MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa ho jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye murjhaa chale hain armaan saare dhundhlaa gaye hain sabhi ujle nazaare kaise jiyungi ghumon ke sahaare tarsi nighaahen meri tujhko sadaayen de dhadkan pukaare chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa baithi hoon main kab se teri yaad lagaaye jaane waale aajaa teri yaad sataaye itna bataa jaa tere jee mein kya hai laa ke do raahe pe bichhadna bura hai iss zindagi ka tu hi aasraa hai kya wo khata hai meri jispe khafa hai tu jiski sajaa hai chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa dil to gaya mera kahin jaan naa jaaye jaane waale aajaa teri yaad sataaye chala bhi aaaaaaaaaa ooooooooooooooooo oooooooo oooooo ooooo oooooo ooooo oooooooo oooooo ooooo meri lagan ko kahaan tune click here
museebat ik khilaunaa hai teri maasoom raahon mein guzar jaa haan guzar jaa kheltaa dharti ki baanhon mein chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa tera sahaaraa bhagwan teraa chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa jag hai saagar tu hai tinakaa behata chala jaa baandh le himmat chhod de rona hansata chala jaa dhalengi ye raatein milegaa saveraaa dhalengi ye raatein milegaa saveraaa tera sahaaraa bhagwan teraa chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa aandhi aaye toofaan aaye phir bhi lade jaa wo rakhwaala saath hai tere aage badhe jaa banegaa ujaala yahi to andheraa banegaa ujaala yahi to andheraa tera sahaaraa bhagwan teraa chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa click here
chale jaa chale jaa chale jaaaa jahaan pyaar mile jahaan pyaar mile chale jaa chale jaa chale jaaaa jahaan pyaar mile jahaan pyaar mile chale jaa chale jaa chale jaaaa jahaan pyaar mile jahaan pyaar mile itne bade jahaan mein koi to meet hoga iss ghum ki baansuri mein koi to geet hoga itne bade jahaan mein koi to meet hoga iss ghum ki baansuri mein koi to geet hoga chale jaa chale jaa chale jaaaa jahaan pyaar mile jahaan pyaar mile chale jaa chale jaa chale jaaaa jahaan pyaar mile jahaan pyaar mile chalna hi zindagi hai rukna hai maut teri aye zindagi ke raahi kiss baat ki hai deri chalna hi zindagi hai rukna hai maut teri aye zindagi ke raahi kiss baat ki hai deri chale jaa chale jaa chale jaaaa jahaan pyaar mile jahaan pyaar mile chale jaa chale jaa chale jaaaa jahaan pyaar mile jahaan pyaar mile aawaaz de rahi hai manzil tujhe suhaani badhta hi chal musafir har saans ik kahaani aawaaz de rahi hai manzil tujhe suhaani badhta hi chal musafir har saans ik kahaani click here
chale the saath mil ke chalenge saath mil kar chale the saath mil ke chalenge saath mil kar tumhein rukna padega meri aawaaz sunkar chale the saath mil ke chalenge saath mil kar tumhein rukna padega meri aawaaz sunkar chale the saath mil ke ho o o o humaari jaan lengi tumhaari ye adaayein humein jeene na dengi tumhaari ye nigaahein samajh lo baat dil ki tumhein denge duwayein chale the saath mil ke chalenge saath mil kar tumhein rukna padega meri aawaaz sunkar chale the saath mil ke bada pyaasa hai ye dil ise madhosh kar do bhadak uthe hain shole inhein khamosh kar do humaara hosh le lo humein behosh kar do chale the saath mil ke chalenge saath mil kar tumhein rukna padega meri aawaaz sunkar chale the saath mil ke click here
dil ka afsaana sunaate hain sunaane waale haaan aaaaaa aaaaaa kaash samjhe naa muhabbat ko mitaane waale pyaar ka naam bhi lete huye darr lagta hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa teer khinche huye baithe hain zamaane waale aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa cha click here
chali chali re patang meri chali re chali chali re patang meri chali re chali baadlon ke paar ho ke dor pe sawaar saari duniya ye dekh dekh jali re chali chali re patang meri chali re yun mast hawa mein laharaaye jaise udan khatola uda jaaye aa aa aa yun mast hawa mein laharaaye jaise udan khatola uda jaaye le ke man mein lagan jaise koi dulhan chali jaaye re saawariyan ki gali re chali chali re patang meri chali re chali chali re patang meri chali re chali baadlon ke paar ho ke dor pe sawaar saari duniya ye dekh dekh jali re chali chali re patang meri chali re aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa o ho ho ho ho ho ho rang meri patang ka dhaani hai ye neel gagan ki raani hoooo rang meri patang ka dhaani hai ye neel gagan ki raani baanki baanki hai uthaan hai umar bhi jawaan laage patli kamar badi bhali re chali chali re patang meri chali re chali chali re patang meri chali re chali baadlon ke paar ho ke dor pe sawaar saari duniya ye dekh dekh jali re chali click here
chali meri dulhan ki doli oye chali meri dulhan ki doli saath hai jeevan saathi kya karne hain baarati chali meri dulhan ki doli oye chali meri dulhan ki doli iss mast pawan ke ye jhonkeee sang ban ke aaj kahaar chaleeeeee baabul ke ghar se gori ko le ke saajan ke dwaar chale sang ye badriyaa bhi ho li ho li chali meri dulhan ki doli chali meri dulhan ki doli duniyaa deewani kehti thiiiiii patjhar ke phool nahin khilte hatte nahin parbat raste se dharti aakhaash nahin milte duniyaa hai ye kitni bholi bholi chali meri dulhan ki doli oye chali meri dulhan ki doli phoolon ke nahin armaanon keeee main haar tujhe pehnaaunga kaliyon se nahin aashaaon se main teri sejj sajaaunga mere humraahi humjoli humjoli chali meri dulhan ki doli saath hai jeevan saathi kya karne hain baarati chali meri dulhan ki doli oye chali meri dulhan ki doli doli chali meri dulhan ki doli click here
chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o aao kho jaayein sitaaron mein kahin aao kho jaayein sitaaron mein kahin chhod ke aaj ye duniyaan ye zamin duniyaan ye zamin chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o hum nashe mein hain sambhaalo humein tum hum nashe mein hain sambhaalo humein tum neend aati hai jagaa lo humein tum jagaa lo humein tum chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o o o o o o o ho o o o o o o o o o o o o o o o o o zindagi khatm bhi ho jaaye agar zindagi khatm bhi ho jaaye agar na kabhi khatm ho ulfat ka safar ulfat ka safar chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o click here
hoooo chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi hoooo chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi jin nainon ki tu hai jyoti unn nainon se barse moti daavaa nahin hai koi zor nahin hai beti sadaa hi praayi hoti jaldi naihar se le jaao kahaar piya milan ki rutt aayi chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi chhaayi hai dekho hariyaaliii aayi hai rutt khushiyon waali har aasha parwaan chadi din hai dusheraa raat deewaaali gale daal baahon kaa haar kahaar piya milan ki rutt aayi chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi suni padi bhaiyaa ki haweli vyaakul behnaa reh gayi akeli jin sang naachi jin sang kheli chhut gayi wo sakhi saheli ab naa deri lagaao kahaar piya milan ki rutt aayi chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi piya milan ki rutt aayi piya milan ki rutt aayi click here
la la la la la la la la la la la la chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi rukti nahin hai zindagi kisi bhi mod par kya paayega koi kisi ke dil ko tod kar rukti nahin hai zindagi kisi bhi mod par kya paayega koi kisi ke dil ko tod kar todo na saaz e dil ke saaz e dil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi khatron se khelne ka kareena bhi aayega marna agar aa jaaye to jeena bhi aayega khatron se khelne ka kareena bhi aayega marna agar aa jaaye to jeena bhi aayega halchal ki har ek mauj mein shaamil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi click here
chaman ke phool bhi tujh ko gulaab kehte hain humin nahin hai sabhi humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain nazar mila ke mere dil ki baat pehchano suna hai chehre ko suna hai chehre ko dil ki kitaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko saaz e dil chhed diya hai to ye nagmaa sun lo bikhri bikhri hai mere pyaar ki kirne sun lo isi kiran ko sanam aaftaab kehte hain humin nahin humin nahin humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko aaj tak dekhi nahin aisi dehakti aankhen daal do hans ke inn aankhon mein chhalati aankhen sambhal ke peena ise sab sharaab kehte hain humin nahin hoye humin nahin humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko gulaab kehte hain humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain nazar mila ke mere dil ke baat pehchano suna hai chehre ko dil ki kitaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko click here
champakali dekho jhuki gayi re jaadoo kiya mere pyaar ne hoooo juhi ke phool tune dil le liya re paagal kiya tere pyaar ne hoooo champakali dekho jhuki gayi re jaadoo kiya mere pyaar ne ye tera shabaab pyaar ka kamal ankhdiyaan hai yaa koi gazal hai pyaar ki ye tera shabaab pyaar ka kamal ankhdiyaan hai yaa koi gazal hai pyaar ki ban gaye hum yun haseen ban gaye hum yun haseen aap ki wo inaayat huyi champakali dekho jhuki gayi re jaadoo kiya mere pyaar ne mere dil ki aag raag ban gayi mujhko zindagi mein gungunana aa gaya aaaa mere dil ki aag raag ban gayi mujhko zindagi mein gungunana aa gaya jaaneman tum jaan lo jaaneman tum jaan lo pyaar pathar ko deta hai jhuka juhi ke phool tune dil le liya re paagal kiya tere pyaar ne hooo raat naujawaan tum bhi ho yahaan aaj apne pyaar par bahaar aa gayi raat naujawaan tum bhi ho yahaan aaj apne pyaar par bahaar aa gayi mil gaye dil khil gaye mil gaye dil khil gaye ye kali teri dulhan banegi champakali dekho jhuki gayi re click here
tum tum tararara tum tum taram tum tum tararara tum tum taram tum tum tararara tum tum taram tum tum tararara tum tum taram tum tum taram taram tum tum taram taram duniya ke hain laakh dharam par apna ek karam chana zor garam chana zor garam baabu main laayi mazedaar chana zor garam chana zor garam baabu main laaya mazedaar chana zor garam mera chana bana hai aala jis mein daala garam masaala isko khaayega dilwaala chana zor garam mera chana kha gaya goraa mera chana kha gaya goraa kha ke ban gaya tagada ghoda maine pakad ke use maroda maar ke tangdi usko toda chana zor garam chana zor garam baabu main laaya mazedaar chana zor garam mere chane ki aankh sharabi sharaabi chane ki aankh sharaabi ho iske dekho gaal gulabi gulaaabi dekho gaal gulaabi ho iska koi nahi jawaabi iska koi nahi jawaabi jaise koi kudi punjaabi jaise koi kudi punjaabi naache chhanan chhanan naache chhanan chhanan kothe chadh ke tainu pukaran sun le mere balam chana zor garam chana zor garam click here
chand takta hai idhar chand takta hai idhar aao kahin chhup jaayen kahin laage na nazar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar phool shaakhon se jhuke jaate hain honthon ki taraf phool shaakhon se jhuke jaate hain honthon ki taraf jhonken bal khaa ke mude aate hain hoooo oooo oooo mude aate hain zulfon ki taraf aaaaa aaaa aaaaa aaaaa chhod kar inki dagar chhod kar inki dagar aao kahin chhup jaayen kahin laage na nazar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar main hi main dekhun sajan duja naa dekhe tohe main hi main dekhun sajan duja naa dekhe tohe baakhabar kaun sautaniyaa tora hooo oooo oooo sautaniyaa tora mann mohe hoooo oooo oooo oooo dil pe daalo na asar dil pe daalo na asar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar saari nazron se pare saare nazaron se pare saari nazron se pare saare nazaron se pare aasmaanon pe chamakte huye hoooo ooooo chamakte huye taaron se pare aaaaaa aaa aaaaaa odh kar laal click here
kuchh bhi kahega to abhi nahin jaaungi kahin nahin jaaungi kabhi nahin jaaungi ooo oooo oo chanda maama se pyaara mera maama meri aankhon ka taara mera maama oo chanda maama se chanda maama se pyaara mera maama meri aankhon ka taara mera maama ooo chanda maama se aao aaj banenge mil ke hum donon humjoli aao aaj banenge mil ke hum donon humjoli tum dhoondho main chhup chhup jaaun chhup chhup jaaun khelein aankh micholi ooo oo ooo kehna maanegaa maanegaa maanegaa kehna maanegaa pyara mera maama meri aankhon ka taara mera maama ooo chanda maama se chanda maama se pyaara mera maama meri aankhon ka taara mera maama na to maa ki mili hai mamta na baapu ka saayaa na to maa ki mili hai mamta na baapu ka saayaa teri god mein aa baithi hoon dekh ke thandi chhaya mera jeevan sahaara mera jeevan sahaara mera jeevan sahaara mera maama meri aankhon ka taara mera maama hoooo chanda maama se chanda maama se pyaara mera maama meri aankhon ka tara mera maama ek din dulhe raaja ke click here
chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein ye khaamoshi ye tanhaai kisi bhi kaam naa aayi ye khaamoshi ye tanhaai kisi bhi kaam naa aayi suni kuchh baat naa meri naa apni baat samjhaayi naa apni baat samjhaayi chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein zara si raat badhne de zara sa chaand ghatne de zara si raat badhne de zara sa chaand ghatne de abhi jo haath hai dil par use dam bhar to hatne de use dam bhar to hatne de chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein tera aa kar chale jaana humen kar dega deewana tera aa kar chale jaana humen kar dega deewana khudara yun to naa todo labon tak laa ke paimaana labon tak laa ke click here
charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai kahin se laut ke aao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai kahaan se laaun kahaan se laaun wo rangat gayi bahaaron ki kahaan se laaun wo rangat gayi bahaaron ki tumhaare saath gayi roshani nazaaron ki mujhe bhi paas bulaao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai sitaaron tum se andhere kahaan sambhalte hain sitaaron tum se andhere kahaan sambhalte hain unhin ke nakshe kadam se charaag jalte hain unhin ko dhoondh ke laao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai kahin se laut ke aao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai bahot andheraa hai bahot andheraa hai click here
hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho zulfen hain jaise kaandhon pe baadal jhuke huye aankhen hain jaise mai ke pyaale bhare huye masti hai jiss mein pyaar ki tum wo sharaab hoooo chaudhveen ka chaand ho chehraa hai jaise jheel mein hansta hua kanwal yaa zindagi ke saaz pe chhedi huyi ghazal jaane bahaar tum kisi shaayir ka khwaab hoooo chaudhveen ka chaand ho honton pe khelti hain tabassum ki bijliyaan sajde tumhaari raah mein karti hain kehkashaa duniyaa e husn o ishq kaa tum hi shabaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho click here
hey che khush nazaare che khush nazaare che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil gulon ki waadi sabaa ki basti gali bahaaron ki gulon ki waadi sabaa ki basti gali bahaaron ki nighaah ko thi talaash kab se inhi nazaaron ki ke bekhudhi mein nikal pada hoon utha ke saaz e dil hoooooo che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil ye wo mehal hai har ik daricha hai aasmaan jiska ye wo mehal hai har ik daricha hai aasmaan jiska hai apne sar se bhi kuchh bulandi pe aastaan jiska ye hai wo chilman ke jiske pichhe hai wo haseen qaatil hooooo che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil click here
chehra tera allah allah baatein teri masha allah badi badi aankhon waali jaadu kiya tune wallah aa idhar to aa o meri jaan gale laga chehra tera allah allah baatein teri masha allah badi badi aankhon waali jaadu kiya tune wallah aa idhar to aa o meri jaan gale laga dono jahan mein tujhsa nahin hai meri rahegi mujhko yakin hai dono jahan mein tujhsa nahin hai meri rahegi mujhko yakin hai aaahh haaa aaa aaa chehra tera allah allah baatein teri masha allah badi badi aankhon waali jaadu kiya tune wallah aa idhar to aa o meri jaan gale laga aa idhar to aa o meri jaan gale laga tu hai hamare pyaar ki duniya aake basa de yaar ki duniya tu hai hamare pyaar ki duniya aake basa de yaar ki duniya aaahh haaa aaa aaa chehra tera allah allah baatein teri masha allah badi badi aankhon waali jaadu kiya tune wallah aa idhar to aa o meri jaan gale laga aa idhar to aa o meri jaan gale laga tu to khuda ke hosh bhula de chain chura le neend udaa de tu to khuda ke hosh bhula de chain click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chala Bhi Aa Aaja Rasiya Man Ki Ankhen (1970) 05:28 15618
 
Poster of Man Ki Ankhen (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Waheeda Rehman
Duration : 05:28   Song Number : 15618   

Chalaa Chal Gar Hai Andheraa Barood (1960) 03:13 36755
 
Poster of Barood (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mukhtar Ahamad
Duration : 03:13   Song Number : 36755   

Chale Jaa Chale (Male) Jahan Pyar Mile (1969) 04:57 13405
 
Poster of Jahan Pyar Mile (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:57   Song Number : 13405   

Chale The Saath Mil Ke Haseena Maan Jayegi (1968) 03:20 20262
 
Poster of Haseena Maan Jayegi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rekha
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:20   Song Number : 20262   

Chalenge Teer Jab Dil Par Kohinoor (1960) 06:34 13563
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:34   Song Number : 13563   

Chali Chali Re Patang Bhabhi (1957) 03:33 20263
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Nanda, Jag Deep
Duration : 03:33   Song Number : 20263   

Chali Meri Dulhan Ki Darpan (1970) 05:24 20264
 
Poster of Darpan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:24   Song Number : 20264   

Chalo Dildaar Chalo Pakeezah (1972) 03:42 20265
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kaif Bhopali
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:42   Song Number : 20265   

Chalo Re Doli Uthaao Jaani Dushman (1979) 05:03 20267
 
Poster of Jaani Dushman (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:03   Song Number : 20267   

Chalte Chalo Chalta Hua Insaan Aur Shaitan (1970) 03:21 41000
 
Poster of Insaan Aur Shaitan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 41000   

Chaman Ke Phool Shikari (1963) 03:37 14244
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Ajeet, Ragini
Duration : 03:37   Song Number : 14244   

Champakali Dekho Ziddi (1964) 03:52 14451
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Duration : 03:52   Song Number : 14451   

Chana Zor Garam Kranti (1981) 07:36 20271
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Hema Malini, Others
Duration : 07:36   Song Number : 20271   

Chand Takta Hai Dooj Ka Chaand (1964) 03:29 13161
 
Poster of Dooj Ka Chaand (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, B Saroja Devi
Duration : 03:29   Song Number : 13161   

Chanda Mama (Happy) Kartavya (1979) 05:26 13528
 
Poster of Kartavya (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 05:26   Song Number : 13528   

Chandani Raat Mein Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 04:21 13236
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 13236   

Charaag Dil Ka Jalaao Chirag (1969) 04:19 20296
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:19   Song Number : 20296   

Chaudhvin Ka Chand Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:29 20281
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 20281   

Che Khush Nazaare Pyar Ka Mausam (1969) 04:29 14010
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:29   Song Number : 14010   

Chehra Tera Allah Allah Tum Haseen Main Jawan (1970) 03:43 36982
 
Poster of Tum Haseen Main Jawan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 03:43   Song Number : 36982   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi