkil mein toone aaj daala hawa mehki sama apna ajab jaadu niraala o mister dil aha haa aha haa aha haa aha haa chiki chiki chiki chiki oho ho oho ho chiki chiki chiki chiki oho ho oho ho ghadi bhar mein iraade kyun badalta hai kabhi hans kar kabhi ro kar sambhalta hai ghadi bhar mein iraade kyun badalta hai kabhi hans kar kabhi ro kar sambhalta hai badi mushkil se pehlu mein tujhe humne sambhala o mister dil badi mushkil mein toone aaj daala hawa mehki sama apna ajab jaadu niraala o mister dil ae hey hey ae hey hey ae hey hey ae hey hey chiki chiki chiki chiki aha ha aha ha chiki chiki chiki chiki aha ha aha ha aha mohabbat ke gulistan mein khilegi tu main kuchh keh doon kisi butt ko milegi tu mohabbat ke gulistan mein khilegi tu main kuchh keh doon kisi butt ko milegi tu andhere mein karegi kya mohabbat ka ujaala o mister dil badi mushkil mein toone aaj click here
o mr benjo ishara to samjho o mr benjo ishara to samjho kya kahta hai badal kyun mausam hai pagal o mr benjo ishara to samjho o you miss tengo kuchh tum bhi to samjho jo kahta hai ye dil wo kahna hai mushkil o you miss tengo kuchh tum bhi to samjho kaali ghata wo dekho parvat ka mukhda chum ke dheere dheere jane kya kahti hai zalim jhumke aaaaaa aaaaa aaaa aa ha ha aaa kaali ghata wo dekho parvat ka mukhda chum ke dheere dheere jane kya kahti hai zalim jhumke jo samjhe wo pagal na samjhe wo pagal jo samjhe wo pagal na samjhe wo pagal o mr benjo ishara to samjho kya kahta hai badal kyun mausam hai pagal o mr benjo ishara to samjho tu jo pukare mujhe rassi doobi taan mein dil mera dole hai armano ke tufaan mein aaaaaa aaaaa aaaa aa ha ha aaa tu jo pukare mujhe rassi dubi taan mein dil mera dole hai armano ke tufaan mein kya dhunde ye sahil dil tumse gaya mil kya dhunde ye sahil dil tumse gaya mil o you miss tengo kuchh tum bhi to samjho jo kahta hai ye dil wo kahna click here
o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to you tujhe dekhne ko tarse kyun har ghadi nigaahein tujhe dekhne ko tarse kyun har ghadi nigaahein bechain si rehti hain tere liye ye baahein mujhe khud pata nahin hai mujhe tujh se pyaar kyun hai o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to you naazuk sa phool hai tu kisi aur ke chaman ka naazuk sa phool hai tu kisi aur ke chaman ka khushboo se teri mehke kyun baag mere mann ka meri zindagi mein chhayi tujh se bahaar kyun hai o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to you tu kuchh nahin hai mera phir bhi ye tadap kaisi tujhe dekhate hi khoo mein click here
o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma badh ke laga le honthon se jaam ko aayen hai door se jalwe salaam ko badh ke laga le honthon se jaam ko aayen hai door se jalwe salaam ko roz nahin milte ye mauke kuchh to rang jamaa o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma aankhon ki mastiyaan pyaalon mein ghol de dil mein jo baat hai khul ke wo bol de aankhon ki mastiyaan pyaalon mein ghol de dil mein jo baat hai khul ke wo bol de kehte hai zulfon ke saaye pyaar ke raahi aa o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma le le sahaara baahen pukaaren chali naa jaayen aa ke bahaaren le le sahaara baahen pukaaren chali naa jaayen aa ke bahaaren aankhon se aankhen takraa ke dil ki pyaas bujha o paape click here
o raat ke musaafir chandaa zara bataa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de o raat ke musaafir chandaa zara bataa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de hai bhool koi dil ki aankhon ki yaa khata hai kuchh bhi nahin to mujh se phir kyun koi khafa hai hai bhool koi dil ki aankhon ki yaa khata hai kuchh bhi nahin to mujh se phir kyun koi khafa hai phir kyun koi khafa hai manzoor hai wo mujh ko jo kuchh bhi tu sazaa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de o raat ke musaafir chandaa zara bataa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de dil pe kisi ko apne kaaboo nahin rahaa hai ye raaz mere dil se aankhon ne hi kahaa hai dil pe kisi ko apne kaaboo nahin rahaa hai ye raaz mere dil se aankhon ne hi kahaa hai aankhon ne hi kahaa hai aankhon ne jo hai dekhaa dil kis tarah bhula de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de o chaand aasmaan ke dum bhar zameen pe aa jaa bholaa hua hai raahee tu raastaa dikhaa jaa tu raastaa dikhaa jaa bhatki huyi hai naiyya click here
o sanam o sanam o sanam main tujhe pukaarun sanam sanam sanam sanam main tujhe pukaarun sanam sanam sanam sanam main tere liye hoon teri kasam teri kasam o sanam o sanam o sanam o sanam abhi abhi aankhon ne kya kiya re abhi abhi aankhon ne kya kiya re aankhon ne aankhon ko choom liya re aankhon ne aankhon ko choom liya re phir kyun na pukaarun sanam sanam sanam sanam phir kyun na pukaarun sanam sanam sanam sanam o sanam o sanam o sanam o sanam abhi abhi dil ne khabar sunaai abhi abhi dil ne khabar sunaai aankhon ne aankhon se kar li sagaayi aankhon ne aankhon se kar li sagaayi ab shauk se keh lo sanam sanam sanam sanam ab shauk se keh lo sanam sanam sanam sanam o sanam o sanam osanam o sanam likhi thi qismat mein judaai likhi thi qismat mein judaai toot gayi aankhon ki sagaai toot gayi aankhon ki sagaai ab tum mujhko yaad na karna meri kasam fariyaad na karna jaane waale chale gaye jaane waale chale gaye hum kehte reh gaye sanam sanam sanam sanam hum kehte reh gaye click here
o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum zindagi ko aye humdum aa gaya muskuraana o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum mil gaya mujhko aye sanam zindagi ka bahaana do bhatakte raahi aa mile manzil par do dilon ki kashti aa lagi saahil par muskuraate jaage ek sang do muqaddar o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum zindagi ko aye humdum aa gaya muskuraana raat chup sunti hai ye hasin afsaana dekhte hai taare bas gaya veerana chaand ko sharmaa de aapka sharmana o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum mil gaya mujhko aye sanam zindagi ka bahaana hooo oooo o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum zindagi ko aye humdum aa gaya muskuraana soonepan mein achanak koi panchhi bola jaag kar sapne se dil kisi ka dola raat ki raani ka kis ne ghunghat khola o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum mil gaya mujhko aye sanam zindagi ka bahaana click here
heyyyyyyyyyyyyy kaal ke panje se maata bachaoo jai maa asht bhawaani kaal ke panje se maata bachaoo jai maa asht bhawaani maa jai maa asht bhawaani maa jai maa asht bhawaani hey naam re sabse badaa tera naam sheronwali unche deron waali bigde banaa de mere kaam naam re hey naam re sabse badaa tera naam o sheronwali unche deron waali bigde banaa de mere kaam naam re aisa kathin pal aise ghadi hai vipdaa aan padi hai tuhi dikha ab rastaa ye duniya rastaa roke khadi hai mera jivan bana ik sangraam sheronwali unche deron waali bigde banaa de mere kaam naam re bhakton ko dushton se chhudaye bhujti jyot jagayee jiska nahin hai koi jagat mein tu uski ban jaaye teenon lok kare tohe pranaam o sheronwali unche deron waali bigde banaa de mere kaam naam re heyyyyy tuhi lene wali maata tuhi dene wali teri jai jai kaar karun main bhar de jholi khaali kaam safal ho mera de aisa vardaan tere bal se ho jaaye nirbal bhi balwaan beech bhawar mein dol rahi hai paar laga de naiyyaa jai click here
o yaa qurbaan wo aankhen thi dilbar ki yaa nargis e mastaanaaa dekhe huye uss butt koooo ab ho gaya zamaana o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sheyyyyyyyy ooooooo ooooooooo ooooooo ooooo oooo oooo oooo ooooo o yaa qurbaan dekhenge kab wo soorat jiss pe bahaar sad ke ye dil to kya hai yaaron kabul kandhar sad ke kiss tarah bhoole nighaahen yaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o rosheyyyyyyyy oooooooooooooo ooooo oooo oooo oooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo o yaa qurbaan kaisi hai ye qayaamat ho tu hi bata khudaayaaaa jitna bhulaaya uskoooo utna wo yaad aaya kya qaraar aaye click here
meri chorni o meri morni ho main to ho chuka tumharaa meri chorni o meri morni ho main to ho chuka tumharaa hota hai pyaar bas ek baar hota nahin dubaara ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ghadi do dhadi ki hai ye dillagi ho mujhe doge kya saharaaaaa guzregi raat bhuloge baat kar loge phir kinaara karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar zindagi mein achchhi achchhi sooraten dekhin magar zindagi mein achchhi achchhi sooraten dekhin magar laut kar waapas na aayi jab padi tum pe nazar main na maanun aazma lo gir padoge tum sambhalo deewana dil de baitha hai maanega na haar ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ghadi do dhadi ki hai ye dillagi ho mujhe doge kya saharaaa guzregi raat bhuloge baat kar loge phir kinaara karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar do mulakaton mein tum ko pyaar kaise ho gaya do click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

O Jatta Aayi Baisakhi Immaan Dharam (1977) 08:38 39697
 
Poster of Immaan Dharam (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 08:38   Song Number : 39697   

O Kaali Topi Wale Zara Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:18 13510
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Shakeela
Duration : 03:18   Song Number : 13510   

O Laxmi O Sarsu O Sheela Kahin Aur Chal (1968) 03:37 15608
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:37   Song Number : 15608   

O Mere Pyaro Zameen Ke Taaro Zameen Ke Tare (1960) 04:07 40559
 
Poster of Zameen Ke Tare (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Pandit Indra
Music Director- 
S Mohinder
Duration : 04:07   Song Number : 40559   

O Mere Shah E Khuban (Male) Love In Tokyo (1966) 04:08 13620
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:08   Song Number : 13620   

O Mere Sona Re Teesri Manzil (1966) 05:14 21056
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Shammi Kapoor
Duration : 05:14   Song Number : 21056   

O Mere Yaar Tommy Night In London (1967) 04:12 13875
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:12   Song Number : 13875   

O Mereya Malika Mohd Rafi 05:47 36908
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Punjabi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:47   Song Number : 36908   

O Meri Baby Doll Ek Phool Char Kante (1960) 04:42 16231
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:42   Song Number : 16231   

O Meri Mehbooba Dharam Veer (1977) 06:01 18000
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:01   Song Number : 18000   

O Mister Dil Badi Mushkil Jaali Note (1960) 04:10 20508
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 04:10   Song Number : 20508   

O Mr Benjo Ishara Ham Sab Chor Hain (1956) 03:18 32694
 
Poster of Ham Sab Chor Hain (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Amita
Duration : 03:18   Song Number : 32694   

O Nanhe Se Farishte Ek Phool Do Mali (1969) 04:41 13230
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:41   Song Number : 13230   

O Paape Naa Sharma Sagai (1966) 04:15 14112
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Whisky
Duration : 04:15   Song Number : 14112   

O Raat Ke Musaafir Miss Mary (1957) 03:56 13751
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Gemini Ganesan
Duration : 03:56   Song Number : 13751   

O Sanam O Sanam Sanam (1951) 05:23 19420
 
Poster of Sanam (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Dev Anand, Suraiya
Duration : 05:23   Song Number : 19420   

O Sanam Tere Ho Gaye Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:22 21062
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Rajendra Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 21062   

O Sheronwali Suhaag (1979) 06:17 32451
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 06:17   Song Number : 32451   

O Yaa Qurbaan Kabuliwala (1961) 04:32 13486
 
Poster of Kabuliwala (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 04:32   Song Number : 13486   

Oh Meri Chorni Katilon Ke Kaatil (1981) 03:51 38124
 
Poster of Katilon Ke Kaatil (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 03:51   Song Number : 38124   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi