MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek hai apni zamin ek hai apna gagan ek hai apna jahaan ek hai apna vatan apne sabhi sukh ek hain apne sabhi ghum ek hain aawaaz do aawaaz do hum ek hain hum ek hain ye waqt khone ka nahin ye waqt sone ka nahin jaago vatan khatre mein hai saara chaman khatre mein hai phoolon ke chehre zard hain zulfen fiza ki gard hain umda hua tufaan hai narve mein hindustaan hai dushman se nafrat farz hai ghar ki hifaazat farz hai bedaar ho bedaar ho aamada e paigaar ho ye hai himalay ki zamin taaj o ajanta ki zamin sangam humaari aan hai chittaud apni shaan hai gulmarg ka mahka chaman jamuna ka tat gokul ka van ganga ke dhaare apne hain ye sab humaare apne hain keh do koi dushman nazar utthe na bhoole se idhar keh do ke hum bedaar hain keh do ke hum taiyaar hain utho jawaan aan e vatan baandhe huye sar se kafan utho dakkan ki or se gang o jaman ki or se punjaab ke dil se utho satluj ke saahil se utho maharashtra ki khaak se dilli ki arz e paak se bengaal se gujraat se kashmeer ke click here
oooo hooooooo hoooooo ooooooo aaaaaaaahaaaaa haaaaa aaaaaaaaaaaaaa aawaara maajhi aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan ubhraa hai yahi se armaanon bhara dil armaanon bhara dil doobega yahin pe chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan chaahe aaj mujhse meri hasraton se gusse mein naa kije mil jaane kaa waada aye jaane muhabbat ab to dil ne tum pe mar ke kar liya hai jeene ka iraada chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan click here
badraaaaaaaaaaaaa haaaaaayeeeeeeee badra chhaaye ke jhule pad gaye haaye ke mele lag gaye oye mach gayi dhoom re ke aaya saawan hoooooooo jhoom ke aya saawan jhoom ke badraaaaaaaaaaaaa hooooooooooo badra chhaaye ke jhoome parbat haaye re kajraari badariyaa ko choom ke ke aaya saawan hoooooooo jhoom ke aya saawan jhoom ke kaahe saamne sab ke baalamvaa tu chhede jaalamvaa kaahe saamne sab ke baalamvaa tu chhede jaalamvaa kaahe phenke nazar ki dori tu luk chhup ke gori gajraaaaaaa haaaayeeeeee gajraa haaye re bairi bikhraa jaaye re mera kajraa oye mach gayi dhoom re ke aaya saawan hoooooooo jhoom ke aya saawan jhoom ke jaane kiss ko kiss ki yaad aayi ke chali purvaayi jaane kiss ko kiss ki yaad aayi ke chali purvaayi jaane kiss birhan kaa mann tarsaa ke paani barsaa kangnaaaaaaaaa haaaayeeeeee kangnaa laaye ke ghar laut ke aaye re pardesi bideswaa se ghoom ke ke aaya saawan hoooooooo jhoom ke aya saawan jhoom ke tere sehare ki hain ye ladiyaan ke saawan ki jhadiyaan click here
kurr kurr kurr aye aye aye kahaan chali aye aye baagh ki kaliyo sharam karo sharam karo aye baagh ki kaliyo sharam karo sharam karo tum haar gayin hum jeet gaye hum jeet gaye tum haar gayin hayeeee haa haa sheeshe mein zara mukhda dekho mukhda dekho sheeshe mein zara mukhda dekho mukhda dekho tum haar gayin hum jeet gaye hum jeet gaye tum haar gayin heyyy hey hey he he hai rang niraala gori ka hai ghonsla sar pe panchhi ka aur usmein anda murgi ka haye kya hai tukda barfi ka gusse ki nazar se mat dekho mat dekho aye baagh ki kaliyo sharam karo sharam karo tum haar gayin hum jeet gaye hum jeet gaye tum haar gayin heyyy hey hey haye haye o mam rangeeli kya kehne o chhail chhabeeli kya kehne ye aankh kateeli kya kehne ye chaal nasheeli kya kehne thodi si daya to humpe karo humpe karo aye baagh ki kaliyo sharam kao sharam karo tum haar gayin hum jeet gaye hum jeet gaye tum haar gayin heyyy hey hey o dilbar jaani mar gaye hum o roop ki raani mar gaye hum o surmedaani click here
aye baby aye ji aye baby aye ji idhar aao aa gaya ghum jaao ghum gaya maan jaao maan gaya ab kaho kya khaaoge jalebiiii aye baby aye ji aye baby aye ji idhar aao aa gaya ghum jaao ghum gaya maan jaao maan gaya ab kaho kya khaaoge jalebiiii aye baby rutt hai rangeeli hawaa bhi hai nasheeli o pyaare rutt hai rangeeli hawaa bhi hai nasheeli o pyaare magar bhookh meri mita to naa sakenge nazaare magar bhookh meri mita to naa sakenge nazaare aa idhar aao aa gaya baith jaao baith gaya uth jaao uth gaya ab kaho kya khaaoge kalejiiiii aye baby dekho to wo panchhi madhur si sadaa mein kya bolen dekho to wo panchhi madhur si sadaa mein kya bolen bhukha hai yaa pyaasa tadap ke bechaara munh khole bhukha hai yaa pyaasa tadap ke bechaara munh khole aa idhar aao aa gaya ruk jaao ruk gaya jhuk jaao jhuk gaya ab kaho kya khaaoge jalebiiiiii aye baby hum to tumhare ji mehmaan ban ke haaye mar gaye hum to tumhare ji mehmaan ban ke haaye mar gaye bahot shukriyaa ji ke ehsaan hum pe click here
aye chaand ki zebaai tu jhul jaa baahon mein madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai aye chaand ki zebaai tu jhul jaa baahon mein madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai aye chaand ki zebaai jalne de mere dil ko rukhsaar ke sholon mein jalne de mere dil ko rukhsaar ke sholon mein aata hai nasha humdam maujon ke jhakolon mein paagal kiye deti hai mehki huyi tanhaai madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai aye chaand ki zebaai daaman naa bachaa mujhse daaman se lipatne de daaman naa bachaa mujhse daaman se lipatne de aanchal ki ye deewaren girti hain to girne de judaa jo khulaa tera khushboo si chali aayi madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai aye chaand ki zebaai jis haath ko thaama hai wo haath naa chhodunga jis haath ko thaama hai wo haath naa chhodunga kitne bhi janam le lo main saath naa chhodunga sadiyon se main tera hoon aye jaan e tamnannaai madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai aye chaand ki zebaai tu jhul jaa baahon mein madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai click here
aye chaand zara chhup jaa aye waqt zara ruk jaa ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa aye waqt zara ruk jaa rukh unka idhar ko hai ab kyun na bahaar aaye duniyaa naa badal jaaye aye chaand zara chhup jaa sab khaab sa lagta hai iss raat mein jaadoo hai sab khaab sa lagta hai iss raat mein jaadoo hai khaamosh nazaaron ki har baat mein jaadoo hai hum hai ke bandhe se hain dil hai ke udaa jaaye ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa main pyaar ki baazi mein dil haara to kya haara main pyaar ki baazi mein dil haara to kya haara pehlu mein mere duniyaa baahon mein jahaan saara kya dega muqaddar ab hum maang ke pachhtaaye ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa aye waqt zara ruk jaa ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa aye chaand zara chhup jaa aahaa click here
aye dost kisi roz tu pachhtaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega jo aag se khelega wo jal jaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega mat bhool badi bhool kiye jaata hai mat bhool badi bhool kiye jaata hai jo dard tu auron ko diye jaata hai wo dard tere dil ko bhi tadpaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega daulat ka nasha hosh uda deta hai daulat ka nasha hosh uda deta hai insaan ko deewaana bana deta hai ye jaam uthaya to behak jaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega jo aag se khelega wo jal jaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega royega tu tadpega pareshan hoga royega tu tadpega pareshan hoga aur apne kiye pe tu pashema hoga par haath gaya waqt nahin aayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega dekha na wahi baat huyi saudayi dekha na wahi baat huyi saudayi ye paap ki daulat tere kis kaam aayi tu apni khataon ki saza paayega click here
aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai sach ki pooja karne waale humne bhooke marte dekhe jhooth ka daaman thaamne waale humne maujen karte dekhe phoolon ki sejjon parrrrrrrrrr phoolon ki sejjon par so kar jhooth the ko aaram naa aye lekin sachche ko pal bhar mein kaanton par bhi neend aa jaaye aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai jiss ka mann ho saaf wo gir kar bhi upar aa jaata hai chaand ko dekho jo ghat ghat ke phir aage bhad jaata hai jiss ka taara chamkaaaaaaaaaa jiss ka taara chamka sabne badh kar uss ka saath diya girte ko yahaan kisne thama kisne usko click here
aye gulbadan aye gulbadan phoolon ki mehak kaanton ki chubhan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye aye gulbadan aye gulbadan phoolon ki mehak kaanton ki chubhan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kya hasin mod par aa gayi zindagaani ke haqeeqat na ban jaaye meri kahani kya hasin mod par aa gayi zindagaani ke haqeeqat na ban jaaye meri kahani jab aahen bhare ye thandi pawan seene mein sulag uthati hai agan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye main tumhi se yun aankhen milata chala hoon ke tumhin ko main tum se churata chala hoon main tumhi se yun aankhen milata chala hoon ke tumhin ko main tum se churata chala hoon mat poochh mera deewanapan aakash se oonchi dil ki udan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye click here
aye husnpari chehra aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho shabnam ke dil ki dhadkan mehsoos kar rahi ho shabnam ke dil ki dhadkan mehsoos kar rahi ho tum kitni naram dil ho aahen si bhar rahi ho tum kitni naram dil ho aahen si bhar rahi ho aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho itna khayaal koi karta nahin kisi ka itna khayaal koi karta nahin kisi ka tumne badal diya hai rukh meri zindagi ka tumne badal diya hai rukh meri zindagi ka aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho sab kuchh tha pass mere lekin naa ye khushi thi sab kuchh tha pass mere lekin naa ye khushi thi poori huyi hai tumse jeevan mein jo kami thi poori huyi hai tumse jeevan mein jo kami click here
aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye ye tumne kaha tha ke hum hain tumhaare to hum bhi ye samjhe ke tum ho humare phir humen kis baat ki sazaa de rahe ho aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye idhar reh gayi yaa udhar reh gayi hai kahin kuchh kami si magar reh gayi hai meri wafaa ka ye kya sila de rahe ho aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye jahaan pyaar hoga sharaarat bhi hogi jahaan hogi anban muhabbat bhi hogi jhuki jhuki aankho se ye khata de rahe ho aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye click here
oooooo hoooooo hooooo hooooo hooooo hoooooo oooooooo aye mere mann main hoon magan unse milan ki shaam hai ye har saans par mehka hua unka hi aaj naam hai ye aye mere mann main hoon magan unse milan ki shaam hai ye har saans par mehka hua unka hi aaj naam hai ye aye mere mann main hoon magan mujhko jab wo mera mann meet mile mujhko jab wo mera mann meet mile rutt ho ke naa ho phir bhi basant khile lage aise mujhe jaise ghula ho hawaa mein chandan chandan aye mere mann main hoon magan unse milan ki shaam hai ye har saans par mehka hua unka hi aaj naam hai ye aye mere mann main hoon magan tann mein mann mein har pal ab hai basi tann mein mann mein har pal ab hai basi chhalki chhalki unki madhur wo hansi dheere dheere jaise gire honthon se raseela saawan saawan aye mere mann main hoon magan unse milan ki shaam hai ye har saans par mehka hua unka hi aaj naam hai ye aye mere mann main hoon magan kab ye kaise pyaar humara ye pala kab ye kaise pyaar humara ye pala apna click here
baayiswin rajab ki ghadi rehmaton ki hai kondon ki ye miyaz badi barkaton ki hai aye momino niyaz dilao imam ki aye momino niyaz dilao imam ki bakar ke laal sahibe ali makam ki aye momino niyaz dilao imam ki hasnain ke wo ladle hasnain ke wo ladle jaafar hai unka naam sadiq lakab hai aate hai duniya mein sabke kaam zehra ke aur ali ke dulare wohi to hain pyare nabi ki aankh ke taare wohi to hain unse hi aabru haiii unse hi aabru hai khuda ke kalaam ki aye momino niyaz dilao imam ki milti hai iss niyaz se milti hai iss niyaz se har ekko rahaten hoti hai door phazle khuda se musibaten jo ye miyaz dil se adab se dilayega ho jayega nihal muraden wo payega tadbeer isse banti hai tadbeer isse banti hai har bigde kaam ki aye momino niyaz dilao imam ki wada kiya hai hazraten wada kiya hai hazraten zafar ne momino tundon ki ye niyaz dilata rahega jo puri na ho sake agar uski murad to daman ho mera hashra mein aur uska hath ho allah laaj rakhega allah laaj rakhega mere makam click here
aye muhabbat unse milne aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya tumne dekha humne dekha tumne dekha humne dekha ik fasaana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya aapki meethi nazar ke teer kaise teer hain aapki meethi nazar ke teer kaise teer hain teer chalne bhi naa paaye teer chalne bhi naa paaye dil nishana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya dil ne pehli hi nazar mein kar liya kuchh faisla dil ne pehli hi nazar mein kar liya kuchh faisla saaz chheda bhi nahin aur saaz chheda bhi nahin aur ik taraana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya nazren milne bhi naa paayin tum nazar mein aa base nazren milne bhi naa paayin tum nazar mein aa base tinke dhundhe bhi nahin aur tinke dhundhe bhi nahin aur aashiana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya click here
aye nargis e mastaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai samjha humen begana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana har raah par qatraaye har mod par ghabraaye munh pher liya hai tumne hum jab bhi nazar aaye munh pher liya hai tumne hum jab bhi nazar aaye hoooo humko nahin pehchaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana ho jaate ho barham bhi ban jaate ho hamdam bhi aye saaki e maikhaana shola bhi ho shabnam bhi aye saaki e maikhaana shola bhi ho shabnam bhi haayeee khaali mera paimaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana har rang qayaamat hai har dhang sharaarat hai dil tod ke chal dena ye husn ki aadat hai dil tod ke chal dena ye husn ki aadat hai haayeee aata nahin behlaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai samjha humen begana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis click here
aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya na dil hosh mein hain na hum hosh mein hain nazar ka milana gazab ho gaya tere honth kya hain gulabi kanval hain ye do pattiyan pyaar ki ik gazal hain wo nazuk labon se mohabbat ki baaten humin ko sunana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya kabhi khul ke milna kabhi khud jhijhakna kabhi raaston par behakna machalna ye palkon ki chilman utha kar girana gira kar uthana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya fizaaon mein thandak ghata par jawani tere gesuon ki badi meharbani har ik pech mein saikadon maikade hain tera ladkhadana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya click here
aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya dil humaara jaan se pyaara jaao ji tum pe ye nisaar kar diya dil humaara jaan se pyaara jaao ji tum pe ye nisaar kar diya aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya zindagi tum nahin to zindagi nahin chandni tum nahin to chandni nahin zindagi tum nahin to zindagi nahin chandni tum nahin to chandni nahin sab nazaare ye pukaaren tum ne hi bahaar ko bahaar kar diya aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya keh zara sanam humko tumse pyaar hai keh diya sanam humko tumse pyaar hai keh zara sanam dil se dil nisaar hai keh diya sanam dil se dil nisaar hai paas aa ke muskura ke tumne dil par nazar ka waar kar diya aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya dil humaara jaan se pyaara jaao ji tum pe ye nisaar kar diya aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya aye sabah click here
aye taza waridan e bisat e hawa e dil zinhaar agar tumhen hawas e naunhosh hai zinhaar agar tumhen hawas e naunhosh hai dekho mujhe jo didaa ae ibrat nighah ho meri suno jo gosh e naseehat mein osh hai meri suno jo gosh e naseehat mein osh hai yaa shab ko dekhte the ki har goshaay e bisaat daamaan e baag baan o kafe gulfrosh hai daamaan e baag baan o kafe gulfrosh hai yaa subaho dum jo dekhiyo aa kar to bazm mein main wo suroor o shor na josho kharosh hai main wo suroor o shor na josho kharosh hai daawe firaaq sohbte shab ki jali huyi ik shamma reh gayi hai subaho bhi khamosh hai ik shamma reh gayi hai subaho bhi khamosh hai click here
jalte bhi gaye kehte bhi gaye aazaadi ke parwaane jeena to ussi ka jeena hai jo marnaa watan pe jaane aye watan aye watan humko teri kasam teri raahon mein jaan tak loota jaayenge phool kya cheez hai tere kadmon pe hum bhenth apne saron ki chadhaa jaayenge aye watan aye watan humko teri kasam teri raahon mein jaan tak loota jaayenge aye watan aye watan koi punjaab se koi maharashtra se koi up se hai koi bangaal se teri pooja ki thaali mein laaye hain hum teri pooja ki thaali mein laaye hain hum phool har rang ke aaj har daal se naam kuchh bhi sahi par lagan ek hai jyot se jyot dil ki jagaa jaayenge teri jaanib uthi jo qehar ki nazar uss nazar ko jhuka ke hi dum lenge hum teri jaanib uthi jo qehar ki nazar uss nazar ko jhuka ke hi dum lenge hum teri dharti pe hai jo kadam gair kaa uss kadam ka nishaan tak mitaa denge hum jo bhi deewar aayegi ab saamne thokron se usse hum giraa jaayenge click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Awaaz Do Hum Ek Hain Mohd Rafi 03:25 39146
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 39146   

Awara Majhi Jayega Kahan Pyasi Sham (1969) 03:08 14023
 
Poster of Pyasi Sham (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:08   Song Number : 14023   

Aya Sawan Jhoom Ke Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 07:00 20081
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dharmendra
Duration : 07:00   Song Number : 20081   

Aye Baagh Ki Kaliyon Jangal Mein Mangal (1972) 05:18 40945
 
Poster of Jangal Mein Mangal (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 05:18   Song Number : 40945   

Aye Baby Idhar Aao Love In Simla (1960) 03:38 15725
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Duration : 03:38   Song Number : 15725   

Aye Chaand Ki Zebaai Tu Chhoti Si Mulaqat (1967) 04:42 12993
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Uttam Kumar
Duration : 04:42   Song Number : 12993   

Aye Chand Zara Chhup Jaa Laat Saheb (1967) 04:19 20104
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Duration : 04:19   Song Number : 20104   

Aye Dost Kisi Roz Tu Pachhtayega Mera Dost (1969) 05:53 37819
 
Poster of Mera Dost (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:53   Song Number : 37819   

Aye Dost Mere Maine Sachaai (1969) 06:14 14101
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar
Duration : 06:14   Song Number : 14101   

Aye Gulbadan Professor (1962) 03:46 20166
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:46   Song Number : 20166   

Aye Husnpari Aman (1967) 04:42 15545
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:42   Song Number : 15545   

Aye Jaanewafa Aisa Bhi Chhalia (1973) 03:35 12977
 
Poster of Chhalia (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 03:35   Song Number : 12977   

Aye Mere Mann Main Hoon Magan Us Paar (1974) 05:56 15683
 
Poster of Us Paar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 05:56   Song Number : 15683   

Aye Momino Niyaz Dilao Imam Ki (Part I) Niyaz Aur Namaaz (1977) 08:22 32300
 
Poster of Niyaz Aur Namaaz (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Man Mohan Krishna
Duration : 08:22   Song Number : 32300   

Aye Muhabbat Unse Milne Ka Bahana Bazar (1949) 03:34 15556
 
Poster of Bazar (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Shyam, Nigar
Duration : 03:34   Song Number : 15556   

Aye Nargis E Mastana Arzoo (1965) 04:00 20117
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:00   Song Number : 20117   

Aye Phoolon Ki Raani Arzoo (1965) 04:01 20114
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:01   Song Number : 20114   

Aye Saba Unse Keh Zara Alibaba Aur 40 Chor (1954) 03:04 38682
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
S N Tripathi, Chitragupt
On Screen Actors- 
Shakila
Duration : 03:04   Song Number : 38682   

Aye Taza Waridan E Bisat E Hawa E Dil Mohd Rafi 03:39 36105
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:39   Song Number : 36105   

Aye Watan Aye Watan (Fast) Shaheed (1965) 03:24 15167
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 15167   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi